• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 119 81.5%
  • Good

    Votes: 27 18.5%

  • Total voters
    146

firefox420

Well-Known Member
3,371
13,824
143
Aur jyada wait na karao na .. Ab jaldi se update post karo.na ...:)
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

Mr. Perfect

"Perfect Man"
1,434
3,721
143
Welcome back Mr. Pandit bhai. Achha kiya jo story ko restart kar diya. Ab bas dhamakedar update ka itnjar hai________

Bhai log....

Corona virus ki vajah se aaj desh ka har naagrik apna kaam dhandha chhod kar baitha hua hai. Aap sabhi ko pata hai ki corona virus hamare liye kitna khatarnaak hai is liye jitna ho sake khud ko aur apne chaahne walo ko surakshit rakhe....

Bhai log maine ye thread close kar diya tha kyo ki tab mere paas time nahi tha. Aap log bekaar me waiting waiting karte aur jab update nahi aata to gussa bhi hote. Maine pahle bhi sabko bataya tha ki shadiyo ki vajah se busy ho jaauga. Lockdown hone se sare kaam bhi jaise ruk hi gaye hain. Is liye maine socha tab tak story ko hi aage badhaya jaye....

Mere kuch bhai log lagta hai thread close hone se mujhse naraz bhi ho gaye honge. Jabki aisa hona nahi chahiye. Maine to pahle hi sabse bataya tha. Aap log pichhla kuch bhi nahi dekhte hain. Jo saamne nazar aa gaya usi me action le lete hain. Khair ye bhi aap logo ka pyar hi hai....

Next update kal tak dene ki koshish karuga. Kyo ki abhi mujhe khud pichhle kuch update padhne padege. Uske baad hi aage ka soch kar kuch likhuga. Is liye wait kar lena bhai log....


Keep Supporting & Stay With Us....



:thankyou:
 

Rahul

Kingkong
60,556
70,670
354
waiting new update
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 58
"Nahi dear mujhe bilkul bhi bura nahi laga balke ye jaan kar bahut achha hi laga ki tum log apni didi ke liye itna kuch soch rahi ho." Maine ye kaha to rachna ne fir se mere seene me apna sir rakh diya aur fir dheere se boli.

"Thank you so much hamari feelings ko samajhne ke liye." Rachna ne ye kaha to maine kaha.
"You most welcome my dear." Maine muskura kar ye kaha aur uske sir par halke halke hath ferta raha.

Kuch der baad kamre ke baahar se maa ki awaaz aayi to rachna jaldi se mere seene se apna sir utha kar bed se neeche utar gayi. Uske baad wo apne huliye ko sahi karte huye kamre ka darwaza khol kar baahar nikal gayi. Uske Jane ke baad main usi ki baato ke bare me sochta hua pada raha. Main andar se bahut hi zyada khushi mahsoos kar raha tha. Yaha ke halaat to behtar ho chuke the magar abhi un halaato ko behtar karna baaki tha jo dakshina aur uski beti se jude huye the.

(Bhai log ab se main kusum didi ko 'Didi' nahi kahuga balke shirf kusum hi kahuga.)

Kusum ko to mere aur dakshina ke bare me pata chal chuka tha. Haan ye zarur tha ki abhi unhe ye nahi pata tha ki hamare beech ye kissa kaise shuru hua tha aur kaha tak pahucha tha. Kusum dakshina se sab kuch jaanna chahti thi. Kher aane wale wakt me dakshina se use sab pata chal hi jayega magar sochne wali baat ye thi ki maa ko jab ye sab pata chalega to kya hoga. Kya wo apne bachcho ke is rishte ki tarah dakshina ko bhi accept karengi.? Ya kuch aisa ho jayega jiski main is wakt kalpana bhi nahi kar sakta hu.

