Nice update....UPDATE-24
Sher singh ki haweli me………
Sher singh- ye sab hua kaise, use kaise pata chala wo sab kisne btaya use
Kalawati- mujhe nhi pata, ghar me kisi ko is bare me pata hi nhi h,
Shersingh- aparna ko to pata h kahi bhawano me bhe kr usne to nhi bata diya, kyoki bina bataye to use pata nhi chalega.
Kalawati- ab kya hoga
Sher singh- ab yudh hoga kyoki wo jallad nhi rukega, use sneha nhi mili to uska pura plan barbaad ho jayega,
Kalawati- use koi aur ladki nhi mil sakti kya
Sher singh- tumhe sab pata h, fir bhi aisa sawal puch rhi ho, use wo hi ladki chahiye jo us raat us nakshatra me paida hui thi,
Rashi bahut gusse me ghar me ghusi thi, usne sara saman idhar udhar faikna shuru kr diya, sabhi waha dod kr aaye,
Shersingh- ye kya kr rhi h beti
Rashi- itni insult meri kabhi nhi hui jo aap logo ki wajah se hui h
Shersingh- hum logo ki wajah humne kya kiya
Rashi- sneha wo kheti h aap logo ne uska kidnap karwaya h
Kalawati- jhut bol rhi h wo,
Rashi- wo jhut kyo bolegi use kya milega, apna ghar chod kr wo dushmano ke ghar kyo jayegi jinse wo kabhi mili bhi nhi h.
Sanjana- shant ho ja rashi use koi galat fhemi hui hogi
Rashi- mujhe to nhi lagta use galatfhemi hui hogi, us arjun singh ki poti ne mujh per hath uthaya us do kodi ke nokar ke liye, aur main kuch nhi kr saki, mere pas koi sabut nhi the, aur jo sabut ya gawah the wo apne hi pariwar ke khilaf the, agar ye sach nikla to main aap logo ke bhi khilaf khadi ho jaungi
Kalawati- rashi hosh me to h na tu, tujhe pata h kya bol rhi h, hum kyo kidnap karwayenge apni hi bachhi ka, jarur use kisi ne huamre khilaf bhadkaya h.
Misha- jarur us avni ka kaam hoga usi ne sneha ko bhadkaya h, jab se yaha aai h sneha ke tewar badlane lage the,
Rashi- use kya milega sneha ko bhadka kr, humne uska kya bigada h,
Rashi ne manoj aur roni ki taraf dekha, humne kuch bigada h kya uska kuch kiya h kya
Roni- mujhe aise kyo dekh rhe ho maine kuch nhi kiya,
Rashi- tere dost bhi to the na waha tere sath, tum log kya kr rhe the waha,
Roni- main to sneha ka picha kr rha tha wo kiske sath ja rhi h.
Rashi- jhut mat bol mujhse, agar tu picha karta to ghar me se kisi ko call karta, itna bakheda hone ke baad mujhe call nhi karta, sab jhut bol rhe hain, bahut jhol chal rha h yaha
Kalawati- chup kr bas tu police wali kya ban gai tu ghar walo per bhi hukum chalayegi,
Rashi- main police wali in gharwalo ki kali kartuto ko chipane ke liye nhi bani hu, mujhe kuch alag karna h isliye bani hu,
Kalawati- tujhe police me isliye bheja tha tu ghar walo ka sath de
Rashi- galat chijo me nhi, tum log kitna bhi chupa lo main sach tak pahuch hi jaungi, fir jo bhi galat hoga uski khair nhi,
Rashi gusse me apne room me chali gai, aparna side me khadi ro rhi thi, misha khush thi sneha ke jane se, roni dukhi tha avni ke hath na aane se, manisha ke dimag me alag hi planning chal rhi thi wo khush thi ghar me jhagde se,
Manisha- papa sneha humare ghar ki beti h fir wo dusro ke ghar jakr kaise reh sakti h, hum unse jyada powerfull hain, jyada pahuch h fir bhi hum chup ho gaye
Sher singh- humare ghar me koi bhedi h jisne wo raaj khola h jiski wajah se hum chup hain
Aparna dar gai, use face ke expersion badal gaye jinhe sher singh dekh rha tha, use samjhte der na lagi ki aparna ne hi sneha ko kuch btaya h,
