If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
yaar ye Ragini wala angle to sir ke upar se nikal gaya .. waha tak to apne tower ki range he nahi thi .. kambakht badi chaalu hai .. kahi ye sab Raagini ka aur Blackstar ka aapas ka plan to nahi hai ki apne upar se shak hatane ke liye Seema aur Prakash ko bali ka bakra banaya ja raha ho .. pata nahi kya bhasad machi hui hai .. lagta hai is baar to Raj ke janamdin par koi bada dhamaaka hone wala hai .. Blackstar level ka .. all in all nice update ...
Kya super six mara hai aapne
Ragini jo ki alag thalag thi uski apni kuchh majburiya bhi hai, ak sadharan sa kirdaar Jo aham ho gya villain ka left-hand ban ke.
Kya pata abhi kon sa dhamaka hone wala hai agle update me.
Ritu ko kon mila khandhar me?