Ab aage padhiye....
Dkshina ne auto se utar kar auto wale ko paise diye aur fir ek taraf ko paidal hi chal padi. Uski khud ki car repairing ke liye di huyi thi jisme vicky ka accident hua tha. Is liye ab use jaha bhi jana hota tha to wo auto se hi jaati thi. Waise wo ek Scotty lene ki soch rahi thi magar vicky ki haalat thik hone ke baad hi wo scotty lena chaahti thi. Raaste me uski beti kiran ka phone aaya tha. Usne bataya ki wo ghar pahuch gayi hai. Kiran ne usse puchha tha ki wo kaha gayi huyi hain to usne bataya tha ki wo kisi zaruri kaam se ghar se baahar aayi huyi hai aur ek ya dedh ghante me waapas aa jayegi.

Ek building ke darwaze ke bagal se lagi door bell par dakshina ne ungli rakhi to andar kahi ghanti bajne ki awaaz khud use bhi sunaayi di. Kuch der baad darwaza khula to dakshina ke saamne ek ladki nazar aayi. Ladki nihayat hi sundar thi aur uski umar bees ya baais saal ke kareeb thi. Ladki ki nazar jab dakshina par padi to uske chehre ke bhaav ekdam se badle aur wo ekdam se khush hoti dikhaayi dene lagi.

"Dakshina aunty ji aap.???" Ladki ne khushi se uchhalte huye ye kaha to dakshina muskura uthi aur aage badh kar use apne seene se laga kar kaha.
"Kaisi ho neelu beta.?" Dakshina ne ye puchha to neelu ne dakshina ke seene se alag ho kar muskurate huye kaha.

"Main bilkul thik hu aunty. Aaiye andar aaiye na. Main ammi abbu ko jaldi se batati hu ki aap aayi hain." Neelu ye kahte huye ek taraf hati to dakshina aage badhte huye during room par aa gayi. Uske peeche peeche hi neelu bhi aayi aur wo andar ki taraf chali gayi. Kuch der me hi neelu ke sath uske ammi abbu bhi dring room par aa gaye. Dakshina par nazar padte hi sab behad khush huye. Neelu ki ammi aur dakshina dono hi ek dusre se gale mili. Khair uske baad saamne ke sofe par neelu ke ammi abbu baith gaye jabki neelu dakshina ke sath hi uske bagal se baith gayi. Kuch der tak haal chaal chalta raha uske baad chaay paani hua.

"Bhai jaan ke intkaal ke baad to jaise tum hame bhool hi gayi thi dakshina. Ek wakt tha jab aksar aana jana laga rahta tha hamare gharo me." Neelu ki ammi ne ye kaha to dakshina ne gahri saans lete huye kaha.

"Wakt aur halaat hamesha ek jaise kaha rahte hain rabia. Tumhe to sab pata hai na ki sab kuch kaise hua tha.?" Dakshina ne thoda udaas bhaav se ye kaha to rabia kuch palo tak chup rahi fir boli.

"Khair chhodo ye bataao kiran kaisi hai.? Sasural me khush to hai na wo.?" Rabia ne ye puchha to dakshina ne kaha.
"Us bechari ki bhi kismat kharaab hi hai rabia. Main to us ladke ke sath uski shadi pahle bhi nahi karna chahti thi magar halaat aise the ki meri sunta hi nahi tha koi." Dakshina ne ye kaha to is baar neelu ke abbu bol pade.

"Aisa kyo kah rahi hain aap.? Aakhir hua kya hai hamari kiran beti ke sath.? Kya uska husband use pareshan karta hai.? Agar aisa hai to aap fikar mat kijiye. Ham dekh lenge use. Ham to pahle bhi is shadi ke khilaaf the magar khair." Neelu ke abbu ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Isi silsile me to main yaha aayi hu bhai sahab." Dakshina ne ye kaha to rabia ne kaha.
"Iska matlab neelu ke abbu ki shanka sahi hai. Khul kar bataao dakshina kya baat hai.?" Rabia ne ye kaha to dakshina ne short me saari story unhe suna di kiran aur uske husband ki. Saari kahani sunne ke baad rabia uska husband aur neelu teeno hi shock rah gaye.