Aparna waha se apne room me chali gai, usne jate hi sneha ko call lagaya,
Sneha- maa aap kaisi ho aap thik ho na
Aparna- main thik hu bachhi tu waha thik to h na, safe h na
Sneha- main bilkul thik hu yaha, bahut achhe log h maa yaha per, bahut khayal rakhte hain, itna pyar to mujhe mere ghar me nhi mila jitna yaha dete hain
Aparna- bas khush rehna meri bachhi,
Tabhi seema ji ander aa gai,
Seema- sneha tune khana thik se kha liya na
Sneha- ji aunty kha liya,
Seema- kisse baat kar rhi h
Sneha- maa se
Aparna- sneha meri baat karwa seema ji se
Sneha- aunty maa baat karna chahti h
Seema- kaisi ho aparna ji
Aparna- seema didi aap mujhe ji laga kr baat kyo kr rhi h aap mujhe rishte me badi hain,
Seema- humare rishte unki to kya hi baat kru in bade logo ne koi rishta rhene kaha diya h
Aparna- sahi bol rhi hain aap
Seema- aap chinta mat kijiye sneha yaha bilkul surakshit h aur khush h
Aparna- is bachhi ne hamesha udasi hi dekhi h is pariwar ne sneha ko kabhi pyar kabhi apna pan nhi diya, dusre ki bachhi h
Seema- sneha beta jara bahar ja mujhe kuch jaruri baat karni h
Sneha bahar chali gai,
Seema- dusre ki bachhi matlab ye aapki beti nhi h kya
Aparna- nhi didi, sasur ji ke pas ek aadmi aata h ab se 18 -19 saal phele wo is bachi ko lekar aya aur sasur ji ko dekr bola ise palo sahi samay aane per main ise le jaunga, pata nhi kyo sasur ji us aadmi se itna kyo darte hain, wo ise aaj tak pal rhe the, lekin ab wo aadmi ise lene aa gaya to ye sab darama hua, maine sneha ko bachpan se apni beti ki trha pala h use kabhi ahsas nhi hone diya ki wo meri bachhi nhi h, use aaj tak btaya bhi nhi ki wo mere beti nhi h, mujhse uske sath ye anarth hote dekha nhi gaya to maine use waha se bhaga diya,
Aparna ki baate sun kr seema ka dimag ghumne laga,
Seema- kab ki baat h ye kis din laya tha wo aadmi sneha ko tumhare ghar
Aparna- ******** date ko, wo hi sneha ka birthday h
Seema- kya aapne us aadmi ko dekha h
Aparna- nhi sasur ji ke alawa aaj tak kisi ne use nhi dekha, sasu maa aur sasur ji use jallad bolte hain, khete h wo jallad kisi ko nhi chodega, didi meri bachhi ko bacha lijiye pls,
Seema- aap chinta mat karo yaha use koi hath nhi laga sakta, wo ghar aur ye ghar alag nhi h ye humari bhi beti h, main ise beti ki trha hi rakhungi,
Aparna- bahut bahut thanku didi
Seema- are isme thanku ki kya baat h, main sneha ko bulati hu aap baat kr lijiye,
Aparna- nhi bahut der se baat kr rhi hu, agar yaha kisi ko pata chala to aafat aa jayegi, moka dekh kr baat kr lungi
Seema- main aapka no sneha se le lungi, aap mujhse bhi kher khabar le sakti hain,
Phone katne ke baad seema apna sir pakad kr baith gai, ye sab kya h sneha us raat paida hui thi, kya sneha un charo me se h ya wo panchvi bachhi h jiske bare me kamla ne btaya tha, kaise pata karu kaise suljhau ye gutthi, bahut buri trha uljhi hui h ye guthi to, aur koi btaane wala nhi h, kya kru kya kru kya karu
Tabhi sneha aur avni ander aaye,
Avni- doctor aunty aap aise kyo baithe ho,
Seema- kuch nhi beta tum dono thik ho na
Avni- ji aunty hum thik h bas thoda ajeeb lagta h aise kisi ke ghar me kabja sa krke baith gaye hain humari wajah se ghar ka mahol kharba ho rha h,
