• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Meri Manorma.......... A Vintage Tale.....1913-1938

Alok

Well-Known Member
10,563
26,666
258
Waiting for next update asad bhai
 
  • Like
Reactions: asadjee

asadjee

Well-Known Member
8,144
17,689
174

Update....No:3

***************

is baar main puri raftar se daud raha tha.. andhera hone se pehle man pahad ke paas tha.. kuch hi der me suraj bhi chhupne wala tha..

mountain-landscape-4860042-960-720

isse pehle k andher puri tarha se phel jaaye mujhe pahad ki choti par pohnchana tha. lamib saans khench kar taza hawa ko apne phephdon me qaid kiya aur pahad par chadne laga.. is bar bhi main puri speed me tha.. puri tarha se active hokar mai pahad par chad raha tha.. jaga jaga jhadiyon se bhari hui chattane theee.. bade bade darakht the.. khud ko girse ne bahchate hue main sped se upar chadne laga ...

andhera mujhe raste me hi ho gaya tha.. pahad par chadna koi asaan kaam to tha nahi..
fir oonche neeche, tedhe medhe raste.. time to lagna hi tha..

pahad ki choti tak jab main pohncha to andhera hua adha ghanta beet chuka tha.. wahi se main aage ka view dekhne laga.. parr andhere me mujhe sahi se kuch nahi dikha..

mujhe raat wahi bitani padegi, yahi soch kar main aas paas maujud khush ghaas phoos ko ikatha karne laga.. fir do patthron ko utha kar apas me ragadne laga.. kuch der us ghaas ko aag lag gai.. fir main choti moti ladkiyon ko utha kar usme daalne laga..

fir wahi baith kar raat bitane laga..

1000-F-166579283-Bup-Rrb4-Z7-Lf-DUjv-Iu4-R94-G2zs-VVYaw-Rb-1

raat der tak main jaagta raha, khud ko sochta raha.. fir so gaya..

agli suba uth kar saamne ka view dekha to aage ek silsila tha pahadon ka.. matlab mujhe 2-3 din lagne wale the, in pahadon ko paar karne me..

kuch der wahi ruk kar main apne hath pair seedhe karne laga.. fir dande ko utha kar apne haht me liya aur pahad ki choti se neche utarne laga.. utarte samay khud ka khaas khayal main rakh raha tha.. speeed se utarte hue risk rehta hai. kahi balance na bigad jaaye..

mere sath aisa hona mumkin to nahi tha.. kyunki mujhe lag raha tha k main jaise is pahadon ka aadi hon.. chadaaiyan utraaiyan mere liye koi maane nahi rakhti, parr fir bhi khud ko safe rakhte hue main speed se utar raha tha.. jaisi speed se main utar raha tha.. shayad kamm hi koi insan aisi speed se utar sakta ho..

kabhi kabhi to main saamne nazar aane wali chatan par jump bhi kar jaata tha.. bhaagte jump karte main speed se pahad ki oonchaai se utraai ki janib badhne laga..

bohut maza bhi aa raha tha mujhe.. neeche utarne me .. jaise jaise main neeche utar raha tha.. mera jism khulta ja raha tha..

kuch minton me hi main pahad se utar chuka tha.. aage firse ek jungle tha.. aur mujhe junglon se koi darr warr nahi lagta tha.. mujhe to bohut maza aa raha tha is safar me.

speed se main aage badhne laga .. kuch door gaya tha k ek saanp udta hua mere sarr ki janib aane laga.. kuch inch size ka sabz rang ka wo saanp tha.. bohtu chota sa tha, aur wo udd kar dasne wala saanp tha.. meri nazar uspar padh gai thi.. mai foran hi neeche gir pada.. aur saanp se bach gaya...

mere girte hi kisi ladki ke hassne ki awaz mujhe sunaai dene lagi.. ladki ki hansi ko chhod kar jaldi se uth kar dande ki madad se saanp ko marne ki ki... wo saaala nanha sa saanp fir se udne laga.. is baar main use pehle se hi dekh chuka tha.. saanp udta hua mere paas aaya to is baar mere hath kar danda ghooma aur saanp ko ja laga.. saanp chot khaa kar door ja gira...

fir main aas paas dekhne laga k ladki kis side me hai.. prrr

parr mere aas paas to chhodo mere door door tak koi ladki nahi thi.. saala mere kaan to nahi baj rahe the.. parr mujhe 10% yakeen bhi tha k main ladki ke hassne ki hi awaz suni thi.. kuch der use dhundta raha, wo nahi mili to sarr ko jhatak kar aage badhne laga..

