- 2,116
- 10,756
- 143
kamal kar diya abhi aapne asli rup me aagya.... Ab dekhte hai ki claria kya karti haiUpdate - 60
Jacob ne apne Nana Eblis ko yaad karte ..hue Aakash mein haath phaila diye jisase pal bhar mein Abhi ki maya nashta ho gayi .....
ab aage .....
Claira ....ek saaye k roop mein ..Yudh bhumi mein mandra rahi ..thi ....usne apni urja Jacob k saath jod rakhi thi jiss karan uski shakti aur jayada khatarnak ho gayi thi ......
Neilster ..nagar ki ..suraksha mein laga hua ..tha ...k koi bhi ...shatru nagar mein pravesh na kar sake ......usne apne vigyan se bade bade visfotak gole banaye the .....aur nagar k charo or ...tope tainat ki thi ....jo nagar ki taraf aane wale ..shatruo par ...kahar barsa ti thi .....
Kaal ....Karam ...aur Nebhru ....jaha daityo ko rokne ka prayatna kar rahe the ......wahi Glaco .....apni ..agni ..aur prakash ki shakti .....se unn pisacho ko rokne ka prayatna kar rahe tha ....wahi Catospher .....Zecro par apna niyantran rakhe hue tha .....
Claira ..ne ab asankhya saaye pragat kiye ......jo nagar k bhiter pravesh karne ka prayatna kar rahe ...tha .....Shivali ...Vibhakta ...aur Ritu ...bhi ab Nagarwasiyo ki suraksha sunischit karke ....jab nagar ki seema ..par pahunchi ..toh dekha k asankhya saaye ....nagar ki or badhe aarhe ...hai .....toh teeno bhi yudh bhumi mein utar gayi ......unhone unn saayo ko rokne k liye ...kai prakar k astro ki bauchar ..unn saayo par kar di parantu ....woh saaye kaali urja k roop the koi thos toh the nahi ...issiliye koi bhi ...astra unhe kshati nahi pahuncha paaraha tha ...
Tab Teeno ne apni apni urja se inpar vaar karna shuru kiya ....Jaha Ritu ne apni samridhi Shakti aur pranshakti k viparit prabahv se vaar karna shuru kiya wahi ...Shivali ..apni maarak shakti ki urja k prabhav se unn saayo par vaar karne lagi ...aur Vibhakta ....apni satvik urja ..se vaar kar rahe thi ...Shivali aur Ritu k vaar ka toh unn saayo par kuch prabhav nahi ho raha tha ....parantu ...Vibhakta ki Shwet satvik urja se ....woh saaye nastht hone lage parantu ..jitne woh nasth hote utne hi aur aa jaate ......
Teeno k yudh bhumi mein pravesh karne se yudh ki sthiti mein parivartan hone laga tha .....
Vibhakta unn saayo ko samapt karte hue unka mool janane k liye aage badne lagi ....Wahi ..Ritu aur Shivali bhi yudh bhumi ki taraf badhne lagi ....Ritu k pranshakti k vaar se ..woh daiyta ab damapt hone lage ...parantu unki sankhya ...hazaro mein thi ....Ritu badi satarkta aur sawdhani se ...unn daityo ka vinash karte hue aage badh rahi thi ....
Shivali bhi maha kali ka ansh thi ...jo khud tamogun prafhan devi hai ...jiss kaaran ...uski maarak shakti bhi ....kaali shakti ...k kawach ko bhaedne mein saksham thi ...woh bhi ..unn daityo ..ka .sanghar karte hue ..aage badh ..rahi ...thi....
Claira ek saaye k roop mein aakash mein sthit hokar ...yeh sab dekha rahi thi ..jab usne ..ShiVali aur ...Ritu ...k fwara unn daityo ko marte hua dekha toh usse bada ascharya hua ...yaha Vibhakta bhi .uske pragat kiye hue ...saayo ko nasht kar rahi thi ...
Claira .Unn teeno ko aise Vinash karte hue dekh sahan nahi kar paa rahi thi ....usne apni maansik shakti dwara ...teeno par ek Saath shakti pindo se humla karna shuru kar diya ....Woh teen iss samay alag alag disha mein the ....phir ...bhi claira unn teeno par ...ek saatha ..vaar kiya ..
