UPDATE NO. 2.
INTRODUCTION:
Kantaben Premjibhai Shah. Age 40.
Natwarlal Prabhashankar Udaiwala. Age 40.
Mohanlal Matkaking. Age 36.
Patrakar Popatlal Pandey. Age 34.
(Baaki ke Introduction baad me)
Jethalal apna tuta hua dil leke apne ghar pohocha. Wo kitchen me pohocha pani pine tho use kuch aavaz sunai di, wo apne bapuji Champaklal ke room se aa rahi thi. Wo waha pohocha tho dhekta hi reh gaya, usne dehkha ki uske bapuji Champaklal apne param mitra Premji ki biwi ko thok raha tha. Usne dheka ki Champaklal ka lund us se chota tha thoda. Jethalal se dhekha nai gaya tho wo kitchen be chala gaya khana banane. Ji ha humara pyare Jethalal ko khana banana aata hai. Kuch der baad Champaklal apni thukai kar ke kitchen me aaya.
Champaklal - Are Jethiya tu kab aaya.
Jethalal - Abhi thodi der pehle hi aaya.
Champaklal - Tho tune dhek liya kyaa...
Jethalal - Ha bapuji. Koi baat nahi hota hai.
Champaklal - Dhek Jethiya muje pata hai ki tu Anjali beta se pyaar karta hai....
Jethalal - Aap aisa kaise kar sakte hai. Wo Premjikaka ki biwi hai, wo shadi shuda hai. Pata hai aap ke dar se....
Champaklal - Dhek Jethiya Anjali beta ke pita mere bachpan ka dost hai, par usne uski beti ka rishta bohot pehle Mumbai me kar diya tha. Tuje is kadwe sach ko swikar karna hi hoga jaise maine meri shaadi ke wakt kiya tha.
Jethalal - Kya matlab hai aapka bapuji.
Champaklal - Jaise tu aur Anjali hai na waise mai aur Kanta the. Mai bhi Kanta se bohot pyaar karta tha, abhi bhi karta hu. Mere bapuji ne bhi meri shaadi jabarjasti kisi aur se karwa di teri maa se. Teri maa bohot aachi thi, maine use sare sukh diye wo use pyaar samaj baithi par mai kabhi teri maa ko pyaar nahi de paya. Par jab tu paida hua tab se mai use pyaar karna shuru kiya. Dhek Jethiya tu Daya beti se shaadi kar le. Kismat tuje Anjali se ya us se bhi aachi ladki se tuje milwa degi. Mai janta hu tu kya soch raha hai, mere zindagi me bhi do aurat thi par ye hota rehta hai.
Jethalal - Usne bola ki wo apne pati ko dhoka nahi de sakti.
Champaklal - Wo asli tuje wakt ki bata dega beta. Dhek Anjali ki shaadi parso hai. Tuje aana hai tho tu aa sakta hai par meri salah hai ki tu mat aa. Tera dil bohot royega. Uparwale pe bharosa rakh, sab theek ho jayega. Teri bhi shaadi maine 1 hafte baad tai kardi hai.
Jethalal - Theek hai bapuji. Maine bhi kuch socha hai.
Champaklal - Kya? Kiss bare me?
Jethalal - Mumbai me nai zindagi chalu karne ki. Mumbai jaise bade shehar me electronics ka naya dhendha chalu karne ki. Mai soch raha tha ki apke dost Natu kak ko kaam pe rakh du.
Champaklal - Tune dukan dhek li kya?
Jethalal - Mera ek dost hai usne dukaan dheki hai. Mumbai ke Andheri ilake me hai.
Champaklal - Anjali beta bhi tho Mumbai jaa rahi hai na...
Jethalal - Us se iska koi nata hai hai.
Champaklal - Tune ghar dheka kya?
Jethalal - Abhi nahi par muje vishwas hai uparwale pe. Wo mere saath na insafi nahi hone dega.
Champaklal - Paise....
Jethalal - Hai bapuji. Yaha ki dukaan ka sauda maine kar diya hai. Paise ki chinta aap mat kijiye.
Champaklal - Dhek Jethiya khub mehnat karna.
Jethalal - Ha bapuji. Chaliye khana kha ke so jate hai.
Andar se Kantaben kitchen me aati hai.
Kantaben - Muje maf karde Jethiya...
Jethalal - Are Kantakaki aap mafi mat mangiye. Muje bapuji ne sab bata diya. Aap sirf mere Bapuji ka dhayaan rakhiye.
Kantaben - Chal mai chalti hu apne ghar. Shubratri.
Champaklal & Jethalal - Shubratri.
