• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Antique Love (Anokha Pyar) Incest, Magic, Romance, Thriller & Fantasy (Hinglish)

Do you like this story?

  • Yes

    Votes: 386 97.2%
  • No

    Votes: 16 4.0%

  • Total voters
    397

Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,411
143
Awesome updates
Thanks for the compliment yara
KEEP SUPPORT

Purane update padne hoge kuch clear nahi h
Koi baat nahin phir se read kar lo, kyonki ab to story poori karke hi jaunga.

KEEP SUPPORT

nice update bro
itne dino bad update diya or usme bhi hero ko gumo ke badal m daal diya
Zindagi aasan nahin hoti mere dost,
sabhi ko sab tarhan ke din dekhne padte hain, Achchhe bhi or bure bhi.

Thanks for the compliment

KEEP SUPPORT
 
Soku74

Active Member
584
2,985
124
___________
Update - 92
--------------

_____________
Previous -
-----------------

Breakfast karke main raja ke sath mehel bahar bane park me aaya, kal guruji se hui baaten short me samjha din.
Jise raja ne bhi maan liya.
.
Raja - sagar beta, ham aapko akele nahin jane denge,
Aapko sena ki ek tukdi apne sath le jani padegi.
.
Main - theek hai, kintu main sena me se achchhe or taqatwar javaan chunkar ek team banana chahta hun.
Or kal savere hi shaitanlok jana chahta hun.
.
Raja ne mujhe permission de di, or senapati ko turant hi bulava bheja,
Main senapati ke sath chal diya, sena ke javaan chhatne.

____________
Forward -
----------------

Or vahan pohochkar maine har tukdi me se best sipahi apne liye choose kar liye or vapas mahel lout aaya,
Vahan aakar maine Mom- Dad or baaki sab ko apne jane ke bare me bataya.

Dad - Beta jane se pehle mujhe or apni mom ko
dharti-lok chhod aa.

Mom ne bhi unke haan me haan milayi,
To bahno ki toli bhi sath jane ko raazi ho gayi, jisme Anjalika or Liza bhi shamil thin,
Main - Dad aap log yahin surakshit ho, abhi aap kahin mat jaiyye,

Dad - Beta aise to meri company heavy loss me aa jayegi,
Isi liye mera jana Must hai.

Maine haan kaha or sab log jane ke liye taiyar ho gaye,
Maine raja se ijazat li or main un sabka hath pakad kar teleport ho gaya.

Teleporting me hi mujhe kuchh logon ki parchhai dikhai di,
Or unhone kisi cheez se hamare oopar Laal rang ki roshni chhodi,
Ye vaar mere oopar nahin kiya gaya tha,
balki Mom - Dad ke oopar tha,
mera dil dhak se reh gaya,
T P ki speed itni tez thi ki main sahi se kuchh dekh bhi
nahin pa raha tha,
kuchh karne ki baat to or hai,

Ham ek dam se hamare ghar teleport hue, par mom - dad sidhe niche gir gaye,
Ham sab ek sath chilla pade, Mommmm - Daddddd,

Main mom - dad ko uthane ki koshish kar raha tha....
Par wo koi response nahin de rahe the....
Mere aakhon se jhar - jhar aansu beh rahe the,
Or baki behno ka bhi yahi haal tha,
Anjalika or Liza apni puri koshish kar rahi thin,
unko uthane ki,
Par sab koshishen nakam rahin,

Phir achanak mujhe guruji ki yaad ayi,
Maine khud ko sambhala, or unko chitkarte hue pukara,

Guruji 1 hi second me mere samne the,

Main (unko gale lagakar bola) - Gurudev dekhiye na Mom - Dad ko kya ho gaya hai, kuchh karo na gurudev

Guruji ne apne hathon se koi shakti chhodi or agle pal vo bhi vivash ho gaye, wo bole-

Guruji - Beta kali shaktiyon ka prabhav inke oopar
zyada pada hai, Or ye ye marr

Main (beech me chillate hue)- nahin guruji aisa mat kahiye,
Main to kahin ka bhi nahin rahunga,