Shivali ...Ritu aur ....Vibhatka ....ka dhyan apne pratidwadeiyo par tha .....issiliye aakash se aate hue Claira k vaar par unka dhyan nahi tha ....woh teeno kaali shaktiyo k baar ek saath unn teeno se takraye ....jiske lagte hi woh piche ki or gir pade ....
Jiss disha mein Shivali ..unn ..daityo ..ka sanghaar kar rahi thi ...k tabhi ..Claira dwar kiya hua vaar ...aakar ....usse laga ...aur ek dardbhari karah k saath woh pichhe gir padi ....uske girte ...hi ..jindaityo ...ko woh apni maarak shakti se maut k ghat utar rahi thi .....Shivali ko girte dekhkar ...woh daitya uss par zhapt pade .....tabhi aakash se ek shwet urja ka prakash ...poori yudh bhumi par vyapt ho gaya ...jiskaarn ..woh daitya ...thoda ruk gaye ........aur kuch hi pal mein ....woh prakash gayab ho gaya ...
shwet prakash k gayab hote hi woh daitya phir ....Shivali ki taraf badhe hi the ....k ...ek ..talwar tezi ..se ghumti hui aayi ...aur aage wale daitya ka ..sar pal bhar mein ..dhad se alag hokar bhumi par pada tha ...unn sab daityo ka ....raksha kawach samapt ho gaya tha ......
Dekhte hai ...Abhi ne yeh kaise kiya .....
Abhi Jacob ko jald se jald samapt karke ...apni sena ki sahayata karna ..chahta tha ....Wahi Jacob bhi apne bhai ki mrityu ka pratishodh ljald se jald lena chahta tha .....
Abhi ne ab apni divya talwar se bhayankar urja ka war ......Jacob par kar diya…… Par ya kya, .....yeh war Jakob ko lagte hi bekar ho gaya…….ulta usne ussi urja ko palatkar Abhi par hi war kar diya……. iss vaar ka asar Abhi par toh kuch nahi hua ....
Abhi ne ab uspar apne maarak khanjar se vaar kiya ....woh khanjar bhi Javob se taktakar wapas Abhi k paas aagaya .....
Jacob --- ha ha ha ...tumahare yeh chote mote ptaharo se mera kuch nahi hone wala hai thoda aur jor lagao shayad kuch ho jaaye .......ha....ha...ha
Jacob k vyang bhare bol Abhi ko shool ki tarah chub rahe the .....usne ek paani se bhara ..bawadar ...uspaar choda ....jo...badi tezi se ...uss traf ...badha ...Jacob uss Bawander ko nastht karta ...tab tak ....Abhi ne pritvi tatva ka prayog karke ...ek vaar kiya ....jisase ...Jacob k pairo k niche ki jamin mein ek badi si darar aagayi aur woh usmein sama gaya...aur dharti purvavat ho gayi ....
Tabhi aakash se baingani rang ki urja ....ki kirne jamni par par oadi aur Jacob dharti faadkar bahar aajaata hai ..Yeh thi claira ...jisne apni urja ko Jacob se jod rakha tha ...aur gupt roop se uski sahyaya bhi kar rahi thi ....
Abhi unn kirno ko dekhkar samaz gaya k koi toh hai jo Jacob ki gupt roop se sahayta kar raha hai ...
bahar aate hi Jacob ne Abhi par aag ka gola bana kar chodna suru kar diya….. Ek ka baad lagatar aag k gole chodta chala gaya……..
Jacob dwara ..vaar kiye hue ..aakash tatva ka upayog karke ...Abhi ne sabhi gola ko ikhata kar liya tha aur ek bada aag ka gola mei badal diya tha…….aur Usse Jacob par badi tezi se bhej diya .
Apni taraf bhayankar aag ka gola ...aate dekhkar Jacob ne ... ek bada paani ka gola, uss aag ka gola par faik kar usse khatam kar diya…….
Ek baar fir sa dono taraf sa humla suru hua, iss baar Abhi ne unka upar apna Vaayu chakra ka prayog kiya......Jacob .. ki taraf.....woh vaayu chakra adrishya the ...the ek k baad ek ..teevra gati se woh Vayu chakra ..Jacob se takraye ...jiske lagte ..hi ....Jacob ....puche ...dur jaakar ..gira ...
uske Jamin par girte hi .....Abhi ne ....aakash se Jacob par badi badi chattane ..barsani chalu kar di ...woh chattane bade veg se ...Jacob ki taraf badi ..woh uthata uske pahele hi ....kuch chatane usase takrayi ...aur woh phir ...jamin par gir pada ....iske pahle ki ...woh unn chattao k niche dabta .....aakash mein ek nerli roshni chamki aur ..woh saari chattane gayab ho gayi .....
