• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Suggest Anime !

Samiboy

Active Member
880
2,050
123
What i have seen :-
Your Name ,
The Golden Time ,
Your Lie In April ,(Most emotional and beautiful anime series ever.)
I want To Eat Pancreas (This made me cry)
Apko sad romance movie pasand ho toh "A silent voice " dekho bro. E movie thodi hatt Kar hai
 
Dead_man

Staff member
Moderator
13,938
10,492
229
1. Best love story
2. Most Funny Anime
3. Most emotional Series or movie .

waiting for lists :waiting:
Funny me to Do you love your mother and her two hit multi target attacks kafi funny laga mujhe
Sexy bhi hai
 
  • Like
Reactions: u.sir.name

Spiegel

Supreme
673
2,872
124
1. Best love story
2. Most Funny Anime
3. Most emotional Series or movie .

waiting for lists :waiting:

aapko kaisi anime pasand hai uspe depend karta hai so sab type ki ek ek suggest kar deta hun

  • tsuki ga kirei - first time jab school me love hota hai uspe based hai ye anime pura nostalgia feel aayegi anime dekhte time and realistic hai so thoda slow hoga anime dhire dhire bate suru karn fir number lena fir chat karna and all par sath me feel good anime hai bahut maja aayega agar school me aesa kuch hua hoga to
  • horimiya - iska anime aane ke liye bahut wait kiya tha aur iss saal aa bhi gai hai ye high school romance based hai sath me comedy bhi hai par sabse acchi baat hai ye anime sikhata hai how to love your self bhele fir tumhe kya pasand hai kis type se rehna, isme friendship bhi acchi dhikhai hai and pace bhi iska fast hai ek dum wholesome hai so aapko accha lagega
  • toradora - ye best romance anime hai isme ladki sort hoti hai and ladke ko dekhke sabko lagta hai ke ye delinquent hai par wo pura opposite hota hai fir story suru hoti hai ladki ko dusra ladka pasand hota hai so ye ladka help karta hai par dono ko ek dusre se love ho jata hai aesa sab hai par story wise sabse best hai.
  • oregairu- ye normal romance anime ho sakta tha par dono main character isko pura alag type ka bana dere hai dono ka dunia dekhne ka najriya alag hota hai. iss anime me romance bahut kam hai dono ko hi bahut time lag jata hai apni feeling samajne me so bas romance chahiye to mat dekhna par dono main character sabse best hai kisi bhi anime ke poll dekh lo dono sabme first hote hai khash kar female lead
  • golden time - ye anime bahut salo pehle dekhi thi par isme jis hisab ka drama hai and story hai isiliye abhi bhi yaad hai so samaj hi gaye honge ye anime puri drama and romance se bhari padi hai isme kuch story nahi batavunga aap khud hi dekhle aapko pasand aayegi
  • itazura no kiss - isme simple story hoti hai ladki ko ladka pasand hota hai par ladka sakht londa hota hai par dono family wale acche dost hote hai so earthquake aata hai usme ladki ka ghar gir jata hai so usko fir ladke ke ghar pe rehna padta hai fir dono dhire dhire paas aate hai ek dusre se and love ho jata hai
ye sab simple si love story wale anime the ab thoda alag baat karta hun

maid sama - ladki isme hard working hoti hai and school me top bhi karti hai sab teachers ki fav bhi hoti hai par wo part time job karti hai ek cafe me jiska wo pata kisiko lagne nahi de sakti par ladke ko pata chal jata hai par wo kisiko batata nahi hai par thoda blackmail and aesa sab hota hai fir dhire dhire ladko pyaar ho jata hai ladki se upar se ladka thoda pushy tha so aese hi ladki ko kiss kar deta hai aese hi sab chalta hai fir ladki ko bhi ussse pyaar ho jata hai par baad me pata chalta hai ladka bade baap ka beta hota hai so thoda family drama hota hai and all

kaguya sama love is war - just watch it, comedy hai isme bahut romance thoda alag type ka hai dono e dusre ko pasand karte hai par dono confess nahi karna chahte par dusre se confess karvana chahte hai

