Episode 101mai to idhar aram se so gaya tha shivani ji ke saath lekin aaj bahut kuch humare gaav me bhi hua.flashback...............................subah 5 baje jab mai bus me chadhkar sahar ke liye nikla to meri didi thodi udas si ho gayi. waise bhi jab se mai unse mila tha aaj ye pahla din tha jab mai unse door hua tha aur kahte hai na ki jab log door chale jate hai to bahut jada yaad aate hai. yahi haal didi ka bhi tha. didi apne room me to thi lekin unka man nahi lag raha tha aur fir wo apne room se nikli aur mere room me aa gayi aur mere bed pe lat gayi. kabhi wo mere kapdo ko dekhti to kabhi mere saman ko aur fir mujhe yaad karti. didi aise hi bed pe lete lete mere baare me sochti rahi. kabhi udas ho jati kuch chije soch kar to kabhi khush ho jati. aise hi didi ka kuch samay nikal gaya. ab didi ko man to lag nahi raha tha aur didi bas mere room ko idhar udhar dekh rahi thi tabhi unki najar mere bag pe padi aur ek premika ya patni ke hak se unke man me bhi ek ichha jaaga ki jara dekhe to ye apne bag me rakhte kya hai ye soch kar didi mere bag ke pass aa gayi.mera bag kholi to usme upar to kapda rakha hua tha didi ek ek karke mere kapde dekhne lagi aur use chu chu kar mujhe mahsoos karne ki kosis karne lagi. isi tarah dekhte dekhte didi bag ka sara kapda nikal li tab unko niche ek copy dikha. didi us copy ko nikala to usme se ek paper nikla ye tha jamin ka paper aur us paper me niche punam ji ka naam likha tha jo maine hi likha tha. ab didi ke man me bhi ye sawal aaya ki kahi ye wahi jamin to nahi jo chacha ji bechne wale the aur ye jamin ke paper raja ke pass kaise aaye aur isme punam ka naam niche kyun likha hai.fir didi sochi itna dimag kyun hi lagana punam se hi puch leti hoon ye chakkar kya hai aur fir didi apne hath mooh dho kar chal di lata chachi ke ghar. aur fir sidha pahuch gayi punam ji ke room ke pass lekin wo to band tha.didi sochi sravni di se puchti hoon. aur wo pahuch gayi sravni di ke pass.sravni di bhi abhi naha dhoa kar apne room me aayi hi thi.didi dekhi ki sravni di thoda langda kar chal rahi hai.didi boli-kya hua di chot lag gaya hai kya.ye sunkar ek baar ko to sravni di dar gayi fir sambhal kar boli- haan wo subah sleep karke gir gayi na to thoda dard hai chinta mat karo aaj kal me thik ho jayega.did boli-ye to achhi baat hai jaldi thik hoga tabhi to shaadi bhi achhe se ho payega aur aap apna khyal rakha kariye kahi shaadi ke samay chot lag gaya to dikkat ho jayega.sravni di-haan mai dhyan to rakhti hoon lekin aaj lag gaya chot aage se aur dhyan rakhungi.didi boli-di ye punam ji nahi dikh rahi hai.sravni di boli-haa wo boli ki use kuch kaam hai to subah hi nikal gayi. aaj raat tak ya kal subah tak aa jayegi.didi-kab gayi hai wo.sravni di-yahi koi subah 5 baje ke ass pass gayi hongi.didi jaise ye suni unke dimag me ye baat aaya ki raja bhi to subah 5 baje hi gaya hai. us paper me naam bhi punam ka hai. kahi dono saath to nahi gaye hai. kahi dono humlogon ke pith piche kuch kar to nahi rahe jo hume nahi pata aur fir didi ka dimag idhar udhar soch me bhagne laga.aur kahte hai na ki insaan jab shak karne lagta hai tab wo har chij ko shak ki nigahon se dekhne lagta