• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parivaar aur Pyaar

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
अरे इतना भी जल्दबाज़ी क्या करना जगुआर भाई ! माहिरा सिंह राजपूत को कम से कम दो - चार महीने तक तो राकेश के पास रहने दीजिए । थोड़ा-बहुत मेहनत करने दीजिए उसे। बल्कि मै तो कहता हूं , उसे खेती के काम पर लगवा दीजिए। मदर इंडिया के नर्गिस जी की तरह खेतों पर बैल हांकने दीजिए।
घी - दूध खा खाकर उसके शरीर पर ही नही बल्कि बुध्दी पर भी चर्बी जम गया है। :D

वैसे प्रतीत हो रहा है कि माहिरा के दोनो शुभचिंतक उसे बचाने के लिए मैदान मे कुद पड़े है।
बहुत खुबसूरत अपडेट जगुआर भाई।
आउटस्टैंडिंग अपडेट।
Thank you

Maante hai Mahira ka bachpana aur bewakoofi aapko pasand nhi aayi. Par hai toh aakhir woh ek bachhi hi. Aakhir aur kitne din uske parivaar se durr rakhta. Mahira ke liye nhi toh toh Shalini ke liye hi sahi. Aakhir kab tak ek maa ko uski beti se alag rakhunga.
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Ek clue Mila bhi tow lekin usse bhi ziada faida nahi huwa bas itna pakka ho gaya in sabki nazer m ki Rakesh n hi kidnap kerwaya h
Ab dekhte h yeh log Rakesh se kaise ugalwate h
Badhiya update
Thank you
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 29
Thodi der mein sab log Rakesh ke ghar ke bahar khade thee. Par koi bhi andar ki taraf nhi jaa raha thaa.

Aryan – Humlog yaha kyo khade hai. Andar kyo nhi jaa rahe hai.

ACP – Kyoki aapki behen andar hai hi nhi.

Aryan – Aise kaise. Uss Raghu ne toh yehi kaha thaa naa ke Mahira ko Rakesh ne kidnap karwaya hai.

ACP – Haaa. Par usne yeh toh nhi kaha naa ke Rakesh ne usse apne ghar mein rakha hai. Aur waise bhi yeh Rakesh ekbaar fhas chuka hai dobaara itni aasani se nhi fhasega. Kyoki woh yeh baat achhe se jaanta hai agar kuch bhi hua toh sabse pehle shakk usipe jaayega. Isiliye jaha tak mera andaaza hai aapki behen ko usne kahi aur hi rakha hua hai.

Ladka – ACP sahab thikk bol rahe hai. Mahira yaha nhi hai.

Aryan – Toh ab Mahira ka pata kaise lagayengee. Kaise pata karenge woh kaha hai.

Veer – Iska pata yeh Rakesh hi batayega. Ab jab isne Mahira ka kidnap kiya hai toh jarur woh usse milne jaayega. Aur tabhi humhe uska pichha karke Mahira ko bachana hogaa.

ACP – Haaa Veer ji bilkul thik bol rahe hai.

Aryan – Hum direct andar jaake uspe dhaawa bol dete hai naa. 2 thappad maarenge toh woh jhatt se boldega. Aur phir police bhi saath hai aur humare paas Raghu ke roop mein saboot bhi maujud hai.

Ladka – Aisa karna Mahira ke liye khatra saabit kardega. Kyoki yeh Rakesh ek tarah ka sanki insaan hai. Agar humne ispe abhi dhaawa bola toh yeh marr jaayega par Mahira ka pata nhi batayega. Abhi best yehi hoga ke hum wait karee.

ACP – Humhe aise open mein nhi rehna chahiyee. Uske aadmiyon ne agar humhe eksaath yaha open mein dekh liya toh woh satark hojaayega. Humhe chupp ke nazar rakhni hogi.

Aryan – Hmmm. Sahi kaha.

Phir sablog Rakesh ke ghar ke agal bagal mein chupp jaate hai aur uspe nazar rakhne lagte hai.

Idher ghar mein Shalini ki halat aur jyaada kharab horahi thi.

Vicky – Tai ji Veer Uncle ka call aaya thaa unhe Kidnapper ka pata chal gaya hai. Wohlog waha chale gaye hai. Dekhiyega ab jald Mahira ghar mein hongi.

Vidya – Bhabhi ab aap tension mat lijiye. Dekhiye ab toh humhe kidnapper ka bhi pata chal gaya hai. Aap dekhiyega ab Mahira jald se jald wapas aajayegi.

Shalini – Meri Mahira ko kuch nhi hona chahiye Vidya. Agar usse kuch hogya toh main Rashmi Didi ko kyaa muh dikhaungi. Unhone marte waqt apne dono bachhon ki jimmedaari mujhe di thi. Unhone mujhse kaha tha mere bachhon ko maa ki kami mehsus mat hone dena. Aur tabse maine Ishita ka kam aur inndono ka jyaada dhyaan rakha hai.

