• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Dev the lover

Well-Known Member
3,777
16,082
159
UPDATE 12
The Dream

Maine apne haath par bane hue clock-jaisa mark ko ungli se dabaya…

Aur jaisa hi maine usko press kiya
“ZZZTT—!!”

Ek tezz jhatka seedha mere dimaag me ghus gaya.

Aankhon ke saamne sab kuch do-do dikhne laga.

Main: “Me… main yaha kya kar raha hoon…?”

Mera dimag jaise thoda blank sa ho gaya.

Main apna sar khujlane laga, jaise kuch yaad hi na aa raha ho.

Tabhi Isha didi bhaagti hui aayi, awaaz me ghabrahat:

Isha: “Dev! Tujhe kya hua? Saloni didi!! Jaldi aao!”

Saloni didi dusre room se itni tezz bhaag kar aayi ki unka pair cup ke bikhre hue tukdon par padne wala tha.

Main ne reflex me unki kamar pakad li…

Aur unhe peeche kheench liya —

Lekin mere khud ke pair ne sambhalne ka mauka nahi diya…

“CRACK—!”

Mera paon seedha taza tutey hue cup ke noke waale tukde par pad gaya.

Tezz dard shareer me upar tak chadh gaya.

Main (aah bharte aaye): “Ahhh… didi… dhyaan se… chot lag jaati…”

Isha ne gusse me Saloni didi ko dekha, jaise woh guilty ho.

Isha: “Didi! Aapko bulaane gayi thi… aur aapki wajah se dev ka paon kat gaya!”

Main turant beech me aa gaya.

Main: “Nahi didi… meri galti… please unhe mat bolo.”

Par Saloni didi bilkul chup thi.

Unki aankhon me ajeeb sa darr aur lagav mix ho kar ghum raha tha.

Woh seedhe zameen par jhuk kar mere paon ko apni godi me utha leti hain.

Dard se meri saansein tez hone lagin.

Main: “Didi, rehne do… bahut dard ho raha…”

Par didi ek pal ko bhi nahi roki.

Unhone ek tezz jhatke me cup ka nuka nikal diya.

“TSSSK—!”

Dard ekdum se chadha aur utni hi jaldi halka bhi pad gaya.

Phir unhone apni chunari faad kar usse mera zakhm saaf karna shuru kar diya.

Isha ne cheekh kar mana kiya:

Isha: “Didi! Kya kar rahi ho? Main cotton laati hoon! Kapde gande mat karo!”

Par Saloni didi jaise unhe kuch sunayi hi nahi de raha tha.

Woh bas mujhe dekh rahi thi… us nazar se jo kabhi maa bhi shayad na dekhe.

Pyaar, darr, lagav… sab mixed.

Aur tab unke honton se halka sa, thoda tutta hua dialogue nikla…

Saloni didi (bohot halka se): “Chal… aaram se kursi par baith ja… main dressing kar deti hoon.”

Thodi der baad,First aid box aa gaya.

Didi ne mere paon ki safai, dawa lagayi, patti baandhi — itni sambhal se ki lag raha tha main koi bacha hoon.

Papa aur Kabir bhai ne mujhe pakad ke bed par lita diya.

Papa: “Beta… tu aaram kar. Main yeh form dene jaa raha hoon.”

Main: “Haan papa… thik hai.”

Sab dheere-dheere room se bahar chale gaye.

Room me sirf main aur Saloni didi bache.

Sab ke jaate hi…

Main apna haath uthakar dekhta hoon.

Wohi jagah jaha mark bana tha…

Ab bilkul normal dikh raha hai.

Saloni didi ne meri taraf dekh kar pucha:

Didi: “Kya dekh raha hai haath me?”

Main (thoda confused): “Didi… mujhe laga… mere haath me ek clock ka mark bana tha,usi chakkar me chai gir gayi…

aur jab main usko press kar raha tha tab tum log aa gaye…”

Saloni didi ne meri aankhon me seedha dekhna shuru kiya.

Ek lamha,do lamhe…

Woh bilkul serious ho gayi.

Didi: “Kaisi baate kar raha hai Dev… bachpan se dekha hai tujhe…

aisa koi mark maine kabhi nahi dekha.”

Main (thoda panic me): “Ho sakta hai mera waham ho… pata nahi kya hua…”

Phir galti se mere muh se nikal gaya:

Main: “Saloni…”

Didi ki aankhen ekdum chauk gayin.

Woh seedhi ho gayin jaise kisi ne unhe thappad maara ho.

Didi (ghurte hue, halki si fake anger me): “Kya bola tune…?”

Mujhe samajh aa gaya bhool ho gayi.

Main (turant kaan pakad kar): “Sorry sorry didi… pata nahi kya ho raha… samajh nahi aa raha kuch…”

Saloni ne thoda sa smile kiya, jise unhone roka… par rok nahi payi.

Didi (saans bhaari kar ke): “Bas… aaram kar.

Shayad tujhe pasand nahi tha form sign karna ya school chhodna…

issliye gusse me zyada react kar raha.”

Par unki aankhon me kuch aur tha.

Jaise unhe doubt ho.

Jaise unhe kuch feel hua ho.

Jaise unhe pata ho,ki kuch badla hai.

Raat kab beet gayi, pata hi nahi chala.

Main thakaan aur confusion ke beech aise so gaya jaise koi switch off ho gaya hoon.

