• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Nukar ya Raja

king of darkness0411

Darkness is Every thing
12,907
32,041
259
mega Update 54


previous


Maya(raju se) - achha raj aur kitna time lagega app dono ko aane main


Raju- bas bhabhi abhi hum nasta karke niklne hi wale the ki apka phone aa gaya


Maya- achha tik hai main rakhti hu mobile ok bye 👋


Raju - tik hai bhabhi bye 👋


aur dono ne phone rakh diya raju kamaya ko apni god se uthar kar


Raju- bhabhi bahut let ho gaya hai hume niklna bhi hai, please chalo nasta kar lo


Kamaya - tik.. hai.. tik.. hai par main nasta tabhi karungi jab app mujko apne hatho se khilawoge
aur mere hato se khaowgw bhi


Raju- ha.. ha.. manjur hai chaliye ab suru karte hain

fir dono ne bade payar se ek dusre ko khaba khila diya


to chaliye suru karte hai aj ka update


To dono ka khana khatm hua tab kamaya apni sadi ko ddkh kar boli


Kamaya - Raj mene to ye wali sadi pahni hi nahi thi, aur na hi mene kharidi thi fir ye


Raj- ha wo rat wali sadi gandi ho gai thi, to mene socha ki jab hum yaha hai to kyu na is baat ka fayeda utha liya jaye, isliye jab app so 😴rahi thi na tabhi main dukan se ek sadi le aaya


Kamaya - huu mere saath rahte-rahte app bhi bahut intelligent ho gaye ho raj 😎


Raju- achha sahi par let me correct main nahi balki app mere saath rah - rah kar intelligent ho gayi ho kamaya 😎


Kamaya - is baat ka fesla hum baad main kar lenge pahle app mujko ye bata do ki main is sadi mae kesi lag rahi hu


Raju - agar app mujse puch rahi ho to, app har sadi main mere liye khubsurat lagogi ya fir bina sadi ke aur bhi jada 😜


Kamaya raju ki bato ka matlab aache se samjh gai thi isliye wo bhi 😄


Kamaya - mujko pata hai ki app kis bare main baat kar rahe ho, par please bata do na kesi lag rahi hu main


Raju- waha mirror laga hua hai khud dekh lo kesi lag rahi ho


Kamaya ne jab apne app ko mirror main dekha to usko kudh ko yakin nahi hua


1-images

tabhi raju piche se kamaya ki pit lar chipak kar uske gardon ko chumta hua bola 😘


Raju- to kesi lagi apko mera diya hua pahla gift kamaya ji hu


Kamaya (siskati hui) - aaaa hhmm apki di hui har chij mere liye best hai 😚 ab please baki baad mae hume niklna chahiye dekhiye 10 bajne wale hai


Kamaya ki bate raju ko bhi sahi lagi isliye usne sabhi saman ko pakda aur hotel se checkout kiya


jab dono lagbhg shar se bhar niklne hi wale the ki samne bahut traffic tha aur kamaya ka phone baja jisme thakuraine ka call aa raha tha kyuki traffic bahut tha isliye raju ke bike side mae khadi kar di


Kamaya (call me)- ha hello ji maji kahiye kya hua.


Thakuraine - kya hua are kamaya bhau samay dekhi hai 10 se upar ho gaye hai aur tum dono abhi tak haveli nahi aaye ho


Kamaya - maji hum to bahu pahle hi nikal chuke the lekin


Thakuraine - lekin.. lekin.. kya bahu


Kamaya - wo maji hum traffic main fans gaye hain pichle 1 ghante s (juth) ye lijiye app apne bete se baat kijiye


Raju(call pe) - ha aama bahut hi buri tarha se fanse hai hum traffic main lagta hai 30-40 mints aur lag jayenge yaha wese babuji hai kya amma


Thakuraine - ha wo yahi ha na nasta kar rahe hai kyu


Raju- app unko phone do mujko kuch puchna hai unse kaam hai


Thakuraine - ha tik hai main deti hoon phone, (thakur se) ye lijiye wo raju ko apse kuch baat karni hai

Thakur sahab phone pakadte hue

Thakur - ha raju beta bol kya baat hai aur itni der ho chuki hai tum abhi tak shar (city) main hi ho


Raju- ji babuji wo bast ye hai ki main traffic mae fansh gaya hu pichle 1 ghante



Thakur - are ye to tik nahi hai vese bhi sahar (city) ki traffic ko hatne mae bahut samay lagta hai, achha kya kaam tha bolo



