- 16,720
- 44,587
- 244
Index
Last edited:
Click anywhere to continue browsing...
Thank youNICE UPDATE BHAI AMAZING AWESOME FANTASTIC![]()
Thank youVery very nice update
Nice update...
Update 44
Liza. Mam that was amazing.
Sara. Did you like it.
Liza. Mujhe pta nahi tha ap itni achi kisser hain.
Sara. We can do a lot more than kissing
Liza khamosh ho gyi.
Sara. Don't worry. Me mazak kr rhi hun.
Kch dair k bd parkash sara k office me aaya
Parkash. Mam can I talk to you for a moment.
Sara ne liza ko dekha aur liza sara ka ishara samajh kr office sy bahar chali gyi.
Sara. Bolo parkash.
Parkash. Mam me chahta hun k aj ap dinner mery sath krain mery ghr per.
Sara. Tumhari wife ko bilkul bhi acha nahi lagy ga
Parkash. Nahi mam maya ko bhi bht acha lagy ga.
Sara. Thek ha. I'll see you tonight.
Parkash office sy nikal gya aur liza office me vapas aa gyi.
Liza. Parkash sir kyu aay thy.
Sara. Mujhe apne ghr dinner per invite kerne.
Liza. Parkash sir apko like krty hain.
Sara. Tum aisa kesy keh skti ho.
Liza. Clear ha mam. Vo apko itna importance dety hain.
Apki hr baat mante hain. Aur apko dinner k liye bhi bula rhy hain.
Sara. Lakin mujhe tou tum pasand ho.
Liza. Mam ab me samajh gyi ap mazak krr rhi hain.
Sara. Iss bar me serious hun.
Liza ne sara k face k expressions dekhy aur kch preshan ho gyi.
Sara hans pari.
Liza. Mam ye bilkul bhi thek nahi ha.
Sara. Tum janti hun parkash kya chahta ha.
Liza. No mam.
Sara. Parkash mujh sy affair bnana chahta ha.
Liza. Mam apko kesy pata.
Sara. Me logun ko samajhti hun.
Kon kya chahta ha mujhe achy sy pta ha.
Liza. Mam phr bhi ap parkash sir ko response dy rhi hain.
Sara. Parkash mujhe janta nahi ha.
Jis din jaan jaey ga ye khyal chor dy ga
Ucity.
Shan mam fariha k office me gya.
Shan. May I come in mam.
Fariha. Come in zeeshan have a seat.
Shan beth gya.
Fariha. Batao kyu aay ho.
Shan. Mam ap sy ak baat puchni thi.
Fariha. Pucho.
Shan. Mam ap rohan ki itni baat kyu manti hain.
Fariha. Kya matlab.
Shan. Matlab mam.. Jb meri aur rohan li larai hui ap ne mujhe warning di rohan ko nahi.
Jb rohan ne ap sy larkiyun ki permission mangi tou ap ne allow kr dia.
Ap mujhe rohan ki family sy drany ki koshish kerti rahin aisa kyu ha mam.
Fariha. Aj tk kisi ne mujh sy iss tarah ka koi sawal nahi kia.
Shan. Mam me bakiyun sy alag hun.
Fariha. Chalo thek ha me tumhain btati hun.
Rohan k father iss city k sb sy bary admi hain.
Aur me unki dushmani afford nahi kr skti iss liye me rohan ki hr baat manti hun.
Shan. Iska matlab ap vihan uncle sy darti ho.
Fariha. Tum vihan sir ko kesy janty ho.
Shan. Vihan uncle dad k dost hain. O acha. That's good.
Fariha. Thek ha tum class me jao.
Shan chla gya.
Sham ko sara parkash k sath uss k ghr pohnchi.
Maya ne dinner lagaya aur sb ne dinner kia.
Sara. Parkash mera ice-cream ka mood ha.
Mery liye ice-cream ly kr aao.
Maya ko sara ka parkash sy aisy baat krna bura laga.
Parkash. Ice-cream leny chala gya.
Sara. Janti ho me ny parkash ko kyu bheja. Me tum sy baat krna chahti hun.
Maya. Haan mujhe samajh aa gyi thi.
Sara. Tum janti ho Parkash mujh me interested ha.
Maya. Vo tou nazar aa rha ha.
Lakin question ye ha k kya tum bhi parkash me interested ho.
Sara. Nahi me parkash me nahi tum me interested hun.
Maya. Kya matlab.
Sara. Matlab ye k parkash mujh sy affair bnana chahta ha aur me tum sy.
Maya. Kya matlab.
Sara. Matlab ye k me ne jb pehli bar tumhain dekha tha tou me tumahri taraf attract ho gyi thi.
Maya. Ye kesa mazak ha.
Sara. Ye mazak nahi sach ha maya.
Me sach me tum me interested hun
Sara maya k kareeb ho ke beth gyi.
Maya k pas sara ki baat ka koi jawab nahi tha. Vo bss heran ho kr sara k chehry ki taraf dekh rhi thi.
Iss sy pehly k maya kch bhi bol pati sara ne uss k hont choom liye.
Maya ki hontun me bhi harkat aai aur uss ne bhi sara ki kiss ko respond kr dia.
Maya shock ho gyi. Uss k samajh nahi aai k uss k hontun ne sara k hontun ka sath kyu dia.
Kmre me ajeeb si khamoshi cha gyi.