hai. aur didi suru se lekar abtak ki saari ghatna yaad karne lagi.fir didi ko yaad aaya pahla do din jab punam ji mujhpe bahut gussa thi. didi sochi kahi ye jamin ke hi chakkar me wo gussa to nahi thi. fir didi ko yaad aaya ki ek din humare ghar ek aadmi bhi aaya tha raja se baat karne aur bhai us din subah se hi gayab tha. fir yaad aaya ki usi shaam mandir me kuch gundo ne bhai pe hamla kiya tha aur fir didi sharmate hue sochne lagi ki usi din mere raja ne meri maang bhar di thi aur fir didi jaise hi ye baat yaad ki unka dimag ghumne laga kyonki unko yaad aaya ki us din mai sirf unke upar hi nahi gira tha punam ji aur sravni di ke upar bhi gira tha. aur fir unka dimag punam ji se hat kar sravni di pe aa gaya. kyonki kal raat mai unke saath tha aur aaj sravni di ke paav me dard jabki inke ghar me to waisa kuch hai bhi nahi jahan se koi sleep ho jaye. aur meri hi tarah didi ko bhi pata tha ki sravni di riti rivaj in sabko bahut maanti hai.fir didi sochne lagi kahi sravni di ne bhi to raja ko apna pati to nahi maan liya aur kahi raja ne bhi sravni ko apna patni to nahi maan liya. tabhi wo apna dimag jhatak kar boli-nahi nahi sravni to didi hai uski. tabhi unke dimag ne bola-lekin punam to nahi hai na.aur fir didi ko yaad aane laga ki kaise mai humesha punam ji se achhe se baat karta tha aur us mandir wale ghatna ke baad punam ji bhi mere se bahut achhe se baat karne lagi thi.fir didi sochne lagi - kahi isliye hi to maine wo jamin punam ko apni patni ke roop me to nahi de diya.didi ab ye sochne lagi ki kahi mai punam ko apni patni maan lunga to kya mai didi ko apni patni swikar karunga. kya punam ye baat kabhi manegi ki uska pati apne hi bahan ko apni patni bana raha hai.didi ke dimag me aise hajaro sawal ghumne lage. aur ruk ruk kar jab didi sravni di ko dekhti to unpar bhi shak jata. fir wo apne dimag ke khyalo ko jhatak deti.didi aur jada bechain ho gayi aur wapas ghar aa gayi. didi bahut der sochi ki kya baat ho sakta hai lekin unko kisi bhi baat ka sabut nahi mil paa raha tha fir didi sochi raja ka bag check karti hoon sayad kuch aur mil jaye isliye didi fir se mere room aa gayi aur har ek saman ko check karne lagi. didi bahut der room ko check ki lekin kuch nahi mila tabhi unko bahar se awaj aaya- beti raja nahi dikh raha hai kaha hai wo.jaise hi didi ye baat suni didi palat gayi aur dekhi saamne unki chachi khadi thi jo raja ke baare me puch rahi thi.didi ke liye ye baat to bilkul namunkin sa lag raha tha ki unki khadoos chachi raja ke baare me itne pyaar se puch rahi hai ye to ho hi nahi sakta.didi boli-raja to sahar gaya hai chachi kal subah aayega. aap aiye baithiye.chachi jab ye suni to boli-koi baat nahi kal mil lungi. aur chachi jane lagi.aur jab chachi chalte hue jaa rahi thi tab didi ka dimag aur jada khisak gaya kyunki chachi bhi thodi landa kar chal rahi thi.didi ke man me sirf ek baar ye khyal aaya ki kahi raja chachi ke saath bhi to..... fir wo boli nahi nahi ye to ho hi nahi sakta. fir didi sochi kahi chachi raja ko to nahi fasa rahi. aur didi ka dimag bola-haan ye bilkul ho sakta hai. kyonki chachi bahut shatir hai aur jarur jamin ke bhi silsile me inka hi hath hoga. mera