"To kya tum sach me apni property us vicky ke naam nahi karne wali ho.?" Rabia ne thodi der baad ye puchha to dakshina ne kaha.
"Wo meri property ka caretaker hai rabia aur ye batane ki zarurat nahi ki kiran ke Papa ke rahte huye bhi wahi hamare karobar ko samhaalta tha aur aaj bhi usi ki vajah se chal raha hai. Tumhare bhai sahab ne jis ladke ko damaad banaya tha usne kabhi ye janne ki zarurat bhi nahi samjhi ki jis property ko wo is tarah future me pana chahega uska haal kaisa hai.? Aree main kahti hu ki agar use property lena hi tha to uski dekh rekh bhi karna tha na. Kiran ke dad ke jane ke baad maine jab ravi se is bare me baat ki to usne saaf kaha tha ki uske paas iske liye time nahi hai. Maine
ghar jamaayi banne ki baat ki to bola ki use kisi ke yaha kutta ban kar nahi rahna hai. Kahne ka matlab ye ki use sirf property se matlab tha jabki meri beti ne saaf kah diya tha ki use meri property ka ek rupaya bhi nhi chahiye." Dakshina ne ye sab kaha to kuch pal ke liye chaaro ke beech sannata chha gaya.

"Ye baat to neelu k abbu ne bhi bhai sahab se kahi thi ki wo ladka kiran ke liye thik nahi hai magar wo inki baat mane hi nahi the. Khair ab kya karna hai.? Mujhe nahi lagta ki sara raaz khul jane aur jail jane ke baad bhi ravi chup baithega. Wo zarur fir se koi na koi karnama karega." Rabia ne ye kaha to neelu ke abbu bol pade.

"Ab wo kuch nahi karega. Ab uska kaarya kram ham dekhenge. Bhabhi Ji aap mujhe bataiye ravi ko pakadne wala wo inspector kaun tha.?" Neelu ke abbu ne dakshina ki taraf dekhte huye ye puchha to dakshina ne inspector ke bare me bata diya aur ye bhi bataya ki wo uski beti se shadi karne ki baat kar raha tha. Dakshina ne ye bhi bataya ki jab usne apni beti se shadi karne ke bare me usse puchha to usne apni kaisi love story sunaayi thi.

Saari baate sunne ke baad ek baar fir se dakshina ko chhod kar baaki teeno hairan ho gaye. Neelu ke abbu kisi soch me dube nazar aaye to rabia ne puchh hi liya.

"Kya sochne lage aap.?" Rabia ne ye puchha to neelu ke abbu ne kaha.
"Ek minute hame uske bare me thoda bahut pata to hai magar kyo ki maamla uska kiran se shadi karne ki baat ka hai to hame uske bare me detail se jankaari chahiye. Ham abhi pata karte hain." Ye kahte huye neelu ke abbu sofe se uth kar andar kamre ki taraf chale gaye.

"Ye tumne achha kiya dakshina jo yaha aa gayi. Ye apne police department me kisi aadmi se uske bare me sab pata kar lenge." Rabia ne ye kaha to dakshina ne kaha.
"Yahi to main chaahti hu rabia. Main nahi chaahti ki meri beti kisi aise insaan ke paas pahuch jaye jo use ravi ki tarah hi treat kare." Dakshina ne gambheerta se ye kaha to rabia ne kaha.

"Fikra mat karo dakshina. Kiran meri bhi beti hai. Tumhe to pata hai ki neelu ke abbu bachpan se hi use kitna laad pyaar karte the." Rabia ne ye kaha to dakshina ne kaha.
"Pahle ka wakt kitna achha tha rabia. Ham paas me hi rahte the aur hamare beech kitna lagaav tha. Uske baad bhai sahab yaha aa gaye. Yaha aane ki vajah ka bhi mujhe pata hai magar tum to janti ho ki ham me se koi kuch nahi kar sakta tha. Bhai sahab ne kitna samjhaya tha kiran ke pita ko ki wo us ladke se kiran ki shadi na kare aur sharaab chhod de magar wo kisi ki nahi sun rahe the. Baat jab zyada to badh gayi to bhai sahab yaha ghar banwa kar rahne lage." Dakshina ne ye sab kaha to rabia ne gahri saans lete huye kaha.