Abhi ...uss neeli kirno k kaara ....Jacob k upar kissi saye ko dekh chuka tha ...jo uski raksha kar raha tha ....woh jaan chuka tha k yeh Jacob ki maa hi hai ...jo Jacob ki har pal raksha kar rahi hai ..
Claira ko yudh bhumi mein dekhkar ....Abhi ne apni teeno patniyo se maansik sampark kiya ......Abhi ka sandesh paakar tenno yudh bhumi mein utari ...
Claira ne jab Abhi ki Teeno patniyo ko ....nagar k mukhya dwar se nikalte hue dekha .....tab uska dyan nagar mein vinash phailane par gaya .....usne apne bhiter se kaali shaktiyo se sampanna anek saayo ko pragat kiya ...jo ...Nagar ki or badhne lage jo bhi manav sainik unhe milta woh unke bhiter pravesh karke ....dusre sainiko par vaar karne lage ....
Karma ki sena ab teen taraf se pratadiit ho rahi thi ...ek taraf sr daitya ...dusre ...pisach ...aur ..teesre ab yeh saaye .....
Shivali ..Ritu aur Vibhakta ....ne jab ..yudh bhumi ..mein pravesh kiya ..toh thodi sthiti badli ....Vibhakta ...unn saayo ko nasht karne lagi ...aur ....Shivali aur Ritu unn daityo ko .....
yaha Abhi apna agla vaar Jacob par karta k aakash se kaali shaktiyo k kai gole uspar barasne lage ....jinhe dekhkar Abhi ...k chehre par muskan aagayi ....usne phir aakash tatva k prayog se ...
unn saare kaali shaktoliyo k golo ko ekatrit kiya ....Woh saare Kaalivshaktiyo k gole Abhi .. .k dwara nirmit ..aakash tatva k gole mein samane lage ....aur dekhte hi dekhte ...ek bada kaali
shaktiyo ki urja ka ek bada sa gola ban gaya .....
Yaha calira ka dhyan ab bat chuka tha .....Abhi ki teeno patniyo dwara ...ho rahe unki sena k vinash k kaaran ...woh ..ab ....poori tarah krodh mein aagayi ...aur uska dhyan ab ...Jacob se hatkar ...Shivali ...Ritu ..aur Vibhakta par chala gaya ....jis kaaran ab ...Jacob se uske Shaktiyo ka sampark chut gaya ....
Abhi ne bhi issi baat ka fayda uthaya ..aur jo Claira ki kaali shaktiyo k kai vaaro ko ekatrit kar ke banaye hue bade se gole ....ko Jacob ..par ..badi tezi se chod ..diya ....Yaha ...Jacob ..pahele hue vaar se sambhalkar uth hi raha tha ...Kaali shaktiyo ka woh gole usase jaa takaraya .....aur ..woh ..jor se cheekhte hue ....piche ki or gir pada .....
Claira ki ..urja k uss vaar se Jacob buri tarah ....jakhmi ho ho gaya....uske saare sharir mein pida hone k kaaran woh chikh raha tha ..chilla raha tha .....
Tab tak ...Abhi ...apne vahan Vaayu ...ki shakti se ..aakash mein sthit ho gaya ...aur ..apni samapurna ...urja ko jaagrit kar k sakaratmak ...uraj ....ka ..prakash kiya ..jo uss yudh bhumi par phail gaya ..jiske prabhav ....se ....Sabhi daityo k kaali shaktiyo k kawach nasht ho gaye ....yeh wahi samy tha ..jab Claira ne ..apni ..shaktiyo ka vaar Abhi ki patniyo par kiya tha ...
Jacob ki ceekhe sunkar Claira ka mann ghabarane laga .....woh ....apne bete ki sahayata karne k liye badhi hi thi .....k teen prakash kirno ...ek paash ne uss bandhkar usse jamin par patak diya .....yeh teeno ..thi ....Shivali ..Ritu ..aur ..Vibhakta
.unhone aaksah se girte hue kaali shaktiyo k golo se hi pehchan liya tha ..k ..Claira yahi kahi aaspaas hai ....woh iss samay adrishya saaye k roop mein aakash mein sthit thi ...jisse Vibhakta ne apni gyan drishti dwara dekh liya ...aur uss par apni shaktiyo ka paash chod diya ....Vibhakta ko aise karte hue dekhkar ..Shivali ..Aur Ritu ne bhi apni shaktiyo ka paash ussi disha mein choda ...
