- 48,871
- 83,476
- 304
Abe AI ka nahi bol raha ghochu, main bol raha hu ki copy kiya hua hai doosro ka, kyuki same milta julta koi or bhi de chuka haimujhe Aap keh raha
chill marne ko bhi
Abe AI ka nahi bol raha ghochu, main bol raha hu ki copy kiya hua hai doosro ka, kyuki same milta julta koi or bhi de chuka haimujhe Aap keh raha
chill marne ko bhi
Padhne wale padhte hain, sasha ne padha hai, mak ne padha hai, yug purush bhai ne padha hai, dhalchand ne padha hai, and aur bhi ek aadh hai.AI ke zamane me koun hi padh raha hai bhai
Padh liya to badhiya hai fir, Review ka badi baat nahi, wo chahe 4 line likh deta.bina pade Dena hota To kabse dedeta Itna intezar karta kya
Yahi to baat hai ke padhne wale hi padhte hai... Aur jinko tune mention Kiya unhone to kuchh hi padhi hogi, mention karna hai to unko karta jinhone sabpe review diya hai...Padhne wale padhte hain, sasha ne padha hai, mak ne padha hai, yug purush bhai ne padha hai, dhalchand ne padha hai, and aur bhi ek aadh hai.
Are do chaar line hi likh diya karo guruReview de dunga

Hmmm kya kre bhaya ab dhandha hai par Krna to hena uske Bina kese pet chale apnaTheek chal raha sab... Bas paisa na aa raha men...![]()
Wo nahi de sakte man, sabse badi baat, maine bhi ek do pe dekar dekha, to pata laga ki aasaani se pakad aati hai ki kya fark hota hai, is liye baad me original pe laut aaya, and socha ki ya to do hi mat ya fir original do.Yahi to baat hai ke padhne wale hi padhte hai... Aur jinko tune mention Kiya unhone to kuchh hi padhi hogi, mention karna hai to unko karta jinhone sabpe review diya hai...