• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Everyone has a story

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,846
219
Bahut badhiya update hai Bhai.....
Bahut dino baad ek ladai dekh ke maja aageya..... Or kahi black dress me jo the usko shasha to nhi goli maari.....or piche update me to wo ruthven ko aage badhne se rukne ka bol rahi thi....fir ab ruthven ko kyu bachaya....ya fir koi aur hi hai dekhte hai........
Waiting for next update
Vo kaun thi ye es update me pata chal jayega aur baki sawalo ka jawab dheere dheete pata chalta jayega. Sath bane raho
 
  • Like
Reactions: sorbobhuk

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,846
219
Brilliant writing
New thinking
New subject

Maza aa gya padh k
Ab dekhna yeh hai k kya Ruth Bach payega
Or kon hai jisne uski madad ki.

2 din Lage pori story padhne mein
Can't wait next update

Welcome to the story and Thank you so much bhai. Keep supporting
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,846
219
बढ़िया अपडेट भाई, तो आखिर रूथ और डॉक्टर मिल ही गए, और धमाकेदार अंदाज में।

वैसे ये कौन मददगार आ गया रूथ का?
Thank you so much bhai
 
  • Like
Reactions: Riky007

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,846
219
रूठवेन और एडम ने क्या ही लाजवाब फाइटिंग किया ! ऐसा लग रहा था जैसे जंगल मे दो शेर लड़ रहे हों ।
एक बार तो मुझे इन दोनो की फाइटिंग देखकर एक फिल्म के एक्टर अंडरटेकर और अक्षय कुमार की फाइटिंग सीन्स याद आ गई ।
Vo bhi beech me rah gaye thi aur ye bhi. Agli baar undertaker ko maar dega apna akshay
एडम कहीं रचेल का बिछुड़ा हुआ भाई तो नही ?
Ye to pata nahi bhai. Lekin rachel ka bhai bahut pahle bhichda tha aur adam to ruthven ke bhi baad aaya hai
वैसे एडम के अंदर इमोशंस अब भी थोड़े-बहुत बचे हुए है । जरूरत है उसके इमोशंस को पुरी तरह से बाहर निकालने की और यह काम रूठवेन ही कर सकता है ।
Kar to sakta hai lekin kya vo karega???
अगर यह बंदा रचेल का भाई निकला तब इसके साथ सहानुभूति होनी ही है ।
Agar nahi hua tab bhi uski koe to kahani hogi hi na?
लेकिन वह शख्स कौन था जिसने गोलियों की बौछार करके रूठवेन की मदद की ?
Es update me pata chal jayega
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई ।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट।
Bahut bahut sukriya bhai
 
Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,846
219
UPDATE-25
Ruthven firse ek baar pani ka sikaar ho gaya tha lekin uski achi kismat kaho ya fir buri vo es baar bhi jinda bach gaya. Halaanki hosh me nahi tha vo aur koe use leke chalta ja raha tha

After some time

Dheere dheere ruthven ki aankh khulne lagi aur vo apne dhundli aankhon se upar chal rahe pankhe ko dekhne laga. Abhi tak mentally stable nahi hua tha esliye samjh nahi pa raha tha ki ho kya raha hai

Fir pankhe se hote hue uski najar light bulb par gaye aur vaha se curtains par. Vaise to curtains puri tarah lage hue the lekin fir bhi use bahar ka dhundla dhundla dikhaye de raha tha

Kafi matra me log use apne aas pass mahsus ho rahe the aur bahar thoda bahut sor saraba bhi tha

Ab aankhen puri khul chuki thi lekin vo uthane ki kosis nahi kar raha tha. Apne hath ko sareer par chune se pata chala use ki kitne jada chot aaye hue hai

Us time to use mahsus hi nahi hua ki vo etna ghayal hai lekin abhi puri body akad chuki thi aur vo theek se hilne dulne me bhi asamarath mahsus kar raha tha

Pith par bhi ek bada ghaav tha jo adam ke kaanch ghopne ki vajah se hua tha aur internal bleeding bhi kafi hua thi. Adam ne usko achi tarah dhoya tha usme koe doubt nahi hai

“So you’re awake ha” ek behad kamuk aawaz aur us kamuk aawaz ke piche jannat sa chehra ruthven ke samne aaya

Ek pal ke liye to vo us chehre me khone laga lekin fir jaldi hi apne aap par kabu bhi kar liya aur usne apni najar us chehre se hata li

