
for complete 100 pages...
aaj ki update ki review.
sawal man me ab bhi thehre hain magar jawab ka talab mujhe hai nahin.
kya main ye samajhlun sachi ka pyar ek akarshan matr tha ? dil ka dil se lagan n tha ?
Apasyu ki character kaphi achha dikhaya gaya hai... jarurat ke waqt apni Emotions ko sahi jagah par kaise istemal karna ishe bakhubi pata hai... shayad Gurukul ki sikshya ka natiza ho !
aur Arav bichara... no...no...no... Bichara nahin.... mujhe iske behavior aisa laga mano har kam me jald hi natije par pahonchna chahta ho... lekin pyar ki gaadi jo chal padi ab duniya kahan dikhe... wese laavni was my crush yar...

tune cheen liya usko mujh se.... kabhi maph nahin karunga nainu....
koi n aab kunjan se taka bhida sakte ho n

meri kunjan pe itna atyachar kyun ?

bichari abhi to khulke jee rahi thi... iphone pakdi thi... :versad:
yar kaise bhi karke sachi se apasyu ko phir se jod do...
intejar rahega mummy ki tution ka....
