Episode 103
didi ek aur danda maari tannnnnnnnn aur mere ankhon ke saamne andhera cha gaya. mai dhadddddddddd se wahi gir gaya. idhar mai gira aur udhar mere thik piche se sravni di room me ghusi aur chillayi rajaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.ab hua ye tha ki sravni di mere bolne pe mere ghar se chali to gayi lekin unko dar tha ki meri didi mahi mujhe khub pitayi na kar de isliye wo apne ghar ke gate se lout aayi aur jab yahan aayi tab tak to mai danda kha kar gir raha tha.sravni di doud ke mere pass aayi. mai gira hua tha. sravni di mera chehra hila hila kar bolne lagi raja raja uthiye aur apne dupatte ko utarkar mere sar par bandhne lagi jahan se thoda sa khoon aaya tha saath hi dupatta ke kone se mere hoth ko bhi pochne lagi.fir sravni di gusse se mere didi ke taraf dekhi aur boli-teri himmat kaise hui inko is tarah marne ki. kisne hak diya hai tumko.didi bhi gusse me boli-mera bhai hai mai chahe jo karu uske saath. tum koun hoti ho mujhe lecture dene wali. badi aayi maharani. sharam to hai nahi shaadi hone wali hai 7 din me aur yahan mere bhai ke saath mooh kala karwa rahi ho.didi fir boli-tum to gayi gujri ho hi aur ye hai tumse bhi gira hua insaan.sravni di chilla kar boli-k habardaar jo ek shabd bhi inke baare me mooh se nikala.ye mere pati hai samjhi.didi boli-ghanta tere pati hai. tumko pata bhi hai iska kiske kiske saath chakkar hai. nahi pata hai to suno ye ladka tere alawa aarti chachi , punam yahan tak ki mere saas ko bhi lapet chuka hai apni hawas me. kya pata ye harami mujhe maa ko aur to aur kahi teri maa ko bhi na lapet le.ye sunkar to ek baar sravni di bhi meri taraf dekhi aur man me boli-lagta hai bhagwan ji pura gaav hi is fariste ke naam karwa denge.sravni di fir boli-ye jo bhi kare tumko us se kya. aur tujhe ye sab kaise pata. tu kya sab jagah jhaak jhaak kar dekhte rahti hai kya ki tera bhai kahan kahan kis kis se pyaar kar raha hai. ye bhi to ho sakta hai ki ye masoom hai. wo log hi nahi maan rahe honge aur ye un logon ki khushi ke liye ye sab kar rahe honge. ye bhi to ho sakta hai ki inhone kisi ke saath kuch kiya bhi nahi hoga aur tu inko badnaam kar rahi hai wo bhi sirf isliye kyonki tune inko mere saath dekh liya.didi boli-itna sarif to mujhe lagta nahi hai ye haramkhor.sravni di gusse me boli-tujhe to ghanta kuch nahi pata hai khali jhuth muth ka inko badnaam karne pe tuli hai. tujhe pata bhi hai jab mai inko boli thi ki aap mere pati ban jaiye tab unhone mana kar diya tha. mujhe kitna dimag lagana pada minnat karni padi aur jab mai jaan dene ka sochne lagi tab inhone mujhe swikar kiya aur tu bolti hai ye bure ladke hai. mujhe dekh ek baar teri chachi aur saas se to hajar guna khubsurat hoon fir bhi inhone mana kar diya tha.aur tu jo bolti hai na ki inki buri najar tumpar thi. agar ye utne hi bure hote na kisi rat jabran tujhe chod chuke hote. nahi to nind ki dawa de kar chod lete ya drugs dekar chod lete. lekin aaj tak aisa kuch kiya kya inhone. wo to chod abhi tu inko haath se mari danda se maari lekin inhone kuch nahi bola.didi boli-mujhe bakwash nahi sun na chup chap yahan se ja nahi to tere ghar me bata dungi ki tu yahan mooh kala karwati hai.sravni di boli-haan haan bata do taki mere maa baap atmhatya kar le aur tumhari maa bhi mar jaye badnami ke dar se.didi sravni di ke saamne aakar gusse me boli-jab itna hi dar tha to kyon kiya ye sab bol kyun kiya.sravni di boli- maine khud kiya kya. mandir me inhone mere maang me sindoor bhara. na to maine bola tha aur na hi inhone jaanbujh kar kiya. jo hua mandir me hua bhagwan ke saamne hua. jab bhagwan ne chup chap inhe mera pati bana diya to mai bhi chup chap inko apna pati maan li. tujhe to pata bhi nahi hoga ye kitna pyaar karte hai mujhse. wo to meri kismat sayad itni achhi nahi ki mai is samaj me inke saath ji saku lekin ye baat yaad rakhna