Or udhar Mansi ye sunkar behosh ho gayi,
Baaki sab usko sambhalne me lag gaye,

Guruji - beta mujhe maaf kar do, par main koi madad nahin kar sakta,

Main to ye sunkar apne hosh hi kho baitha,
Or gash khakar gir pada,
Jab mujhe hosh aaya, tabh main apne room me tha,
priya mere paas baithkar sisak rahi thi,
Or bahar se rone peetne ki awazen aa rahi thin,
Main ek dam se uth kar baith gaya,
or rota hua bahar ki taraf bhaga,
Priya mujhe hosh aaya dekhkar mere pichhe bhagi,
Vahan mera poora parivar aa chuka tha,
Pata nahin main kab se behosh tha,
Mom - Dad ke antim sanskar ki tayyari ho rahi thi,
Or Mansi samhit sabhi behne vahin baithkar ro rahi thin,
Main unke paas jakar baith gaya,
or vo mujhse chipat - chipat kar rone lagin,
JinnLok, or Parilok ke Raja or Rani bhi insani bhes me aa chuke the,

Tabhi Dada ji mere paas aaye or hame gale lagakar rone lage....
Chacha ji or bua ji ki halat bhi theek nahin thi,
Kyonki un teeno behen - bhaiyon me bohot pyaar tha,

In sabke baad Mom - Dad ki antim yatra nikli,
or main unko agni dekar bhari kadmo se vapas ghar aa gaya,

Guruji - Putra, maine tumhen pehle hi kaha tha,
ki wo isi intzar me ghaat lagaye baithe hain, ki kab tum jinnlok se bahar niklo, or kab vo tumhen chot den,
Par tumne meri baat nahin maani,

Main (apne aansu pochhte hue) - Gurudev,
ab shaitan lok ka akhiri vakhat aa gaya hai,
ab koi nahin bachega, sab marenge ,
chahe vo khud shaitaan ho ya aam janta,
sabko mere gusse ki aag me jalna padega.

Guruji - putra, abhi tum gusse me ho,
pehle kuchh din apne aap ko shaant karo,
phir koi faisla lena.

Main chup - chap vahan se chala gaya,
kyonki ab main mazeed kisi ko koi bhi javaab
nahin dena chahta tha,
Main main hall me pohcha jahan par sabhi baithe hue the.
Mujhse Mansi ki halat dekhi nahin ja rahi thi,
uski aakhen suji hui thin, or vo bas roye ja rahi thi,
Main uske paas jakar baith gaya, or usko khud se chipta liya,
Or usko chup karane laga,

Main - Manu, main unme se kisi ko zinda nahin chhodunga,
main apna intakaam lekar rahunga, tu ro mat.

Mansi (Or zyada rote hue)- plzz bhai ab aap kahin mat jana,
hame koi badla nahin chahiye,
bhagwan ke liye kahin mat jana.

Main - Ye tu kya keh rahi hai?

Mansi - (Rote hue) - Or nahin to kya? Ab aapke siva
mera hai kon, Agar aap ko bhi kuchh ho gaya to
main khudkushi kar lungi,
Plzz mujhe vachan dijiye ki aap kisi ko nahin marenge.

Main usko rota hua chhodkar,
vahan se uthkar apne room me aa gaya,
Main kya karun kya na karun soch - soch kar

mera sar dard se phata ja raha tha.

To Be Continue......
accha twist aaya hai kahani me. Update acchaa hai.
 
Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,411
143

Naik

Well-Known Member
22,640
79,851
258
Story me abhi tak hero ke achchhe din chal rahe the, ab bure din bhi to jhelne padenge.... Jitna usne powers ko enjoy kiya hai ab thoda dard bhi jhelne do...
tabhi to maza ayega....

Thanks for the comment
KEEP SUPPORT
Yeh bhi sahi h hamesha di achche din hii nahi rehte bure din bhi aate h
Chalye koyi baat yeh bure wale din bhi dekh lete h apne HERO ke
 
Baba__Bhai

I am open book, But you have no access to read it.
1,774
5,411
143
___________
Update - 93
--------------

~~~~~~~~
Previous -
~~~~~~~~

Mansi - (Rote hue) - Or nahin to kya? Ab aapke siva
mera hai hi kon, Agar aap ko bhi kuchh ho gaya to
main khud ko kuchh kar lungi,
Plzz mujhe vachan dijiye ki aap kisi ko nahin
marenge.
Main usko rota hua chhodkar,
vahan se uthkar apne room me aa gaya,
Main kya karun kya na karun soch - soch kar
mera sar dard se phata ja raha tha,

~~~~~~~
Forward -
~~~~~~~

Ek taraf Mom - Dad ka chehra baar - baar mere
saamne aa jata, jisse mere nathune phul jate,
shaitan Lok ka sarvanash karne ke liye,
Or dusri taraf Mansi vachan maang rahi thi ki
mom - dad ke katilon ko maaf kar dun,

Tabhi Anjalika room me enter hui, or rote hue
mere gale lag gayi,
images

main uske balon me hath phirane laga,

Anjalika (mere gale lage hue)- ye sab meri
vajha se hua hai, Na main aapki zindagi me aati
na ye hota,

Main - Anju, ye sab kismat ka khel hai,
plzz apne aap ko dosh mat do.

