• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

★☆★ Xforum | Ultimate Story Contest 2024 ~ Reviews Thread ★☆★

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Status
Not open for further replies.

Mak

Recuérdame!
Divine
11,617
11,504
229
Story: Cltr+z
Writer: Mak

Story line:
Time Machine technology पर आधारित ये बेहतरीन कहानी एक ऐसे लड़के की है जो एक टाइम मशीन के जैसी डिवाइस बनाता है और एक लड़की को पाने के लिए उसका बात बात इस्तेमाल करता है, बस उसमे एक झोल ये है कि मशीन का उपयोग मौत के बाद ही होता है। और यही इस कहानी का ट्रैप भी साबित होता है।

Treatmet: Dejavu (फिल्म) के जैसी ये कहानी बहुत ही जबरदस्त पटकथा लिए हुए है। लेखक ने कोई कसर नहीं छोड़ी है इसे इंट्रेस्टिंग बनाने में, और मेरे ख्याल से ये इनकी पहली कहानी से ज्यादा इंट्रेस्टिंग है।

Positive Points: साइंस फिक्शन होने के बावजूद भी इसमें आपने डेस्टिनी वाली बात को न सिर्फ जोड़ा बल्कि कहानी में दिखाया भी है, वो इसका मुख्य आकर्षण है।

Negative Points: मुझे तो ऐसा कुछ नही दिखा सिवाय एक दो एडिटिंग मिस्टेक्स के।

Sugesstion: जबरदस्त लेखक हैं आप, रेगुलर लिखा करें।

Rating: 9.5/10
Thanks for reading! :love:
 
  • Like
Reactions: Riky007 and Shetan

11ster fan

Member
135
222
43
कहानी - पूर्वाग्रह और पाठक
कहानीकार - SANJU ( V. R. )
शब्द प्रयोग शानदार तरीके से किया आपने ।।।।सही लिखा की एक पाठक अपने ही पूर्वाग्रह से दूषित हो गया , और कोई भी कहानी और चुटकुला तक नही लिख पाने के कारण वो रचनाकार के रचना के साथ वो न्याय नही कर पाया है , जो उनको मिलना चाहिए ।।।।अति उत्तम कहा है आपने ।।। इस तरीके से आपने टिप्पणी के माध्यम से उस पाठक को पूर्वाग्रही कह कर उनकी टिप्पणी को मजाक कह दिए ।।। ये भाग काफी हास्यप्रद था , जो की दिल को गुदगुदाता है, और आपसी भाईचारे को भी साथ में लेकर चलता है , क्योंकि टिप्पणी के शब्द काफी चुनाव करके लिखे गए है।।। जो रचनाकार के कठोर होने के साथ विनोदी और विनम्रता को भी प्रदर्शित किया।।।।

नकरात्मक तथ्य :- एक अच्छा पाठक होने के लिए
किसी कहानीकार , चुटकुलाबाज, शायर , कवि इत्यादि होने की अनिवार्यता नही होती , क्योंकि अगर ऐसा होता तो
सभी वो पाठक जो गोदान , हेलमेट , निर्मला , गुनाहों का देवता , रश्मिरथी , जूठन , और अन्य व्यापारिक उपन्यास पढ़ते है वो भी लेखक होते या कवि ,शायर होते ।।।लेकिन ऐसा नही होता है।।। रामचंद्र शुक्ल जो की कहानी , कविता पर कटाक्ष लिखते है , वो खुद बहुत बड़े कहानीकार नही थे ।। एक अच्छे पाठक के कार्य है उस कहानी , कृति, रचना के पात्रों के भावना और उस किरदार द्वारा किए जाने वाले कार्य और क्षमताओं का आँकलन करना , ना की लेखक की भावना को पढ़ना ।।अगर विंची महोदय कहते की मोनालिसा गम में मुस्कुरा रही है , और लोग ये बात मान लेते तो इतने सारे व्याख्या होती ही नही उस चित्र की।।।अतः आपका ये सोचना की अगर मैं ये सोच के लिख रहा हु और पाठक या दर्शक यही सोचे ये तो सरासर आपका पूर्वाग्रह है गुरुजी।।।