my little monster - same as maid sama drama and all par acchi hai dekhna

i have always liked you - movie hai wo bhi bas ek ghante ki do bachpan ke friends hote hai jisme se ek apna love confess karta hai par ek ghante me ek se jyada love story mil jayegi kyun ke sab friends kisi na kisi ko love karte hai so ek ghante me pata bhi nahi chalega kya ho gaya so dekh lo

ab relationship based anime ki baat karte hai jaise pehle shaadi hoti hai fir pyaar

engaged to the unidentified - naam se hi pata chal gaya hoga story to so ladki hoti hai jisko 16 ki hote hi pata chalta hai ke uske grandfather ne uski sagai pehle hi kar di thi aur uska fiance and uski bahan unke sath rehne ke liye aate hai upar se ladki bhi bas uski mom and sister ke sath hi rehti hai. acchi anime hai agar aesa kuch pasand ho to

ab aate hai love marriage pe

fly me to the moon - isme ladka hota hai nasa naam wo ek ladki ko accident se bachata hai par sath me usko bhi chot lagti hai par usko us ladki se pehle najar me pyaar ho jata hai sath me ladki ko bhi fir wo ladki usko bolti hai ke ek din wo uske paas aayegi and dono shaadi karenge fir ladka bhi behos ho jata hai jab hosh aata hai tab waha koi hota nahi wo ladki ko search karta hai par usko koi milta nahi fir dhire dhire time jata hai wo high school me aata hai and ek din wo ladki uske ghar aati hai and usko bolti hai chalo shaadi karte hai nasa bhi maan jata hai dono shaadi kar lete hai par abhi bhi chote hi hote hai high school me hi par fir bhi dono ki life suru hoti hai bahut hi acchi anime hai ye puri wholesome

my bride is mermaid -arranged marriaged pe based hai upar se sabse funny anime me bhi aata hai iski comedy next level hai story ye hai ke ek mermaid hoti hai jisko human world pasand hota hai ek din wo ek ladke ko bacha leti hai par unke law ke hisab se jo mermaid ko uske roop me dekh leta hai usko maar diya jata hai par fir kuch hota hai and dono ki shaadi kara lete hai waha se story sru hoti hai par jyadartar story comedy hai par sath me romance bhi

domestic girlfriend(ecchi) - kabhi socha hai koi xf ke member ko bas apne papa ke sath akela rehta hai par ek din uske papa aaye aur usko bole ke wo dusri shaadi kar rahe hai and abse uski do bahne hai well wahi hota hai jo aapne socha hai isko romance anime add na karta par sath me romance bhi hai so add kar diya

ab aate hai sad ya emotional anime pe

your lie in april - jyada explain nahi karunga bas dekh lo acchi hai

orange - again jyada explain nahi karunga varna maja nahi aayega aapko

a silent voice - movie hai deknna achci hai

anohana- just watch it best hai

5 cm par second - bachapan ka pyaar mera bhul nahi jana and bhulte bhi nahi par baad me lag jate hai meaningfull anime hai jab samjoge to aur maja aayega

erased - same bachapan ka pyaar mera bhul nahi jana par isme bhul jate hai so

clanned- maybe saddest anime ever

ye sab happy and sad anime dekhne ke baad aesa lage ke kuch aesa dekhna hai jisse gussa aaye and phone fod dena ka man kare to school days dekhna one of the worst anime hai story wise

comedy anime isme jyada explain nahi karunga bas meri kuch fav hai unka list de dunga

1- grand blue: meri sabse fav hai pata nahi kyun par alag type ki comedy hai so mujhe to bahut maja aaya tha sayad apko bhi aaye

2- my bride is mermaid - firse suggest kar raha hun par comedy ke hisab se acchi hai and classic bhi

3 - daily life of high school boys - accha hai ye bhi

4 - prison school - adult comedy hai and sabse ecchi anime bhi agar aapko adult comedy pasand hai to ek baar ye dekhna best hai

5 saiki k- ye bhi best hai

6 nichijou - best

7- devil is part timer

8 - slam dunk - one of my fav anime ye sport anime hai upar se 100 epi hai and bahut purana bhi par accha hai agar sport anime pasand hai to
 
u.sir.name

Hate girls, except the one reading this.
6,840
9,768
143

Best suggestions to apna bhai hi dega
 
Moon Light

Prime
29,864
28,063
289

:bow:
 
  • Love
Reactions: Spiegel
Top