bhai to masoom hai usko kya hi pata jarur ye chudail chachi hi raja ko bigad rahi hai. tabhi unke dimag ne bola-kahi sravni aur punam bhi to mere bhai ko nahi fasa rahe apne jaal me fir didi khud hi boli-nahi nahi sravni di to bahut achhi hai wo to bachpan se hi raja ko bahut manti hai aur fir unke dimag ne ye line joda bilkul meri tarah aur mai raja se bahut pyaar karne lagi hoon iska matlab sravni bhi raja se....ye sochte hi didi apne mooh pe hath rakh kar jamin par baith gayi.didi sochne lagi sravni di ke pair me chot hai jabki raja kal raat unke saath tha. suabh se punam bhi gayab hai wo bhi thik usi samay se jab se raja gaya hai aur ye chachi bhi langda kar chal rahi hai aur jamin ke paper raja ke pass hai. didi ye soch hi rahi thi ki unke dimag me kal wala baat aa gaya jab chachi maa se ghar ka chabhi mangi thi aur uske baad hi mai bhi pet khrab ka bahan karke wahan se nikal gaya tha.didi jaise jaise ye sari kadiyan jodte jaa rahi thi unke dil me dard sa uthne laga tha unko ab mai ek dhokhebaaj aur makkar sa lagne laga tha lekin unka dil ye baat fir bhi maan nahi raha tha aur is dard me namak chidakne ke liye didi ko sasu maa ka phone aa gaya.didi phone uthayi.hema ji boli-bahu dekho humlogon se jo bhi galti hui hai uske liye hum firse maafi mangte hai aur hum kal shaam ko aa jayege fir shaadi ke baad tum humare saath aa jana bahu tum humare ghar ki shaan ho tum yahan jaise chaho waise rahna koi tumhe kuch nahi bolega thik hai bahu.fir hema ji boli-raja ko bhi bol dena mai aa rahi hoon achha mai phone rakhti hoon baaki kal aakar baat karti hoon. ye bolkar hema ji ne phone rakh diya aur didi ko yaad aane laga ki unki saasu maa bhi kitne achhe se raja ke saath pesh aati thi aur humesah uske aas pass hi rahti thi aur jaise hi ye didi ke dimag me aaya didi sochne lagi kahi meri sasu maa bhi to raja ke saath .................didi ye sochte hi jamin par baithe baithe hi rone lagi.didi bhagwan ki taraf dekhte hue boli-aur kitna dukh doge bhagwan ek hi to ichha thi meri ki mai apne raja ki patni ban jau aur wo ichha bhi aapne hi jagayi thi. kya yahi din dikhane ke liye ye sab kiya tha bhagwan. mere sapne the ki mai apne raja ke saath pyaar bhari jindagi bitaungi lekin aapne kya kiya use dusro ke hawale kar diya. maine uspe bharosa kiya lekin usne mujhe dhokha diya. wo mera bhai hai uspar mera hak hona chahiye tha lekin aapne kya kiya. aapne ye sahi nahi kiya aur ab to mere saas bhi aa rahi hai mujhe wapas se us nark me le jane aur mere bhai ke saath gurcharre udane. mujhe raja nikala tha us nark se aur chand dino ki khusiya di. mai pahle darti thi bade bade sapne dekhne se khush hone se hasne se. ye sab raja ne mujhe diya. kya sirf isi din ke liye ki ek din sab chin jaye. agar meri jindagi buri hi honi thi to kuch pal ke liye kyon aapne bade bade sapne dikhaye. kyun mujhe jhutha dilasa diya. akhir kyun aapne meri maang mere raja bhai se bharwayi. aaj to na mai use apne bhai ke roop me dekh paa rahi hoon aur na hi pati ke roop me akhir kyunnnnnn kyunnnnnnnnnn kyunnnnnnnnnnnnnnnnnn kyun kiya aisa aapne. kyunnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn.ye bolkar didi rone