EPISODE : 15
Sonalika autny hamare pass aa jati hai aur unhe dekh kar baki sabhi mahilate jo waha par thi woh sabhi khus ho jate hai .
Kavita [ Sonalika ko dekh kar khus hote hua waha par khare baki mahilayo ko bolti hai ] : " Are woh dekho , didi aa gayi . "
Sonalika unn sabke pass aa jati hai .
Kavita [ Sonalika ka pass aa jane ka baad puchti hai ] : " Didi , kaha chali gayi thi aap ? "
Sonalika [ muskurate hua jawab deti hai ] : " are nahi nahi , woh office Mai thi ek call tha toh wahi pick karna gayi thi . "
Sakshi : " are woh sab choro , sabsa phela toh congratulations Sonalika ji aapko , aj apka restraunt ka pura 10 saal ho gaye . "
Sonalika : " are thank you , aap sabhi ka saath tha jisme chalte maina ye restraunt 10 saalo tak chalaya . "
Shilpa : " waisa Sonalika ji , aj toh iss dress mai aap kayamat lag rahi ho . "
Sonalika [ Shilpa aunty ki baat sun ke sharma jati hai aur sharmate hua jawab deti hai ] : " kya aap bhi ."
Sonakshi aunty : " are isma sharma kyu Rahi ho aap , sach mai aj aap iss dress mai bahut hi mast lag rahi ho , Dil karta hai ki aapko ched du. "
Sonalika aunty [ Sonakshi aunty ki baats un ke sharma jati hai aur saath hi saath unke gaal jo phela sa hi gulabi tha woh aur gulabi ho jate hai . ]
Sonalika aunty [ sharmate hua bolti hai ] : " kya aap bhi , kuch bhi bolti ho . "
Sonakshi aunty : " are sach mai , aj aap itni khubsurat lag rahi ho ki aapko cherna ka dil kar raha hai. "
Neelam [ sonalika aunty ki majja leta hua bolti hai ] : " sahi kaha tumne Sonakshi . "
Idhar ye sab baat kar rahe hota hai toh wahi dusri taraf Mai , Esha aur Kavita ka saath tha .
Asal mai ye bata du ki jab Sonalika aunty aa rahi thi tab Esha Joshi na Mujhe apna saath aur kavita ka saath auntiyo sa dur lekar aa gayi thi .
Uska saath saath Mai Esha aur Kavita sa thori dur tha , matlab jyada dur nahi bas thori duri par tha , agar woh dono ek dusre sa kaano mai baat kare toh mai woh sun nahi sakta tha , kyuki waha par aur bhi members tha jo iss party mai aaye tha .
Kavita [ Esha ka kaano mai kehti hai ] : " Esha ye hai kon ? "
Esha [ Kavita ka kaano mai bolti hai ] : " Didi ye Sanjay Sharma ji ka beta hai, Dipu . "
Kavita [ Esha ka kaano mai ] : " wahi Army Wale Sanjay ji ? "
Esha : " haa . "
Kavita [ Esha ka kaano mai ] : " waisa Esha , kitna handsome dikh Raha hai na ? "
Esha [ kavita ka kaano mai wapas bolti hai ] : " Didi , maina toh jis din dekha tha , usi din iska upar flat ho gayi thi . "
Kavita [ Esha ka kaano mai ] : " Haa , isko dekh kar icha ho Rahi hai ki kas mai abhi 20-22 saal ki hoti toh isko apna boyfriend bana leti . "
Esha [ kavita ki baat sun ke woh muskura deti hai aur wapas sa Kavita ka kaano mai bolti hai ] : " Didi , sirf aap hi akeli nahi ho , jo iss Dipu ka diwana ho raha hai, sach kahu na toh kahi na kahi mai bhi iski Diwani banti ja Rahi hu. "
Kavita [ Esha ka kaano mai bolti hai ] : " Tu dekh na ek baar kitna handsome aur iss suit mai kitna mast maal dikh Raha hai, man kar raha hai ki iska saath kisi tour par chali jau aur Masti Karu. "