पूर्वाग्रह एक ऐसा शब्द है जो दो धारी तलवार है , जो चलाए वो भी घायल , जो रोके वो भी घायल।।।अगर आप बहुत ज्यादा किसी बात को लेकर सकारात्मक है तो वो भी पूर्वाग्रह है , और आप उसी बात को नकरात्मक है तो ये भी बात पूर्वाग्रह से बन्धित है।।।आपने लिखा वो 4 साल से मदिरा सेवन कर रहा है , तो एक पाठक अपने विवेक अनुसार यही सोचेगा कि उसे अबतक दारू पीने के बाद भी हल्का फुल्का होश होना ही चाहिए।।।और इस तथ्य को पुष्टि करता है उस किरदार का होटल में कमरा ढूंढना।।।बिल पेमेंट करना वो भी बिना किसी गड़बड़ी के।।।।अब आप ने अपनी टिप्पणी में कहा कि मुझे मदिरा सेवन के बाद के होने वाले दुष्परिणाम का पता है , और ये किरदार वही कर रहा है , जो मैं जानता हु , तो इस प्रकार से आप ही अपने किरदार को अपने ही पूर्वाग्रह से प्रभावित करते दिख रहे है गुरुजी।।। किरदार का वापस उसी खंडहर में महिला किरदार को बचाना भी आपका ही पूर्वाग्रह है न की पाठक का क्योंकि पाठक पढ़ रहा है न को वो किरदारों को अपने लेखनी के द्वारा उस मनचाहा कार्य को करने के लिए विवश कर रहा है ।।।। और यह बात का दूर दूर तक जिक्र भी नही है की उस नायक को कैसे पता चला की वो महिला किरदार इसी खंडहर में फंसी है।।।अतः आपका अपने पाठक को पृवाग्रही कहना आपके पूर्वाग्रही होने को दर्शाता है ।।।।
बाकी कहानी और उस पर एक पूर्वाग्रही पाठक के द्वारा दी गई टिप्पणी और उस टिप्पणी का जवाब भी काफी मजेदार रहा ।।।।
 
Last edited:

Shetan

Well-Known Member
16,532
48,692
259
**Chapter 1: Bekarar Milan**


Chandni raat ki chamakti hui raunak ke beech, ek purane haveli ke paas, Priya ekant mein apne aap ko kho gayi. Uski kadam ki dhool, haveli ke prachin darwaze tak pahunchne ka ek kadam tha. Jab wah vahaan pahunchti hai, use ek aakarshan mehsoos hota hai, jaise kuch usse bulata ho.

Uski ankhein mandir ke prangan ki taraf jaati hain, jahan chandni ki kirnein mandir ki prachin divya murtiyon ko sajati hain. Tabhi, uska dhyan ek aadmi par padta hai, jo andheron mein khada hai. Uski anokhi aankhon mein ek agyaat raaz hai, jo Priya ko kheench leta hai.

**Priya:** "Aap yahan itni der raat ko kya kar rahe hain?"

Aadmi, jise Priya ab Arjun jaan leti hai, muskurata hai, uski muskurahat mein ek anokhi pehel saaf dikhayi deti hai.

**Arjun:** "Main yahan mandir ki sundarta dekhne aaya hoon. Lekin mujhe lagta hai, kuch aur bhi khoj raha hoon, shayad aapse mulaqat karne ka mauka."

Priya ke chehre par ek anokha muskurahat hoti hai, jaise kuch uske dil mein khil utha ho. Unka milan ek naye safar ki shuruaat hai, jise unhone kabhi socha bhi nahi tha.

**Chapter 2: Aghori Baba Ka Rahasya**

Arjun aur Priya ke beech ki prem kahani shuru hoti hai, lekin unke prem mein aghori baba Niranjan ka bada haath hota hai. Jab unki prem kahaniyaan khilne lagti hain, tab baba unke zindagi mein ek naya mod lekar aate hain.

