• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Waah! Life Ho Toh Aisi - The Merchant Of Death ( COMPLETED )

Which type of ending do you want for this part?

  • Total voters
    95
  • Poll closed .

Naughty Lover

Member
250
711
109

AP 316

"You are playing to win; I am playing Gaawd ."
Divine
14,345
596,650
259
Update-65(Plan Going Smooth)

So ab scene ye tha ki humlog jarahe they uss gaon Mein Jahaan woh ladki rehti hai ladki nahi kahunga itani choti bhi naa hai woh, lady bhi nahi kahunga kyunki itani badi bhi naa hai woh.. Fuck ladki he theek hai..

Rohit-Matlab tu ladki ko pataaega?? Anaa k hotey hue..

Main-Abe main Konsa seriously pata raha hun usko.. Konsa bhenchod girlfriend bana lunga isko main.. Main khuss hun Anaa k sath ye toh mission k liye haibe.. Logon ki bhalai k liye jaruri hai ye..

Rohit-Toh ye Baat bataaega tu Anaa ko??

Main-Fuck no bc.. Ye hum toh samjh gaye ki mission hai and all lekin Ladkiyaan aise nahi samjhti.. Abe usse Konsa pata chalega.. Hum toh Yahaan honge..

Humlog bc khussar fussar kar rahe they Taaki Driver ko kuch na sune waise toh farak naa padta but still safety first..

Rohit-Hmm.. Idea theoretically acha hai but bhai physically locha lag raha hai..

Main-Abe yahi ek idea hai..

Rohit-Dekhle..

Main-A driver bhai ye bata bawani gaon Mein school hai?

Driver - Haan sahaab..

Main-Hospital??

Driver-Chotey motey clinic toh bahot hain sahaab.. Baaki jyaada mujhe pata nahi ek aadh chakkar he hua hai mera..

Main-Thana??

Driver - Nahi sahab.. Ye city waala he lagta hai..

Main-Cool sunn thoda durr he utaariyo gaon se..

Drive-OK sahaab.. Lo aagaya aapka Bawani..

Main-Perfecto...

Rohit-Kya hua be??

Main-Niche uttar..

Humlog taxi se uttare usse paise diye.. Filhaal hum Ekdum outside they gaon k yahaan khet wagaairaah they sadak k dono side log baag kuch dikhe nahi mujhe..

Rohit-Ab bhonk..

Main-So uss ladki kaa bapu gaon kaa sarpanch hai and ek samaaj sewi bhi kaafi acha banda hai.. Toh mere pass ek plan hai. Sunega??

Rohit-Haan..

Main-Plan ek number hai but thoda painful hoga tere liye..

Rohit-What the fuck aisa kya hai..

Main-Sun Jiss gaon Mein police thana nahi hota uss gaon Mein Kuch illegal hota Hai toh log sarpanch k pass jaate hain or sarpanch fir pass k Thane Mein inform karta hai toh Hoga ye ki hum dono jaayenge gaon Mein uss sarpanch kaa ghar puchenge or bolenge ki humara sab chori hogaya ghumne nikale they bike par kissi ne Yahaan se bike and Baaki samaan chori karliya humaara toh please inform karo police ko..

Rohit-OK. Par ye toh ek baar Jaane kaa plan hua ek baar Mein ladki k Baap se setting karega kya??

Main-Nahi painful kaam toh suna nahi tune.. Main tujhe 2-4 ghusse dunga Yahaan leta k jisase ye lage ki hathapaai hui hai or Humein chot lagi hai mujhe toh already lagi hai main bus ghutne se pant faad k patti hataa dunga..Then woh Humein hospital lejaaenge lekin hospital Yahaan hai nahi matlab local clinic mein leke jaayenge Humein or wahaan k ilaaj se hum naa honge khuss or sarpanch ko promise karenge ki Yahaan ek hospital banaake rahenge najaane kitane log dukhi hotey honge blah blah blah Same Bollywood waali kahaani. Obviously Humein pehchaan toh lenge he woh.. Toh or bhi better hai Humein easily trust karlenge woh..