Esha : " Didi , uska liya apajo jawan hone padega . "
Kavita [ Esha ka kaano mai ] : " haa , wahi saypa hai na , ki mai wapas jawan nahi ban sakti , warna mai toh isse apna saath aisi aisi jagah le jati , jah par kuch romance kar sake. "
Esha [ Kavita ki baat sun ke muskura deti hai ] : " waisa Didi , agar aisa handsome aur hot ladka hamare bf hota college time mai toh kitna maja aata . "
Kavita : " sahi keh Rahi hai tu meri bahen, waisa mera pass ek idea hai . "
Esha [ kavita ki kaano mai ] : " kaisa idea didi ? "
Kavita [ ek kamini smile ka saath , Esha ka kaano mai jawab deti hai ] : " waisa agar aisa hot aur handsome ladke ka sath date par jate toh kitna maja aata . "
Esha [ kavita ki baat sun ke woh jawab deti hai ] : " didi , agar thora jawan rehti na toh Kasam sa , iska satah date par chali jati , ae chali kya jati mai toh isa apna pati bana leti. "
Kavita : " hmm , lekin kya kare , ab hum bade ho Gaye hai , waisa ek kaam ho sakta hai ? "
Esha : " kaisa kaam didi ? "
Kavita : " dekh tu gussa mat hone. "
Esha [ muskurati Hui jawab deti hai ] : " Didi , aj tak apki bato par gussa Kiya hai kya , jo ab karungi , ab befikar hoke bolo , apko yaad hai na bachpan mai aap hi toh thi jisse baat karti thi. "
Kavita [ Esha ki kaano mai bolti hai ] : " Haa , sun na kyu na hum dono Dipu ka saath thori masti kare , dekh hum dono ka pati nahi hai toh kyu na abhi iss age mai Dipu ka saath .... Ummh .. ummh .. "
Esha [ Kavita ki baat sun ke hayrani sa uski aur dekhti hai , lekin kavita usa apni aankho sa saant karati hai ] : " Didi kya bol Rahi ho aap , pagal ho gayi ho kya ? "
Kavita : " are meri Bahen majak kar Rahi thi mai . "
Esha [ Kavita ki baat sun ke muskura deti hai aur muskurate hua jawab deti hai ] : " hmm , warna mujhe toh ek second ka liya alaga tha ki aap serious ho ? "
Kavita : " Are nahi meri bahen , tujhe pata hai na mai majak karti rehti hu . "
Esha : " Haa . "
Toh wahi Aditi , rashmika aur Puja jah par khari thi , wahi par aab Pratibha , Bhumika aur ADRIJA aa jati hai saath hi saath Shraddha bhi wahi aa jati hai .
Bhumika : " Kaisi hai Aditi , my darling . "
Aditi [ Bhumika ki baat sun ke muskarti Hui jawab deti hai ] : " Ekdam mast , bhumi darling , tu kaisi hai ? "
Bhumika : " Mai bhi ekdam mast , aur ye bata ki Teri doctor ki padhai kaisi chal Rahi hai . "
Aditi : " mast chal Rahi hai , agle hafte sa internship par Jana hai ? "
Bhumika [ Aditi ki baat sun ke khus hote hua bolti hai ] : " ye toh ekdam achi baat hai . "
Puja : " Bhumika , tumhara office life kaisa chal Raha hai, koi boyfriend wagera patayi ki nahi ? "
Puja ye bol ke muskura deti hai .
Bhumika [ Puja ki baat sun ke muskurate hua jawab deti hai ] : " haina Didi pataya hai ek ladke ko . "
Puja : " Acha kaisa dikhta hai jara batana . "
Bhumika : " Ab Puja di , dikhane mai kya hai , mai aap sabhi sa jald usko milwa dunga . "
Puja : " hmm , karta kya hai ? "
Bhumika kuch bolti usa phela hi Adrija bol padti hai .
