• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Barsaat ki raat (beggining of life)

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Update 2

Ab tak

Itna kahane ke baad raja waha se nikal jata hai..raja sochte hue ghar kI aur ja raha tha. Asaman mein badal chhaya hua tha. Sath hi bijali bhi kadak rahi thi. Thode der ke baad jor se aandhi chalne lagti hai..aandhi ke karan raja ke aankho mein kuch mitti chali jatI hai. Jis Karan wo apni aankhe band kar leta hain par wo chalta rahta hai jis karan raja apna rasta bhatk jata ha

ab aage

Raja apni aankho apne hatho se malte hue apni aankh se matti saf kar raha tha jo hawa ke jor ke karan chala gaya tha. Wo apni raftar aur tez kadmo se us raste par chalta hi ja raha tha. Bijali ka kadakna apne anurup ho raha tha. Ab barish ki halaki halaki bunde padna suru ho gaya tha. Barish ke pani ne apna kaam kar diya. Us pani ke karan raja ke aankhan saf ho gayi. Barish ke pani raja ko puri tarah bhigo diya tha.

Raja ne jab samne dekha to wo ke jungal ke pas bane hue makan ke pas khada tha. Makaan ko dekhte hi raja ko dhyan aa gaya ki ye rasta uske ghar ko nahi jata hai. Is liye wo jaise hi wapas jaane ki sochta hai. Barish ne ek tufaan ka rup le liya tha. Us apni maa ko kahi baat yaad aa gayi, isliye wo us makaan ke taraf chal diya ye soch kar jaise ji tufan aur ye barish kam hogi wo apne ghar chala jayega.

Is samay raja makaan ke barande mein khada tha. Aur thand ki wajah se kaap rha tha. Abhi raja ko khade hue 5 minute ho hue the ki us makaan ka darwaja khula ek 30 saal ki aurat bahar aayi. Waha par raja ko dekh kar bahut khush hoti hain aur raja ke pas ja kar kahti hai.

Aurat_ beta itni raat aur is tufan mein kya kar rahe ho.

Raja_ aurat ko dekhte hue, ji wo main rasta bhatak gaya tha. Jab main apne ghar ki aur jaane ke liye jaise hi socha ye tufan aa gaya aur barish bahut tez suru ho gayi. Mujhe ye makaan dikha to tufan aur barish se bachne ke liye yaha aa kar khada ho gaya. Taki in se bach saku. Jaise hi ye sab kaam hota hai. Main yaha chala jaunga.

Aurat _ thik hai beta. Ek kaam karo tum andar aa jao.

Raja _ ji main yahi thik hu.

Aurat _ beta tumhara naam kya hai.

Raja _ ji raja

Aurat _ beta bahut hi pyara naam rakha hai tumhari maa ne. Vaise mera naam Babita hai.

Raja _ aap ka naam bhi bahut sundar hai.

Babita _ ab to andar aa jao.

Raja _ thik hai.

Phir raja makaan ke andar chala jara hai. Raja ke andar jate hi babita ne door band kar liya. Yahan tam mausam bhi shant ho gaya. Jab raja andar gaya to dekha samne ke sofe par 4 mahilaye aur baithi hui thi. Raja ko dekhte hi un sab ke chahre par chamak aa jati hai.

Babita _ aao raja yaha baitho

Raja phir chalta hua ek singal side par baith gaya. Babita bhi raja ke pas hi baith gayi.

Babita _ raja inse milo. Ye meri pyari bahane

Raja _ ji namste.

Babita _ raja ye Rama, hema, soni, Anny

Anny _ raja tum kuch udas lag rahe ho.

Raja _ ji nahi.

Hema _ par tumhara chahara to kuch aur hi bata raha hai.

Raja _ ji ji aisa kkuch nahi hai.

Rama _ dekho raja hum sab tumhari maddat kar sakte hai. Aur tum hamri

Raja _ main kuch samjha nahi

Babita_ thik hai. To main samjhati hu.

Dekho raj main tumhein is duniya ka ek bahut hi amir aadmi bana sakti hu. Badale mein tumhein hamara gulam bana hoga.

Raja _mujhe ye manjur nahi hai. Main yaha se ja raha hu.

Anny_ tum kahi nahi jaa sakte ho.

Isi ke sath anny apne sali room men aa gayi jis dekh kar raja dar gaya. Par babita raja ke pas jati hai. Aur anny ko apna rup badalne ke liye kahti hai. Jis sun kar anny apna rup badal leti hai.

Babita _ raja meri baat dhayan se suno.

Raja _ ji

Babita _ raja yaha se tum jab bhi ja a sakte ho tum hamara gulam banana manjur ho. Warana yaha se aaj tak koi jinda nahi gaya hai, ye ek ksr ko aa gaya use marna taiy hai. Par mujhe tum achhe inshan lage is liye tumhein ye prashtav de rahe hai. Ab bolo

Raja _ mujhe jara sochne ka want do.

Babita _ thik hai. Tum us samne ke kamare ja kar aram se socho

Phir raja un sab ke bas se us kamre ki taraf chala jata hai. Ek baar raja in sab ki taraf dekhta hai. Phir door band kar deta hai. Phir wo apni maa aur bahan ke bare mein sochne lagta hai. Raja sochta hai ki agar main in sab ki baat nahi manta hu to ye sab mujhe mar degi. Aur agar main hi na raha to meri maa aur bahan ka kya hoga. Wo dono kaha jayegi. Mere siwa unka kaun hai. Phir wo kundan meri bahan aur maa ke satha kya kya karega, mere na rahone par. Kuch nirnaya leta hai. Aur bahar aa jata hain jahan par wo sab wait kar rahi thi

Jaise hi raja ko bahar aate dekh to hema aage bad kar puchti hai.

Hema _ to raja kya socha hai.

Raja _mujhe manjur hai.

Babita _ to thik hai. Mere pas aao.

Raja babita ke pas chala jata hai. Phir babita ek mantr padti hai. Jis karan ek agnikund prakt hota hai. Phir babita raja ka hath pkadti hai. aur ek chaku se raja ka hath kaat deti hai, aur uska khoon agnikund mein dal deti hhai. Uske baad babita apna khun bhi kund mein dal deti hai.

Babita _ raja apni sabse pyari kI kasam kha kar kaho tumhein hamara gulam bana manjur hai.

Ab raja soch mein pad jata hai. Phir kuch soch kar kata hai.

Raja _ main apni maa aur bahan ki kasam kha kar kahta hu mujhe tum sab ka gulam bana manjur hai.

Isi ke sath kund se ek roshni nikal kar raja ke sharir mein sama jati hai. Aur phir wo kund bhi gayab ho jata hai. Hema raja ke pas aa kar use ek kagaj aur ek suitcase deti hai. Aur kahti hai.

Hema _ is suitcase mein 10 karod rupey aur ye tumhare ghar ka kagaj hai. Ab Se 3 din ke baad yaha ana hain

Ab tum ja sakte ho. Raja wo dono chiz leta hain waha se nikal jata haI.
 
Nky

Active Member
606
1,476
138

Nice update bhai
 
Top