3 ghante baad mujhe jungle me ek khaali area dikha.. ghorse dekhne par paaya k aage ek basti hai....... basti dekh kar main speed se aage badhne laga.. basti ke paas pohncha to dekha k basti ke gard badi badi nokdaar lakdiyon ki madad se ek ghera banaya gaya tha.. junglee darindo se bachne k liye.. mujhe bhi dekh liya gaya tha.
kuch chhote bachhe aur 3-4 jawan ladkiyan basti ek andar mujhe dikh rahe thee. sab mujhe dekh kar heran the..

main paas pohcha ..... to ek ladki ne aage badh kar jo gate banaya gaya tha.. wo khol dia .. main andar ja ghusa..

ladki:- kaun ho tum aur itne bhayanak jungle se kaise aa rahe ho..

hima ne mujhe arjun naam dia tha.. jabtak mujhe apna asli naam pata na chalta mujhe isi se kaam chalana tha..

arjun:- arjun naam hai mera.. aur main jungle se guzar kar aage kisi shehar me jaana chahta hon..

ladki:- mera naam basanti hai.. aur main basti k mukhiya ki beti hon.. aur jis raste se tum aa rahe ho. us raaste se to koi bhi nahi aata.. saamne itne bade aur bhayanak pahad parse kaise aa gaye tum.... wo hairat se mujhe dekh mujhse poochne lagi.. dsuri ladkiyan aur bachhe bhi paas aa gaye the.. wo sabb mujhe ajeeb ajeeb nazron se ghoor rahe the..

main chalne laga to ladki aur dusre bhi mere sath chalne lage..

arjun:- main kaunsa pehla insan hon jo in junglon ke fir raha hon, tum sabb bhi jungle baasi ho.. meri hi tarha se aur bhi kai aayen honge is taraf.. aur fir mard ko kis baat kar darr.. pahad bade han to kya hua.. hosle to buland han naaa...

meri baat par basanti mujhe aur bhi ajeeb nazron se dekhne lagi..

kuch der me hum basti ke center me the.. aur wahan par kai log baithe hue the... mujhe dekh kar sab basanti ko dekhne lage..

basanti:- baba iska naam arjun hai aur ye(ishara karti hui) us taraf se aaya hai.. jidhar se koi nahi aata..

ladki ka baba mukhiya tha basti ka to wo bola

mukhiya:- beta is taraf kaise aa gaye.. aur tum bachh kaise gaye junglee darindo se

arjun:- baba main is jungle se guzar kar aage ke kisi shehar me jaana chahta hon, par mujhe pata nahi tha k ye jungle itna bada hoga.. aru fir darr to aap sabb ki bhi zindagi me nahi hai to main kyun kisi jungle jaanwar se daron..

mukhiya:- bohut achhe se arjun beta.. mard ko aisa hi hona chahiye.. darinde kisi mard ke saamne kya hasiyat rakhte han .. basanti ka baba khush ho gaya.. fir mujhe baithne ko lakdee ka ki ek kursi di gai.. main bhi sabka shukriya ada karte hue baith gaya.. baba ne basanti ko mere liye peene ko laane k liye bol dia.. basanti apne jhonpde ki or badh gai.. jo kuch hi doori par tha..

arjun:- baba shehar kitna door hai yahan se ..

mukhiya:- arjun beta.. faasla to bohut hai. parr mujhe nai lagta k tumhare liye faasle koi ahmiyat rakhte honge.. itni door se itne khatarnak jungle se guzar kar aaye ho.. fir bhi tum aise dikh rahe ho. jaise tum kisi paas ki jaga se aaye ho.. sharir se bhi bohut himmat wale dikhte ho.. arjun hum kabhi shehar jaayen to humen 5 din lag jaate han.. abb tum khud apne hisab se jaan sakte ho tumhe kitna samay lagega..

mukhiya khush tha mujhe dekh ke.. wo mujhse muskurate hue baat kar raha tha....

ek admi bol pada.

admi:- mukhiya ji hamara jo mehman maut ki kagaar par khada hai, uske sath kya karna sahi rahega. is ladke se hi jaan lete han k ye kuch padha likha ho..

