Billi420
Well-Known Member
- 2,526
- 13,182
- 158
Waw great story bhai start sy abhi tk lafzo ka jadu hy jeesy bechara raj phans gya maya oor kamaiya k beech pr yh pari ka kya seen hymega Update 54
previous
Maya(raju se) - achha raj aur kitna time lagega app dono ko aane main
Raju- bas bhabhi abhi hum nasta karke niklne hi wale the ki apka phone aa gaya
Maya- achha tik hai main rakhti hu mobile ok bye![]()
Raju - tik hai bhabhi bye![]()
aur dono ne phone rakh diya raju kamaya ko apni god se uthar kar
Raju- bhabhi bahut let ho gaya hai hume niklna bhi hai, please chalo nasta kar lo
Kamaya - tik.. hai.. tik.. hai par main nasta tabhi karungi jab app mujko apne hatho se khilawoge
aur mere hato se khaowgw bhi
Raju- ha.. ha.. manjur hai chaliye ab suru karte hain
fir dono ne bade payar se ek dusre ko khaba khila diya
to chaliye suru karte hai aj ka update
To dono ka khana khatm hua tab kamaya apni sadi ko ddkh kar boli
Kamaya - Raj mene to ye wali sadi pahni hi nahi thi, aur na hi mene kharidi thi fir ye
Raj- ha wo rat wali sadi gandi ho gai thi, to mene socha ki jab hum yaha hai to kyu na is baat ka fayeda utha liya jaye, isliye jab app sorahi thi na tabhi main dukan se ek sadi le aaya
Kamaya - huu mere saath rahte-rahte app bhi bahut intelligent ho gaye ho raj
Raju- achha sahi par let me correct main nahi balki app mere saath rah - rah kar intelligent ho gayi ho kamaya
Kamaya - is baat ka fesla hum baad main kar lenge pahle app mujko ye bata do ki main is sadi mae kesi lag rahi hu
Raju - agar app mujse puch rahi ho to, app har sadi main mere liye khubsurat lagogi ya fir bina sadi ke aur bhi jada
Kamaya raju ki bato ka matlab aache se samjh gai thi isliye wo bhi
Kamaya - mujko pata hai ki app kis bare main baat kar rahe ho, par please bata do na kesi lag rahi hu main
Raju- waha mirror laga hua hai khud dekh lo kesi lag rahi ho
Kamaya ne jab apne app ko mirror main dekha to usko kudh ko yakin nahi hua
tabhi raju piche se kamaya ki pit lar chipak kar uske gardon ko chumta hua bola
Raju- to kesi lagi apko mera diya hua pahla gift kamaya ji hu
Kamaya (siskati hui) - aaaa hhmm apki di hui har chij mere liye best haiab please baki baad mae hume niklna chahiye dekhiye 10 bajne wale hai
Kamaya ki bate raju ko bhi sahi lagi isliye usne sabhi saman ko pakda aur hotel se checkout kiya
jab dono lagbhg shar se bhar niklne hi wale the ki samne bahut traffic tha aur kamaya ka phone baja jisme thakuraine ka call aa raha tha kyuki traffic bahut tha isliye raju ke bike side mae khadi kar di
Kamaya (call me)- ha hello ji maji kahiye kya hua.