inke saath bitaya ek pal bhi itna khusnuma hota hai jitna maine apni jindagi me nahi socha tha. sayad bhagwan mere jindagi me kuch khusiya dena chahte the isliye ye hua. us din bhagwan ne tumhare aur punam ke bhi maang me inse sindoor bahrwaya lekin tum akal ki wo andhi ho jiske samne khusiya padi ho fir bhi wo gumaur dukh ko hi chunti hai aur usi me puri jindagi rahti hai aur marne ke baad uparwale se bhi yahi shikayat karti hai ki uski jindagi me khusi kyun nahi aaya.fir upar wala bhi uske mooh par do tamacha marta hai aur bolta hai tere ankhon ke saamne maine farista bheja tha lekin tu akal ki andhi bewkoof gawar us fariste ko chod kar shaitan se marwane chali gayi. puri jindagi roti rahi bilakhti rahi aur mujhe gaali deti rahi wo bhi un galtiyon ki jo tune khud ki. sravni di ki baat sunkar didi bilkul chup si ho gayi.kyonki bhale hi sravni di ki baato me sab chije sach nahi thi lekin fir bhi bahut sachhai thi. jab didi ko mere baare me pata chala to didi ne sari baaate jan ne ki kosis karne ke badle ulta apne man se hi kahani bana li jisme kuch chije sach thi to kuch chije jhuth aur kuch chije didi ko pata hi nahi tha. itna hi nahi didi kal bhagwan ko hi koste hue so bhi gayi thi aur aaj bhi bhagwan ke pass aakhiri baar jane wali thi wo bhi shikayat hi karne.sravni di fir boli-dekh ye tumhara bhi bhai hai aur mera bhi. tu bhi inke saath bachpan se kheli hai aur mai bhi. tere bhi maang me inhone sindoor bhara aur mere bhi. maine inko apna pati mana aur inke saath apni jindagi ki khusiya bati. tune kya kiya raja ko na to apna bhai hi mana aur na hi pati. ulta inko mara pita buri buri baate boli. ye sahi hai ya galat hai ye kabhi jan ne ki kosis ki. tumne ye baat turant maan liya ki ye bure hai inhone hi sabke saath bure bure kaam kiye hai lekin kya kabhi ye jan ne ki kosis kari ki kya inhone hi sabko apne saath ye sab karne ke liye majboor kiya hai ya pyaar se hua ya ye sab un logon ne inko majboor karke karwaya hai.sravni di fir boli-jab maine jaan dene ki dhamki di thi aur ye meri baat maan gaye the tab mujhe bhi bura laga tha lekin jab inhone imandari se apna pati farj nibhaya tab mujhe bahut sukun mila aur maine soch rakha tha ki meri shaadi se pahle ek baar inke paav pakad kar inse maafi mangungi kyunki inhone mujhe apni patni nahi banaya maine inko majboor kiya wo bhi bhagwan ke naam par kyonki mai selfish ho gayi thi. kyonki mujhe raja achhe lagte the humesha se lekin us mandir ki ghatna ne mujhe wo takat de diya ki mai raja ko apna bana pau. 7 din baad meri shaadi ho jayegi mai chali jaungi lekin is dil me jiska naam puri jindagi ke liye chap chuka hai wo raja hi hai. aur raja hi rahega. tujhe jo samajh na hai samajh jo karna hai kar lekin aaj ke baad bhool jana ki ye tumhara bhai hai. bhai hone ke naate inhone jitna maar khana tha kha liya. aaj ke baad shaadi tak ye mere ghar me rahenge aur bhool se bhi inko hath lagane ki kosis ki to mai duniya smaaj sab bhul jaungi. pahle tumko bhar pet maarungi fir maa papa aur tumhari maa ko lekar gaav se bhag jaungi. maa papa ko dukh hoga lekin mujhe yakin hai mai unko mana lungi saath me tumhari maa ko bhi mana lungi. mujhe pata hai ye asan nahi hoga kyunki is raste me sabke jindagi me dukh badh jayega lekin tu agar koi aur raste humare liye nahi chodegi to mai ye bhi karne ke liye taiyar hoon. mai raja par koi anch nahi aane dungi.didi fir boli-tum...abhi didi ne itna hi bola tha ki sravni di meri didi ka hath pakdi aur room se bahar kar di.sarvni di gusse me boli-ab ek bhi shabd mooh se nikla to dekh lena jo haal tumne inka kiya hai us se badtar mai tumhara kar dungi. sravni di fir boli-ab jaa jo karna hai kar. poore gaav me halla karna hai kar de ki sravni raja ke bich chakkar chal raha hai dono ne shaadi kar li hai ja dafa ho yahan se aur dhadammmm se room ka gate band kar di.
Mast update bhai