main us admi ko dekhne laga

mukhiya:- achha kiya tumne nirmal jo mujhe bata dia.. use to main bhi bhul hi gaya tha.

arjun:- baba mujhe batayen kya masla hai us admi ke sath..

basanti kuch peene k liye le aai

mukhiya:- arjun beta tum pehle jal paan kar lo, fir batata hon. basanti ne mujhe glass thama dia.. uski ankhon me chamak si aai hui thi.. ajeb ladki thi.. mujhe kyun ajeeb nazron se dekhne lagi thi...

glass khali karke main use wapis kar dia.. aur wo ek smile dete hue chali gai..

mukhiya:- chalo mere sath arjun beta, main tumhe usse mila don.. main uth khada hua aur uske sath chal pada.. baaki ke log bhi hamare sath ho liye..

kuch der me hum ek bade jhonpde ke paas the.. mukhiya sabse pehle andar dakhil hua.. fir mujhe andar jaane ko bola gaya.. main bhi andar ja ghusa

jhonpde ke andar lakdee aur junglee belon se bani ek khatiya par ek admi leta hua tha.. uski umar 30 ke kareeb thi..... uske chehra aur jism zakhmo se bhara hua tha.. wo shayad bol nahi sakta tha.. sabko dekh uski ankhon me chamak aai gai. wahi chamak mujhe dekh kar kuch badh bhi gai.. par pir uski ankhon me mujhe mayusi si dikhne lagi........

mukhiya:- hum nahi jaante tumhara naam kya hai. tum jo ishare karte ho, ya jo likh kar hum batate ho, usay samjh paana hamare bass me nahi hai.. ye ek ladka aaya hai, aaj hi basti me aaya hai. shayad ye kuch tumhari madad kar sake.. tum ise ishare karke apne matlab ki baat samjhane ki koshish kar sakte ho.. humne to bohut koshish ki tumhe bachane ki.. par tumahre sharir me zeher puri tarha se phel chuka hai.. ye baat tum bhi achhe se jaante ho.. abb tum isse baat karne ki koshish karo hum bahar jaate han..

main to use hairat se dekh raha tha.. bohut buri halat thi uski.. wo ab mujhe aas bhari nazron se dekh raha tha.. jaane kaun tha.. junglee jaanwaron ne uski halat bohut bigad kar rakh di thi..

sab mujhe chhod kar bahar chale gaye.. ta k wo mujhe achhe se apni baat samjha sake..

main uske paas baith gaya wo meri ankhon me dekhne laga.. bolne ki koshish wo zarur kar raha tha. pr shayad uske mohn ke andar ka zakham kuch zayada hi kharab tha..

admi apne hath ko harkat dene ki koshish karne laga. lekin ye kaam uske liye bohut mushkil tha.. main bhi is kaam me uski koi madad nai kar sakta tha.. par ek kaam maine kiya.. use utha kar neeche liya dia. fir uske hath ko side me mitti par kar dia.. abb agar wo koshish karta to mujhe kuch likh kar bata sakta tha..

mere aisa karne se uski ankhen khushi se chamak uthi thee.. shayad mujhse pehle kisi ne aisa nahi kiya hoga..

koshish karke karahte hue wo apne hath ko harkat dekar kuch likhne laga.. par shayad der ho chuki thi. mujhe is basti me aane me der ho gai thi.. aur ye admi na jaane kitne dino se is halat me tha.. ab wo andar se kahtam ho chuka tha.. jab wo kuch nahi likh paya to maare dukh ke uski ankhon se aansu behne lage..

arjun:- dost mai nahi jaanta k tum kaun ho. kya batana chahte ho, mujhse jo bhi ho saka wo mai tumhare liye zarur karunga.. tum mujhe batao tum mujhse kya kehne wale ho.. khud ke andar jitni bhi himmat bachi hai.. use kaam me laao. aur mjhe thoda sa samjha do.. baaki ka mai khudse hi samjh jaaonga.. meri baat sunkar uski ankhon me mujhe firse himmat dikhi aur ek baar firse wo koshish karne laga..

fir najaane kya hua k uska hath sahi se kaam karne laga.. aur jhonpde ke andar mujhe sandal ke phool ki khushbu bhi mehsus hone lagi.. main heran reh gaya.. admi ko dekhna chhod kar main jhonpde me dekhne laga.....

