• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller HEART TRANSPLANT

Story ki female lead kise hona chahiye???

  • Shanaya

    Votes: 23 76.7%
  • Ishita

    Votes: 11 36.7%
  • Jahnvi

    Votes: 7 23.3%

  • Total voters
    30

Swaraj

Well-Known Member
6,845
25,769
219
जब सब कुछ गलत हो रहा था किंगशुक के साथ , जब आए दिन स्कूल के बदमाश लड़के उसकी बहन को छेड़ दिया करते थे , जब उसके अपंग होने का मजाक उड़ाया जाता था , जब दौड़ते हुए बच्चो को देखकर वो मन मसोस कर रह जाता था , जब उसे अपने घर मे ही मान सम्मान न मिल पा रहा था , तब तो उसने कभी सुसाइड करने के लिए नही सोचा। फिर अब क्यों ?
सिर्फ इसलिए की वो अपने दोस्तों की रक्षा न कर सका ! इसलिए कि वो उनसे मुक़ाबला नही कर सकता !
यह तो समझ से परे था।
जब से उसके हार्ट का सर्जरी हुआ है , जब से उसका हार्ट ट्रांसप्लांट हुआ है , तब से उसका फिजिकल स्ट्रक्चर ही नही अपितु उसके मानसिकता मे भी अभूतपूर्व परिवर्तन आया है। रोजमर्रा का शेड्यूल चेंज हो गया है। जीवन के प्रति सकारात्मक सोच आया है।
और वो भी चंद दिनो के अंदर। उसे सुसाइड के लिए सोचना तक नही चाहिए था।

खैर , वो सदमे से बाहर आया और कर्म पथ पर अग्रसर हुआ। मरहूम बाॅस के दिल ने बिल्कुल सही कहा , पाप रूपी लंका से बचने का मात्र उपाय है कि आप उस लंका की ही ईट से ईट बजा दो। लंका ही दहन कर दो।

बहुत खुबसूरत अपडेट स्वराज भाई। आउटस्टैंडिंग।
Thanks bro,
Kingshuk ka story aapne achi tarah se wrap up kiya, wo kabhi bhi diler nahi tha, na wo physically strong tha,achanak se aaye heart ke power ke saath kuch had tak wo sambhal gaya lekin abhi bhi wo ek school student hai aur ek Saath uske doston ka haal dekh toot sa gaya
Uske paas na koi strategy hai na koi solution, uske dimag me chal rahi awaz kaafi matured hai aur situation handle karna aata hai use, shayad isliye suicide se bach gaya kingshuk. Poore story me aapko kingshuk ki nadani aur stupidity nazar aayegi kyunki hai wo ek school student. Lekin uske heart ki wajah se wo kai baar marte marte bachega
Tyson vs kingshuk bhi aayega jald,
Saath rahiye
 

Swaraj

Well-Known Member
6,845
25,769
219
जब कुछ दिनों बाद आपके पेज पर आया तो लगा क्या क्या छूट गया है
पढ़ने के बाद लगा वाकई बहुत कुछ छूट गया था
दोनों अपडेट में किंग्सुक के दोस्तों के खिलाफ उसका दुश्मन अक्षय ने जबरदस्त षडयंत्र रच डाला
किंग्सुक के दोस्तों की हालत इस कदर खराब करदी बलदेव के जरिए
जिससे किंग्सुक दिली तौर से बेहद आहत हुआ
जिसके परिणाम स्वरुप किंग्सुक आत्मग्लानि के चलते आत्महत्या तक कि सोच लिया था
पर उसके भीतर धड़क रहे दिल ने उसे संभाल लिया और जैसे कुरु क्षेत्र के मैदान में कृष्ण ने अर्जुन से कहा
तस्मादुत्तिष्ठ कौन्तेय युद्धाय कृतनिश्चयः
बहुत ही सुंदर और जबरदस्त अपडेट था Swaraj भाई
Thanks bro,
Aap story ko follow kar rahe hai, isse achi baat aur kya ho sakti hai
Akshay ka koi shadyantra nahi hai dost, wo ek loser hai. Baldev ke support se udd raha hai, baldev ka bhi dimag itna pakka.
nahi hai. Jisne baldev ka haath toda tha wahi kar raha hai sab.
Baldev bhi akshay ki madad isliye kar raha hai kyunki school ke football match haara tha wo, aur karan ke haath dhulai bhi hui thi
Saath rahiye. Kyunki Tyson se kingshuk jald bhidega aur aasan nahi hoga kingshuk ke liye use harana
 

king cobra

Well-Known Member
5,258
9,927
189
waiting waiting waiting
 
  • Like
Reactions: Tiger 786

Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
22,647
45,594
259
Thanks bro,
Subcontinent along with the entire world Is under a serious trap of reels, tic tok, drugs, lust and quick money
Stay with the story
Yes thats a sad truth.

असुर प्रजाति आज कल मनुष्य के आवरण में ही घूमती है।
 
Last edited:

Tiger 786

Well-Known Member
6,386
23,258
188
"seriously??" Sally ice cream khate hue boli

"aur nahi to kya??" karan bola

Sally has padi, karan bhi kya ladka hai. Muft type ka. Jo dil me aaye bol dena, bad dimag aur awara type ka, lekin ye baat bhi sach hai ki aaj tak karan ne kisi bhi ladki ko kabhi nahi ghoora, kabhi sally ke alawa kisi se dhang se baat nahi ki

"waise ek baat to hai, kingshuk bhaiyya ke alawa aaj tak tumhara kisi ne jabda nahi toda" sally boli

"sach??"