Jise dekh kar ek sararti muskaan us ladki ke chehre par aa gaye. Apne hatho me jo samaan laye thi vo usne vahi rakha aur ruthven ke bed ke pass chali gaye

Pehle to uska checkup vagra kiya fir jis taraf ruthven ka muh tha us taraf jake bath gaye

“Kha nahi jaungi main tumhe” usne ek baar fir muskura kar kaha lekin ruthven ne es baar bhi koe reaction nahi diya

“ maaf kar diya maine tumhe pichli baar ke liye so chill we are good” jab ruthven ne koe jawab nahi diya to uska chamkta damakta chehra thoda murja gaya

Ruthven- you know me?
Jab ruthven ne suna ki vo koe pichle baar ki baat kar rahi hai to jahir hai uske bare me janti hogi aur es se acha moka kya ho sakta tha ruthven ke pass kuch jankari haseel karne ka

“ woh that hurts. etni jaldi bhula diya mujhe tumne? Vo muskurati hue boli

Ruthven- answer the dam question
Straight face ke sath ruth bola

Ladki- Ipsita Dixit. Baki bhi batana padega ya yaad aa gaya?

Ruthven- i have lost my memory

Ipsita- ohh. Sorry to hear that. Fir to humare beech ka kuch yaad nahi hoga tumhe?

Ruthven- pata nahi kaha kaha raita faila rakha hai maine. Har dusri ladki ke sath rista tha kya mera?

Ipsita- hehe. Aisa hi kuch samjh lo aur vaise bhi jis level ki tum flirting karte the kisi bhi ladki ka bachna behad muskil ho jata tha

Ruthven- kaise janti ho mujhe?

Ipsita- tum mujhe marne aaye the aur main bhagwan ki daya se bach gaye

Ruthven- aur dusra angle?

Ipsita- tum spy the to pehle mujhe pyaar me fasaya fir jankari hasil ki aur uske baad jaisa humesha sari organisation karti hai saboot mitane ke liye mujhe raste se hata diya but i survived

Ruthven- thats wrong. Agar maine marna chaha hota to bach nahi pati tum. Eska ek hi matlab hai ya to tum juth bol rahi ho ya fir maine khud nahi mara tumhe

Ipsita- agar maar dete to khud bhi aaj jinda kaise rahte? Badla utaar diya maine

Ruthven- tumhe kaise pata chala main vaha hu?

Ipsita- sabko lagta tha tum mar chuke ho but i know ki tum aise nahi mar sakte. Bahut kuch piche rah jata, sare sawal sare jawab puri zindagi aur dekho main sahi thi

Ruthven- yehi same line kisi aur se bhi suni hai maine(shasha ne bhi aisa hi kuch bola tha?

Ipsita- yeah but i am not that bitch shasha. Maine tumhre istemaal nahi kiya balki tumne mera kiya hai

Ruthven- ahsaan ginva rahi ho? Main vaise bhi bach jata tumhre aane ki jarurat nahi thi. Doctor ke log mujhe marte nahi aur vaha se bach kar bhagne ke 4 tarike pehle se dekh liye the maine

Ipsita- lekin adam ne jaisa haal kiya tha tumhra mujhe doubt hai tum pani ke alava aur koe rasta chunte? Aur pani me bhi jada door akele nahi ja pate. So you should thank me

Ruthven- maine tumhri jaan baksi aur tumne meri jaan bachaye. I think we are even now

Ipsita- jane ki bol rahe ho?

Ruthven- ha

Ipsita- waqt kitni jaldi badal jata hai na ruthven? Kal aur aaj me kitna fark pad gaya hai

Ruthven- ab unko pata chal gaya hai ki main jinda hu aur vo bahut jaldi mujhe dund hi lenge. Abhi hum chahe jaha bhi ho eska pata bahut jaldi hi unko pata lag hi jana hai. I dont want any more body on my name

Ipsita- i am not that small kid jisko protection ki jarurat ho. Vaise tumhe yaad dila du maine hi tumhe bachaya tha abhi kuch dino pehle

Ruthven- what you do exactly?

Ipsita- kya lagta hai tumhe?

Ruthven- spy?? Ya fir honey trap me fasane wali spy

Ipsita- fucking hell ruth. Spy par hi ruk jana chahiye tha tumhe

Ruthven- so you are a spy ha?