Rohit-Bhosdk Maarega mujhe tu??

Main-Tu mujhe maarle lekin fir Saari acting tujhe karni padegi..

Rohit-Fuck.. Bhenchod kyun aaya main tere sath.. Fuck..

Main-Jaldi bol Maarega yaa Maar khaaega..

Rohit - Bhosdk aaraam se maarna.. Gand tod dunga main warna gand marwaae plan tera..

Main-Don't worry..

Ye bolke maine usko pair pakadke niche mitti Mein giraaya niche ghaseeta uski shirt k niche k 2 buttons todey usko uthaaya or fir diya ek punch munh par..

Rohit-Oye bhosdk.. Gandu hai kya.. Aise koi maarta hai bc.. UFC khel raha hai Yahaan..

Main-Ek or bus please.. Sun kuch naa tuttega tera..

Ye bol diya ek or punch munh par Iss baar thoda tejj uske munh se nikalne laga khoon. Lekin ussne ulta maara mujhe..

Main-fuck, ab sahi hai..

Rohit-Bhenchod.. Fuck you..

Main-Sun tere simcard wagaairaah nikaal data backup le or phone fainkdey..

Rohit- Wait what?? What the fuck.. Bhosdk last month Rishi ne gift kiya tha 1 lakh lagein haibe..

Main-Same here.. Lekin or koi chaara nahi hai risk na lene.. Koi naa abki baar tu kardena ek gift mujhe. Fainkdey ab.. Or Haan purse Mein Kya kya important hai woh nikaal le or woh bhi faink dey..

Rohit-Bhosdk important toh kuch naa hai . Naya liya tha purse Gucci kaa abhi.. Fuck.. Chupaa dun yahan??

Main-Idea acha haibe.. Mobile or Purse dono cheejeein chuppa detey hain kahin..

Rohit-Idhar dekh.. Ye jhaadi k niche??

Main-Sahi hai mitti khod thodi..

Humne apne purse or mobile ko apne rumaal Mein lapetta or wahaan jhaadi k niche rakh k Uppar ek chota saa pathar rakh diya.. Or hum chal paddey gaon ki side maine pathar se apni jeans thodi faad lee ghutne se or ghutne se patti kholdi Taaki meri puraani chot dikh jaae.. Or tab Rohit gandu ne maari mere chotill ghutne par laat woh bhi juttey k toe end se.. Main literally chilaatey hue niche girra..

Main-Bhosdk.. Fuckkkkkkk...

Rohit-Chutiye clinic waale itane chutiya bhi nahi hain jo puraani yaa nayi chot Mein farak naa bata shakein.. Woh purani hogayi thi ab dekh waapis se khoon beh raha hai..

Main-Fuck you.. Fuck you..

Rohit-Same to you.. Khadda ho..

Rohit ne mujhe khadda kiya or hum chale sadda saa munh banaake gaon ki side.. Gaon thoda durr tha lekin abhi ek aadh log dikhne suru hogaye they.. Khet Mein buggy tractors wagaairaah Mein baith jarahe they apni dhun mein mast side Mein ladies gobar k upple bana rahi thi woh bhi apni he dhun Mein. Bc 3.30 baj gaye they dophar k lekin log still kaam par he lage they.. Khair hum enter hue village Mein toh wahaan budhau log kaa ek group hukka peeraha tha or taas (cards) khel raha tha...Humaari haalat dekh wohlog rukkgaye..

"Arrey chorrey k Baat hogi??"..

Main-Tau woh motercycle par aae they iss side wahaan piche modd k Uppar 6-7 aadmi ne bike rukwaai arr sab legaye..

Ye sun woh sab khaddey hogaye..

Budhau1-"Chori woh bhi Humaare gaon Mein." Kamaal Ki Baat hogi.. Baitho beta baitho..

Budhau2-Baithao naa Arrey Mohan k leke chalo inko chott laag ri hai dekh toh..

