so sagayi ki taiyaariyaa joro chorro se ho rahi hai... udhar rraj bhi hawas mitane se baaz nahi aa raha hai...
so finally apni beti ke sasuraal pahunch hi gaye raj ke nana... itne dino baad unko waha dekh sabhi khush the..
waise raj ke nana aane ki khabar sun raagini ke hontho pe kaatil muskan kyun bikhad rahi thi...
kaafi mod aaye joh kahani ko dilchasp banaye huye hai... ek achhe writer ke gun, lakshan yeh ki kahani ki jariye, kahani ke kirdaaro ke jariye kahani ke naam ko sarthak kar de.... jisme aap pure tarike se kamyab rahe...
Really badhte update ke sath sath kahani aur bhi zyada interesting hoti jaa rahin hai...
Har ek pehlu ko aapne dhyan dete huye kahani ko aage badha rahe hai..
uttejit lamho ke sath sath kaamukta aur thodi bahot suspense ki bhi anokhi sangam hai kahani mein ... kayi naye kirdaar bhi dekhne ko mil rahi hai... joh apni bhumika sathik roop se nibha rahe hai kahani ki har ek pehlu mein....
yeh bhi ek sach hai ki aapki is kahani mein har ek kirdaar ki mahattva purn hai.. I mean to say ek kirdaar bhi hata diya jaye toh kahani adhuri hai...
Hum hamesha hero heroine pe hi zyada dhyaan Kendrit karte hain... lekin yeh yaad rakhna chahiye ki baaki kirdaaro bin mul kirdaar kuch bhi nahin.... aur aap kahani mein sabhi kirdaaro ke sath ek justify karte hain... Isliye aapki yeh kahani meri favorites kahaniyo mein se ek ho gayi hai....
aise hi likhte rahiye aur humari manoranjan karte rahiye
Brilliant update with awesome writing skills