• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Parivaar aur Pyaar

Jaguaar

Prime
17,680
60,240
244
Update 24
Idher sabke jaane ke baad Aryan ke kamre mein koi aata hai.

Aryan – Tum yaha.

Saamne wala – Yeh toh mujhe puchna chahiye. Tum yaha kyo.

Aryan – Sab kismat hai.

Saamne wala – Kaise hua yeh sab.

Aryan – Bas chakar aagaya thaa.

Saamne wala – Sach bolne ka kyaa logee.

Aryan – Sach hi bol raha hu.

Saamne wala – Jiske wajah se yaha ho usko kyo bacha rahe ho. Main samaj raha hu yeh kiska kaam hai par jab tak tum apne muh se nhi bologe tab tak kuch nhi hoga.

Aryan kuch nhi bolta bas chup chaap leta rehta hai.

Saamne wala – Waise aaj shayad iss haadse se Vicky shayad thik hogaya hai. Uske andar jis chiz ka bojh tha woh shayad aaj bahar aagaya.

Aryan – Kyaa sach mein.

Saamne wala – Hmmmm.

Aryan – Ab aage kyaa karne ka socha hai.

Saamne wala – Filhal pata nhi. Par jo bhi hoga jald hoga.

Phir kuch der aise hi baat karne ke baad woh insaan waha se chala jaata hai.

Idher Aryan ko sahi salamat dekh Mahira ke mann mein jo darr tha woh nikal jaata hai isiliye woh apni mauj masti mein busy hojaati hai iss baat se bekhabar ke koi uskea intezaar kar raha hai bure iraado ke saath.

Sham ko Mahira ke dosto ka call aata hai ghumne jaane ke liye. Pehle toh woh mana kardeti hai. Par jab uske dost jidd karte hai toh woh haa kardeti hai aur bahar jaane ke liye ready hone lagti hai.

Kuch der mein ready hoke jab woh bahar jaane ko hoti hai toh Shalini bolti hai.

Shalini – Mahira.

Mahira – Ji Mummy.

Shalini – Kaha jaa rahi ho.

Mahira – Mummy dosto ke saath thoda garden jaa rahi hu. Thodi der mein aajungi.

Shalini – Jaana jaruri hai. Subah hi ghar mein ek accident hogya hai aur tum bahar jaa rahi ho.

Mahira – Ab toh sab thik hai naa mummy aur main thodi der mein aajungi. Yehi paas ke garden mein hi jaa rahi hu.

Shalini thodi der Mahira ko dekhti hai aur uske iss behaviour ko bhi achhe se notice karti hai phir bolti hai jaisi tumhari marzi. Yeh bol Shalini waha se chali jaati hai.

Mahira Shalini ke vyang ko uski permission samajke bahar nikal jaati hai.

Idher woh ladka apne baap ke paas jaata hai aur bolta hai.

Ladka – Papa humare aadmi ne abhi abhi Mahira ko ghar se akele bahar jaate hue dekha hai. Yeh sahi mauka hai.

Aadmi – Rakesh ekbaar phir se soch le. Kyoki agar issbaar kuch bhi ulta sidha hua toh main bhi tujhe bacha nhi paaunga.

Rakesh – Issbaar aisa kuch nhi hoga papa. Kyoki uss Mahira ka bhai khud hospital mein admit hai aur woh Mahira bhi bilkul bhi akeli bahar nikli hai. Aap bas yeh bolo aap mera saath doge yaa nhi.

Rakesh ka baap kuch usse kuch nhi bolta bas apna phone nikal ke apne aadmi ko call karke kuch instruction deta hai.

Rakesh apne baap ko baat karte sunn khush hojaata hai aur mann hi mann bolta hai. Mahira teri wajah se meri life barbaad hogyi. Ab dekh main kaise tujhse hi apni life phir se aabaad karta hu.
 
rocket league

I predicted your prediction
3,923
16,851
144

Short and simple Update bhai per padh ke maja aaya Jaguaar
 
drx prince

Active Member
1,533
1,518
143

Mahira is in danger ab dekhte hain use kaun bachata hai aur ye vicky ka kya chakkar hai
Very nice updat but too small
 
Last edited:

Alok

Well-Known Member
10,510
26,559
258
Nice update Jaguaar bhai lekin bahut hi chota tha..

Kripya thoda bada update dijiye
 
  • Like
Reactions: Jaguaar
Top