Peeche se ek Awaz aayi aur sally aur karan dono ruk gaye

Awaz shayad jaani pehchani thi kyunki dono statue ban gaye the

Sally mudi pehle aur uske hont thartharane lage

"t t Tyson???" itna hi bol paayi wo

"Sally jao yahan se bhago" karan bola

"Haan Sally, chup ja karan ke peeche. Jaise Bachpan me chupa karti thi" Tyson Naam Ka ladka bola

"Sally jao yahan se, meri karam hai tumhe" karan bola aur sally ko dhakka dekar apna bag neeche rakh diya aur school ka coat nikal kar tie khol kar rakh diya

"wah boxer form Me hai lagta hai" Tyson Naam Ka ladka apne doston se bola to sab hasne lage

"karan..." Sally rone legi aur bhaagne lagi, is musibat se koun bachayega karan ko. Koun??

"yaad hai tune boxing quit kiya tha??" muskurate hue Tyson aage aaya

Karan chup raha, lekin boxing pose me a gaya

"hekdi nahi gayi teri???" Tyson bola

SWOOOOOOOOOSSHHHHHHHH

karan ne haath ghumaya lekin Tyson ne sirf apne body ko peeche kiya aur bach gaya

"yaad hai kaise hospital me tha ek mahine ke liye saale??" Tyson bola

SWOOOOOOOOSH

SWOOOOOOOOSH I

Karan ne andha dhun haath chalaya lekin Tyson ko touch tak nahi kar paaya

"suna hai tujhe ek naye ladke ne bhi dhool chatai??kya Naam hai uska kingshuk??" Tyson bola.

SWOOOOOOOOSH

karan ne fir haath ghumaya aur is baar Tyson ne haath ghumaya

DHAPPPP

"ah" karan ne apna pet pakad liya

"abhi se?? Abhi to trailer bhi start nahi hua" Tyson bola

SWOOOOOOOOSHHHHH.

DHADDDDD..

Ek flying kick ke saath Tyson door ja gira

Karan ko pata tha wo ye jeet nahi sakta, lekin kam se kam sally door ho jayegi use pata tha

Tyson jo kabhi dara sehma sa rehta tha wo aaj

THADDDDD

"uhhhh..." karan ki cheekh nikal rahi thi, poora lahuluhan ho raha tha wo, lekin fir bhi khada ho raha tha

"akad nahi gayi abhi bhi" Tyson bola aur apna haath chalane laga, har Vaar hard ho raha tha, jaise aaj khatam hi karna tha karan ko

Aur karan ka sharir maar pr maar kha raha tha

"ye last, uske baad tu azad" bol Tyson ne ek kheech kar punch maara

THADDDDDD

aankh band hone se pehle karan ne Tyson ko last dekha aur fir apni aankhen band kar di

"ek gaya sir" baldev ne ek shaks se bola jo door se sab dekh raha tha

"ek nahi do, doosra kahan hai??" shaks bola to baldev hasne laga

"nitin ke jaal me atka hua hai sir" bol baldev hasne laga

"good job" bol kandhe par haath rakha shaks ne aur chala gaya

"t thank you sir thanks" baldev khushi ke maare kaampne laga
-------------------------------------------------------------------
"pakka bhai, yakeen kijiye. Acha wo yahin a raha hai, rakhta hoon " nitin phone me bola aur muskurane laga

"sach me ye to sach much Kamaal hal" gopal bola

"chal raat ho gayi, bye" bol nitin chala gaya

Gopal haste haste ghar a gaya, lekin neend koso door thi uske aankhon se, kya ek baar aur try kare?? Total 5 laakh jeet gaya wo, bas ek baar

Bed se nikal kar gopal ne phone liya aur app khola

Uske haath kaampne lage, bas 2.5 lakh ke liye khelega, agar haara to kam se kam Baaki ke 2.5 to rahenge

Usne slot me number diya

3 2 1......

Zero


Gopal ko yakeen nahi ho raha tha, pehli baar haara tha wo, poora mood kharab kar diya

Bed par a kar so gaya wo, lekin fir kuch der baad usne socha ki 2.5 wapas kaise milenge??? Kya aakhiri baar khele wo??
Bas aakhiri baar

3 2 1

Zero

Fir se???

Jeet ke poore paise haar gaya wo, ab kya kare wo???

P papa ka credit card??? Bas ek baar ek baar wo jeet gaya to fir Saare paise wapas kar dega papa ko, koi bahana maar dega

Gopal ne chupke se uske papa ke purse se credit card nikala

5 lakh

3 2 1

Zero

Zero

Fir zero

Baal pakadne laga gopal, aankhen laal ho gayi aur pasine se bheeg gaya wo

21 laakh haar chuka tha wo

"mera hissa yaad rakhna bhai" nitin ne phone kar haste hue bola baldev ko

"ek number ka harami hai tu saale" bol baldev bhi hasne laga

"aaj us madarchod kingshuk ko pata chalega ki uski kaise lag gayi" bol baldev zor zor se hasne laga
Awesome update
 
Top