Raju- babuji kaam, ha wo rode se kya wo bijli ka kambha (electric poll) hata diya gaya hai, bas yahi puchna tha babuj appse nahi



Thakur - kaha beta, tumko to kal bataya tha na ki is taraf kuch jada hi jor ki bharish ho rahi hai,
upar se hanare taraf pedo ki sankhya bhi bahut jada hai, isliye hawa (हवा) bhi thi, to kal bharish ki wajha se kaam suri hi nahi ho paya tha, abhi subha hi bijli vibhag (electric department) ke log aaye hai


Raju - achha to 😔 kya wo kaam sham se pahle nahi ho payega babuji, to kya hum sham tak yahi intjar karenge


Thakur - are beta to kya hua, are bhai Maine rode band hua hai na, to tum purane road se aa jawo, ha todi taklif hogi par tum aaram se aa sakoge


Raju - 😮 purana road babuj


Thakur - are hai, main to tumko batana bhul hi gaya beta, asal mae hanare gaon aane ke do raste hai ek wo jo abhi kuch salo pahle hi bani hai, aur dusri jiska upayog (use) hum gaon wale pahle karte the
To tum uski kachi raste se aa jawo, aur ha kamaya bahu se puch lena usko pata hai waha ka rasta, achha tik hai beta rakhta hoon phone, abhi mujko panchayat ke liye bhi nikakna hai



Raju- ji babuj, main bhi rakhta hoon phone pranam (प्रणाम)


Thakur - sada khush 😌 raho beta


aur dono ne call cat kar diya idhar phone rakhre hi thakuraine, thakur se


Thakuraine - kya bol raha tha ji raju beta, kab tak aayega haveli


Thakur - are wahi ki wo road khula ki nahi, mene usko bol diya ki purane road se aa jawo, to chinta mat kar thakuraine bahu hai uske saath tik hai, ab main bhi chalta hoon panchayat tik



Thakuraine - achha tik hai ji


aur thakur sahab, bhima aur raghu ke saath nikal gaye panchayat ki aur, or idhar call rakhte hi apna raju sochne laga ki


Raju (man mae) - achha to gaon main aane aur bahar jane ke liye do raste hai, fir bhabhi ne mujko purane raste se aane ke liye kyu bola, jabki babuji ji ke mutabik to naya rasta bilkul acchai halat mae hai, huu lagta hai inse (kamaya) se baat karni hogi is baat ko lekar huu..

raju aur kuch soch pata, ya kuch bol pata traffic police ne jane ka ishara kar diya to raju ne turant bike start kar di aur aage nikak gaya


Raju(man mae) - nahi abhi ye (kamaya) bahut khush 😌 lag rahi hai, inko ye khushi enjoy karne deta hoon, ha haveli jakar puch lunga baad mae, ye sahi hoga


tabhi Kamaya ki najar us chij par pad gai, jiske liye har lady's ya girls marti hai aur wo chij haj, pani - puri (gol gappa) jisko dekgte hi kamaya ko lalach aa gaya 😋


Kamaya - raj.. raj bike roko na


Raju- par... par kyu kya hua,hume der ho rahi hai, kya baat hai


Kamaya - wo dekho na raj waha pani puri wala hai please chalo na khate hai, bahut din ho gaye hai mujko khaye hue please... please.. please... 😍


Raju- are ha.. baba... ha...sun liya mene are jara side to lebe do ki bich sadak main bike rok du


Kamaya -, thank you, my baby 😚


Ab bhaiya agar kisi aurat ko 5-6 roti khane ko bolo do to nahi kha payegi, par wahi aurat 10-15 gol gaape aaram se kha leti hai, wese hi kamaya ne bhi 2 plate pani puri kha li 😋 saath mae raju ko bhi khila di, aur kuch kachodi bhi pack kara li

(Is corona ke chakar mae ajj pura 20 din ho gaye pani puri khaye hue hai 😭😭, sala ye lock down kab khatm hoga be 😐)

To dono ne aaram se pani puri kha ke gaon ki taraf bad gaye, jesa ki thakur sahab se baat hui thi, raju ne purani sadak ko chuna, wese sadak itni bhi buri nahi thi par tuti hui thi kai jagha se, par ye sadak dekh rahi thi, ki jo kal gaye the wo raju aur kamaya the, par jo ajj aa rahe hain wo, raj- kamaya hai (kya baat, kya baat 😜)
Kamaya bilkul raju ke pith par apna sir rakh kar tandi - tandi hawa ka maja le rahi thi, aur raju bike ke kanch se usko dekh kar maja le raha tha, karib 30-35 minat ke baad raju gaon ke karib pahunch gaya to usne bike rok ki



