Bro...
Aap ki story and writing bahot achha hai...
But last 1 year se mai ye dekh rahaa hu...
Aap 1-2 update datey ho.. Fir aap ko problem ho jati hai...
Fir aap 4-5 months gayab ho jatey ho...
Bich bich mai aa kar... Jald he update wala churan de kar jatey ho...
Ab mai toh aap ki updates ke liye wait nahi kar rahaa...