"Ye bhi bhai sahab se isi liye naraz ho gaye the ki wo unki laadli bhatiji ki unki marzi ke khilaf us ladke se shadi karne ki zid kiye huye the." Rabia ne ye kaha to dakshina ne kaha.
"Us wakt har koi unke us behaviour se pareshan tha. Khair chhodiye ab to jo hona tha ho hi gaya magar ab main apni beti ko aise kisi bhi ladke ke sath nahi bandhne dugi." Dakshina ne ye kaha hi tha ki tabhi andar se neelu ke abbu waapas aa gaye aur rabia ke bagal se sofe par baith gaye.

"Hamne us inspector ke bare me sab kuch pata karne ke liye apne ek police wale ko laga diya hai. Wo jald hi hame uske bare me makool jankaari pata kar ke dega." Neelu ke abbu ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Ab ye aap janiye bhai sahab. Main to bas itna janti hu ki aapke rahte huye ab meri beti par koi baat nahi ayegi." Dakshina ne ye kaha to neelu ke abbu ne is baar muskurate huye kaha.

"Kiran beti par hi bas kyo balki ham to ab aap par bhi koi aafat nahi aane denge." Neelu ke abbu ne ye kaha to dakshina ne kaha.
"Uske liye to meri rabia bahan hi kafi hai bhai sahab. Mujhse behtar kaun janta hoga ki ye kya cheez hai.?" Dakshina ne ye kaha to sab hasne lage. Jabki hasne ke baad rabia ne kaha.

"Maine ek baar mall se baahar aate wakt kuch lafango se isko kya bacha liya ye us din se mujhe sherni samajhne lagi. Jabki un lafango ko dekh kar khud meri bhi haalat kharaab ho gayi thi
magar pata nahi kaise mujhse wo sab ho gaya tha. Jiska result ye nikla ki wo lafange dum daba kar bhaag khade huye the." Rabia ne ye sab bataya to neelu jhat se bol padi.

"Ohh ammi you are great but aapne to ye baat mujhe kabhi nahi bataayi." Neelu ne muh fulate huye ye kaha to dakshina ne use khud se chhupkate huye kaha.
"Aree meli pyari pyari gudiya nalaaj ho gayi kya.? Waise tumhe pata hai ye baat to ham dono ke alawa aaj tak kisi ko bhi pata nahi thi." Dakshina ne ye kaha to neelu muskurane lagi.

Khair kuch der aur baat cheet karne ke baad dakshina rabia aur uske shauhar yaani dcp sharfaraz Khan se ijazat le kar ghar ki taraf chal padi. Is beech rabia aur dakshina ne ek dusre ko apna apna mobile number bhi diya. Neelu urf neelofar ko usne bataya ki kiran aa gayi hai to agar wo usse milna chaahe to ghar aa sakti hai. Dakshina ki is baat par rabia ne kaha tha ki wo sab kisi din time nikal kar zarur uske ghar aayenge.

Ghar pahuch kar dakshina apni beti kiran se mili. Kiran apni maa se lipat kar buri tarah ro rahi thi. Dakshina ne apni beti ko samhala aur use dher sara pyaar diya. Kuch der baad jab kiran shaant huyi to usne bataya ki wo badi mushkil se yaha aane me kamyaab huyi hai. Uske sasuraal wale use aane nahi de rahe the. Fir jab usne police ki dhamki di tab ja ke unhone use aane diya tha. Uske sasuraal me bhi sabko pata chal gaya tha ki uska pati kis jurm me jail me band hai. Kiran ne bataya ki ye sab uske pati aur sasur ka hi kiya dhara tha.

