- 17,670
- 113,343
- 259
Last edited:
Bilkul shi....me newly is story ko read kr rhi hu...bt last kucj update me.dekha h k jb b tomorrow update ka btaya jata h usk nxt day hi ata h...agr busy schedule h to long break le lo....chahe week me 1 update do..bt jis din de skte ho us din ka bta diya kro...taki hm usi din visit kre...bich m mag kr k apko preshan n kre...n hi hm preshan ho...Ye kya bhai... Aajkal to almost har baar tomorrow ka bol kr update nhi dete he... After 80 ke baar 5 din me ek update aye... 290 din lagbhag ho gye usme 50--51 update aye... Sacch batau to yar lagbhag pichla 80% bhul chuka hu... Our kahani etni lambi ho chuki he ki dubara pdhna bhi possible nhi ho pa rha... N vaise bhi pdhi huii kahani ko vaapas pdhne me utna intrest n excitement nhi rehta... Kahani ka flow tut rha yara. Pehle ki trahh banaye rkho... I know ki life ka gujara krne ke liye doud bhag bhi Krni pdhti he job ko accha khasa time bhi dena pdhta he.. mene bs apna point of view rkha ya ese ek swarth/ lalach bhi kehh sakte he.. but yara sachme updates kafi delay ho rhe he... Update me pichle updates se relate hote he tb kuch jyada samajh me nhi ata... Ju ke sandarbh me alag case he ki ju ki creation to ju agla pichla bhul nhi pate... Esse accha ki aap ki lamba break Lelo n us bich kuch update store kr lo taki sab vapas shuru kro to flow n intrest bna rhe
Well intezar rehega update ka
Ye kya bhai... Aajkal to almost har baar tomorrow ka bol kr update nhi dete he... After 80 ke baar 5 din me ek update aye... 290 din lagbhag ho gye usme 50--51 update aye... Sacch batau to yar lagbhag pichla 80% bhul chuka hu... Our kahani etni lambi ho chuki he ki dubara pdhna bhi possible nhi ho pa rha... N vaise bhi pdhi huii kahani ko vaapas pdhne me utna intrest n excitement nhi rehta... Kahani ka flow tut rha yara. Pehle ki trahh banaye rkho... I know ki life ka gujara krne ke liye doud bhag bhi Krni pdhti he job ko accha khasa time bhi dena pdhta he.. mene bs apna point of view rkha ya ese ek swarth/ lalach bhi kehh sakte he.. but yara sachme updates kafi delay ho rhe he... Update me pichle updates se relate hote he tb kuch jyada samajh me nhi ata... Ju ke sandarbh me alag case he ki ju ki creation to ju agla pichla bhul nhi pate... Esse accha ki aap ki lamba break Lelo n us bich kuch update store kr lo taki sab vapas shuru kro to flow n intrest bna rhe
Well intezar rehega update ka
Wait a bit at least!!Bilkul shi....me newly is story ko read kr rhi hu...bt last kucj update me.dekha h k jb b tomorrow update ka btaya jata h usk nxt day hi ata h...agr busy schedule h to long break le lo....chahe week me 1 update do..bt jis din de skte ho us din ka bta diya kro...taki hm usi din visit kre...bich m mag kr k apko preshan n kre...n hi hm preshan ho...
Apki story kafi achi h...isliye sbko update ka besbri se intjar rehta h...i know daily life, job, family me likhne k liye time ni milta...na hi yha koi paiso mr koi payment ki jati h....bt ek scche writer ki real payment money ni uske readers ka uski story, uski lekhni k prti judav, pyar ho hota h....jo yha is story ko sb readers ki trf se dil khol k pyar mil rha h...
So readers and writers dono ko ek dusre ki feeling ka khayal rkhna chahiye.... readers update k piche jyada n pde...writer ko time de...to whi writer b jis din de skta h update usi din ka time btayae...