Adrija [ masti majak mai bolti hai ] : " are Puja didi , aap bhi kaisi baate kar Rahi ho , Bhumika Didi na jarur apna Boss ko hi pata liya hoga . "
Adrija ki baat sun ke sabhi muskura deti hai .
Bhumika [ Adrija ki baat sun ke MUSKURATE hua usa jawab deti hai ] : " Waisa sach kahu na , Adrija , tu sach hi bol Rahi hai . "
Bhumika ki baat sun ke sabhi hayraan ho jate hai .
Puja [ hayrani sa ] : " Kya ? "
Bhumika [ sharmate hua jawab deti hai ] : " Haa Puja di , maina apna manager ko hi pata liya hai . "
Shraddha : " Bhumika , tu toh badi chuptustam nikli . "
Bhumika : " Acha , woh choro , adrija maina suna ki tumhe woh modelling ka liya jo role mili thi woh mil gayi hai . "
Bhumika ki ye baat sun ke sabhi waha par hayran ho jati hai ..
Puja [ hayrani sa puchti hai ] : " Kya sach mai ? "
Aditi ' " Ye sach hai kya , Adrija , tu sach mai uss role ka liya select ho gayi ? "
Adrija [ muskurate hua jawab deti hai ] : " Haa . "
Aditi [ Adrija ki baat sun ke khusi se jhum uth ti hai aur jhumte hua bolti hai ] : " waaooo , Adrija kya khusi ki baat hai , congratulations meri bahen , tu deserve karti thi woh role . "
Adrija : " sukriya , Aditi di . "
Puja : " Congrats Adrija , you deserve this position . "
Adrija : " Thank you Puja di . "
Aditi : " woh choro , Adrija ye batao party kab de Rahi ho ? "
Adrija : " Kya didi , aab party kyu ? "
Aditi : " are meri bahen , itna khusi ka mauka hai , toh iss khusi ka mauka par party toh banti hai . "
Pratibha : " haa Adrija didi , party toh banti hai . "
Aditi : " yes , party need , shraddha didi , aap bhi bolo na party Dena ka liye . "
Adrija , apni bua Shraddha ki aur dekhti hai aur Shraddha apna saar haa mai hila deti hai .
Adrija : " Toh thik hai , batao jab party karna hai aur kaha par karna hai ? "
Aditi : " kyu na , Shruti didi ka hotel mai chale , maina suna hai unka hotel ka khana bahut hi swadist Banta hai . "
Puja : " haa , maina bhi suna hai ki waha par bahut hi acha khana Banta hai . "
Adrija : " toh thik hai , ab kab chalna hai ? "
Bhumika : " kal Sam ko chale ? "
Adrija : " kal Sam ko ? "
Bhumika : " okk , tab kal saam ko party. "
Aditi : " Yess .... "
Ye baate kar rahe hota hai ki waha par aur bhi Golden residency ka members aate hai jaisa .
Jaisa Shruti patel uska saath saath uska beta yani dhruv , Mimi Ghosh aur uska husband yani SUBHOJIT Ghosh bhi aaya hota hai .
Toh waha par Shruti aur Mimi dono mahilayo ki taraf chale jate hai , toh wahi Mimi ka husband yani Subhojit Ghosh Subhankar Singh ki taraf chale jata hai .
Mimi [ baki mahilayo ka pass pauchane ka baad ] : " Kaisi ho aap sab ? "
Sabhi koi Mimi ko dekh kar aur khus ho jate hai kyuki aj Mimi na ek silver colour ki chamkati Hui saree aur same matching colour ki patli patli strap wali Blouse paheni hoti hai , jisma woh bahut hi fataka maal lag rahi hoti hai , man kar raha tha ki abhi patak ka chod du .