Thakuraine - kya hua are kamaya bhau samay dekhi hai 10 se upar ho gaye hai aur tum dono abhi tak haveli nahi aaye ho
Kamaya - maji hum to bahu pahle hi nikal chuke the lekin
Thakuraine - lekin.. lekin.. kya bahu
Kamaya - wo maji hum traffic main fans gaye hain pichle 1 ghante s (juth) ye lijiye app apne bete se baat kijiye
Raju(call pe) - ha aama bahut hi buri tarha se fanse hai hum traffic main lagta hai 30-40 mints aur lag jayenge yaha wese babuji hai kya amma
Thakuraine - ha wo yahi ha na nasta kar rahe hai kyu
Raju- app unko phone do mujko kuch puchna hai unse kaam hai
Thakuraine - ha tik hai main deti hoon phone, (thakur se) ye lijiye wo raju ko apse kuch baat karni hai
Thakur sahab phone pakadte hue
Thakur - ha raju beta bol kya baat hai aur itni der ho chuki hai tum abhi tak shar (city) main hi ho
Raju- ji babuji wo bast ye hai ki main traffic mae fansh gaya hu pichle 1 ghante
Thakur - are ye to tik nahi hai vese bhi sahar (city) ki traffic ko hatne mae bahut samay lagta hai, achha kya kaam tha bolo
Raju- babuji kaam, ha wo rode se kya wo bijli ka kambha (electric poll) hata diya gaya hai, bas yahi puchna tha babuj appse nahi
Thakur - kaha beta, tumko to kal bataya tha na ki is taraf kuch jada hi jor ki bharish ho rahi hai,
upar se hanare taraf pedo ki sankhya bhi bahut jada hai, isliye hawa (เคนเคตเคพ) bhi thi, to kal bharish ki wajha se kaam suri hi nahi ho paya tha, abhi subha hi bijli vibhag (electric department) ke log aaye hai
Raju - achha tokya wo kaam sham se pahle nahi ho payega babuji, to kya hum sham tak yahi intjar karenge
Thakur - are beta to kya hua, are bhai Maine rode band hua hai na, to tum purane road se aa jawo, ha todi taklif hogi par tum aaram se aa sakoge
Raju -purana road babuj
Thakur - are hai, main to tumko batana bhul hi gaya beta, asal mae hanare gaon aane ke do raste hai ek wo jo abhi kuch salo pahle hi bani hai, aur dusri jiska upayog (use) hum gaon wale pahle karte the
To tum uski kachi raste se aa jawo, aur ha kamaya bahu se puch lena usko pata hai waha ka rasta, achha tik hai beta rakhta hoon phone, abhi mujko panchayat ke liye bhi nikakna hai
Raju- ji babuj, main bhi rakhta hoon phone pranam (เคชเฅเคฐเคฃเคพเคฎ)
Thakur - sada khushraho beta
aur dono ne call cat kar diya idhar phone rakhre hi thakuraine, thakur se
Thakuraine - kya bol raha tha ji raju beta, kab tak aayega haveli
Thakur - are wahi ki wo road khula ki nahi, mene usko bol diya ki purane road se aa jawo, to chinta mat kar thakuraine bahu hai uske saath tik hai, ab main bhi chalta hoon panchayat tik
Thakuraine - achha tik hai ji
aur thakur sahab, bhima aur raghu ke saath nikal gaye panchayat ki aur, or idhar call rakhte hi apna raju sochne laga ki
Raju (man mae) - achha to gaon main aane aur bahar jane ke liye do raste hai, fir bhabhi ne mujko purane raste se aane ke liye kyu bola, jabki babuji ji ke mutabik to naya rasta bilkul acchai halat mae hai, huu lagta hai inse (kamaya) se baat karni hogi is baat ko lekar huu..
raju aur kuch soch pata, ya kuch bol pata traffic police ne jane ka ishara kar diya to raju ne turant bike start kar di aur aage nikak gaya
Raju(man mae) - nahi abhi ye (kamaya) bahut khushlag rahi hai, inko ye khushi enjoy karne deta hoon, ha haveli jakar puch lunga baad mae, ye sahi hoga
tabhi Kamaya ki najar us chij par pad gai, jiske liye har lady's ya girls marti hai aur wo chij haj, pani - puri (gol gappa) jisko dekgte hi kamaya ko lalach aa gaya![]()
Kamaya - raj.. raj bike roko na
Raju- par... par kyu kya hua,hume der ho rahi hai, kya baat hai
Kamaya - wo dekho na raj waha pani puri wala hai please chalo na khate hai, bahut din ho gaye hai mujko khaye hue please... please.. please...