Raju- kamaya ji, wo kamaya ji are so gai kya, are uth bhi jawo yaar

kamaya nind se jagti hui, aankh malte hue


Kamaya - kaya hua raj, ek to rat ko sone bhi nahi diya apne, aur ab so rahi thi achhe se to apne jaga diya huu 😠



Raju- 😨 are gussa 😡 lyu hitu ho, dekh nahi rahi ho kya, hum gaon ki sima tak aa gaye, iskiye to jagaya apkk


Kamaya - wo achha isliye mujko jagaya, to tik hai nahi to dekhte kya karti main hu 😡


Raju- karunga to main wo bhi raat ko huh 😄


Kamaya - 😱 kya Matlab hai, apka isse hu bolo


Raju-itni bhi kya jaldi hai huu, abhi to raat hone mae time hai, wese koi idea soch lo app


Kamaya - idea, or wo kyu bhala kis liye idea


Raju- yahi ki ab to kal raat ki wajha se ladkhada kar chal rahi ho na 😝, to agar kisi ne puch liya to bolne ke liye kuch to hona chahiye na


Kamaya - huu 😡 ye jo meri halat hui hai na, ye apki hi wajha se hui hai samjhe bade aaye idea wale


Raju haste 😂 hue bolne lage


Raju-are to isme sirf meri gakti nahi thi, aadhi galti app ki bhi thi, jab dard hua to mujko rokna chahiye tha, kyu nahi roka


Kamaya - wo.. wo.. wo... 😐us baat ko ab app chod bhi do aur chalo bike aage badh lo, hame jaldi jana chahiye ab


Raju ki kamaya kihalat par hansh raha tha, aur usne bike start kar di, aur kamaya bhi normal tarike se bath gai


idhar haveli mae maya raju ke kamre ke pass gusse 😡mae idhar se udhar guhm rahi thi aur man hi man apne se hi baat kar rahi thi

Maya- huu raj ko call kiye hue mujko lagbhag 2-3 ghante ho chuke hain, aur in dono ka koi aata pata nahi hai
, aur us kamini, kutti 😡 kamaya ko to bahut maja aa raha hoga hi, 😠yaha mae raj ke saath 1 ghanta bhi akeke nahi bita pati aur wo kamini 😬 pura 1 din aur raat akeke raj ke saath bita chuki hai,
😱 pata nahi us kamini ne is muke ka kesa fayeda utha ya hoga, pata nahi mujko kab muka milega 😐
pata nahi maya tujko kabhi tera payar milega bhi ki nahi 😨 kuch to karna hoga maya...

aue idhar rangili ki awwaj pure haveli. mae gunj uthi aur jo maya ne bhi suni kyuki wo bahar hi thi


Rangili- malkin... malkin


Thakuraine - ka hua re bawali, kahe gala fad rahi hai, kon mar gawa re


Rangili - are malkin koi mara nahi hai, wo bhabhi aur raju babu aa gaye haveli


Thakuraine - kya... kya... raju aa gaya sahar(city) se tu sach bol rahi hai na


isse pahle ki rangili kuch bol pati piche se raju darwaje se hi bol pada


Raju- wo amma rangili bhabhi, kyu juth bolingi bhala, dekh mae aa gaya 😁


Thakuraine - achha huu 😠 bata to yesa raha hai, jese koi jang jit kar aaya ho, dekh nahi raha hai kitne samay se main intjar kar rahi thi 😡 tera intjar karte tere 3 babuji (thakur, bade thakur, rana) panchayat ki taraf nikal gaye


Raju- 😨 kya amma ab puri kahani darwaje se hi suna dogi kya, ander nahi aane dogi huu


Thakuraine - are to tujko kisi ki ijajat ki jarurat hai kya, ye tera hi ghar hai, par pahle jawo hath, per achhe se dho lo


Raju aur thakuraine ki bate puri (हवेली) haveli mae gunj gai, jisko sun kar, maya, paridhi, saloni, vina sabhi log hall mae aa gaye


Jab raju aur kamaya dono hath per dho kar sofe par bath gaye tab thakuraine boli


Thakuraine - kamaya bahu ye tumhari chal ko kya hua, langada kar kyu chal rahi ho tum
.

jab thakuraine ne ye baat boli to maya, aur paridhi ne kamaya ke nazar ko follow kiya jo sidhe raju par hi the



Kamaya (sir juka kar) - wo.. wo.. maji main waha ke bathroom main gir gai thi isliye chot lag gai