lekin wahan to kuch bhi nahi tha.. ek baar firse mujhe jhatka laga tha.. mujhe jungle wali baat yaad aa gai. wahan bhi ladki ki hansi ki awaz sunaai di thi.. par koi ladki mujhe dikhi nahi thi.. aur yahan mujhe sandal ki khushbu mehsus ho rahi thi.. parr yahan kahan se sandal ki khushbu aa sakti hai.. kuch der pehle to yahan kuch bhi aisa nahi tha.......

admi ko na dekh kar main jhonpde me dekhne laga.. kuch time lag gaya tha mujhe..

jhonpde me ek awaz goonj gaiiii........."yahan wahan kya dekh rahe ho mere janu, us admi ko dekho, wo bechara mar chuka hai"

mujhe double jhatka laga tha.. ek to ladki ki awaz dusra uski baat... maine admi ko dekha to wo marr chuka tha.. fir mai uske hath ko dekhne laga.. to

marne se pehle wo bohut kuch likh chuka tha....... main wo likha hua padhne laga.. wo sab padh kar mujhe aur bhi jhatke lagne lage..

jhonpde me dekhte hue............ "kaun ho tum aur mere saamne kyun nahi aa rahi ho, youn chhup chhup kar mera peeche kyu kar rahi ho"

parr mujhe koi awaz firse sunaai nahi di...... firse sarr ko jhatak kar main jhonpde ke bahar aa gaya sab kuch faasle par khade hue the....

arjun:- baba wo admi to mar gaya hai.. aur marne se pehle mujhe sab bata bhi gaya hai...

mukhiya:- achhhhhhhhaaaaaaa......... mukhiya aur sabb andar ja kar dekhne lage... kuch der me sab bahar the.

mukhiya:- jeete.... tum sabb milkar iske ki antim sanksar ki tayyari karo... bhagwan jaane kis maa ke jigad ka tukda tha.. aise junglon me maara gaya.. iske marda sharir ko bhi us badnaseeb maa tak nahi pohncha sakte hummm.

maine wo din usi basti me guzarne ka faisla kar lia tha.. abb suba main yahan se nikalne wala tha..

us marne wale ki saari rasoomat puri ki gai.. sari basti hi is sab me shamil rahi thi.. uski jalti chita ko dekh kar sab dukhi the.. marne wala sabke liye anjan tha. par sab us marne wale ko jalte dekh dukhi the.. mujhe bhi uske marne ka dukh tha...

is sab se free hokar main basti me ghoomne laga, mere sath sath basanti bhi thi..
wo bohut chehak chehak kar mujhe apni basti ke baare me, apni saheliyon ke baare me. use kya kay pasand hai.. mujhe wo sabb bata rahi thi.. main hima aur basanti ka mawazna karne laga.. hima ke sath main ek hi palang par tha. prr uske chehre par mujhe kuch bhi nahi dikha tha..

aur basanti wo mujhse bachhon jaise andaz me baaten kar rahi thi.. parr uski ankhen mujhe kuch aur hi bata rahi thee.. adhe ghante me basanti ne mujhe puri basti dikha di.. raste me milne wali ladkiyon se bhi wo hello haaye kar rahi thi.. sab ladkiyon ki ankhon me mujhe ishare dikhe the.. kuch shararti to kuch double meaning ke ishare the..

basanti use ankhen dikha deti thi aur wo ladki hassti hui apne jhonpde me bhag jaati thi. maine basanti se kuch nahi kaha tha..

arjun:- basanti tum kabhi basti se bahar kuch door jungle me gai ho kya..

basanti;- haan hum jaate rehte han.. parr sath milkar jaate han.. is taraf aksar sher bhediye aa jaate han.. kabhi kabhi koi durghatna bhi ghat jati hai.. isliye hum hamasha hi 8-10 ladkiyan milkar kuch door chali jaati han.. khanjar talver lekar jaati han sab..

arjun:- chalo aaj mere sath bahar chalo.. darr to nahi lagega naa.. main basanti ko chhedne k liye bola..

basanti khush ho gai..

basanti:- darr to lagega arjun.. parr tumhare sath ja kar khushi milegi mujhe..

