maine 3rd aur 4th update daal diye hain lekin usme kuch spailing misteks ho sakti hain, kyoki ms word se direct copy karke pest kiye hain, jo badlaw pheli baar kiye the wo nhi kar pai, aur ho sakta h, kuch line miss bhi ho sakti hain, kyoki main eupdate ko ms word per likhti hu aur jab yaha upload karti hu to dubara padhti hu usme kuch galtiya milti ya kuch add karna hota h to yahi kr deti hu jiska badlal main copy me nhi hota, aur ab mujhe yaad nhi maine kya kya badlaw kiye the, isliye kuch galti ho jaye to maaf kar dena,
aur etwork aaj bhi problem kr rhe hain,