Seema- khabardaar jo aisa bola to tum dono is ghar ki amanat ho tumhari wajah se kuch kharab nhi ho rha, dubara aisi baat dimag me mat lana
Avni- thik h doctor aunty
Seema- chalo tum rest karo main aati hu
Seema chali gai khud se baat karti hui, pagal ladki h doctor aunty bolti h, hahahahha ek minute main to doctor hu are ha main to doctor hu, ye maine phele kyo nhi socha, yes yes yes ab khulega raaj ab pata chalega asali sach,
Seema ji turant apne room me gai fir ragani ke pas gai, fir riya sneha aur avni fir ansh se mili fir abhi ke sath hospital chali gai,
Roshni ansh ko dhund rhi thi, jo haweli ki chat per khada soch rha tha, pichle kuch dino me kya hua, use sher singh ke gahr jana thaw o yaha aa gaya, is ghar ki 3 aurto ko chod diya, agar wo yaha na aata to nandnai ka kya hota, aur nandnai ke anusar mujhe yaha aana tha, kisi guru ji ne kaha tha main yaha aaunga, ab se 40 saal phele btaya tha, unhe kaise pata, kya unhe pata tha main is ghar ki aurto ko chodunga, aur maa kyo nhi chahti main inke sath sex karu, maa ne hi to mujhe aisa bnaya h, jo bas sex hi sex karna janta h, aur sabse badi baat ye h main hu kon, mera wajood kya h, ye sab mujhe apne se kyo lagte hain, aur wo tino ladkiya jab bhi wo kareeb hoti hain mer dil dimag dhadkan sab bekabu ho jati hain,
tabhi roshni dhundte hue ansh ke pas pahuch gai
Roshni- ansh kya kr rhe ho,
Ansh chonkte hue- kuch nhi bas aise hi khada tha malkin
Roshni- kya
Ansh- sry didi
Roshni- good, yaha akele kyo khade ho
Ansh- meri jindagi me akela pan hi mera h baki sab praya h
Roshni- aisi baate kyo kr rhe ho, kisne kaha tum akele ho main hu na tumhare sath tumhari bahan h na
Ansh- ji kya
Roshni- mera matlab h tumhari bhi didi hu na main to main tumhare sath hu hamehsa sath hu, kabhi khud ko akela mat samjhna, pura pariwar tumhare sath h,
Ansh- bahut achhe hain is pariwar ke log, jo is najayaj ko apa bana liya
Roshni ne ansh ko apne gale se laga liya,- khabardar jo fir aisa kaha, tum humare apne hi ho, tum mere bhai ho samjhe kabhi aise udas mat hona
Tabhi waha anju aa gai, ansh aur roshni ko gale lage dekh uske tan badan me aag lag gai,
Anju- roshni kya kr rhi h
Roshni ek dum alag ho gai
Roshni- are anju tu yaha
Anju- ha kyo mujhe nhi aana chahiye tha kya prem lila me koi dakhal andaji ho gai kya
Roshni- anju bakwas mat kr,
Anju- oho khud chipki padi h aur meri baat bakwas bata rhi h,
Roshni- aisa kuch nhi h anju ansh to mere bhai jaisa h
Anju- oho to bhai bana kr chudegi
Roshni- anjuuuuuuuuuuuuu kya bakwas kr rhi h, chal yaha se
Sry ansh iska dimag kharab h
Ansh ne bas garden lila kr samjhne ka ishara kiya
Roshni anju ko lekar niche aa gayi
Ansh wahi khada rha use anju ki baat ka koi farak nhi padta tha ab,
Ansh niche aaya aur nandnai ko khojne laga, use nandani se baat karni thi, use bahut se sawalo ke jawab chahiye the, wo kisi ke room me to ja nhi sakta tha, isliye bas chakkar kat kat kr dekh rha tha, use nandnai kahi nhi dikhi, fir wo niche room me jane laga, tabhi piche se aawaj aai,
Koi room pasand aaya kya
Ansh ne palat kr dekha to komal aur nandani khade the, dono ansh ko dekh kr muskura rhi thi,
Ansh- ji wo dekh anhi maine ab tak
Komal- aao hum dikha dete hain fir pasand kr lena.