Niranjan baba, ek aghori sanyasi, hamesha se aatmaon aur shaktiyon ke raaz ko jaante the. Jab unka dhyan Arjun aur Priya ki taraf jaata hai, tab unhe andar ke raaz ka samay aata hai.

**Niranjan Baba:** "Yeh mandir aur yahan ki aatmaon ke raaz khatarnak hain. Tum dono ko inmein uljhanon ka samna karna hoga."

Arjun aur Priya ko baba ki chetavani pe vishwas nahi hota, lekin unka pyaar aur vishwas badhta jaata hai. Jab baba unhe samjhaate hain ki unke safar ka uddeshya kya hai, tab unhein apne prem aur saahas mein aur bhi vishwas hota hai.

**Chapter 3: Bhootiya Mahal**

Ek raat ko, Arjun aur Priya ne himmat karke ek purane haveli ke andar kadam rakha, jise suna tha ki wahaan bhooton ki aatmaen basi hui hain. Jab un dono ne haveli ke andar pravesh kiya, tab unke saamne ek daravna drishya aaya.

Haveli ke andar ka mahaul andhkaar se bhara hua tha, aur khamoshi mein ek ajeeb si dabaav mahsus hota tha. Har kadam par, daravne chitron se bhari hui diwarein thi, jo unhe aisa lag raha tha ki kisi bhi samay unke saath kuch bura ho sakta hai.

Priya ki aankhein kisi anjaane daravne chehre ke peeche jaa kar ruk jaati hain, jab woh mehsoos karti hai ki unhe kuch dekh raha hai. Arjun uske paas jaata hai aur usse haveli ke kona-kona ghumane ka sujhav deta hai.

**Arjun:** "Priya, yeh bahut khatarnak jagah hai. Humhein yahaan se jaldi nikalna chahiye."

Priya, dar se thartharati hui, Arjun ke saath kaafi kareeb hoti hai, uska saath dete hue.

**Priya:** "Nahi Arjun, humein yeh jagah ke raaz ko suljhaana hoga, varna yeh bhoot hamare peeche pad jaayenge."

Unki aawaz mein thodi si darr aur bahaduri dono mehsoos hoti hai, jab woh apne dar ke bawajood aage badhte hain, tayyar woh kisi bhi khatra ka saamna karne ke liye.

**Chapter 4: Samna Bhatakti Aatma Se**

Jab Arjun aur Priya haveli ke raaz ko suljhaane mein jutte, tab unka samna ek bhayanak bhatakti aatma se hota hai, lekin is baar unke saath ek chhota sa comedy ka bhi tark hota hai.

Jab woh andar ka mahaul explore karte hain, tab unhe ek purani kursi mil jaati hai, jo lagta hai ki kisi bhoot ne baithi thi. Arjun ise dekhte hi uchhal pade:

**Arjun:** "Priya, dekho! Yeh hai bhooton ki khaali kursi! Lagta hai koi bhoot yahaan intezaar kar raha hai, ki koi uske saath chai peene aaye!"

Priya, Arjun ki masti par hansti hai, lekin andar ki daravni hawa unke jism mein ek ajeeb si thandak bhar deti hai. Phir, ek bhootni ki tasveer se unka samna hota hai, jo deewar par latki hui hai. Arjun ise dekhte hi apne comic timing par koi galatfehmiyan door karne ka prayaas karta hai:

**Arjun:** "Priya, dekho! Bhootni bhi apni selfie lene mein lagi hui hai! Yeh toh sach mein photogenic hai!"

Priya muskurati hai, lekin unki muskurahat mein thodi si chinta bhi hai. Unka pyaar unke mazaakon ko samajhta hai, lekin andar ki gaharaaiyon mein kuch aur hai, jo unhein dekhna hai.

**Chapter 5: Safalta Ki Jeet**

Ant mein, Arjun aur Priya ki himmat aur saahas ka parinaam hota hai, jab unhone bhatakti aatma se samna kiya aur haveli ke raaz ko suljha diya. Is chapter mein, safalta ke jashn ka anand hota hai, lekin comedy ka tadka bhi shamil hota hai.