lagi. akhir didi bahut der tak royi aur fir bed par so gayi. aaj din ka khana bhi didi ne nahi khaya fir shaam hua didi apne baare me aur mere baare me sochti rahi fir didi ek baar bhagwan ki taraf dekhi aur boli-maine apni jindagi me humesdha aapko puja hai aap par bharosa kiya hai lekin ab mujhe aap par bharosa nahi ho paa raha mai kal akhiri baar aapke pass aaungi bhagwan uske baad mai jindagi bhar aapke pass nahi aaungi agar meri jindagi aap thik kar sako to kar dena meri khusiya mere sapne meri ummid louta sako to louta dena nahi to mai ise hi apni takdeer samajh kar parso hi apne saas ke saath lout jaungi aur didi fir rote hue so gayi.fir raat bhi ho gaya aur didi raat ka bhi khana nahi khayi. jab didi raat ka bhi khana nahi khayi to maa ne bhi pucha ki kya baat hai to didi bas jhuth muth ka tabiyat kharab ka bahana bana kar taal di aur so gayi.flashback end...............................subah 4 baje mobile me alarm baja to mera nind khula mere saath hi shivani ji ka bhi nind khul gaya jo abhi bhi mere sine par hi sar rakhe hue thi.mai bola-mujhe abhi jana padega 5 baje bus hai mera.is baat pe shivani ji mujhe thoda aur jor se pakad li aur boli- thodi der aur so jaiye mai car se aapko drop kar dungi.mai bola-nahi nahi mere liye kyun aap pareshan hoti hai.shivani ji boli-isme parshani ki kya hi baat hai mujhe kuch samay aur mil jayega aapke saath botane ke liye.aap aise bus se aate jate ho mujhe bilkul achha nahi lagta. mai yahan car me ghumti hu aur mere pati bus me dhakke khate hai.mai bola-aisi koi baat nahi hai bus me bhi bahut aram hai aur aap car me ghumti hai to wo aapka hak hai.shivani j boli-aapka bhi hak hai.mai bola-thik hai chaliye car se mere gaav lekin fir maa puchengi tab jawab dene ke liye mai aap ko hi aage kar dunga. aap hi meri maa ko bataiyega ki mere pass car kahan se aayi.shivani ji boli-haan ye sahi hai mai apni saasu maa se bhi mil lungi.mai bola-haan saath me aaj hi wo mujhe ghar se nikal bhi dengi.shivani ji-kyun.mai-jab maa ko pata chalega ki aap unki bahu ho to aapko to wo kuch nahi bolengi ye mujhe pata hai lekin meri to pahle jam ke pitayi hogi fir mujhe ghar se bhaga dengi. aapko pata hai na abhi meri school bhi complete nahi hua hai.shiavni ji boli-isliye to mai aapke maa ke pass nahi jati lekin aapko chodne to ja hi sakti hoon. aapke gaav se kuch door hi drop kar dungi koi nahi dekhega.mai-aap mere par uthiye mujhe taiyar hona hai bus chut jayega.meri baat pe shivani ji mere upar hi chadh gayi aur boli-bilkul nahi aap mere saath jaoge matlab mere saath jaoge.ye bolkar wo chadar khich li.mai bola-please.shivani ji boli-nahi.mai samajh gaya ye mujhe jane dene se rahi.mai bola-achha achha mai kahi nahi jaa raha ab mere upar se to utar jaiye itna bada bed hai.shivani ji dheere se mere upar se utar gayi aur mujhe apne se chipka li. mai bhi ankhen band karke so gaya. karib 5:30 me fir se nind khula to dekha shivani ji jaag chuki thi. mai bhi utha fresh hua fir taiyar hua tab tak shivani ji breakfast bana chuki thi. hum tino log saath baith kar khaye.himani ji car nikali mai shivani ji ke saath piche baith gaya.fir car apne safar pe nikla gaya aur hum tino bat