Ansh- hahahaha is ghar me koi sochta nhi h na kya bolna h
Komal- kyo
Ansh- is ghar me konsa room khali h ye batao jara, tirsi majil per 5 kamre hain h, jinme riya roshni abhi bhai chanchal rheti hain aur jo khali h usme sneha aur avni ko de diya h, dusri manjil per seema maji, ragini mam, aur soniya chachi aur aap dono hain, niche babu ji rhete hain, ek kamre me kavita kaki hain, ek kamre me main hue k me sudha bua aur suman bua hain, to kamre khali hain kaha, jo mujhe kamre pasand karwane chal di,
Komal aur nandnani ansh ka muh dekh rhe the, ye to humne socha hi nhi h,
Ansh- ha wo bahar wali baithak bachi h waha rakh leta hu
Tabhi ragani waha aai jo dur khadi sab sun rhi thi,
Ragani- ye to bahaut galat hua soom slect karne ko bol diya aur room khali h nhi,
Ansh- maaf karna malkin
Ragani- ye malik malkin khena band karo, mujhe bhi tum maa ji bol liya kro samjhe
Ansh- ji maa ji
Ragani- aao mere sath
Ansh ragani ke sath chal diya aur piche piche thi nandnai aur komla
Ragani apne room me le gai ansh ko- ye h tumhara room agar pasand nhi aaye to bata dena kisi aur ka khali karwa denge,
Ansh- ye to aapka room h maa ji main yaha kaise,
Ragani- main apne intejam kr lungi
Ansh- nhi nhi maa ji ye nhi ho skata
Fir waha soniya aa gai,
Use bhi mamla samjh aaya to
Soniya- tu mera kamra le le main niche shift ho jaungi
Ansh- nhi nhi aap sab aisa kyo kr rhe hain,
Soniya- are pita ji ne bola h to hoga hi,
Dheere dheere pure ghar me baat fail gai, ye baat arjun singh tak bhi pahuch gai,
Arjun singh ko apni galti ka ahsas hua, unhone turant chanchal ko bol kr sabko apne pas bulwaya
Arjun singh- ansh beta mujhe maaf akrna maine bina jane hi ais abol diya,
Ragani- koi baat nhi pita ji hum arrenge kr denge,
Arjun singh- beti wo tumhare kamre hain aise kais ekhali honge
Riya- pita ji aap jara kuch der shant baithiye aur mujhe bolne dijiye main bataungi kaise hoga
Arjun singh- ji rajkumari ji main shant ho gaya hu bataiye,
Riya- ansh tumhe konsi majil per kamra chahiye
Ansh- main to jaha hu wahi thik hu, baki aap sabko jaha thik lage wahi saman rakh lunga,
Avni- main aur sneha guest room me sifht ho jate hain, hum to yaha guest hi to hain, hamesha to rhen ah nhi
Riya- maine kaha sab chup,
Sab has pade
Riya- ragani chachi mere kamre me king size bed ka intejam karwao, main sneha avni tino ek sath rhenge mujhe achha lagta h tino ka sath rhena, aur ansh chahe to us room ko tum le lo ya main us room me chali jati hut um mere room me aa jao, ya kisi aur ka room pasand h to bolo use waha shift kr denge,
Suman- wo room to mera h na main jab bhi aati hu wahi rukti hu,
Soniya- aap to kabhi kabhi aati ho na didi wo room khali hi pada rheta h, ansh ke liye perfect h,
Arjun singh- bahut badhiya rajkumari ji aapne meri samshya hal kr di, abhi ko phone karke batao ki riya ke room ke liye bada bed bhijwa dega aur, ansh ke room ke liye uske hisab se decoration wala bhijwa dega,
Ansh- uski kya jarurat thi
Riya- maine kaha na koi sawal jawab nhi maine bol diya matlab bol diya aur jo pita ji ne bola smajho maine bola
Sab fir has pade, lekin anju aura mar ke ander aag lag rhi thi, aaj tak is ghar me anju aura mar ko alag room nhi mila tha, wo hamehsa roshni aur abhi ke room me rukte the, aur ansh ke liye alag room diya jar ha h, kamra sajaya jar ha h,
Sabse jyada khush rita aur chanchal thi, ansh unke kareeb jo pahuch chukka tha,
Karan- karte rho drama main jar ha hu kaam se
Kamal- bade papa main bhi chalta hu,
Roshni- chalo sab saman shift karte hain,
Komal nandnai riya avni sneha rita chanchal roshni chal di saman shift karne, saman kya shift karna tha, avni aur sneha to waise bhi khali hath thi wo to riya ke hi kapde pahan rhi thi, aur ansh ke pas bas ek beg tha jisme uske kapde the,
Sabke jane ke baad, jab arjun singh ragani aur soniya bache
Ragani- pita ji roshni ko dekha aapne wo kitni khush si lag rhi h,
Arjun singh- kuch logo ko chod kr sab khush h, lekin main sabko ek sath rakhne k eliye kya karu, kaise karu meri samjh se bahar h,
Soniya- pita ji sab thik ho jayega, sab thik ho rha h humara pariwar jud rha h,
Arjun singh- ha jud to rha h,
Aise hi pura din nikal gaya,
Ek jungle me………….