Jab Arjun aur Priya ne bhooton se ladai ladhi aur unhein parast kiya, tab unka khushi aur excitement had se zyada hoti hai. Priya, Arjun ki taraf muskurati hai aur uske kandhe par haath rakhti hai.

**Priya:** "Arjun, humne yeh raaz suljha diya hai. Main tum par garv karti hoon."

**Arjun:** "Aur main bhi, Priya. Tumhare bina main yeh kaam kabhi nahi kar paata."

Unka romance mehsoos hota hai, lekin phir se ek chhota sa comedy ka tark hota hai. Jab un dono ne haveli se bahar nikla, tab unke dost unhein milte hain aur unka swagat karte hain.

**Dost:** "Arrey Arjun bhai, Priya bhabhi, tum log haveli ke bhooton se kaise bach gaye? Tum dono toh hero-heroine ban gaye ho!"

Arjun aur Priya dono ek doosre ko dekhte hain aur phir ek doosre par hans dete hain, jaise ek filmi scene ho raha ho. Unka safar ab aage badhta hai, lekin unke beech ka pyaar aur dosti hamesha bana rahega, chahe kuch bhi ho.
Wow JOKER. मस्त रोमांचक कहानी लिखी है. छोटी पर शानदार.

किस तरह दोनों मिलकर अलग अलग पड़ाव पर करते है. डर के बिच कॉमेडी भी मस्त डाली. माझा आया पढ़कर. ये थोडा और बड़ी लिखते तो माझा ही आ जाता. जब स्टार्टिंग मै अघोरी और भुत आत्मा का वर्णन हुआ तो मुजे लगा तंत्र विधया पर कहानी होंगी. पर ये तो रोमांचक कहानी निकली.
सायद इस कहानी से आप win ना हो पर रिडर्स का दिल जरूर जीत चुके हो.

Good job.
 

Shetan

Well-Known Member
16,532
48,692
259
Add-Text-03-03-04-38-12
Adhure prem ki dastan..

Logo kahte hai pyaar aur mohabbat naseebo wala ko hee milta...ye baate mujhe sirf ek kahawat lagti thi ... lekin mujhe is baate par tab vishwas hua jab mujhe jis-jis ko pyaar Kiya ...aur maine use kho diya.. "My all loves became last love..." Ye baate aapko tab samajh aayenge jab aap sabhi story padhenge.

Ye story me sachi aur pavitra pyaar ke rishta darshaya jayega....is story me Prem ka asli matalab bataye jayenge ..

Har story me ladka ek hero hota hai lekin mai is story me ladka ko badnashib Ladka kahta hun...


Ye story hai ek ladke ka jo ek chhote se gaanv se ek sahar me padhai karne aaya tha.. use bachpan me hi hostel me daal dia tha ...use bachpan se hi akela chhod Diya tha..us bacche ko kya chahiye kisine nahi puchha ..vo akele me bahut rota tha ki kyu use akela chhod Diya... dhire dhire vakt bitata gaya aur us bachhe ne apni emotions ko control karna Sikh Gaya...



Jab vo thode bada hua tab sabhi chijen samjhane laga aur vo samjh gya ki padhai bhi jaruri hai..lekin fir bhi vo bachpan se dur rahane ke kaaran vo sabhi family se dur rahane laga ... fir bhi apni family me mom , sister ko pyaar karta tha kyuki maa aur sister use kabhi akela nahi chhoda tha isliye vo saari chhoti se chhoti baate maa aur sister se share karta tha ... aur vo ladka thoda khush rahane laga ...
Lekin ladke ki is khusi ko grahan lag gaya
Kyuki us ladke ka exam khatam hi hua tha ki use pata chala ki us ki sister is duniya me nahi rahi...