Budhau1-Haan Haan aao beta aao..

Main-Ji Thana Kahaan hai Yahaan?!

Budhau-Thana toh Sehar waala he hai beta lekin sarpanch sahaab milljaaenge tumhe woh madad kardenge aapki.. Wahin pass Mein Ghar hai unka.. Jyaada toh nahi lagi naa beta.

Main-Naa naa bus dhakka mukki Mein girr gaye hum toh .. Gaadi Mein they woh kaale rang ki bolero thi number plate nahi thi..

Budhau-Ye toh beta Pehli baar hua hai Iss area Mein..Yahaan toh ye sab din dahaadey toh kabhi nahi hua..

Main-Kismat ki Baat Hai woh toh tau..

Budhau2-Arrey tu toh wahi hai na apne Deva sahaab kaa bhai?? Ankit??

Main-Ji ji.

Ye sun woh sablog rukke.. Or meri identity Jaan k hadbadaae sab..

Budhau1-Arrey jaldi chalo ferr toh clinic.. Ramfal jaldi se Sarpanch sahaab ko bulaake laa wahin. Kehna jama jaruri hai abhi chalo..

Budhau3-Haan Haan..

Budhau1-Kamaal ki Baat hogayi beta tumse chori karne ki himmat bhalla kisme hogayi.. Pehchaana nahi hoga tumhe warna Kahaan unki aukaat hoti..

Main-Shayad..

Humlog ek ghar k Saamne aae jiske ek side bahaar galli k lagtey room k Uppar Mohan clinic kaa board laga tha.. Bhenchod yahi clinic hai.. Uss clinic k bahaar lambi line thi logon ki atleast 15 log khade they bahaar or andar..

Budhau1-Arrey Mohan jaldi Aa..

Mohan-Tau mareej hai andar 5 minute rukk jyo..

Budhau1-Arrey andar waale ko chhod bahaar Aa jaldi...

Ye bolke humlog andar enter hue toh ek room tha bada saa ussi Mein pura clinic tha bichmein table or chairs thi then uske piche parda laga tha jiske piche ek bed tha patients k liye.. Woh doctor wahin piche he tha.. Unki Baat sun woh aaya aage toh Humein dekha ussne turant pehchaan liya Humein.. Then budhau log ne usse story samjhaai Iss bich ussne Rohit k munh se blood Saaf kiya usko painkillers diye then mere ghutne par lagi mitti ko saaf kiya and then dawaai lagaake new patti ki or same painkillers mujhe diye.. Khair unke Saamne le liye painkillers tabtak budhau log yaa toh shocked he rahe ki Deva k bhai k sath aisa hua yaa fir woh log yahi boltey rahe ki "Yahaan chori" Kamaal hogaya blah blah tab woh budhau jo sarpanch ko bulaane gaya tha woh aaya.. Or uske sath sath ek or uncle aaya woh itana budha nahi tha 49-50 ki umar rahi hogi uski safed kurta payjama pehna tha ussne ek dum neat and clean ye tha sarpanch..

Main-Namaste Sarpanch ji..

Sarpanch - Namaste beta namaste.. Oho ho jyaada toh nahi lagi beta..

Main-Naa naa uncle..

Sarpanch - Chinta matt kijiye beta maine police ko inform kardiya hai aaiye tabtak mere sath aaiye aap..

Main-Aapke paise main kal aake dejaaunga uncle..

Doctor-Arrey naa naa beta ye toh farj tha mera koi jaruri nahi hai..

Hum dono uthe or uss sarpanch k sath holiye.. Kuch budhau log bhi sath he aae Humaare uska ghar gaon ki boundary par he tha jo pass Mein he thi.. Kaafi badhiya ghar bana rakha tha bc banaega he Baap sarpanch beti bank manager..

Or gajab Baat ye thi ki uske ghar k just Saamne ek bada saa plot khaali tha bus chaaron taraf deewar he deewar thi.. Tumhaare bhai kaa hospital yahin banega.. Bhenchod kaafi developed or bada gaon tha ye matlab..