Nhi nhi nhi sab gadbad ho rha h, wo mujhe chahiye wo mujhe chahiye, uske bina meri sidhi adhuri reh jayegi,
Bahut se log uske pas khade the.
Ek pandit jaisa dikhne wala aadmi ye wahi pandit h ji sher singh ke ghar aata h
Pandit- tumhe kuch karna padega samay kam bacha h, humare pas 3 raste hain, tino me se ek ko pura karna hi hoga,
Dusra pandit- tin kaam konse tin kaam
Pandit- phela ya to us ladki ke sath inhe sambhog karna hoga ab se 18 din baad, ya wo murtiya dhundni hongi, ya wo jagah dhundni hogi jaha se ye sab shuru hua tha
Aadmi- koi nhi janta wo jagah kaha h, aur wo murtiya kaha dafan h ye bhi koi nhi janta bas ye phele option hi bacha h, lekin uski surakhsa me bahut log lage hain,
Pandit- kuch karna hi padega ye sab tumhari hi galti h agar tum sabko nhi marte to aaj tumhare pas 1 se jyada ladkiya hoti,
Aadmi- nhi sab nhi mare 1 aur jinda h
Pandit- kon
Aadmi- arjun singh ki poti riya
Pandit- kya wo wo unme se hi h
Aadmi- ha wo unme se hi h, maine use chod diya tha
Pandit- lekin wo bhi to usi suraksha me h waha se kaise nikaloge
Aadmi- hoga hoga
Pandit- tumhara purani dhusmani wala plan to fail ho gaya
Aadmi- koi baat nhi ab wala plan fail nhi hoga
Pandit- agar tum apne chele ko dhundne ki koshish karo to ho skata h kamyab ho jao, kaminepan me usse kamina koi nhi h, wo hi tumhe vijay dila sakta h
Aadmi- jab tak main khud ko na dhudn lu tab tak kisi aur ko kaise dhudu,
Pandit- arjun singh apne guru se milkr aaya h, aur uske alawa koi kuch nhi janta, usne arjun singh ko kuch bata diya hoga to wo humse phele waha pahuch kr sab khatam kr skata h,
Aadmi- mujhe nhi lagta unhe kuch pata chala h, nhi to wo itne aaram se nhi baithe hote ab tak puri haweli dhudne lag chuki hoti,
Pandit- fir bhi hum deri nhi kar sakte
Aadmi- meri vidya ke bina main kuch nhi kr skata,
Pandit- to apni tapshya shuru kro na
Aadmi- ab tapashya ka samay nhi h, mujhe wo ladkiya chahiye,
Pandit- kya baaki bachhe mar gaye tumhe yakeen h
Aadmi- kaam to sahi insan ko diya tha,
Pandit- mujhe halat badlte dikh rhe hain, kyoki jis takat ke sath ye ladka aaya h wo sadharan nhi h, kisi sadharan insan me itni takat nhi ho sakti, tum to takraye ho usse tumne to dekhi h uski takat
Aadmi- maine use ek baar me hi dharashahi kr diya tha, lekin manna padega takat to h usme jo mere war jhel gaya warna ab tak use parlok sidhar jana chahiye tha,
Pandit- to socho kahi ye wo hi to nhi, aur wo sab jinda to nhi h, agar wo jinda h to bhawishyawani sahi sabit ho jayegi,
Aadmi- maine aisa nhi hone dunga usse phele wo ladkiya mere pas hongi
Idhar sham ka waqt tha ansh apne naye room me leta tha uske dimag me wahi sawal ghum rhethe, ki nandani room me aai
Nandani- ansh aao chai coffee le lo
Ansh ne ek dum nandani ko dekha fce per koi khas expression nhi sab normal,
Nandani jaisi ji mudi ansh ne uska hath pakad liya
Ansh- aap thik hain
Nandani ne ansh ko dekha turant door ki taraf dekha,
Nandani- ye kya kr rhe ho koi dekh lega chodo mujhe
Ansh chok sa gaya,
Ansh- aapse ek sawal puchu
Nandani- ha pucho
Ansh- aapko kal raat se phele ka kuch yaad h apne jeevan ke bare me
Nandani- ha yaad kyo nhi hoga sab yaad h bachpan se aaj tak sab yaad h,
Ansh- aur raat kya hua thaw o yaad h,
Nandani- raat tumne mere sath pheli raat mania h mujhe kali se ful bnaya h sab yaad h,
Ansh- anamika
Nandnai- kon anamika
Ansh- aap mere pas kyo aai thi aapne mere sath raat kyo bitai