Aur kch dair k bd darvaza khulne ki awaz ne khamoshi ko toda.
Sara uth kr dusri jagah ja kr beth gyi.
Parkash ice-cream ly kr aaya aur sab ne ice-cream khai.
Sara chali gyi.
Kch dair k bd maya k fone per sara ka message aaya.
Parkash ko kch mt btana me dubara tum sy milne aaon gi.
Shan aur uss k dost rohan ki party me pohnchy aur dusri taraf anaya shivani aur shruti bhi party me pohnchin.
Un k sath ritika bhi thi. Ritika ko fariha mam ne larkiyun per nazar rakhne bheja tha.
Party vihan choudary k farmhouse per thi jahan rohan k sb dost aay huey thy.
Shan aur uss k dost andr chale gaey.
Andr music chal rha tha. Sb log dance kr rhy thy.
Ak side per drinks ka counter tha jahan log drink kr rhy thy.
Farhan. Ye party tou awesome ha yar.
Uday. Haan ye tou bht mazy ki party ha.
Rohan. Welcome guys. Enjoy the party.
Shan. Thank you for inviting us.
Sb log party me chly gaey.
Shan bar counter per gya aur ak cold drink li aur ak side per beth gya
Shan aur uday ne drinks lin aur peety huey dance krne lagy.
Kch dair k bd aiza shan k pas aai.
Aiza. Tu kyu nahi pii rha.
Shan. I don't drink.
Aur me ny drive bhi krna ha.
Tum kyu nahi pee rhi.
Aiza. I also don't drink.
Aiza shan k sath beth gyi aur donu baatain krne lagy.
Aiza. So tu bhi rohan ki tarah bary baap ki olad ha.
Shan. Haan lakin mujhe apne dad ko taqat ka ghamand nahi ha.
Aiza. Haan vo tou pta chal rha ha. Agr tu rohan jesa hota tou abhi pee kr dance kr rha hota.
Shan. Kyu rohan jesa hony k liye peena zruri ha.
Aiza. Nahi tum iss liye bhi rohan sy alag ho k tumhary best friends me sy ak uday ha. Jo gareeb ha. Lakin tumhain uski gareebi sy faraq nahi pra.
Rohan k sb friends us k status k hain.
Shan. Lakin tum tou rohan k status ki nahi ho.
Aiza. Haan lakin me gareeb bhi nahi hun.
Aur dusri baat ye k rohan aur me ak dusry sy payar krty hain so it's different.
Shan. Tum kb sy rohan k sath ho.
Aiza. Me aur rohan college sy saath hain.
Shan. Wow nice.
Aiza aur shan party enjoy krne lagy.
Shan ne dekha k ak corner me anaya aur uss ki friends ko kch larky preshan kr rhy thy.
Shan uth kr vahan chala gya.
Larkun ne jb shan ko vahan dekha tou vahan se side ho gaey.
Shan. Anaya Ritika kahan ha.
Mam ne usko tum logun k sath bheja tha.
Anaya ne dusri taraf ishara kia tou ritika pee kr dance ke rhi thi.
Aiza. Kya hua...
Shan. Ritika ko mam ne larkiyun per nazar rakhne k liye bheja tha vo khud nach rhi ha.
Aiza. In parties me aisa he hota ha.
Shan ne apna fone nikala aur ritika ki video bna li.
Kch dair k bd sb log party sy nikal gaey.
Shan k ilava sb ne pee rakhi thi.
Uday aur farhan sb sy pichli seats per chly gaey aur
Shivani aur shruti ne apne sath ritika ko bethaya aur anaya shan k sath aage beth gyi.
Ritika k ilava kisi larki ne nahi pee thi.
Shan drive kr k ritika k ghr k pas pohncha.
Ritika chal bhi nahi paa rhi thi.
Shan me ritika ko utha lia aur anaya shan k sath aa gyi.
Ritika nashe me thi.
Ritika. Wow ye hot larka kon ha jis ne mujhe utha kr rakha ha.
Anaya. Ignore kr vo nashe me ha.
Shan. Haan janta hun.
Ritika. Wow boy what a body. Shirt k andr sy kitna hot ho ga tu.
Shan ritika ko utha kr uss k gate per laya. Aur anaya me bell bajai.
Shan ne ritika ko sahara dy kr khra rakha hua tha.
Ritika ne shan k galy me bazu daal liye.
Ritika. Mera boyfriend bn ja na. Hm khub maza krain gy.
Shan ne ak bar phr ignore kia lakin uss k bd jo hua vo shan ignore nahi kr skta tha.
Ritika ne apne hont shan k hontun per laga diye aur shan k hont choom liye.
Shan ne ritika ko hata dia.
Anaya ki hansi nikal gyi.
Itni dair me darvaza khul gya.
Anaya . Hello aunty. Hm Ritika g ki university k students hain. Inhu ne thori si pee li thi.
Orat. Ye larki bhi naa..... Thank you beta.
Shan ne ritika ko uss ki maa k havaly kia aur vapas aa gaey.
Anaya hasti ja rhi thi.
Shan. Agr tu ne kisi ko kch btaya abhi jo hua tou mujh sy bura koi nahi ho ga.
Anaya. Kisi ko nahi bataon gi (apni hansi control krty huey) lakin teri shakal dekhny k kabil thi.
Shan. Shut up yar. Shan drive krne laga aur sb ko un k hostels drop kr k apne flat aa gya.