Baat to sahi hai par ise aap vasana ki aag na kahen, vasana mein koi sambandh nahi banta, vasana ki jhalkiyan to hamein aaye din road ke kinaron par dikh jati hai jiska parinam kuchhek mahinon mein dikhai de jata hai...baat hai aazadi ki jo aaj ke mukabale pehle naam matr ki bhi nahi hua karti thi... par Kehar chhodiye is vishay par anya vibhinn prakar ke tarkon se bhi baatein hua karti hai... par kai tarkon mein bhi ek hi baat nikal kar aati hai aur woh hai aapne pasand ke saathi ke sath sukhad vivahita jeevan.
Aap ki in baton se mein purnataya sahmat hun.
Abhi aa rahi hai aage ki kahani padh kar apna vichar rakhta hun.
okay thanks and welcome on the thread, umeed hai ke aaguey padhkar bhi aap ko itna hi passand aega jitna intro se aya.