• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Barsaat ki raat (beggining of life)

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,848
189
Update 3


ab tak


Hema _ is suitcase mein 10 karod rupey aur ye tumhare ghar ka kagaj hai. Ab Se 3 din ke baad yaha ana hain

Ab tum ja sakte ho. Raja wo dono chiz leta hain waha se nikal jata haI.


ab aage


Raja ke jaan ke baad hema babita se kahti hai.

Hema_ kya us kaam ke liye raja thik rahega.

Babita_ haan, raja us kaam ke liye bilkul thik hai.

Anny_ aap ne usme kya dekha, jis karan aap kah rahi ki wo us kaam ke liye sahi hai.

Babita_ apno ke liye smarpan, aaj tak hum ne kisi mein nahi dekha hai. Ham sab ne to use bahut kuch dene ke liye kaha par usne inkar kar diya. Aur jab ham ne uske apno ke baare mein kaha to use sochne pae majboor ho gaya. Kya aaj tak ham sab ne kisi mein dekha hai,

Sabhi _ nahi.

Babita _ to phir ab bolo.

Phir sabhi chup ho jate hai, kyuki babita ki kahi har baat sahi thi. Aaj se pahle jo koi bhi waha aaya un sab mein maya aur kaya ki prabal ischa thi. Par raja mein ye dono naam matr ki bhi nahi thi.

Hema _ didi aapko pata hai na usko aazad karane ke liye raja ke andar sab se adhik kya hona chahiye.

Babita _ haan, mujhe pata hai.

Hema _ Par phir bhi har baar ham har jate hai. Mujhe aaj tak ye samjh nahi aaya.

Babita _ mujhe bhi, par raja ko dekh kar mujhe aisa lagta hai. Hum is baar jarur jeetege.

Soni jo itni dere se chup thi wo kahti hai.

Soni _ kyuki ab tak hame sirf un sab mein hawas hi bhara hai na ki prem.

Babita _ tumhein pata hai na use aazad karane ke lliye hawas ka prabal hona kitna jaruri hai. Uske bina us tak pahuchna namunkin hai.

Soni _ sayad aap bhul rahi hai kI hawas ke karan hi wo sab mare gaye. Agar un sab ke andar agar thoda sa bhi prem.hota to sayad natiza kuch aur hota.

Hema _ par waha to vasana ka nanga nach hota hai. Uska kya.

Rama _ didi aap bhul rahi hai. Prem ke andar jo vasana hoti hai, us vasanaa se kahi alag aur prabal hoti hai.

Babita _ main kuch samjhi nahi.

Soni _ main samjha to hu.

Jab koi kisi aurat ko sirf hawas mitane ke liye aur bhog ka saman samjhe to, wo us se jab tak juda hota hai us ka man hota hai. Aur wahi jab prem ke wasibhut hokar kisi aurat ke sath wo karta hai to wo uske sath apne ant tak juda hota hai.

Hawas mein jab koi kisi aurat ke sath sex karta hai to sharirik shanti ya sukh milata hai. Wahi jab prem mein koi sex kare to sharirik le sath atmik shanti milti hai.

Aap bhagwan raam.chandra ji ko dekh sakti hain to mata sita se atmik prem karte the is liye wo sirf sita ke hi ho kar rah gaye. Wahi dusri taraf ravan ka prem.vasana se bhara hua tha jis karan sita ravan ke hridya mein was ho gayi. Is liye bhagwan raam ravan ka wash karate samane unhone ek bhi teer ravan ke hridya par nahi mara tha. Unhone teer jab hi hridya par chalaya jab ravan ke hridya mein sita ki jagah raam ne was kiya.


Wahi bhagwan Shri Krishna Radha ko atmik prem se upar uth kar prem kiya jis karan bhagwan Shri krishna ko har nari aur har jiv mein sirf radha ho dikhti thi. Isliye un hone sabko prem kiya.

( dosto mujhe maaf karna agar mere is update se kisi ke bhi man ko dukhaya ho to)


Raam _ ye to kuch bhi nahi aise bahut se prem tathya hai jise prem ka sath upar hai.