(Ab story apni bhasha me likhne ja raha
hun)...____

Ye sun kar mano meri duniya hi ujad gayi ho..mai fut - fut kar bahut roya..😭😭😭mai dusre jagah tha mujhe Ghar jaate-jaate
Antim sanskar kar diya gaya tha....maine apni pyari sister ko antim baar bhi nahi dekh paya...is samay meri pahli maut hui jo jindgi banane wali ne li...
Dhire dhire vakt gujara mai khud ko kuchh had tak sambhala hi tha ki....
Meri dusre maut lene ke liye jindgi banane wale wait kar raha tha..,.
Uski shuruwat kuchh is tarah hua ki meri duniya hi chhor choor ho gai ...jab mujhe pata chala ki meri maa ko last stage cancer .. maa ko bahut jagah ilaaj chala lekin... lekin kuchh nahi hua... maine ishwar se meri maa ke badale meri maut lene ke liye bhikh mangi ...lekin ishwar ne meri ek nahi suni ...mai apni aankhon se apni mom ko tadapta dekha ...mom jitna tadap Rahi usase jyada mai tadap Raha tha ki main kyu kuchh nahi kar paa Raha hun... Mai bahut roya lekin ishwar ne meri ek guhar nahi suni..
Aur aakhir meri dusri maut ho hi gayi...
Jis din mai maa ko aakhir kho diya hamesha ke liye...mai rota aur bilakhta raha... Meri to maano meri jindagi ka Kan Kan mit Gaya ho...


images-2024-03-03-T163437-143
Mai maa ko Agni me jalate dekha aur mai tadap utha aur aankho me aanshu liye 😭😭ishwar se puchha ki.,..
Hey ishwar mujhe is duniya me bheja hi kyu kya Diya tune is jivan me sabhi chij mujhse chhin to liya ...tune mujhe bachpan se dukh taklife to Diya .. aakhir meri galti kya thi...???😭😭


Mai apne dukh aur taklif ke sath jine hi laga aur mai khud ko sabhi family members se dur rahane laga... kabhi kabhi chhutiyon me Ghar chala jata lekin mai kisi ko apane Dil me jagah nahi Diya kyuki Mai jis- jis pyar kiya use ishwar ne mujhse se chhin liya... isliye mai ko manhush Maan kar sabhi se dur rahane laga....aur mere Dil pathar ke saman sakht ho gaya ...
Isi tarah 2 saal gujar gaya aur mai ek jhoothi smile ke saath jina sikh liya ...


Itna tadapane ke baad bhi Ishwar ne mujhpe raham nahi Kiya balki mujhe
Teesri maut dene ke liye ishwar ne fir yojana bana diya vo kuchh tarah tha....

Mai padhai karne ke liye jab mai tution join hua aur pahla din mai jaise hi tution me entry hua to mere Dil bahut joro se dhadkane laga in do saalo me pahli baar
Mere Dil is tarah dhadka tha aur vo bhi ek ladki ko dekhkar... Mai is baat vaham samjh kar ignore kar Diya lekin... dhire dhire mujhe use dekhane ki aadat ho gayi..mai bahut koshish karta ki mai use nahi dekhu lekin mera dil mere control me nahi tha mai use nahi dekhta to mere dil bahut ghabrane lagata. Agar koi ladka
Aur ladki Us ladki ke baare me bura kahta to mujhe bura lagata tha...
Dhire dhire mujhe use dekhane ki aadat ho gai aur vo ladki bhi mujhe dekhti thi..
Aur mujhe usase pyaar hogaya lekin mai bahut darta use khone naa du ...use dekhkar mai puraana dino ki yaade kuchh samay ke liye bhul jata tha aur face par kuchh samay ke liye smile aajati thi.kyuki uski aadat se mujhe meri pyari sister ki yaad dilati thi.. aur uski dusre bachho caring ko dekhkar mujhe meri maa ki yaad aati thi.... aur usase roj dekhane ke liye tution jaaya karta tha.
Ek baar teacher aur sabhi bacchon ne mujhse se puchha bhi tum kisase pyar karte ho lekin mai apni baat apni Dil me hi rakha kisi kuchh nahi bataya kyuki Mai apne Prem ko respect karta tha aur log use bura bhala kahe mai ye kabhi nahi chahata tha...
Tution ke last session me maine use dil ki baat batane jaise hi jaane laga usi samay bahut tej barish shuru ho gai lekin mai jaise hi apana kadam apne pyaar ki taraf badhaya hi tha ki .. ek bahut tej bijali kadaka aur bijali ek truck par Jaa giri aur truck ka balance bigad gaya aur vo sidha meri pyaari Adhira se Jaa takarai ..... Mano meri duniya ruk si gai ho ..mai apni kadam meri Adhira ki taraf badha Raha tha .. lekin meri puraane yaade jaise samane chalane lagi mai Adhira ke pass Jaa kar jaise hi uska chehra dekha aur maine dhire se uske kaan "I love you Adhira " kaha aur to mai behosh ho gaya.. kyuki mujhe bahut bada sadma laga tha...
Jab meri aankhen khuli to khudko hospital me paaya aur mai turant uthkar Adhikar ke baare paata Kiya to pata chala ki Adhira ICU me hai ..maine ICU ke bahar to adhira ki family thi..
Dur se hi mai doctor ke nikalane intezar kar raha .. doctor ICU se nikalkar kaha ki ab aap bhagwan par hi bharosa hai rakhiye subah tak dekhiye hosh aaya to thik nahi to... Main ye baate sunke mere dil ki dakkhan hi ruk aur mere aankhon se apne aap aanshu girna shuru ho gaya...