Kantaben chali jati hai. Tho chaliye chalte hai Madhya Pradesh, Bhopal me. Yaha rehte hai 1 namune, Patrakar Popatlal Pandey. Wo Toofan Express me kaam karte hai. Unki age abhi 34 ki hai par abhi tak shaadi nahi hui. Unki shaadi 1 baar fix ho gai thi par unhone apne kaam ko pehla rakha. Usme unki shaadi tut gai. Unka man-na hai ki unhe tho ladki kabhi bhi mil jayegi. Tho dhekte hai unhe ladki milti hai ki nahi.
Abhi raat ke 10 baje the aur Popatlal abhi bhi press me hi the.
Popatlal - Sir kya mai andar aa sakta hu?
Editor - Ha Popatlal aao. Maine suna tumne shadi tod di. Kyu?
Popatlal - Sir kaam ki wajase. Muje bohot upar jana hai life me. Shaadi tho baad me hoti rahegi.
Editor - Dheko kaam ke chakkr me kahi tumhari umar na nikal jaye. Kahi zindagi bhar kuwara na rehna pade.
Popatlal - Are nahi sir aisa nahi hoga. Patrakar Popatlal ki charm pe saari ladkiya marangi. Duniya hila dunga ladkiyo ki.
Editor - (Sala chutiya. Ghu jaisi shakal aur lakdi jasa body. Kon chaman aata hai tere pyaar me dhekta hu).
Popatlal - Kya soch rahe hai sir.
Editor - Kuch nai. Ha tho mai keh raha tha kii....
Popatlal - Sir aap bole is se pehle mai kuch bolna chahta hu. Sir muje apke yaha kaam karke 5 saal ho gaye hai. Ab tho muje transfer dedo. Muje please Mumbai ki head office me kaam karna hai. Kab tak mai yaha Bhopal me rahunga.
Editor - Are sab ho jayega apne time me. Filhal Mumbai se hi 1 kaam aya hai.
Popatlal - Ha boliye sir.
Editor - Ye 1 nai building bani hai Goregaon, Flim City me. Iska naam hai GOKULDHAM CO-OPERATIVE HOUSING SOCIETY LTD. Iska ad apne Toofan Express me chapna hai.
Popatlal - Sir itni mehengai me kon ghar kharidega.
Editor - Kharidne wale bohot hai. Builder ka naam hai Mohanlal Matkaking. Bohot bade admi hai Mumbai ke. Waha hi rehne wale hai. Unhone muje 30% discount dia ghar kharidne ka par mai Bhopal nahi chodne wala. Yaha mera pura khandan hai. Tum akele aur kunware ho tho mai soch raha tha ki 1 ghar tum lelo. Investment rahega. Fir future jab bhi Mumbai me transfer hoga tho wahi reh lena.
Popatlal - Are wah! Mai akela hu tho mere kharche bohot kam hai. Tho maine bohot sari savings ki hui hai. Theek hai sir mai bhi 1 flat le leta hu.
Editor - Theek hai. Tho mai Mohanlal bhai se baat karta hu. Filhal is advertise ko chapo front page pe bade bade letters me. Niche ye Mohanlal ka number bhi likho.
Popatlal - Sir uske niche mera naam likh sakta hu ki maine chapa hai ye news.
Editor - Theek hai. Chap do. Chalo jao.
Popatlal - Thank you sir!
Popatlal ne news chapwane ko de di fir wo office se nikal ne laga. Achanak barish aani chalu ho gai. Uske paas koi chata nai tha. Usne dheka ki sadak par 1 gareeb baitha tha, wo chata bech raha tha. 1 hi chata bacha tha.
Popatlal - Are bhai ye chata kine me diya?
Gareeb - Sahab 100 Rupay ka.
Popatlal - Kya itna mehenga. Nai bhai tum iska 50 lo.
Gareeb - Sahab mai bohot gareeb hu. Chata banakar apna guzara karta hu. Mere ghar me 1 biwi aur 2 chote chote bacche hai. Gareeb ke pet pe laat mat maro sahab. Mai apse wada karta hu ye chata zindagi bhar aapka saath dega. 1 Gareeb ki dua apko lagegi.
Popatlal - Thik hai thik hai. Ye lo 100.
Popatlal ne chata liya aur use khola.
Popatlal - Are wah. Chata tho wakai aacha hai. Chal mere yaar ghar chalte hai.
Aur is tarah se Popatlal aur uska chata ghar ki taraf chale gaye.
Tho kaisi lagi apko ab tak ki story. Please reply like, share aur comment kijiye. Thank you.?