Anjalika (mujhse alag hote hue)- nahin,
ye sab meri hi vajha se hua hai,
mujhe aapse door jana hoga, taki phir aisa na ho,

Main - kya tumhare jane se
mom - dad vapas aa jayenge?

Anjalika (sisakte hue)- Nahin, par aage se
aap par meri vajha se koi musibat nahin ayegi.

Main - mujhe chhodkar jaogi tum, mujhe..?

Anjalika - agar baat aapko bachane ki hai to haan,
Mujhe jana hi hoga.

Main - Anju, aisa mat karo,
varna main akela pad jaunga, Plzz maan jao.
(Main usko dobara gale se lagate hue bola)

Wo mujhse alag hui or na me sar hilane lagi,
mere phir se aansu chhalak pade,
usse door hone ke dar se.
Wo mere chehre par betahasha kiss karne lagi,
Or achanak hi gayab ho gayi,

Main uska naam pukarta reh gaya, par wo
vapas nahin aayi, or main vahin ghutno ke bal
baith kar rone laga,
images

Tabhi sakshi andar aayi, uske pichhe - pichhe
priya bhi thi, wo aate hi boli,

Sakshi (mujhe uthate hue) - kya hua bhai,
aap aise kyon ro rahe hain?

Main (rote hue) - wo chali gayi, wo chali gayi......

Sakshi & priya (ek sath) - kon chali gayi?

Main - Anju, Anju hame chhodkar hamesha ke
liye chali gayi, ab wo vapas nahin aayegi...

Priya - Kya? ye aap kya bol rahe hain?
Ye kaise ho sakta hai?

Main - (Maine un dono ko ruk- ruk kar saari
baat batai)
Jise sunkar wo dono bhi udaaas ho gayin.

Sakshi (halke se rote hue)- Hey Bhagwan!
ye kya ho raha hai
hamare sath, pehle hi itna dard diya hai, ab
ek or dard, ye itne mazboot nahin hain,
ke ek sath itne dard jhel payen, ham sabse
agar koi paap ho gaya hai to uska badla
hamse le, par inhen maaf kar de bhagwan!
Maaf kar de (wo bhi tez se rone lagi thi)

Maine un dono ko rota hua dekha, to apna
Dard bhool gaya, or un dono ko chup karane
laga.

Guruji (andar aate hue) - putra, neyti ka likha
koi nahin mita sakta, agar ishwar tumhen
Itni khushiyan or shaktiyan deta hai to uske
badle me insan ko kuchh to balidan karna hi
padta hai,
Is duniya me jitne bhi devtao ne avtar liye hain,
Sabko kuchh na kuchh balidan karna pada hai.

Main - gurudev, mujhe kuchh nahin chahiye,
Koi shakti,koi taqat nahin chahiye, bas meri
zindagi ko Pehle jaisa kar do.

Guruji - ye sab mere hath me nahin hai vats!
Sab brahamma ke hath me hai, insan chahe kitne
bhi pair patak le; hota vahi hai jo uski takdeer me
likha hua hai, or yahi neyti hai.
Ab tumhen apne aapko sambhalna hoga, or
Mazboot banna hoga, khud ke sath - sath apne
Parivar ki raksha bhi karni padegi, ye mat
Samajhna ki tumhare dushman itne me hi ruk
Jayenge , nahin , vo aage ka plan bana rahe hain,
Isi liye tum bhi satark ho jao,
Or jab bhi meri madad ki zarurat ho to kabhi bhi
Yaad kar lena ab main chalta hun,
(Ye kehkar guruji bhi vileen ho gaye)

Main is wakht apne aap ko bohot akela mehsoos
kar raha tha,

Tabhi Dadaji andar aaye, or mujhse bole-

Dadaji - sagar beta, tum sab mere sath gaw chalo,
Yahan par rehkar kya karoge, vahan ham sab hain.