Raju- are ha.. baba... ha...sun liya mene are jara side to lebe do ki bich sadak main bike rok du
Kamaya -, thank you, my baby
Ab bhaiya agar kisi aurat ko 5-6 roti khane ko bolo do to nahi kha payegi, par wahi aurat 10-15 gol gaape aaram se kha leti hai, wese hi kamaya ne bhi 2 plate pani puri kha lisaath mae raju ko bhi khila di, aur kuch kachodi bhi pack kara li
(Is corona ke chakar mae ajj pura 20 din ho gaye pani puri khaye hue hai, sala ye lock down kab khatm hoga be
)
To dono ne aaram se pani puri kha ke gaon ki taraf bad gaye, jesa ki thakur sahab se baat hui thi, raju ne purani sadak ko chuna, wese sadak itni bhi buri nahi thi par tuti hui thi kai jagha se, par ye sadak dekh rahi thi, ki jo kal gaye the wo raju aur kamaya the, par jo ajj aa rahe hain wo, raj- kamaya hai (kya baat, kya baat)
Kamaya bilkul raju ke pith par apna sir rakh kar tandi - tandi hawa ka maja le rahi thi, aur raju bike ke kanch se usko dekh kar maja le raha tha, karib 30-35 minat ke baad raju gaon ke karib pahunch gaya to usne bike rok ki
Raju- kamaya ji, wo kamaya ji are so gai kya, are uth bhi jawo yaar
kamaya nind se jagti hui, aankh malte hue
Kamaya - kaya hua raj, ek to rat ko sone bhi nahi diya apne, aur ab so rahi thi achhe se to apne jaga diya huu
Raju-are gussa
lyu hitu ho, dekh nahi rahi ho kya, hum gaon ki sima tak aa gaye, iskiye to jagaya apkk
Kamaya - wo achha isliye mujko jagaya, to tik hai nahi to dekhte kya karti main hu
Raju- karunga to main wo bhi raat ko huh
Kamaya -kya Matlab hai, apka isse hu bolo
Raju-itni bhi kya jaldi hai huu, abhi to raat hone mae time hai, wese koi idea soch lo app
Kamaya - idea, or wo kyu bhala kis liye idea
Raju- yahi ki ab to kal raat ki wajha se ladkhada kar chal rahi ho na, to agar kisi ne puch liya to bolne ke liye kuch to hona chahiye na
Kamaya - huuye jo meri halat hui hai na, ye apki hi wajha se hui hai samjhe bade aaye idea wale
Raju hastehue bolne lage
Raju-are to isme sirf meri gakti nahi thi, aadhi galti app ki bhi thi, jab dard hua to mujko rokna chahiye tha, kyu nahi roka
Kamaya - wo.. wo.. wo...us baat ko ab app chod bhi do aur chalo bike aage badh lo, hame jaldi jana chahiye ab
Raju ki kamaya kihalat par hansh raha tha, aur usne bike start kar di, aur kamaya bhi normal tarike se bath gai
idhar haveli mae maya raju ke kamre ke pass gussemae idhar se udhar guhm rahi thi aur man hi man apne se hi baat kar rahi thi
Maya- huu raj ko call kiye hue mujko lagbhag 2-3 ghante ho chuke hain, aur in dono ka koi aata pata nahi hai
, aur us kamini, kuttikamaya ko to bahut maja aa raha hoga hi,
yaha mae raj ke saath 1 ghanta bhi akeke nahi bita pati aur wo kamini
pura 1 din aur raat akeke raj ke saath bita chuki hai,
pata nahi us kamini ne is muke ka kesa fayeda utha ya hoga, pata nahi mujko kab muka milega
![]()
pata nahi maya tujko kabhi tera payar milega bhi ki nahikuch to karna hoga maya...
aue idhar rangili ki awwaj pure haveli. mae gunj uthi aur jo maya ne bhi suni kyuki wo bahar hi thi
Rangili- malkin... malkin
Thakuraine - ka hua re bawali, kahe gala fad rahi hai, kon mar gawa re
Rangili - are malkin koi mara nahi hai, wo bhabhi aur raju babu aa gaye haveli
Thakuraine - kya... kya... raju aa gaya sahar(city) se tu sach bol rahi hai na
isse pahle ki rangili kuch bol pati piche se raju darwaje se hi bol pada
Raju- wo amma rangili bhabhi, kyu juth bolingi bhala, dekh mae aa gaya
Thakuraine - achha huubata to yesa raha hai, jese koi jang jit kar aaya ho, dekh nahi raha hai kitne samay se main intjar kar rahi thi
tera intjar karte tere 3 babuji (thakur, bade thakur, rana) panchayat ki taraf nikal gaye
Raju-kya amma ab puri kahani darwaje se hi suna dogi kya, ander nahi aane dogi huu
Thakuraine - are to tujko kisi ki ijajat ki jarurat hai kya, ye tera hi ghar hai, par pahle jawo hath, per achhe se dho lo
Raju aur thakuraine ki bate puri (เคนเคตเฅเคฒเฅ) haveli mae gunj gai, jisko sun kar, maya, paridhi, saloni, vina sabhi log hall mae aa gaye
Jab raju aur kamaya dono hath per dho kar sofe par bath gaye tab thakuraine boli
Thakuraine - kamaya bahu ye tumhari chal ko kya hua, langada kar kyu chal rahi ho tum
.