basanti ki baat sunkar main use dekhne laga.. kuch zayada hi ye mujhpar lattu hone lagi thi.. mujhe kya main to kal suba yahan se jaane wala tha.. kuch khushi milti hai ise to ho le khush.. kisi ko khushi mile to rukawat khadi nahi karni chahiye.. yahi
soch kar maine bhi basanti ko kuch pal khushi dene ka soch liya.. aur basanti ke sath basti se bahar jaane laga.. basanti ne raag me milne wali ek ladki ko paigham bhej dia tha, wo uske baba ko bata de, wo arjun ke sath basti se bahar jaa rahi hai..

kuch der hum basti se bahar the... basanti ne mera hath thaam liya tha.. wo ghabraai hui thi aur khush bhi thi.. bhagrahat isliye k kahi se koi darinda nikal kar saamne na aa jaaye.. hum do the to wo isliye darr rahi thi.. khush is liye thi k wo mere sath thi......... jhalli na hove te

kuch der dhalan thi hum usi disha me badh gaye.. dhalan par ek bada patthar pada hua tha.. main pehle ja baitha us patthar parr...

basanti:- arjun mera hath pakad kar mujhe upar chadne me madad do.. wo bade style se boli..

arjun:- kaunsa kisi pahaad par chadna hai.. khud se bhi chad sakti ho..

basanti:- nahi arjun mai khud se nahi chadne wali.. tum mera hath thamo na, mujhe bohut acha lagega.... basanti smile deti nasheeli ankhon se mujhe dekhne lagi..

basanti ki ankhon me dekhta maine uska hath thaam liya.. saali puri sharab chhalak rahi thi uski ankhon me.. jungle ka mahol aur ek sharabi naino wali ladki...

pathar par aate hi wo mujhse jud kar baith gai.. dono saamne jungle me dekhne lage..

basanti:- arjun tum isi basti me kyun nahi reh jaate..

arjun:- main is basti me reh kar kya karunga........ basanti jhat se boli

basanti:- mujhse pyaar.......... fir foran hi apni jeb ko apne danton me daba lia.. aur tedhi ankhon se mujhe dekhne lagi.. wo sharmai bhi thi.. par utna nahi, characterless nahi thi.. bass uska andaz hi aisa tha.. natkhat si, chahat rakhne wali... aisa mujhe laga tha......... agar kuch aur bhi thi to abhi mujhe pata nahi tha....'

basanti ke aisa bolne se mujhe firse us ladki ke hassne ki awaz sunaai di thi.. awaz ke sath mujhe firse sandal ki khushbu aane lagi...

basanti ko dekh kar main firse aas paas dekhne laga.... fir yaad aaya k uski awaz to basanti ne bhi suni hogi...

arjun:- basanti abhi tumne kisi ladki ke hassne ki awaz suni thi kya..

basanti herat se mujhe dekhne lagi..

basanti:- nahi to.... aur yahan meri siva koi aur ladki bhi to nahi hai.. tumhara wehm hai aur kuch nahi...

awaz:- hehehehehe meri awaz sirf tum sun sakte ho mere raja.. main chahu to kisi ko sunaai bhi de sakti hai.. hehehehe ......... aur agar tum mujhse sabke saamne bhi baat karoge to koi jaan nahi paayega.. sab ko aise dikhega, jaise tum khamosh baithe hue ho....

arjun:- kaun ho tum .. aur mere peeche kyun padi ho................ wo firse kuch nahi boli..

basanti:- tum aas paas kya dekh rahe ho.... maan jao na meri baat.. yahi reh lo isi basti me.. basanti mujhe aas bhari nazron se dekhne lagi.......

arjun:- basanti tum mujhe nahi jaanti aur main tumhe.. main kaun hon, kahan se hon, main nahi jaanta.. khud ko bhula hua hon.. najaaane mera pariwar kahan hai.. kis haal me hai.. kisi shehar me jaa kar mujhe khud ko bhi dhundna hai.. aur fir main ek hi jaga bhi to nahi sakta.. tum bohut khubsurat ho basanti.. basti me kam hi tum jitni sunder han.. basti ka sabse khubsurat aur ladaka ladka tumse shadi karne k liye machal raha hoga.. tum usse shadi karke hamesha khush rahogi. apne mata pita ke sath rahogi.. apni basti me apni saheliyon ke sath rahogi.. mere sath reh kar tumhe kuch nahi milega.. kahan mere sath reh kar dar dar bhatakti rahogi.. kyun ki main kisi junglee basti me nahi reh sakta..