Meri majburi thi jo mujhe Aryan ko 10 saal ke liye khudse alag rakhna padha. Par Mahira ko kabhi bhi maine yeh aihsaas nhi hone diya ke main uski sagi maa nhi hu.

Vidya – Yeh sab aap kyaa bol rahi hai bhabhi. Aap hi Aryan Mahira aur Ishita ki sagi maa hai. Aap yeh sab mat sochiye. Mahira ko kuch nhi hogaa. Dekhiyega Aryan bilkul sahi salamat Mahira ko ghar le aayegaa.

Idher Ishita bhi phone mein kisi se baat kar rahi thi Mahira ko leke.

Ishita – Pata nhi Mahira kaha hai kis haal mein hai.

Saamne se – Tum chinta mat karo. Kuch nhi hoga Mahira ko. Wih bilkul thik hogi. Tum dekhna tumhare bhaiya kuch nhi hone denge.

Ishita – Tum kyo nhi gaye. Tumhe bhi jaana chahiye thaa. Unki thodi madad hojaati.

Saamne se – Main kaise jaa sakta hu. Tum bhul rahi ho main kaun hu aur kyaa hu. Agar unhone mujhse pucha main waha kis haq se hu toh kyaa bolunga. Aur waise bhi abhi unhe humare baare mein kuch nhi pata. Main toh yeh soch ke darr raha hu jab unhe pata chalega tab mera kyaa hogaa.

Ishita – Kuch nhi hoga. Mere bhaiya bahot achhe hai. Dekhna woh khushi khushi sab maan lenge. Aur agar nhi maane toh main mana lungi. Ekbaar Mahira sahi salamat ghar aajaye phir main khud bhaiya aur Mummy se baat karungi.

Saamne se – Aree tum abhi kuch mat karna. Abhi unka dimaag thikaane mein nhi hoga. Tumne kuch bola aur woh bhadak gaye toh lene ke dene padh jaayenge. Abhi tum kuch mat karnaa.

Udher Rakesh ke ghar bahar woh log wait kar rahe the kab Rakesh yaa koi uske ghar ke bahar nikle aur unhe Mahira ka pata chale. Par uss puri raat ko aisa kuch nhi hota.

Dekhte dekhte rat dhalne lagti hai aur subah hone lagti hai. Sabki aankhon mein hi neend thi par sablog jaage hue hi thee.

Aryan – Puri raat guzar gayi aur ab toh subah bhi hogyi pata nhi yeh kab niklega apne ghar se.

ACP – Niklega. Jald niklega. Woh dekho uski window pe. Kahi jaane ke liye ready horaha hai woh.

ACP ke kahe mutabik sab jab Rakesh ke ghar ki window pe dekhte hai toh paate hai ki Rakesh kahi jaane ke liye ready horaha hai.

Aryan – Veer uncle aap apne guards ko boldo backup ke liye taiyaar rahe. Aur issbaar agar koi bhi chuk hui toh achha nhi hogaa.

Veer – Main bol deta hu.

Phir Veer apna mobile nikalke apne guards ko call karke alert rehne ke liye bol deta hai.

Ladka – ACP sahab aap bhi apni police force ko bol diijiye ke wohlog humse connect rahe. Jaise hi humhe Mahira safe dikhegi hum attack kardenge.

ACP – Tumlog aisa kuch nhi karoge. Khaas karke tum. Agar aaj tumne kuch bhi kiya toh iss Rakesh ke saath tum bhi jail jaaoge.

Ladka – Kyaa ACP sahab aap toh mere pichhe hi padh gaye ho. Aree maine aisa kaunsa gunaah kardiya.

ACP – Tumhare khilaaf mere paas koi saboot nhi hai isiliye aisa bol paarahe ho. Jis din mil gaya naa uss din bataunga tumhe.

Ladka – Abhi yeh sab choriye ACP sahab. Abhi hum iss Rakesh pe focus karte hai. Aap bas apni force ko boldijiye alert rahe aur issbaar yeh Rakesh jaldi bahar nhi aana chahiye.

ACP – Woh sab main dekh lunga. Par tum bhi meri baat ko dhyaan mein rakhna.
 
drx prince

Active Member
1,533
1,519
143

Very nice update
 
Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
14,109
29,171

ईशिता भी लगता है किसी दुश्मन के चक्कर में है। और ये शालिनी इनकी अपनी मां नही है तो लगता है कि जो औरत मुंबई में है वो आर्यन की मौसी है।

बढ़िया अपडेट भाई, लेकिन थोड़ा बड़ा करिए।
 
  • Like
Reactions: Jaguaar and parkas
Top