[ Mimi Ghosh in saree ]
Toh wahi Shruti na aj ek black lace gown paheni hoti hai saath hi saath Shruti na aj apna hairs curly style mai bandh rakhi thi jisma woh dikhna mai khubsurat lag rahi thi .
[ Shruti in black lace gown ]
Sonalika aunty, Mimi aur Shruti ko dekh kar khusi hoti hai aur greet karti hai : " Are Mimi , kaisi ho tum ? , Aur Shruti tum kaisi ho , itna dino baad mil rahi ho . "
Mimi : " kya karu , sonalika ji thora busy teh Rahi hu aj kal, aap sab bataiye aap sab kaise hai ? "
Sonakshi : " are hum bhi ekdam mast hai . "
Shruti : " mai bhi ekdam mast hu. "
Neelam : " Shruti , Abhishek nahi aaya kya ? "
Shruti [ apna pati ka naam sun ke thora mayush hoti hai lekin dikhati nahi , bas ek muskurath ka saath jawab deti hai ] : " Are Naalem ji , unka COMAPNY mai kuch kaam aa gaya hai isliya woh aj aa nahi paye . "
Sakshi [ dhruv ko dekh kar ] : " Dhruv beta kaisa ho ?. "
Dhruv [ muskurate hua jawab deta hai ] : " aunty mai toh ekdam badhiya hu . "
Sonakshi : x aur tumhare school ka classes kaisa chal rahe hai ? "
Dhruv : " woh bhi badhiya chal rahe hai aunty. "
Toh wahi ek taraf
Subhankar [ SUBHOJIT Ghosh ko dekhta hai ki khusi sa haath aage badhata hai ] : " Aur Subhojit kaisa ho ? "
SUBHOJIT [ muskuratehua jawab deta hai ] : " mai toh ekdam badhiya hu , aap batao , aap kaisa ho , dhanda Pani kaisa chal Raha hai ? "
Subhankar [ muskurate hua jawab deta hai ] : " are bhai , ekdam mast, tum batao tumhare kaisa chal Raha hai . "
SUBHOJIT : " are kya batau , ek toh boss na Jaan kah ka rakha hai , upar sa do ten customer aisa hai ki jinka problems ka aant hi nahi ho raha hai . "
Subhankar : " hmm , bhai . "
Toh wahi Esha aur Kavita ki taraf .
Kavita [ Dance floor ko dekh kar Esha ka kaano mai kehti hai ] : " Esha ek kaam karegi ? "
Esha [ kavita ka kaano mai ] : " kya karna hai Didi ? "
Kavita : " tu Dipu ka saath dance kar ek couple dance , dekhna kitna majaa aayega . "
Esha [ kavita ki baat sun ke kahi na kahi woh khus ho jati hai ] : " Waaah .... didi kya pate ki paat boli hai . "
Fir Esha mera aur dekhti hai
Esha : " Dipu . "
Mai jo apna mobile mai kuch check kar Raha tha, Esha ki awaaz sun ke uska taraf dekhta hu .
Me : " haa , Esha ji boliye ? "
Esha [ apna haath aage badhati Hui ] : " kya tum Mera saath dance floor par dance karoge . " .
Mai ab ashmanjas mai fhas Gaya tha ki kya karu , kyuki aj sa phela kisi ladki ka saath bahar hangout par nahi gaya , aur aj Esha ji ka aisa puchna sa mai thora nervous hone laga aur sochna laga ki unka saath dance floor par jau ya nahi .
Esha [ Mujhe Aisa sochta hua dekh kar , wapas sa mujhe pukarti hai ] : " Dipu , chaloge mera saath dance floor par . "
Me [ mujhe Esha ji ka aankho mai dekh kar ya toh pata lag raha tha ki woh chahti hai ki mai aur woh ek saath dance kare iss liya , mai bhi apna nervousness ko control karta hu aur apna haath aage badhata hu aur unka haatho Mai apna haath rakhta hu ]
Uska baad mai aur Esha dono dance floor ki aur chal pade , Esha na Dj Wale ko ek romantic dance lagana ko bola , toh Dj Wale na ek acha sa romantic sa song laga diya .