Sarpanch - Aao beta andar aao.

Woh Ladki Yahaan hogi nahi kyunki job par hogi woh... Plan sahi Jaa raha tha noice noice.. Humlog andar aae ussne Humein ek room Mein baithaaya Jahaan noukar Paani leke aaya..

Sarpanch - Beta police ko call kardiya hai Humne aatey he honge..

Main-Yahaan thana nahi hai koi??

Sarp-Nahi beta..

Main-Or naa he hospital..

Sarp-Nahi beta koshish bahot ki maine lekin kabhi pass he nahi hui meri advice ..

Main-Logon ko toh bahot dikkat hoti hogi..

Sarp-Haan sehar he Jaana padta hai beta.. Aapke ghar par inform karna hai??

Main-Arrey nahi uncle woh log befaltu tension lenge police complaint karwaake hum chale he jaaenge..

Sar-Kamaal hogaya beta Pehli baar aisa hua hai.. Woh bhi aapke sath...

Main-Hmm koi naa hum theek hain woh kaafi hai..

Sarpan-Kya kya legaye beta aapse??

Main - Sab mobile wallet and bike..

Tab aae wahaan 2 constable bhenchod nice yahi aukat reh gayi ab Humaare liye constables aayenge .. Unhone Pehle toh Humein parnaam kiya.. Then apni FIR book nikaali..humein bus time waste karna tha Yahaan or aisa he kiya humne fake story batai unhe then Rohit ki kissi ek bike kaa number diya ussne report Mein likhne ko.. Rohit k pass bhenchod 25-30 luxury bikes hain toh unmein se kissi ek ki stolen report likhwaadi..

Constable-Kitane kaa samaan tha koi andaaja sahaab total..

Main-Hmm.. 40 lakh k aas pass..

Constable-Hain???

Sarpanch-40 lakh??

Uss room mein baithtey sab log apni apni jagah par kaddey hogaye.. Aankhein maano bahaar aake girrengi unki..

Constable - 40 Lakh??

Main-Haan 35 lakh ki bike thi bhai.. 2.5 lakh k mobiles then purse wagaairaah sab..

Conatable-35 lakh ko motercycle?? 2.5 lakh k phone?? Kitane phone they sahaab..

Main - 2 he they bhai..

Constable - Ye toh sahaab bahot badi Baat Hai..

Main-Haan pata hai chinta matt karo main koi dusare officer ko bolunga woh case handle karega tum report bhejdena headquarters Mein ACP anjali k pass..

Cons-Ji ji bilkul bilkul.. Uski chinta matt kijiye aap..

Main-Or Baat leak nahi honi caahiye samjhe??

Cons-Ji ji bilkul..

7 baj gaye they Humein wahan lekin woh ladki nahi aai thi itani late toh duty nahi hoti toh kya aaj woh Uday se milne gayi hai?? Naa na agar gayi hoti toh uske piche Anjali ne banda bhi toh lagaaya hai.. Matlab kahin or he thi woh.. Lekin kahin bhi ho humara plan yahan set tha bus aakhiri phase cover karna tha..

Continued..
 
Hunterrrr69

Well-Known Member
2,121
4,844
159

Gazab ab Kahi aisa na ho ye ladki Anaa ki dost nikle
 
Aakash.

ɪ'ᴍ ᴜꜱᴇᴅ ᴛᴏ ʙᴇ ꜱᴡᴇᴇᴛ ᴀꜱ ꜰᴜᴄᴋ, ɴᴏᴡ ɪᴛ'ꜱ ꜰᴜᴄᴋ & ꜰᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
51,027
163,133
354
AP should tell Ananya about this mission because if Ananya later finds out, she should not misunderstand AP.:sigh: Many villages still have a sarpanch system, which is strange to hear. AP's plan seems right to me, 40 lakh is too much for ordinary people. 🙄
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...

🖤🖤🖤
 
Rizwan

Active Member
1,229
3,338
143

Nice update Hy AP bahi
 
Top