Bahut jabardast update
Riya ji Ansh ne sahi andaja lagaya murtiya le gayi Misha aur hero aur Abhi ab kisi bhi family walo ko apni planning nahi batayenge ye thik kiya aur Ansh ne kuch jyada hi ache se dhulai kardi Ranga ki jisse hero ko aur samay mil sakta hai aur Anju ki bhi pyas bhuja hi di aakhir aur ab Pancho ek sath rahengi hero ke sath aur un murtiyo ke baare kya bacha hai wo na hero aur uski family kisi ko pata hai aur na hi Ajeet ko but wo apni tantrik sadhna se pata kar lega aur hero Ko pata karna hai use Menka yaani Seema hi bata sakti hai ab usse milan kiye bagair kuch nahi ho sakta hai dekhte hai kab hoga bahut jabardast chal rahi hai story likhti raho dear