Nandani- kyoki mera pati nalla h wo gay h, use aurto me koi intrest nhi, use aurto ko dekhna pasand nhi h
Ansh- fir aapne usse shadi kyo ki
Nandani- pata nhi maine pani marji se usse shadi kit hi, ye jante hue bhi ki wo gay h,
Ansh- aapko aisa nhi lagta jaise aapki jindagi se kuch missing h, kuch badal sa gaya h
Nandani- ha kuch to missing h, aaj subha jab main uthi to mere shareer me ek alag hi enrgy thi, ais alag rha tha jais emere upper koi bojh tha jo utar chukka h,
Ansh- aapko kuch alag lag rha h, is pariwar ke liye
Nandani- mujhe bas itna pata h ki main tumse pyar karti hu aur tum mere pati ki trha ho meri shadi kamal se hui h lekin pati tum hi ho, mujh per tumhara hi adhikar h, main is ghar me tumhare liye aai hu, tumhari help karne ke liye aai hu, har kadam per mujhe tumhari sahayta karni h,
Ansh- ye kisne kaha aapse
Nandani- pata nhi main nhi janti bas itna yaad h ki jaise kal raat kisi ne mujhe bahut kuch bataya bahut kuch samjhaya lekin kya kya btaya kya samjhaya kuch yaad nhi bas itn ayaad h kit um mere pati hi ho aur mujhe kya karna h,
Ansh- tumhe kisi se koi badla to nhi lena
Nandnai- wo to tumhe lena h na mujhe kyo lena h,
Ansh chonk gaya, uski samjh me thoda bahut aaya, anamika ab puri trha nandnai ban chuki h, nandnai to 5 saal ki age me hi mar gait hi, aatma to anamika ki hi h shayad use apni jindagi puri karni h, aur usne apni dono sharte tod di isliye uska khud ka astitva khatam ho gaya h, lekin uski aatma h abhi nandnai ke ander hi, bas use anamika ka kuch bhi yaad nhi bas wo yaad h jo anamika chahti thi,
Ansh man me – badi samshya ho jayegi ye to agar nandnai ko kuch yaad nhi to wo mujhe kaise batayegi sab, mujhe kais epata chalega wo kya khena chhati thi, aur jo vachan maine aanamika ko de diya h main usse kaise chukara paunga, anamika ke antim samay me maine use vachan diya tha, aur idhar maa chahti h ye sab yahi ruk jaye, kya karu ab kaha fas gaya,
Nandani- jyada mat socho main hu tumhare sath jab problem ho mujhe btana mera dil kheta h main sab solve kr dungi, ab chalo chai pi lo sab wait kr rhe hain,
Sab ek sath baithe hue the, seema aur abhi bhi aa chuke the, kafi khushnuma mahol tha, fir sab apne kaam me lag gaye, raat ka khana kha kr sab sone chale gaye, karan niche baithak me sota tha, usne sudha ke pas jane ka socha lekin sudh ane use dutkar kr bhej diya,
Karan- Sali ye bhi nakhre dikhane lagi h, sabke tewar badh gaye hain,
Wahi sudha moka dekh rhi thi ansh ke pas jane ka, aaj wo puri trha htik hui thi lekin aaj ansh ka room upper ho gaya tha, wahi komal bhi moka dekh rhi thi ansh ke pas jane ka, nandnai to raat chudi hi thi lekin wo fir se teyar thi ansh se chudne ke liye, rita to khushi se jhum rhi thi, rita aur chanchal planning kr rhithi ki ansh unke kareeb aagaya h ab use apne jalwe dikha kr uske sath maja karenge,
Wahi seema ji leti hui kuch soch rhi thi, tabhi unke phone per ek sms aaya unhone wo khola jisme kuch documents the, seema ji bade gore se unhe padh rhi thi, aur unki aankhe fati jar hi thi, nhi nhi nhi ye nhi ho sakta ye kiase ho skata h ye possible bhi h, kuch gadbad h, wo turant uthi aur bahar ko bhagi, pita ji pita ji pita ji
Seema ki aawaj se baki sab bhi uth gaye, ragani soniya bhi room se bahar aa gai, seema pita ji pita ji bolti hui jine se niche bhagi aur unka pair fisal gaya aur wo jine se girti hui niche aa giri, unke sir aur muh se khun nikalne laga,