Babita _ par hame to ye sab nahi aata

Soni_ ye sab raja mein pahle se hi maujud hain. Use sirf vasana ka gyan dena hain. Prem ka gyan to use apno se hi mil jayega.

Uske baad un sab mein aise hi bahut si baate hui.

Wahi jab raj yaha se nikal to subah ke 4:30 baj rahe the. Ghar pahuchte pahuchte 7 baj gaye the. Jab wo apne ghar ke samne pahucha to logo ki bhid lagi hui thi. Raja tez kadamo se jab andar jata hai to dekhta hai ki uski bahan bistar par leti hui hai aur ek dr. uski bahan ko check kar raha tha. Uski maa bas roye ja rahi thi aur ke aurat uski maa ko shant karwa rahi thi.

Raja bhag dr. ke pas jata hai aur kahta hai.

Raja _ dr. Meri bahan ko kya hua hai.

Dr. Aap kaun

Raja _ ye meri bahan hai aur main iska bhai hu.

Dr. _ apki sister ki halat nazuk hai. Inko abhi hospital mein admit karwana hoga.

Raja _ thik hai

Uske baad raja apni bahan ko uth kar dr ke sath chal deta hai. Aur apne padosiyo se apni kaam ka khyal rakhne ke liye kah jata hain .

Apni bahan ko hospital mein admit karwata hai. Uski bahan ko icu mein le jaya jata hai. Raja icu ke bahar hi khada hota hain dr usi bahan ka under treatment kar rahe hote hai.


Wahi raja lobi mein kabhi idhar udhar chakkar lagata to kabhi ek bench pa baith jata to kabhi icu ke door pe khada ho kar apni bahan ko dekhta.

Wahi dusari aur raja ke jaane ke baad logo ki bheed bhi khatm ho gayi thi. Ab waha par sirf raja ki maa aur uske padosi hi rah gaye the. Wo aurat jisne raja ki maa ko sambhal rakha tha wo raja ki maa se kahti hai.

Aurat _ Meenu ab darne koi baat nahi hai. Raja apni bahan ko hospital le gaya hai. Raja use kuch nahi hone dekha.

Meenu _ kya raja

Aurat_ haan raja aur kaun karta teri maddat yaha to sirf tamasa dekhn aaye the.

Meenu_ geeta mujhe bhi raja aur meri beti ke pas le chal. Main tere hath jodati hu.

Geeta _ thik hai. Main to nahi par apni beti Seema se kah deti hu. Wo le jayegi.

Meenu _ tera bahut bahut dhanyabad

Uske baad Geeta apni beti Seema ko apne pas bulati hai. Aur kahti hai apni aunty ko hospital le jaa. Teri aunty raja aur Deepa se milna chahti hai.

Seem _ thik hai maa. Aunty aap ready ho jaye. Jab main bhi ready ho jati hu.

Meenu _ thik hai beta.

Uske baad meenu andar ja kar ready hone lagti hai wahi seema bhi apne room ja kar ready hoti hai. Jab seema ready ho kar aati hai to seema kI maa geeta ne ek lunch box seema ko deti hain aur kahti ki ye raja ko de diyo.

Seema _ thik hai maa.

Phir meenu ke sath hospital ke lliye nikall jati hai. Hospital mein seema meenu ko raja ke pas le jati hai. Raja apni maa ko yaha dekh hairan hota hai. Wo seema ki taraf dekhta hain

Meenu_ beta isme seema ki koi galti nahi hai. Ye mere kahen par hi yaha mujhe le kar aayi hai.

Raja _ ok maa

Seema _ raja ye maa ne diya haI tumhare aur aunty ke liye.

Raja _ thik hai.

Seema _ raja main baad mein milti hun. Mujhe college jana hain

Raja _ ok dhyan se jana

Seem _ hmm apna aur aunty ka dhyan rakhna.

Uske baad seema waha se apne college ke liye nikal jati hai. Aur raja apni maa ke ps baith jata ha.
 
Top