If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Wo Nazar Kahan Se Laon Jo Unhe Bola De, Wo Dawa Kahan Se Laon Jo Dard Mita De, Milna Tu Likha Hota Hai Takdeeron Main, Wo Takdeer Kahan Se Laon Jo Mila De……
Ek khwaish sirhane rakh do, Aaj mujh pe inaayat kar do, Zara chupkey se khaamoshi se, Tum izhaar-e-mohabbat kar do Khud ko kar ke deewana sa, Mera pyaar amar tum kar do, Main pyaas me dooba sehra hun, Tum mujh ko samandar kar do, Main yu hi phirta hun dar-ba-dar Tum khud ko meri manzil kar do.
Iss Dil Se Teri Yaad Bhulayi Nahi Jaati, Yeh Pyar Ki Daulat Hai Yuhi Lutayi Nahi Jaati, Iss Dil Se Kaise Tumhe Bhulao Main, Har Roz To Yeh Duniya Basayi Nahi Jaati.
Aansu ko bahut samjhaya tanhai me aaya karo, mehfil me hamara mazak na udaya karo, is par Aansu tadap kar Bola, itne logo me apko tanha paate hai, isliye chale aate hai
Dil ki dhadkan ko dikhaya nahi jata, Mohabbat me lagi aag ko bujhaya nahi jata, Lakh judai ho pyaar me phir bhi , Zindagi ka pehla pyaar bhulaya nahi jata..!!
Dekhne se use dil mein utar jati hai milti hai jab nazare to pyar ho jati hai aati hai unki yad to rat guzar jati hai sochte hain karde izhar unse par unke n kahne ke dar se soch badal jati hai