- 1,974
- 23,915
- 159
Tab jara gusse se reshma kahte hai
Maine kabhi bhi billu ko kala kaluta nahi kaha aur mai kyon kahungi ..wo kaha kala kaluta hai aur arvind tume kis angle se billu kala kalutha laga
Muje nahi laga par
Jara jor se kahti hai
par kya .. muje lagata hai arvind tume chashma laga hua hai.. eyes specialist to dikho tum
Dikha dunga .. meri maa..
Tab reshma hasate hai
billu ko kala kaluta kaha to tum itana gussa kar rahi ho jaise wo tumara dilbar hai
Tab naraz hote hui reshma kahti hai
tum na arvind bahut gande ho ..bolane se pahle tum sochte bhi nahi ho .. kya bolna hain ye sochate bhi nahi ho ... mera koi dilbar nahin hai tumare alawa ...
Phir thode der ruk ke kahti hai
kisi ne ye sun liya to wo kya sochega..tum na mood hi kharab kar dete ho .. tume aage wale ke mood ka kuch pata nahi hota hai .. tumari baat se koi dukhi ho sakata hai . gussa ho sakata hai .. iska na tum zara bhi nahi sochate .. wo billu kaise mera dilbar ho sakata hai .. wo hamare society ka watchman hai .
watchman hai hamara pata hai muje par
Par kya
agar tumara aur uska Milana julana bad jayega to tum dono ki friendship badege ..
usse kya hoga
tum dono friends ban jaoge .. aur phir friendship ko loveship mai badalane mai waqt kaha lagata hai aur waise bhi friendship and loveship mein zyada fark thodi na hota hain........
Matlab tume darr lag raha hai
Kaisa darr
Tab narazagi se kahti hai
Kahi wo billu tumare biwi ko uda na le jai ..
nahi nahi aisa koi darr nahi hai muje . muje mere biwi par pura barosa hai ... Koi kitana bhi na try mare mere biwi mere hi rahege koi use mujse chin nahi le ja sakata
maska lagane ki kosish mat karo ........
maska nahi sach bata raha hu ..
Phir aisa kyon kaha
Kyon ki tumane kaha na ki wo watchman hai sirf isliye
Achha ji
Haan ji..waise mai ek baat dekh raha hu
Kya ji
dekh raha hu mujhpar tumara pyar din ba din kam hota jaa raha hain.........
aisa bhala tume kyon laga ..
Nahi lagana chahiye tha kya
Haan .......
kahte hui badi adda ke saath kahti hai
kya main jaan sakti hu mere pyare patiraj ko aapne pyare .. khubsurat aur sexy patni ke bare mai aisa kyon laga
aise adda se bologe to mai bata nahi paunga
thik hai mere pyare patiraj adda se nahi kahungi..aab normal hoke kah rahi hu
jab se hum baat kar rahe hai tabse tumne ek bhi baar mere bare mein ye nahin poocha ki maine subeh se kuch khaya hain ki nahin....... hamesha call karte hi pahle hi tum puchati thi aab ki baar nahi pucha..
tab smile karte hui reshma kahti hai
Ye sab tumare wajah se hua ..
Mere wajah se .. wo kaise
Wo aise mere pyare patiraj.. call suru karte hi tumane billu ke bare mai puchana suru kiya aur us billu ke chakkar mai maine tumse puchana hi bhul gayi ..chalo aab puch leti hu
aab puch ke kya fayada
Sorry arvind
waise tume manana padega darling
Tab smile karte hui kahti hai
kis baat ke liye
watchman ko tumane raat ke 11 -12 baje nashta banaake khilaya
Tab reshma hasane lagi
Iss Jhanvi ke bachhi ki to ..
kya baat hain darling…agar maine kaha hota to muje kabhi iss waqt nashta nahi milata
Reshma hasate hui kahte hai
Jaroor milata
Watchman se itna pyaar ......... aur mere liye bus pyare pyare baate .........ye to na-insafi hain... .
Tab reshma hasane lagi
Mai aapne pyare pati ko bhi raat ke 11-12 baje nashta banaake khilaungi
Pakka
Pakka mere pyare patiraj
Phir usdin kyon nahi banaya
Tab usdin ki baat reshma ko yaad aayi jab 10-10 :30 baje arvind ne reshma ko nashta banane ko kaha tha ..use bhookh lagi thi iss wajah se
Arvind usdin mai sach mai bahut thak gayi thi
Phir aise hi dono ne 10:15 minutes baat ki aur phir dono ki baat khatam hui ..

Last edited: