Iron bhai, vaibhav sirf aurto ka rasiya tha. Sharab gaanja afeem ya drugs wagairah se wo koso door tha. Yaad kijiye, first time murari ke sath desi daru aur bidi pine wala uska scene. Agar wo nashe ka addict hota to beshak Maan liya jata ki wo itna jaldi sudharne wala insaan nahi ho sakta tha. Wo sirf aurato ka shikaar kar ke maze karta tha, is kaam me bhi usne kisi ke sath kabhi koi zor zabardasti nahi ki thi. Kya aapne is kahani me kabhi use sharab pite huye ya koi nasha karte huye dekha hai...