Dakshina ye jaan kar hairaan huyi ki kiran ka sasur bhi is jurm me shamil hai. Use to laga tha ki ye sab ravi ne hi kiya tha. Ravi to jail me hai magar uska baap jail se baahar hai. Matlab wo apne bête ko asaani se chhuda lega. Dakshina ko laga ki iske liye kuch karna padega. Usne dcp sharfaraz Khan se baat karne ke liye rabia ko phone kiya. Rabia ke phone uthane par dakshina ne usse kaha ki bhai sahab se baat karaye. Dcp ke line par aane par dakshina ne use bataya ki ravi ke sath sath uska baap bhi is khel me shamil hai. Is liye use bhi police lock up me daalna hoga. Dakshina ki is baat par dcp Khan ne kaha ki fikar mat kijiye wo sab dekh lega.

Dcp Khan se baat karne ke baad dakshina ab khud ko befikar mahsoos karne lagi thi. Khair uske baad dono maa beti fresh hone ke liye apne apne kamre me chali gayi. Savita aur uski beti kitchen me khana taiyaar kar rahi thi.

======

Idhar har koi ab khush tha. Meri bahne behad khush thi aur rachna bhi. Ye chaaro ab khushi khushi ek hi kamre me gup shup laga rahi thi. Halaaki kusum se khul kar baat karne me abhi bhi baaki teeno ko thoda sankoch lagta tha. Sabko khush dekh kar maa bhi khush thi. Kusum ne maa aur baaki sab logo ko bataya ki wo abhi kuch din dakshina ke yaha hi rahegi. Uske baad wo yaha rahne lagegi. Wo din me yahi rahegi aur mera khayaal rakhegi, uske baad shaam ko wo waapas dakshina ke ghar chali jayegi.

Kusum ki is baat se maa ne bas yahi kaha ki jaisa use achha lage waisa kare. Baaki vicky ka khayaal rakhne ke liye yaha sab to hain hi. Khair aaj ka sara din aise hi nikal gaya. Dr ke kahne par ek nurse dopahar ko aayi thi aur mujhe check karke chali gayi thi. Main har wakt bed par hi leta rahta tha is liye mere kamre me koi na koi aata hi rahta tha.

Shaam ko dakshina kiran ko le kar aayi thi. Usne maa aur baaki sabse apni beti kiran ka parichay Karaya tha. Maa kiran se mil kar khush to huyi magar jab unhe pata chala ki kiran ke pati ne property ke laalach me kiran ko chhod diya hai to maa ko kiran ke liye thoda dukh bhi hua. Dakshina ne maa se ye nahi bataya tha ki asal maamla kya tha. Wo asal baat ko bata bhi nahi sakti thi. Kyo ki usse maa aur bhi sawaal karne lagti.

Dakshina aur kiran raat ke khane tak hamare ghar me hi ruki rahi. Usne savita ko phone karke bata diya tha ki wo uske aur kiran ke liye khana na banaye. Dakshina ka zyadatar wakt maa ke sath hi guzra jabki kiran ko kusum aur baaki sab meri hone wali biwiya apne sath hi upar ke kamre me le gayi thi. Kuch hi time me kiran bhi un sabse ghul mil gayi thi.
Meri bahno aur rachna ko kiran bahut pasand aayi thi aur sabne usse Dosti kar li thi.

Raat me khana pina karne ke baad dakshina aur kiran ke sath kusum bhi uske ghar jane lagi. Magar usse pahle wo mere kamre me mujhse milne aayi. Maine dekha ki is wakt kusum ka chehra bahut hi khila khila tha. Main samajh sakta tha ki iski vajah kya ho sakti thi.

"Main kiran ke ghar ja rahi thi to socha ek baar aur aapko achhe se dekh lu." Kusum ne kamre ka darwaza andar se band karne ke baad bed ke kareeb mere paas aate huye ye kaha to maine muskurate huye kaha.

"Ohh ye achha kiya tumne. Asal me main bhi tumhe dekhna chaahta tha aur..." Maine jaan bujh kar aage kuch na bola to kusum ne meri taraf dekhte huye dheere se kaha.
"Aur....aur kya.?" Kusum ne dheere se ye kaha to maine apni badh chuki dhadkano ko samhaalte huye aur badi himmat karke kaha.