Romantic song lagne ka baad , mai aur Esha ji dono apna haatho Mai haath dal ke dance karna lagta hai .
Toh wahi Aditi aur uski gang bhi hame notice karti hai aur woh bhi hamare taraf dekhna lagti hai ..
Same haal sari mahilayo ka bhi tha , woh bhi mujhe aur Esha ji ko dance karte hai dekhna lagte hai ..
Toh wahi sare mard bhi mujhe dekhna lagte hai .
Subhankar [ Mujhe dekh kar sochna lagta hai ki kon hu mai , jo Esha Joshi ka saath dance kar Raha hai ] : " Subhojit ye ladka kaun hai , dikhana mai kitna Sundar hai . "
SUBHOJIT : " Sahi kaha , kitna handsome hai dekh na , hamare sa bhi jyada handsome hai ladka . "
Subhankar : " haa , lekin ye hai kon , jo Esha Joshi ka saath dance kar Raha hai . "
Subhojit : " Pata nahi yaar , kon hai ye ? "
Toh wahi Aditi aur uska dost bhi baate karna lagte hai
Bhumika [ Mujhe aur Esha Joshi ko ek saath dance karti hui dekhti hai , lekin jab mujhe dekhta hai toh hayraan ho jati hai ki uska samne itna handsome aur hot ladka khada hota hai jisko aj tak usna dekha nahi ]
Ye halat sabhi ladkiyo ki thi , Pratibha , shraddha , adrija sab shock mai thi even Aditi aur uski bahen abhi shock mai thi ki ye kon ladka hai jo Esha Joshi ka saath couple dance kar Raha hai .
Bhumika [ hayraani sa mujhe dekhti hui bolti hai ] : ".kon hai ye ? , Inta handsome koi kaisa ho sakta hai ? "
Shraddha [ bhi mujhe dekhta hua bolti hai a
Hayraani sa ] : "haa sahi kaha , yaar akhir hai kon ye , dekho na kitna handsome hai , aj tak isa jyada handsome ladka maina aj tak nahi dekha . "
Adrija : " hmm , akhir itna handsome koi kaisa ho sakta hai ? "
Bhumika [ Adrija ki aur dekh kar ] : " Aye Adrija mera dialogue copy mat kar . "
Adrija [ Bhumika ki baat sun ke mus fhula kar bolti hai ] : " Hmm . "
Puja : " Are woh choro , samne dekho toh kaisa dono kitna acha dance kar rahe hai . "
Puja ki baat sun ke sabhi mera aur Esha ki taraf dekhna lagte hai , hum dono ek saath dance kar rahe hota hai .
Toh wahi hame dekh kar Aditi apna soch mai ghum ho jati hai .
Aditi [ Akhir aisa kyu kar rhae ho aap , mera sajan , mujhe aapke saath dance karna tha phela , lekin didi na ye mouka le liya , kaash Didi ki jagah mai hoti , mai aapke saath haath mai haath dal ke dance karti kitna majaa aata , hayeee dekho toh mera sajan ko kitna pyaara aur handsome dikh raha hai , ekdam hot dikh Raha hai , agar ye itna hot hai toh Inka woh kitna hot .... Nahi nahi mai kya soch Rahi hu , pagal ho gayi hu mai . ]
Idhar Esha aur Mai dono haatho Mai haath dal ke dance kar rahe hai uska saath saath kabhi kabhi mai apna haath Esha ka kamar mai rakh deta hu aur dance karna lagta hu ..
Sakshi : " Sonalika , dekh rahi ho , ladka na Esha ko dance karwa diya . "
Sonalika : " haa dekh rahi hu , dekho na dono aisa lag rahe hai jaisa couple's ho . "
Shilpa : " hmm , sahi kaha . "
.
