Mahaj ek naukari ko lakh taane,
Ham uthenge safeena dhund lenge.
Jalenge jab to dhundhalayengi aankhe,
Ham suraj par Shabeena dhund lenge.
Abhi gardish me hai apne sitare,
Abhi ham din banane me lage hai.
Ham ladke hai agar zid par aa gaye to,
Samandar se nageena dhund lenge.
Ham uthenge safeena dhund lenge.
Jalenge jab to dhundhalayengi aankhe,
Ham suraj par Shabeena dhund lenge.
Abhi gardish me hai apne sitare,
Abhi ham din banane me lage hai.
Ham ladke hai agar zid par aa gaye to,
Samandar se nageena dhund lenge.