basanti ki ankhen dubduba gaee... maine us ke aansu nahi saf kiye.. uska khud ka layaga hua zakham tha.. pal bhar me agar wo zakham kha sakti thi.. to khud par kaabu bhi paa sakti thi.... aisa hi hua.. usne khudse apne aansu saaf kiye aur fir

basanti:- arjun meri ek chaah puri kar sakte ho..

arjun:- haan kyun nahi.. bolo kya chaah ha tumhari..

basanti:- nahi pehle mujhe vachan do, k meri jo bhi chaah hogi tum wo zarur puri karoge..

arjun:- main kyun vachan de kar phansu.. agar tumne mujhse shadi ke liye vachan maang liya.. ya isi basti me rehne k liye bol dia to mai to fir kahi ka nahi rahunga..

basanti:- aisa kuch nahi bolne wali mai, arjun!!

arjun:- agar aisa hai to fir main tumhari chaah puri karne ka vachan deta hon..

basanti bohut khush ho gai thi meri baat sunkar.....

basanti:- arjun hamara milan nahi ho sakta, ye baat main bhi bohut achhe se jaanti thi.. agar tum maan bhi jaate jo tumhe mujhe paane k liye basti me maujud mere talab gaaron se ladna padta.. gar tum jeet jaate tab, tum mujhe paa sakte the.. lekin tum aisa nahi karne wale to mere dil ki chaah hai k ...... itna bol kar basanti mujhe nazren jhuka kar side me dekhne lagi.... main kuch nahi bola.. main basanti ki baat puri hone dena chahta tha..

basanti firse boli.. meri ankhon me dekhte hue thoda sa jhijhakti hui.. thoda sa sharmati hui.. uske chehre par thoda paseena bhi aa gaya tha.. main basanti ko hairat se dekhe ja raha tha..

basanti:- arjun mere dil ki chaah hai k jo kaam shadi k baad apne pati se kiya jata hai, sharirik milan ka, wo main tumhare sath kkkkkkkkkkkkkkk........... ahhhhhhhhhh

basanti udti hui patthar se door ja giri.... uske mohn se aisa sunkar mujhe bohut ghussa aa gya tha.... mai soch bhi nahi sakta tha.. k basanti kuch aisa bhi bol sakti hai.....

basanti rone lagi thi.. main bhi patthar se neeche aa gaya.. basanti ko sarr ke baalon se pakad kar utha dia.. aur

arjun:- kitni bagairat ho tum basanti.. tum khud ki khushi k liye apni mata pita ki izzat ki dhajjiyan uda dena chahti ho.. wo mata pita .. jo tumhari izzat k liye puri basti ko aag laga den.. agar tum jism ka dhanda karne wali hoti to main shayad tumhare dil ki chaah puri kar bhi deta parr tummmmmmmm

tum ek izzat darr pariwar se ho.. tumhara baap basti ka mukhiya hai.. kitni izzat karte han basti wale uski.. apna sarr takk nahi uthate wo tumhare baba ke saaamne aur tum ... jab se aaya ho main tumhare sare rang dekh raha hon. kuch hi palon me tum mujhse itna sab kuch kaise chaah sakti ho.. mujhse badhkar mard han basti me.. parr tum...

itna bol kar basanti ko maine firse neeche phenk dia.. neeche badi badi ghaas thee..
use neeche girse chot nahi lagi thi.. parr shayad uske dil ko chot lag gai thi..

dil ki chot izzat ki chot se badhkar to nahi hoti.. wo basti ke mukhiya ki beti thi. kal ko jisse iski shadi hota, jaane wo kaisa hota..use pata chalta k basanti to shadi se pehle hi kisi se sab kuch kar chuki hai.. to kahi wo ghusse me kuch ulta seedha na karde... basanti ko rota hua dekh kar mujhe uspar taras to aa raha tha.. parr mai is maamle me uski nahi maan sakta tha.. vachan dia hai to kya maan lon uski baat..

kardon uski chaah puri. loot lon uski izzat .. kardon uske dil ki chaah puri... parr shayad mai is maamle me aisa nahi tha.. ye basti thi, yahan ki niyam alag hote the.. shehron ki baat aur hoti han.. yahan thode se gharon me agar koi fasad phoot pade to puri basti hi bikhar kar reh jaaye..

awaz:- tum uski maan kyun nahi lete.. kardo uske dil puri chaah.. fir kaunsa tum laut kar yahan aane wale ho.. kisi ka dil todna achhi baat thodi na hoti hai.......