jab thakuraine ne ye baat boli to maya, aur paridhi ne kamaya ke nazar ko follow kiya jo sidhe raju par hi the
Kamaya (sir juka kar) - wo.. wo.. maji main waha ke bathroom main gir gai thi isliye chot lag gai
Sakoni- (chinta se) - kya yesa kya kar rahi thitu choti jada chot aai hai kya, main malham laga du kya
Raju - nahi... nahi... bhabhi wo main inko doctor ke pass le gaya, tha wo boli ki gabrane ki baat nahi hai bas ajj rat tak tik ho jayegi ye
Kamaya- ji didi ye bilkul tik bol rahe hai
balhe hi koi inki baato ko dhyan nahi de raha tha par, paridhi aur maya is bast par bahut dhyan se rahe the
Maya (man mae) - huu yesi kon si chot hai jo ek raat mae tik ho jaye, aur ye kamini ne ye baat apna sir niche chupa kar kyu boli, kuch to gadbhad hai,jarur inke bich kuch to hua hai
Idhar paridhi bhi man hi man kuch soch rahi thi
Paridhi - huu bhabhi yese kese bathroom main gir gai, aur kisi ko bata bhi nahi rahi hai, main jab se yaha aai hoon raj hamesa kamaya bhabhi ko, bhabhi hi bolte hai, par ajj inhone bhabhi nahi bola, aur na hi bhabhi inko inke naam se bulaya, jarur kuch to hai jo ye dono chupa rahe hai huupata karna hoga
Thakuraine - accha tik hai bahu, ab jara main bhi to dekhu ki tum dono ne kya kya kharida hai sahar (city) se
Kamaya- ji maji wo unke pass ji begs hai, na unme hai sab sopping ke saman
Thakuraine - pari beti jara dikha to kya.. kya.. hai
Paridhi - ji chachi abhi dikhati hu main apko
aur paridhi uthi aur raju ke pass jakar bath gai idhar maya bhi
Maya- lawo pari main bhi tumhari madad kar deti hoon todi se
aur ye bol kar maya bhi raju ke dusri taraf bath gai To ab raju ke ek taraf pari thi dusre taraf maya aur samne kamaya jisko dekh kar raju ki halat kharab ho rahi thi kyuki kamaya ek tak raju ko hi dekh rahi thi
Raju( man mae) -kya se kya ho gaya beta ye accha kasha batha hua tha, ye dono kaha se aa gai mere pass aur inko (kamaya) ko to dekho yese dekh rahi hai, jese abhi mujko kha jayegi, kuch soch beta raju kuch soch, idea
Raju- achha amma app sab dekho ye sab main jara apne kamare se aata hoon
par isse pahle ki raju uth oata paridhi ne uski jang par hath rakh kar usko rok leti hai
Paridhi - are yese kese ja rahe ho app huu, yaha apke liye hi ki gai sopping dekh rahe hai, aur app hi jawoge to kese chalega hai na bhabhi..
Maya- ha.. ha.. pari tum bilkul sahi bol rahi ho, to raju tum abhi kahi nahi ja sakte ho bathe raho yahi
Raju-ha... ha.. main batha hu na abhi main kaha ja raha hoon
tabhi thakuraine ka mobile bajne laga jo unke room mae tha
Thakuraine - achha bacho mae abhi aati hoon tum sab dekh lo
aur fir thakuraine chali gai room main, Aur fir dono ne bags kholne satart kiya sabse pahle kamaya ka lahanga samne yaha jisko dekh kar sabhi ka mhu khula ka khula raha gaya kyuki wo bahut sunder tha na iskiye
Paridhi - wow wow.. Matlab mene abhi tak itni achhi lahanga nahi dekha hai, wow beautiful hai na bhabhi
Maya- huu bilkul tum tik bol rahi hai pari, mene bhi yesa sunder lahanga nahi dekha
Pari - wow kamaya bhabhi manana padega apki pasand bahut acchi hai
Kamaya - are nahi ye meri pasand nahi hai, are ye to inhone (raju) ne pasand ki thi
Kamaya ne jese hi ye bola maya aur paridhi dono thirchinajro se raju ko dekhne lagi
aur bichara raju pasine sese bas idhar udhae nazre guma raha tha
Paridhi - hmm to ye inki pasand ki hai, manana padega ki apki pasand ka koi jawab nahi hai huu
Maya- ha pari tu tik bol rahi hai, inki pasand ka to koi jawab nahi hai
Raju bichara ki halat hi kharan ho chuki thi in dono ki wajha se
tabhi paridhi ne lahange ke saath matching dress bhi nikak di jisko dekh kar paridhi
To Be continued
![]()