Aur tab…

Ek sapna aaya —

Woh sapna joh main zindagi me kisi ko nahi bata sakta.

Sapne me main ek ladki ko dekh raha tha…

Uske chehre ke naksh dhundhle the, par uski awaaz…

“Dev…”

“Meri jaan…”

Woh awaaz…

Woh nazdeeki…

Woh lamha…

Jaise hi usne mujhe kiss kiya, mere poore shareer me ek ajeeb si garmahat daud gayi.

Main sapne me bhi samajh nahi pa raha tha yeh kya ho raha.

Par us lamhe me main uski taraf kheech raha tha.

Fir ekdum se.

“HUHH—!”

Main jhatke se uth kar baith gaya.

Saans fast.

Shareer pasine me bheega hua.

Dil kabhi dheere kabhi tez dhadak raha.

Main (darr aur guilt ke mix me): “Yeh… mere saath kya ho raha hai…?

Chiii… main kaise…?”

Maine halki si nazar apne lower par daali…

Ek ajeeb sa ehsaas phir se badh gaya.

Mujhe khud par ghin si aayi.

Main: “Bas… bas… nahana padega…”

Main turant uth kar washroom me ghus gaya.

Paani bohot tezz chala diya.

Jaise main apna dimag bhi dho dena chahta hoon.

Thodi der me jab main wapas aaya, towel me,

room me Isha didi thi.

Isha: “Dev? Fir se naha raha tha? Subah-subah?”

Main (aankh chura kar): “Haan didi… pata nahi… ajeeb si garmi lag rahi thi.”

Didi ne kuch seconds tak mujhe dekha,
Jaise unhe kuch doubt ho par phir normal ho gayin.

Isha: “Acha thik hai. Kuch khaayega? Laau kuch?”

Main: “Haan didi… thodi chai aur bread le aana.

Aur… Saloni didi kahan hai?”

Isha: “Woh toh Naina ke saath gayi hai.

Keh rahi thi tumne usse kuch karne ko bola tha?”

Main halka sa smile nahi rok paya.

Main: “Ha… admission wali baat.

Naina didi ke saath MD karegi woh.”

Isha didi ka face ekdum bright ho gaya.

Isha: “Wah! That’s seriously nice, Dev.

Proud of her… aur tere upar bhi.”

Main thoda awkward ho gaya.

Main: “Haan didi… woh… almira se kapde de do please.”

Isha didi ne almira kholi.
Bohot time baad woh meri room me aayi thi.

Jaise hi almira khuli…

Saloni didi ki photo saamne chipki hui thi.

Halki muskurahat, simple pose… par aankhon me ajeeb si warmth.

Isha ne photo dekhi ruki…
phir dheere se meri taraf mudh kar bola:

Isha: “Yaha bhi Saloni?

Almira me photo kyu rakhi hai?”

Main (bilkul honest tone me): “Kyuki subah naha kar sabse pehle yahi aata hoon,aur unka face dekhna mujhe lucky lagta hai.”

Isha didi ekdum stunned.

Halka sa smile.

Thoda emotional.

Thoda tease me....

Isha: “Matlab… hum sab toh bas timepass hai?

Lucky toh sirf Saloni hai yahan?”

Main (haste hue): “Are meri pyari didi… aisa nahi.

Bas woh… thodi special hai.”

Isha ekdum tease mode on:

Isha: “Achha… agar tere dost yeh almira dekh lete na…

toh bolte —
‘Bhai, yeh teri girlfriend ki photo kyun chipka rakhi?’”

Main (sharmate hue): “Kya didi! Aap bhi na…

Kapde dena, meri didi ki khichayi mat karo.”

Isha didi zor se hass pari:

Isha: “Achha baba… thik hai. Yeh le.”

Woh kapde dethi hai aur room se nikal jaati hai…

par jaane se pehle ek baar photo ko dekh kar muskurati zaroor hai.

Aur main,towel pakde hue khada hoon aur mere dimaag me abhi bhi wahi sapna ghoom raha hai.

“Sapne me jo ladki thi,wo Saloni didi jaise kyu lag rahi thi…?”

Yeh sawal mera dimaag chhod hi nahi raha.
 
sorbobhuk

Womens From Your City - Anonymous Casual Dating -
2,521
5,976
158
Bahut

Bahut badhiya update Hai Bhai......
Pehli wali update me to sab yaadein aaya tha na to jagne se kuch yaadein bhi na yaad raha.....kya karna chahte hai aap bhai
Btw waiting for next update
 
Sushil@10

Active Member
1,858
2,084
143

Shandaar update and nice story
 
Dev the lover

Well-Known Member
3,777
16,082
159
Maine bola tha ki pichle update me sab yaadein dev ko eapas mil geya tha na to nind se jagne ke baad kuch bhi yaad kyu nhi hai pichle janam ki
Maine apne haath par bane hue clock-jaisa mark ko ungli se dabaya…

Aur jaisa hi maine usko press kiya
“ZZZTT—!!”

Ek tezz jhatka seedha mere dimaag me ghus gaya.

Aankhon ke saamne sab kuch do-do dikhne laga.

Main: “Me… main yaha kya kar raha hoon…?”

Mera dimag jaise thoda blank sa ho gaya.

Yha joh clock mark hai yeh ek mark nhi trigger button hi
 
Last edited:
Top