chit karte hue 4 ghante nikal diye aur ab car mere gaav se 5 kilometer door tak aa gaya tha. mai unko bola mujhe yahi utar dijiye. aur fir mai ek baar shivani ji ko kiss karke car se utar gaya aur himani ji ko bhi byyyyy karke chal diya apne gaav.mai fir wahan se ek choti gaadi jo gaav ki taraf jati thi usme baith kar 20 minut me gaav ke pass pahuch gaya fir chal diya apne ghar. jab apne ghar gaya to dekha maa ghar pe nahi thi sayad lata chachi ke kaam me haath bata rahi hogi. mai apne room gaya apna bag rakha fir socha ek baar didi se bhi mil leta hoon jab mai jaa raha tha tab wo udas ho gayi thi.mai apne room se didi ke room me gaya to dekha didi apne room me achhe achhe kapde pahan kar taiyar khadi thi.mai pucha kya baat hai didi saj dhaj ke kahan jaa rahi ho.didi boli-mandir ja rahi hoon .mai-mai bhi chalu kya didi.didi mere mooh pe boli-uski koi jarurat nahi hai yahan shaadi me aaye ho to achhe se shaadi dekho aur ghar jao ghar me man lagakar padhayi karna.mai didi ki baat sun kar bilkul chup sa rah gaya mujhe didi ke chehre pe gussa dukh pyaar sab chij dikh raha tha. mujhe samajh hi nahi aaya ki ye kya hai.mai bola-mai bhi chalunga aap ruko.didi boli-maine bola na mai akele chali jaungi ek baar me baat sunayi nahi deta hai ya samajh me nahi aata hai.mai to unki baat sunkar chup chap mooh jhukaya aur apne room me chala aaya.mere room se nikalte hi didi ke bhi ankh bhar aaye aur wo doudti hui bathroom chali gayi taki koi unko rote hue na dekhe.idhar bahar se sravni di humare ghar me aayi. kal se ye bhi mujhse milne ke liye bahut bechain thi aur jaise hi kisi se pata chala ki mai aa gaya hoon to wo mujhse milne chali aayi. wo pahle didi ke room me gayi lekin wahan koi nahi tha fir mere room me aayi jahan mai sar jhukaye baitha tha.sravni di mujhe dekhte hi boli-kya hua aap sar jhuka ke kyon baithe hai.mai sravni di ka awaj sunte hi apna chehra upar uthaya.sravni di boli-aako udas lag rahe ho koi baat hui hai kya.mai turant apna chehra thik karke bola-nahi nahi aap batao sab thik hai na.sravni di boli-haan sab thik hai bas aapko miss kar rahi thi to aa gayi milne.mai bola-haan mai bhi abhi hi aaya hoon.sravni di mujhe dekhte hue mere taraf jhukne lagi.mai bola-arey kya kar rahe hai koi dkeh lega didi ghar pe hi hai.sravni di boli-koi ghar pe nahi hai ek kiss pleaseeeeeee.ab sravni di ne itne pyaar se please bola ki mai na nahi bol paya aur hum dono ke chehre dheere dheere ek dusre ke karib aaye aur hum dono ek dusre ke hoth chumne lage. aur abhi hum dono ek dusre ke hoth chumna suru hi kiye the ki didi mere room ke bagal se gujar rahi thi aur jaise hi unki najar humdono pe padi gusse me wo ghusi. unko dekhte hi hum dono jaldi se alag ho gaye.didi chattakkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkkk se jordar thappad mari mera kaan sunnnnnnnnn pad gaya.didi gusse me boli-yahi sab karne ke liye gaav aaya hai. apni ijjat to hai nahi maa ka naam duba do pure gaav me. sab log maa ko mooh pe gandi gandi bate bolenge tab sukun milega tumko.aur didi gusse me room se nikal gayi.
खतरनाक update है arvindaa भाई, राजा कि तो अब लंका ही लग गई, यहा तो वो बात हो गई कि एक अनार और सौ बिमार।