Toh wahi Kavita bhi apna soch mai ghum hokar sochna lag jati hai ..
Kavita [ dekho toh Esha ko kitna mazze kar Rahi hai , sach Mai dono ek couple lag rahe hai , upar sa Dipu kya handsome aur hot ladka hai yaar , mera dil toh pighalne lag raha hai . ]
Kuch der tak dance karna ka baad mai aur Esha Joshi ka dance khatam hota hai .
Esha Joshi ka saath dance karna ka baad , waha par khare sabhi taali bajana lagta hai .
Esha sabhi ka taaliyo ki awaaz sun ke hosh Mai aati hai , aur hosh Mai aate hi apna charo taraf dekhti hai toh pati hai ki sabhi waha par khare taaliyan Baja rahe hote hai .
Esha sabhi ki taaliyon ki awaaz sun ke sharma si jati hai .
Uska baad mai aur Esha Joshi dono stage sa necha aate hai .
Hamare stage sa neecha aane ke baad hi sari ladkiyan jo waha par khadi thi woh Esha ka pass aa jati hai .
Bhumika : " wow , Esha di , kitna pyara dance Kiya hai aapne ? "
Esha [ Bhumika ki baat sun ke phela toh sharma si jati hai lekin fir muskurate hua bolti hai ] : " sukriya meri bahen . "
Aditi [ bas mujhe hi dekha ja Rahi thi ,aur mai bhi ye baat notice kar leta hu ]
Esha [ meri aur dekh kar bolti hai ] : " aur , Dipu tumne bhi bahut hi acha dance Kiya .. "
Me : " Thank you , Esha ji . "
Bhumika [ Esha ka pass aati hai , aur uska kaano mai bolti hai ] : " Didi , ye hottie hai kon ? "
Esha [ Bhumika ki baat sun ke , uski aur hayrani sa dekhti hai ,lekin thora hi der mai uska chera par muskurath aa jati hai aur muskurate hua jawab deti hai ] : " Ye Dipu hai , hamare Residency mai hi toh rehta hai , Ye tujhe yaad hai Sanjay uncle ? "
Bhumika [ Apna saar upar niche hila deti hai ]
Esha : " Haa toh ye unka ladka hai. "
Bhumika [ Esha ki baat sun ke meri taraf ek baar dekhti hai aur uska baad fir woh esha ka kaano mai bolti hai ] : " Didi , dekho na kitna hot babda hai , aur handsome hai . "
Esha [ bhumika ki baat sun ke muskura deti hai ]
-----------------
Sonalika : " are chaliye chalte hai , dinner ka waqt hi gaya hai . "
Shilpa : " haa , haa chaliye chalte hai . "
Fir sonalika aunty apna staaf ko bulati hai aur unhe hame khana parosna ko bolti hai .
Uska baad Sonalika aunty stage par aati hai aur stage par aake kehti hai .
Sonalika : " suniye suniye , mai aaj aap sabke samne kuch bolna chahta hu ."
Sonalika aunty ki awaaz sun ke mai aur Aditi ka saath saath sabhi uss taraf dekhna lagte hai .
Sonalika : " aj mai jo kuch bhi hu , woh sab aap sabhi ka wajah sa hu , toh isliya aao sabhi ka dil sa sukriya , aur sabsa phela aap sab aaiye khana kah leta hai . "
Abhi Sonalika aunty Mike rakhti ki unsa phela hi sakshi aunty bol uth ti hai .
Sakshi : " Are , woh toh hoga lekin sabsa phela hamne jo gifts laye tha aapke liya woh toh de de kyu baheno . "
Sonalika : X Sahi kaha aapne Sakshi ji . "
Fir ek ek karke Residency ka sabhi members ek ek karke gifts Dena lagte hai , Toh unka saath saath Mai bhi stage par Jane lagta hu , lekin mai dekhta hu ki Mera piche Aditi khari hoti hai .