Sakoni- (chinta se) - kya yesa kya kar rahi thi 😑 tu choti jada chot aai hai kya, main malham laga du kya


Raju - nahi... nahi... bhabhi wo main inko doctor ke pass le gaya, tha wo boli ki gabrane ki baat nahi hai bas ajj rat tak tik ho jayegi ye



Kamaya- ji didi ye bilkul tik bol rahe hai


balhe hi koi inki baato ko dhyan nahi de raha tha par, paridhi aur maya is bast par bahut dhyan se rahe the


Maya (man mae) - huu yesi kon si chot hai jo ek raat mae tik ho jaye, aur ye kamini ne ye baat apna sir niche chupa kar kyu boli, kuch to gadbhad hai, 😡 jarur inke bich kuch to hua hai 😑


Idhar paridhi bhi man hi man kuch soch rahi thi


Paridhi - huu bhabhi yese kese bathroom main gir gai, aur kisi ko bata bhi nahi rahi hai, main jab se yaha aai hoon raj hamesa kamaya bhabhi ko, bhabhi hi bolte hai, par ajj inhone bhabhi nahi bola, aur na hi bhabhi inko inke naam se bulaya, jarur kuch to hai jo ye dono chupa rahe hai huu 😑 pata karna hoga



Thakuraine - accha tik hai bahu, ab jara main bhi to dekhu ki tum dono ne kya kya kharida hai sahar (city) se


Kamaya- ji maji wo unke pass ji begs hai, na unme hai sab sopping ke saman


Thakuraine - pari beti jara dikha to kya.. kya.. hai


Paridhi - ji chachi abhi dikhati hu main apko


aur paridhi uthi aur raju ke pass jakar bath gai idhar maya bhi


Maya- lawo pari main bhi tumhari madad kar deti hoon todi se

aur ye bol kar maya bhi raju ke dusri taraf bath gai To ab raju ke ek taraf pari thi dusre taraf maya aur samne kamaya jisko dekh kar raju ki halat kharab ho rahi thi kyuki kamaya ek tak raju ko hi dekh rahi thi 😠


Raju( man mae) - 😱 kya se kya ho gaya beta ye accha kasha batha hua tha, ye dono kaha se aa gai mere pass aur inko (kamaya) ko to dekho yese dekh rahi hai, jese abhi mujko kha jayegi, kuch soch beta raju kuch soch, idea


Raju- achha amma app sab dekho ye sab main jara apne kamare se aata hoon


par isse pahle ki raju uth oata paridhi ne uski jang par hath rakh kar usko rok leti hai


Paridhi - are yese kese ja rahe ho app huu 😠, yaha apke liye hi ki gai sopping dekh rahe hai, aur app hi jawoge to kese chalega hai na bhabhi..


Maya- ha.. ha.. pari tum bilkul sahi bol rahi ho, to raju tum abhi kahi nahi ja sakte ho bathe raho yahi 😡


Raju- 😨 ha... ha.. main batha hu na abhi main kaha ja raha hoon 😔

tabhi thakuraine ka mobile bajne laga jo unke room mae tha


Thakuraine - achha bacho mae abhi aati hoon tum sab dekh lo

aur fir thakuraine chali gai room main, Aur fir dono ne bags kholne satart kiya sabse pahle kamaya ka lahanga samne yaha jisko dekh kar sabhi ka mhu khula ka khula raha gaya kyuki wo bahut sunder tha na iskiye



Paridhi - wow wow.. Matlab mene abhi tak itni achhi lahanga nahi dekha hai, wow beautiful hai na bhabhi



Maya- huu bilkul tum tik bol rahi hai pari, mene bhi yesa sunder lahanga nahi dekha



Pari - wow kamaya bhabhi manana padega apki pasand bahut acchi hai


Kamaya - are nahi ye meri pasand nahi hai, are ye to inhone (raju) ne pasand ki thi 😄


Kamaya ne jese hi ye bola maya aur paridhi dono thirchi 😒 najro se raju ko dekhne lagi
aur bichara raju pasine se 😨se bas idhar udhae nazre guma raha tha


Paridhi - hmm to ye inki pasand ki hai 😠, manana padega ki apki pasand ka koi jawab nahi hai huu


Maya- ha pari tu tik bol rahi hai, inki pasand ka to koi jawab nahi hai 😡


Raju bichara ki halat hi kharan ho chuki thi in dono ki wajha se 😨😱

tabhi paridhi ne lahange ke saath matching dress bhi nikak di jisko dekh kar paridhi



😎 To Be continued 😎

 
Top