uski firse awaz sunkar main aur bhi ghuesse me aa gaya.. jis disha se awaz aai thi. usi dikha me dekhte hue main dahadne laga..

arjun:- tum to apna mohn band hi rakho ...... jab bhi bolti ho apne matlab k liye bolti ho.. fir chup bhi kar jaati ho... jaao bhag jaao yahan se..

awaz:- haaaayeeee teri yahi himmat ne hi to mujhe ghayal kar dia hai... puri dunya dekh li.. parr tujh jaisa ek bhi mard mujhe nahi milaaaaaa.. kasam se dil aa gaya hai tum par.....

arjun:- ae jaa jaa kisi aur se dil laga.. aur dafa ho jaa yahan se. mujhe teri koi zarurat nai hai.............. saali main usse itna ghussa kar raha tha.. parr use to jaise koi parwa hi nahi thi.. itna meetha bol rahi thi.. itni sureeli awaz thi uski.. maan kar raah tha sunta hi jaao.. parr kaun thi kahan se aai thi.. main nahi jaanta tha.

awaz:- main kyun kisi aur se dil lagaaon. ek dil hai aur tum bhi ek hi ho.. dil bhi lag gaya aur tum bhi mil gaye.. aur dafa to main ab apni akhri saans tak nahi hone wali.......... aur kisne kaha tumhe meri zarurat nahi hai...... ek sajjan ko apni sajjni ki zarurat to hamesha hi rehti ha rudra.

uski baaton par main heran to hua tha.. parrr uske mohn se rudra sunkar mujhe ek jhatka laga.. saali mujhe meri yaddasht ke gumm ho jaane se pehle se hi jaanti thi..

arjun:- rudraaaaaaaaaaa....... main takreeban cheekh hi pada tha.... aur mere mohn se rudra sunkar to awaz wali ladki ki sitti hi gummm ho gaiii

awaz:- (ghabraai hui si) nn .. nnnnn .. nahi .. nahi .. rudra nahi... tumhe .. nahi. nahi .. tumhe rudra nahi kaha maine ..ww.. wo .. to main kisi aur ke khayalon me chali gai thiiiii...

arjun:- agar aisi hi baat hai tu fir tum bhagra kyun rahi ho... bataao kya mera naam rudra hai.. bataaaaaaaaaaaaaaaoooooooooooo mujhe kya mera naaaaaaammm rudraaaaaaa
haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii...................

parr saali firse wo chup ho gai thiiiiiiiii.. ab mujhe uski khushbu bhi nahi aa rahi thi..

us kameeni ko chhod kar main firse basanti ko dekhne laga.. par basati to wahan nahi thi....... main bhaag kar dhalan se upar chada aur basanti ko dekhne laga...

basanti mujhe door jungli ki or bhaagti dikhaai de rahi thi...........

pagal ki bachhi marne ki liye jungle ke bhayanak hisse ki or bhaagi ja rahi thiiiiiiiiii...

mai bhi puri raftaar se uske peeche bhaagne laga..

asadjee

Well-Known Member
8,144
17,689
174
Awesome and fabulous dono update brother...
Sry for late reply...
Bt hero ekdum dam kadak hai ...
Hema ka v kuch scene ho Jaye...
Sher ke sath khel jo Hua usme kya batau...
Mind blowing

๐Ÿ‘Œ๐Ÿ‘
Thnaks Mana Ji..........
deri k liye its bhia... der ho jaye harj nahi hota.. yaad rahe ye achhi baat hoti hai bhai........... story me aage chal ke dekhte han bhai hima ka kya kuch banta hai... agar uska koi kaam hua to wo story me innn ho gi.... jo bhi hogi sab saamne aa jayega..
 
  • Like
  • Love
Reactions: Naik and Mana6262

Battu

Active Member
1,299
4,690
159

Bhai gazab ki writing skill he. Nice update aakhir rudra ko apna asli naam pata chal hi gaya.
 
asadjee

Well-Known Member
8,144
17,689
174
Bhai gazab ki writing skill he. Nice update aakhir rudra ko apna asli naam pata chal hi gaya.

shukriya battu jiii....!! aejun ko awaz wali ladki ke mohn se rudra naam sunkar ek jhatka laga tha. dethte han next kya kuch hota hai...!!
 
  • Like
Reactions: Naik
Top