Paash se bandkar ..jamni par aate hi Claira ka roop pragat ho gaya tha ..
Raksha kawach hatne k kaaran ...Nebhru ...Ferron ...Glaco ..Kaal......Unn daityo par kahar bankar tut pade the ....parantu ab bhi bafi samasya thi eoh pisach ....Tab Abhi ko Manduk baba ki baat dhyan aayi ......toh usne glaco se mansik sampark ...kiya .....aur saath hi saah ...apni maya se ...aakash mein ...bade bade lens pragat kiye ....
Abhi ne glaco ..ko ...apni prakash ki shakti ...aur ..unn...lens ..ka ..upayog karke ....adhiktar ghanatva ....aur tez kirno ko utpanna karke ..unn pisacho ...par vaar ..karkne k liye kaha ....
Glaco bhi Abhi k bataye anusar hi ..aakash mein ..stiht ...lens aur apni ...prakash shakti ka prayog ..karke ...uss ..pisacho ko samapt karne laga .....
Daityo aur ...pisacho ka bandobast ...karne k baad ....Abhi ab ..wapas Jacob ..k saamne aaya ....Jacob ....iss samay buri ...tarah se ghayal hone k baad bhi ..apni poori shakti ko ekatrit karke ..uthne ka prayatna karne laga .....
Abhi - Dekha ..Jacob ...bure raaste par chalne ka natija ....aaj tu apne hi maa ...k shaktiyo se aise ghayal hue pada hai....ek naate se toh tu bhi mera bhai hai ....abhi bhi samay hai ....mein tuzhe ek awasar deta hu ..sudhar jaa .....chod de ..yeh paap ka saath ...
Javob - kutil hasee haste hue ......tu muzhe maarega ..haa ...mera tu kuch nahi bigad sakta ...kyu ki mein Darmen ka beta hu ...ha...ha ...ha ....
Itna kahkar ..Usne ..Apni poorna shaktiyo ka vaar Abhi ki taraf kiya .....
woh kahte hai na aakhir laato k bhut baato se nahi maante .....uss Vaar ko dekhkar Abhi ab apne ..poorna ..Rakshak roop mein aagaya ....uske haatho mein Shakti trishool tha ...aur aankhein ...laal ..laal ..aur ..badi ..badi ....iss ..samay uske saamne Jacob kissi vakri k memne ki tarah lag raha tha .....Abhi k uss ..vishal roop ko dekhkar sabhi stabdh ho gaye the .....sabhi apna apna yudh chodkar uss drishya ko dekh rahe the .....
Abhi - murkh Jacob ..itna samzhane parbhi nahi mana ab apni mrityu k liye tayar ho jaa ....
Itna ..kahkar ..Abhi ne ..apni trishaki ki urja ka ...vaar ..uss trishool dwara ....Jacob par kiya ....jiski ...Nirman shkati ...k ulat prabhav ..ne ..Jacob ..k sharir ki saari urja khinch li ...Aur aishwarya ..shakti k viparit ...prabhav ...ne ..uske bache ..hue ..jeevan...urja..saundarya ..bal ..shakti ...sabkuch ..sokh .liya ...aur ..pranshakti ..k viparit prabhav ne ...Jacob ...k prano ko ...soakh liya ....jis kaaran woh ek jordar cheekh maarta hua ..nishpran ...bhumi par gir pada ...
apne bete ki cheekh sunkar Claira ....uss or daudi ...parantu ..Abhi ka trishool ek dhamake se ...Jacob k sharir k chithde uda chuka tha .....
Abhi k liye itna ki ....
Agla update jald hi .....
Excellent update bro ?
Zabardast update dost
Excellent update
A
AMAZING UPDATE BHAI
SUPER DUPER UPDATE
Bhai aese hi update dete raho bhai
Amazing update bhai thanks
Waiting for next update
Behtreen drishyo se samahit ek aur anchhui update atisunder hai.
Bemishaal akshro ko partukt kar mitr abhi ne ek nayi sarchna ko veer rash se shusobhit kar le hi aaye hai panch tatvo ki urja ka paryog kar ek sarahniye update yudh bhumi se.
Zabardast update dostUpdate - 60

bahut pravachan jhaad diye maine to...