Mai ek baar Aditi ko dekhta hu , toh pata nahi kyu , Aditi ko dekh kar mera dil ki dhadkan dhire dhire badhana lagti hai , aur jab mai Aditi ki aankho mai dekhta hu toh mai uski kaali kaali ankho mai koh sa jata hu .
Yahi same haal Aditi ka bhi tha , woh bhi mera hi aur dekh rahi thi , tab se aur jab meri aur uski najar ek saath mili toh hum dono bas ek dusre ko dekhta rahe .
Toh wahi ye sab chize Bhumika notice kar leti hai .
Toh , bhumika fir mera karib aati hai aur mera samne khari ho jati hai ..
Bhumika ka mera samne khare hone ka bawajud mai Aditi ko dekhta hu , bhumika ka side sa .
Aditi jab ye dekhti hai toh uska chera par ek muskuraath aa jati hai .
Bhumika [ aapna aap ko aisa ignore hota dekh kar woh apna face par gussa Wale bahwa aa jate hai aur ussi gussa Wale bhaw sa mujhe dekhta hua bolti hai ] : " Hii , Dipu. "
Bhumika ki awaaz sun ke mai hosh Mai aata hu , toh hosh Mai aate hi mai apna samne ek ladki ko khada dekh kar sochta hu ki ye kon hai .
Bhumika [ mujhe Aisa sochta dekh kar kahi na kahi andaza ho gaya hota hai ki mai kya soch raha hu isliya woh mujhe dekhta hua bolti hai ] : " Mujhe pata hai , tum mujhe nahi pechan paoge , let's me introduce myself , my self Bhumika singh . "
Me [ bhumika ki bat sun ke muskurath hua jawab deta hu ] : " Hii , mera naam toh Jan hi gayi hai aap . "
Bhumika : " Hmm , waisa Dance bahut acha kar leta ho. "
Me [ Bhumika ki bat sun ke mai muskura deta hu ] : " sukriya aapka Bhumika ji . "
Bhumika : " Ohh , common Dipu ap ye formality rehna do , call me Bhumika only not ji . "
Me : " okk . "
Bhumika : " toh chale , Sonalika aunty ko unka tofha dena ? "
Me [ bhumika ki baat sun ke pata nahi kyu mai Aditi ko ek baar dekhta hu ]
Bhumika [ aapna aapko ignore hota dekh , woh mera haath pakadti hai aur mera haath pakadti Hui mujhe Sonalika aunty ki aur lekar jati hai .
---------------
Toh wahi uss restraunt ka sa kuch duri par wahi Rishimuni khare hota hai jo EPISODE 11 mai tha unn pati patni ka saath jo baate kar rahe tha .
Iss waqt Rishimuni aapne asli bhes bhusa mai khare tha .
Kuch hi der mai waha par ek shaks aata hai , jisna full ek black colour ka suit pahena hota hai .
Aadmi : " pranam guruji . "
Ye bolke woh Aadmi Rishimuni ji ka samne apna haath jod leta hai .
Rishimuni : " Kalyan ho putra . "
Aadmi : " guru ji aapne jo kaha tha woh sabhi tayaaru ho gaya hai . "
Rishimuni ji : " sab kuch sahi sa hona chaiye . "
Aadmi : " aao chinta na kijiye guru ji , sab aapke kahe anusar hoga . "
Rishimuni ji : " hmm . "
Fir woh Aadmi waha sa chala jata hai .
Uss aadmi ka Jane ka baad Rishimuni ji aapne soch mai ghum ho jate hai .
Rishimuni ji [ aab waqt aa gaya hai , mera bache , jab tumhe tumhare saktiyo ko abhaas dikaya jaye , bahut jald tumhe apna jiwan ka udayasa pata chalega Mera bache , aj sa tumhari pariksha shuru hoti hai , meri icha rahegi ki tum Mera ummedo par khare utro mera bache Dipu .]
--------------------