Ipsita- not anymore

Ruthven- what does that mean?

Ipsita- tumhre sath tumhri sarkaar ne kya kiya tha?

Ruthven- I don’t know. Tum apna batao sidhe sidhe

Ipsita- etna jaan lo ki humare kuch dusman same hai ruth

Ruthven- i dont know you and i dont care about your dusman. Main apne raste par khud hu

Ipsita- to fir mujhe zinda kyu chhoda? Agar tum mujhe jante nahi ho meri care nahi karte to mujhe maar kyu nahi diya us din tumne?

Ruthven- agar kabhi yaad aaya to jarur bataunga****

Doctor- maine kitni baar kaha tha ki vo jinda hai vo jinda hai lekin kisi ne meri baat nahi mani. Vo mera experiment tha fail ho hi nahi sakta tha

James- koe possibility thi uske jinda bachne ki? Charo taraf door door tak sirf samundar aur vo bhi jama hua. Aise me koe normal insaan kaise bach kar nikal sakta hai?

Doctor- ruthven shaw normal insaan nahi tha. Usko training mili thi en sab chhijo ki

James- sabse pehle to jo raita faila hai usko saaf karne ki jarurat hai. Bahut log mare gaye hai apne aur bc ye shooter kaun tha? Kuch pata chala uska?

Doctor- US me har dusra banda gun leke ghumta hai

James- tumhe ye kaam dusra banda ka lag raha hai? Kaha se fire hue kisi ko nahi pata, kyu fire hue ye bhi nahi pata. Sidha sabke bejhe khol diye gaye aur fir gayab ho gaya? Ye sab normal lag raha hai tumhe? Kaun hai aisa jo subject 001 ki help kar sakta hai?

Doctor- SHASHA. Uske alava to mujhe aur koe naam yaad nahi aa raha

James- tune usko jinda chhod ke sahi nahi kiya doctor.

Doctor- maine kaha shasha kar sakti hai lekin ye nahi kaha usi ne ki hai. Vo scientist hai koe terrorist ya agency agent nahi jo aise goliya barsa de

James- to fir ye kaun aa gaya. Sala ruthven kam tha jo ab ye puri force leke ghumne lag gaya?

Doctor- koe aisa ho sakta hai jo humara dusman ho aur esliye humare kisi aur dusman ko apne sath leke apna khel khelna chahta ho?

James- ye list bahut badi hai. Es se to kuch pata nahi chalega lekin us se pehle ye pata karna padega ki ruthven etne samay tak kaha tha. Usne kya kiya, kis se mila tabhi us se related kuch information mil sakti hai

Doctor- esme to main kuch madad nahi kar sakta

James- pata hai mujhe. Tu apna kaam kar doctor bas aur ache se kar tere advance subject ki jo halaat ki hai ruthven ne us ko dekhne ke baad bharosa kamjor ho raha hai tum par

Doctor- main apna kaam dekh lunga. Adam ne kam nahi toda tha usko. Vo to koe ye gun man beech me aa gaya nahi to aaj ruthven humare kabje me hota

James- jo nahi hua uske bare me mujhe mat sunao. Efficiency theek nahi thi tumhre subject ki esliye vo hara hai. Improve karo aur mujhe dobara bolne ki jarurat na pade

Etna bol kar james gusse me vaha se nikal gaya aur doctor apni jagah par vapas bath gaya

Chehra to uska normal hi tha lekin dil me ek aag dhadak rahi thi. Us aag me sirf ruthven hi nahi jalne wala tha balki sahi waqt aane par vo aag james collins ko bhi apni chapet me le sakti thi

Vaise dekha jaye to doctor aur collins dono ek dusre ka istemaal hi kar rahe the. Doctor uske paiso se ek fauz tayar karna chahta tha aur collins us fauz se raaj

Ab esme jeetega kaun eske bare me to abhi kuch kah nahi sakte lekin harenge bahut sare ye confirm hai****

Ruthven- kaha hai hum?

Ipsita- jaha koe hume dund nahi sakta. INDIA
 
parkas

Well-Known Member
33,392
71,001
303

Bahut hi badhiya update diya hai Lone survivor bhai...
Nice and awesome update....
 
  • Like
Reactions: Naik

Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
22,790
45,814
259

Bharat? वो भी इतनी जल्दी?..

मीरा का हाथ तो नही इसके ऊपर?
 
  • Like
Reactions: sorbobhuk and Naik
Top