"Aur...aur thoda sa apni jaan ko pyaar bhi karna chaahta tha." Maine rukti huyi dhadkano ke sath ye kaha to kusum ke chehre par sharm ki laali failti nazar aayi aur ekdam se uski nazre jhuk gayi. Usne apne kaampte huye labo se kaha.

"P..pyaar.???" Kusum ne nazre jhukaye huye hi ye kaha to mujhe thoda himmat mili aur maine usi himmat ke sath kaha.
"Haan...pyaar. Kya main apni jaan ko pyaar nahi kar sakta.?" Maine ye kaha to kusum ne sir utha kar meri taraf dekha. Uske hoth abhi bhi halke halke kaamp rahe the. Chehre pe sharm ki laali chhaayi huyi thi.

"Bolo na kusum. Kya main apni jaan ko pyaar nahi kar sakta.?" Maine dhadakte huye dil se ye kaha to kusum ke thartharate huye lab khule.
"Bilkul kar sakte hain...aur...aur sach kahu to mera bhi bahut dil karta hai ki main aapse lipat kar bas aapke pyaar me hi khoyi rahu. Magar mujhme itni himmat nahi hai aur...aur mujhe aisa karne me andar se bahut sharam bhi mahsoos hoti hai." Kusum ne dheemi awaaz me ye sab ek saans me kaha to mere andar khushi ki lahar daudti chali gayi.

"Haan shuru shuru me koi bhi kaam ho usme thodi bahut jhijhak aur ajnabiyat ka ahsaas to hota hi hai magar iske baavjud hame karna hi hota hai. Khair agar tumhe sahaj nahi lag raha to koi baat nahi. Mere liye yahi bahut hai ki tum meri aankho ke saamne ho. Mera dil karta hai ki saari zindagi bas yu hi tumhe dekhta rahu." Maine ye sab kaha to kusum pahle to sharmaayi fir dheere se aage badh kar mere aur paas aa gayi. Paas aa kar wo mere paas hi bed ke kinare par baith gayi.

Main kusum ko hi dekh raha tha. Meri dhadkane anayaas hi tez ho gayi thi. Man me kayi tarah ke khayaal aane jane lage the. Kusum mere ekdam paas chup chaap si ho kar baith gayi thi. Wo apne dono hath ki ungaliyo se dupatte ke chhor ko pakad kar kabhi use gol gol banati to kabhi fir se use chhod deti. Shayad uske man me kisi tarah ki kasmkas chal rahi thi.

"Kya hua...koi pareshani hai kya.? Dekho tumhe is tarah kisi baat ke liye pareshaan hone ki zarurat nahi hai. Tum janti ho na ki main tumhe har pal bas haste muskurate huye dekhna chaahta hu. Is liye tumhe agar kisi bhi kaam ke liye ya kisi bhi baat ke liye zara si bhi pareshani ho to tum wo kaam na karna. Ye mat sochna ki mujhe uske liye bura lagega. Mujhe tabhi achha lagega jab tumhe achha lagega." Maine ye sab kaha hi tha ki tabhi kusum ekdam se meri taraf palti aur isse pahle ki main kuch samajh pata mere hotho par usne apne hoth rakh diye.

Main kusum se is baat ki ummid bilkul bhi nahi kar sakta tha. Magar usne aisa kiya jo ki mere liye bahut hi zyada hairaan kar dene wali baat thi. Main ekdam se aise jaam sa ho gaya jaise kisi ne mujhe robot samajh kar mujhe button daba kar ek jagah jaam kar diya ho. Udhar kusum mere hotho par apne bahut hi soft hotho ko rakhe kuch pal tak aise hi ruki rahi fir usne dheere se mere hotho par teen chaar baar kiss kiya aur fir ek jhatke se mujhse alag ho kar seedha baith gayi. Uski saanse itne me hi badh gayi thi aur uska chehra surkh pad gaya tha.