Maine ishwar ko manana chhod diya lekin fir bhi mai Ishwar ke samane -

"mai aapke vajud par vishwaas karna chahata hun ...
Lekin meri Adhira ko bacha lo..
Agar uski Jaan Bach gai ..
To apni saari khushiyon ko kurbaan kar dunga..."😭😭

Morning me Adhira ko hosh aaya aur vo apni family ke sath thi mai uske pyaari si smile dekhkar khush tha ... aur maine aankhon me aanshu 😭the dukh aur Khushi ka .. dukh is baat ka mujhe Ab Adhira ke Bina jina padega aur Khushi is baat ka meri Adhira thik ho gai...akhirkar meri teesri maut mili...
Lekin fir bhi mai Ishwar se puchhna chahta hu ki mujhe aisi jindgi kyu di..😭????


Add-Text-03-03-04-41-15
Usne puchha ," Ishq ki manjil kya hai?"
Maine kaha-"maut"
Usne puchha ,"maut ki vajah kon hai? "
Maine kaha ," Dil"
Usne fir puchha, "Dil ko chahiye kya?"
Maine kaha, " Tum

_@_____@_____( ° ~ ° )_____@______@_
Amezing story. Ye story jitne ki puri tarah se hakdar najar aati he.

Par aap ki skill kisi chhupe hue champion ki zalak najar aati he. Aap ki creativity sochne ki vo kabiliyat jata rahi he ki ek nakab ke pichhe koi chhupa huaa he.
 

Sasha!

Lunar Psychedelics 💜
Staff member
Divine
Moderator
13,136
10,861
229
Galti Kiski by Riky007

A very beautifully written story on a sensitive topic. The story revolves around the fact that how a wrong turn can change a whole life of a person and specially a woman as they are more vulnerable (Debatable but true imho)

The male lead and his lack of judgement and the impulsive behavior of the female lead made such a blunder that doesn't matter how much they regret later nothing can be done to make it better. Lack of action at the right time and the right moment is the true villian here.

The narrative of the story keep us interested throughout and extra points to the writer for mirroring reality. Overall a good read and good efforts.

All the best!
 

Devil_Mind

Member
215
399
63
Story : कौमार्य (virginity)
Writer : Shetan


Bhaut khubsurat kahani likhi hai aapne ak baar padhna baitha to pura padhte chala jaya ..man kar Raha tha aur padhu per afsos jaldi khatam ho jaya ..