Main - dadu abhi nahin, is ghar ko chhodne ka man
nahin hai, yahan Mom - Dad ki yaden hain, or abhi
Meri or Mansi ki padhai bhi to baaki hai,
ham zaroor ayenge par apni padhai poori karne ke
baad, haan agar mansi aapke sath jana chahati hai
to wo ja sakti hai.
(Main apni aakhen saaf karte hue bola)

Dadaji - theek hai jaisi tumhari marzi, par kya main
tumse kuchh puchh sakta hun?

Maine haam me sar hilaya

Dadaji - kisi ko bhi ye pata nahin hai ke Keshav or
Bahu ki mout kaise hui? Sab alag - alag kahani bana
rahe hain, kya main jaan sakta hun ke mere bete ke
sath hua kya tha?

Main - bas itna jaan lijiye ki ye sab meri vajha se hua
hai, meri hi galti thi,
(or phir se meri aakhon me aansu aa gaye)

Dadaji (mere aansu saaf karte hue)- beta khud ko
Dosh mat do or mujhe batao ke hua kya tha?

Main - aap sunna hi chahte hain to suniye.

Maine unko bed par baitha liya or shuru se end tak
Sab batata chala gaya.
Poori kahani sunne ke baad dadaji ne mujhe khud
se chipta liya.

Dadaji - mere bachche, main phir se kehta hun,
tu mere sath chal. yahan par rehna khatre se khali nahin.

Main - daadu, aap samajh nahin rahe hain, agar main
Aapke sath raha, to mere sath - sath poora parivar
Khatre me pad jayega, or ye main hargiz nahin hone
dunga, aap apne sath mansi ko le jaiyye, vo vahan par
Safe rahegi.

Dadu kuchh bol pate usse pehle hi door par khadi mansi
bol padi

Mansi (rote hue)- haan kyonki Mom - Dad ke jane ke
baad ab main Aap par bojh jo ban gayi hun,
Main yahan se kahin nahin ja rahi, jahan aap rahoge
Vahin main rahungi or ye final decision hai.

Ye bolkar vo vapas chali gayi,

Dadaji (ek lambi saans lekar) - theek hai beta,
jo theek lage karo, par agar kuchh bhi
pareshani ho to sidha gaw chake aana.

Or unhone khade hokar mujhe ek baar phir se gale
laga liya, or vo chacha - chachi ke gaw laut gaye.

Sabhi mehmaan mujhe samjha kar or samvatna dekar
Nikal gaye.

vahan par reh gaye sirf - Main, Mansi, Sakshi, Priya,
Sheetal or Leeza.

Leeza ne zabarzasti hame khana khilaya,
Ham sabne thoda - thoda kha liya, or jisko
jahan jagah mili vo vahin par so gaya.

Udhar ShaitaanLok me -
------------------------------
[Remind]
Marsie - (Daughter of Shataan)
Keela. -. (Son of Shaitaan)
Nablees- (Senapati of Shaitaan)

Ek mahel jahan charon taraf andhera hai,
images

Or bohot se logon ke baat karne ki awazen aa rahi hain

Tabhi ek shaitaan tez chaal chalte hue vahan aata hai,
Uske chehre par jeet ki khushi hai
Ye koi or nahin Senapati Nablees hai.

Nablees - Maharaj Keela ki jai ho.

Keela - kya khabar laye ho senapati?

Nablees - Maharaj, hamara plan kamyab raha.,
ham jante the ke uspar hamari kaali shaktiyon
ka koi asar nahin hoga, par uske maa - baap
to samanye insaan hi the, unpar to asar hona hi tha.
Dono mar gaye HaHaHaHaHa

Keela - (Apni jagah se khade hokar-
-uski peeth thapthapate hue) - Shabash! Senapati.
Ab samaye aa gaya hai dusre plan ko anjaam dene ka.

Nablees - Jo aagya maharaj.

(Or idhar Rocky ke ghar me)

Main achanak apne bed se uth kar baith gaya

Mooommm Dadddddd

Leeza ekdam se uth kar baith gayi, or mujhe gale
laga liya.

Leeza - kya hua aapko?

Main - kuchh nahin bura sapna tha... Or main uska
Matha chumkar

images

usko bahon me bharke phir se sone
ki koshish karne laga
Avoid-Trapping-Your-Arm-While-Snuggling-in-Bed-Step-9.jpg

To... Be... Continue
 
Last edited:

Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,883
18,034
189
Ni

Matha chumkar usko bahon me bharke phir se sone

ki koshish karne laga

To... Be... Continue
Nice updates
 
masstt Update tha.
 
Top