Main abhi bhi shock jaisi haalat me waise hi ajeeb haalat me leta hua tha. Mujhe hosh tab aaya jab mere kaano me kusum ke khilkhila kar hasne ki awaaz padi. Maine
dekha kusum meri haalat ko dekh kar hase ja rahi thi magar jaise hi usne dekha ki main ab use dekhne laga hu to uski hasi ekdam se band ho gayi aur wo ek baar fir se sharma gayi. Sach kahu to is wakt mujhe us par behad pyaar aa raha tha. Main kuch karne ki haalat me nahi tha warna main use dikhata ki main usse kitna pyar karta hu.

"Ye kya tha kusum.?" Maine hairaani se uski taraf dekhte huye ye puchha to kusum ne nazre jhukaye huye hi kaha.
"Wahi....pyaar. Aap itni sundar sundar baate kar rahe the ki mujhe aap par bahut zyada pyaar aa gaya tha. Main khud nahi janti ki achanak mujhe kya hua aur main aapke...." Kusum bolte bolte achanak hi ruk gayi to maine muskura kar kaha.

"Kuch bhi kaho. Magar main is baat se hairaan hu ki meri jaan ne aisa kiya. Ye alag baat hai ki jab tak mujhe kuch samajh aata ya mujhe kuch mahsoos hota meri jaan ne shahad jaisi meethi cheez ko mere hotho se waise hi door kar diya jaise kisi bachche ke mukh se uski manpasand cheez yaani ki lollypop koi chheen leta hai." Maine ye kaha to kusum sharma gayi. Main dekh raha tha ki wo nazre jhukaye muskura rahi thi.

"Kaash mujhe pahle se pata hota ki mere sath aaj is tarah ka dhokha hone wala hai to main pahle se hi satark rahta aur jaise hi mere sath is tarah ka koi dhokha hota to main usi wakt dhokha karne wale se wo shahad jaisi meethi cheez waapas le kar apne muh me daal leta. Magar haye re meri kismat.." Maine ye sab kaha to kusum ek baar fir se khilkhila kar has padi. Aaj barsho baad use is tarah khilkhila kar haste huye dekh raha tha main. Kitni sundar lagti thi kusum haste huye. Uske motiyo jaise chamakte huye daant aur taaze khile gulaab ki pankhudiyo jaise hoth the. Mera Ji chaha ki bas use yu hi dekhta rahu.

"Tum aise hi hasti muskurati raha karo kusum. Yakeen maano tumhe is tarah haste muskurate dekh kar meri rooh ko bada sukoon milta hai." Maine ye kaha to kusum ne meri taraf dhyaan se dekha fir aahista se mere seene me aa kar chhupak gayi. Ye to sone par suhaga wali baat thi. Duniya me sabse zyada jise main pyaar karta hu wo mere seene se lagi huyi thi. Isse badi khushi aur kya ho sakti thi mere liye.?

Tabhi baahar se kisi ne kamre ke darwaze ko halke se khatkhataya to kusum jaldi se mere seene se uthi aur apna huliya sahi karte huye darwaze ki taraf jane lagi to maine peeche se use halki awaaz de kar kaha.

"Aree ye kya baat huyi.? Kam se kam achhe se mera muh to meetha kar do." Maine ye kaha to kusum ekdam se palti aur muskurate huye meri taraf dekha uske baad usne ajeeb harkat ki. Wo mujhe jeebh dikha kar waapas palat gayi aur fir darwaza khol kar baahar nikal gayi. Main uski is harkat se pahle to hairaan hua uske baad muskura kar rah gaya.



Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....

Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....



:thankyou:
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,879
144
Mast and emotional update bhai sabki bhadas nikal diya sayad Vicky ki shirt bhi bhigo diya ro ro ke sab aur ab muh mitha karne ki line lagegi........ Kusum ko nam se bulana achha hai lekin jab seductive scene ayegi to didi bolega to aur achha lagega.... Dakshina aur uski beti ab Vicky ke sath hii rahegi to achha rahega aur uske bachhe jo kiran ki pet me hai o uske pas hii rahega aur policebala sayad koi plan kar raha hai dekhte hai aage kya hota hai
Thanks for your lovely comment & support....

Next update posted....
Read & Enjoy....
 
Top