Awesome update
But ek baat karunga jab Arjun ke pariwaar ke aadhe log Ansh ko Najayaz mante hai Ansh ka Such bata kyu de rhi hai Seema ji Ansh Seema ji ka hi beta hai wo bhi saga beta
Aur Udhar Kapil, Amar , Karan aur Anju ye log to kuch jyada hi nafrat kerte hai Ansh se , to Ansh ka Such kab tak sabke samne aayega ,
Aur wo kya tha jo Ansh ne Riya ki Ankhon me dekha tha lashe hi lashe padi thi
Aapne bola tha ki us Unknown aurat ka pata chal jayega but abhi tak uska koi pata nhi chala aur usne to Riya aur Sneha tantra vidhya ka attack bhi karwa Diya hai
Agar ghar me aise hi sab ek dusre ki khilaaf rahenge to pura pariwar bikhar jayega ,isse aacha to Ansh ka such sabko pata diya jaaye, phir jab koi bole tab usko sabak sikhaya jaaye