Kavita ki shararat aur Veer ka bholapan sach mai kamal ka combination tha ..Ladki chanchal ho aur ladka thoda sa bhola tab pyaar karne mai aur jivan mai jeene mai aur maza ata hai ..aapne ache topic per likha hai aja kal hamare samajh mai ye hota hai ..ladki ka virginity check Kiya jata hai ..per ab khatam hone laga hai yeh achi baat hai ..har ladka veer jaisa nahi hota ..mard apne ego per le lete hai ye baat ki uski patni ka affair tha shadi se pahle aur wo sex bhi kar chuki hai ...yeh meri personally ray hai .

Personally mujhe yeh story bhaut pasand aayi aap ko Mai kahna chahunga ki aap ak Romantic aur is tarah ke uper aur kahani likhe long ...
Negative ye laga ki : aap ne sex ka part Jada bada nahi rakha aur na use describe Kiya kam se kam thoda to hona chahiye tha ..

Over all kahani bilkul perfect
Mai rating dunga aapki kahani ko : 8/10 ..
 

Shetan

Well-Known Member
16,532
48,692
259
Story : कौमार्य (virginity)
Writer : Shetan


Bhaut khubsurat kahani likhi hai aapne ak baar padhna baitha to pura padhte chala jaya ..man kar Raha tha aur padhu per afsos jaldi khatam ho jaya ..

Kavita ki shararat aur Veer ka bholapan sach mai kamal ka combination tha ..Ladki chanchal ho aur ladka thoda sa bhola tab pyaar karne mai aur jivan mai jeene mai aur maza ata hai ..aapne ache topic per likha hai aja kal hamare samajh mai ye hota hai ..ladki ka virginity check Kiya jata hai ..per ab khatam hone laga hai yeh achi baat hai ..har ladka veer jaisa nahi hota ..mard apne ego per le lete hai ye baat ki uski patni ka affair tha shadi se pahle aur wo sex bhi kar chuki hai ...yeh meri personally ray hai .

Personally mujhe yeh story bhaut pasand aayi aap ko Mai kahna chahunga ki aap ak Romantic aur is tarah ke uper aur kahani likhe long ...
Negative ye laga ki : aap ne sex ka part Jada bada nahi rakha aur na use describe Kiya kam se kam thoda to hona chahiye tha ..

Over all kahani bilkul perfect
Mai rating dunga aapki kahani ko : 8/10 ..
Thankyou very very much Devil. Aap ke review ko padhkar to maza hi aa gaya. Me ek romantic love story jarur likhungi. Abhi to contest ke bad ek aur horror story lonch karungi. Use pahele se hi likh liya he. Thankyou very very much Devil
 

Devil_Mind

Member
215
399
63
Thankyou very very much Devil. Aap ke review ko padhkar to maza hi aa gaweya. Me ek romantic love story jarur likhungi. Abhi to contest ke bad ek aur horror story lonch karungi. Use pahele se hi likh liya he. Thankyou very very much Devil
welcome ..mai aapki nayi horror story jaroor padhunga ..Aap achi writer hai pls Romatic aur pyaar wali aise hi Jaise aapne likhi hai story waise likhyega ...baki aap contest jite mai aisa kamna karta hu .🙏
 
Last edited:

Shetan

Well-Known Member
16,532
48,692
259
welcome ..mai aapki nayi horror story jaroor padhunga ..Aap achi writer hai pls Romatic aur pyaar wali aise hi Jaise aapne likhi hai story waise likhyega ...baki aap contest jite mai aisa kamna karta hu .🙏
Aap esi hi meri ek story To me ye riista pakka samzu padhke dekhe. Vo pichhli bar ki contest story he. Isi type ki. Logo ne bahot pasand kiya tha. Aap ko bhi bahot pasand aaegi.
 

Ufaq saba

Active Member
1,058
2,226
144
Story : कौमार्य (virginity)
Writer : Shetan

Awesome and beautiful story .. Sab kuch superb tha na jayada Tez aur na slow tha ..kahani ka character mujhe bahut achi lagi ..Kavita ka chanchal pan ..veer ka sharmila hona sab kuch superb tha .. dialogue bhi achi thi ..maza aa jayi read karne mai 🔥🔥🔥💋💋
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Top