• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Manhoosh ( Revenge By KILLER )

parkas

Well-Known Member
33,120
70,711
303
Iss story pe jo bi jagh Ke name hoge sabh kalpnik hai.

Update 1

Thakur Pratap SINGH Rajasthan ke Rampur gaanv ke Thakur hai. Unke pardada raja mahraja ke vansh Te Isliye unke pass kafi paisa and kafi Jamine hai. Gaanv Mai sabi log dadaji ke ijjat karte hai vo hamesa sabki madad karte hai.

Baad mai Prtap Singh ki Shadi MayaDevi se ho gai jiss mai Baad mai unko 3 bete or 1 beti peda Hui.

Name and baki sab introduction mai dek lai.

sab bade hone Ke baad sabki shadi karva di gai

jismai sab business karne lage so iske chalte Prtap SINGH and Maya SINGH ke siva tino bhai delhi sift ho gye

Teno bhaio me delhi mai Ek bada bunglo Ya fir yu kahu ke mahl because mahal jesa ta.

yaha par samy Age badta gya jis Mai teno bhai ke bache ka janm bi Ho gya ta dono bade chacha and meri badi bahn ka bi janm ho chuka ta. Ye sab bade hote gay sab mai bahoot pyar ta.

yha par dono bade chacha and papa ka business bi achi tarh chal raha ta.

Dadaji and dadi bi sabi baccho ko milne aaya karte Te sabi bacche bi gaanv bi jaaya karta Te.

lekin iss samy papa ka business dono chacha Ke business se bi bahoot adik aage nikl gya ta jiss se unko thodi jlan bi Ho rahi ti.

Thode smay baad.....

Raat Ke smay ek bade hospital Ke Ek room mai Ek aurat chik rahi ti botany pregnant ti
baahr Ek admi chkr kaat raha ta bahoot tension mai ta

Bahr mossam bi bahoot bayank ta Andrei raat ti bhoot tezi se baaris Ho rahi ti

Thode samy baad aurat ek bahoot hi Pyaare bacche ko janm deti hai jiski aanke ek dam nili ti and bahoot hi massom dik raha.

bacche ke rone Ke avaj sune Ke baad bhar vala admi bahoot kush ho jata hai
thodi der baad doctor bahr aata hai and bolta hai congratulations Thakur SherSingh apko beta hua hai. Itna sunne Ke baad Vo noto ki gaadi niklte hai Dr ko dete hai and bolte mitiye baanta pure hospital mai Ye bolte hue vo room mai enter karte hai and bolte hai Neha aaj Tumne hamko bahoot kusiya di hai kitna pyaara beta hai.

(ji haa dosto Ye dono or koi nai balki mere mummy or papa hai )

Jiss smay bacche ka janm hua usi samy kai dur swarg mai Ek Sevk God se bolta hai akir kaar uska janm ho hi gya. Uski baat sunte hi God muskrate hai.

Chaliye chalte hai dhrti pe vapis....

Mere janm hone Ke baad mummy papa dono gar aa jaate hai

(Ab third person ki jubaani)

SherSingh And NehaSingh Apne bacche ko leke gar Mai aate jaha unka swagat hota hai.

bacche ki janm ki kbr gaanv bi paoonch gai ti vo bi delhi ke liye nikl jaate hai.

ab wapis delhi chalte hai....

waha gar pe Ek larki hoti hai jo bacche ko Dek rahi ti and bahoot kush ho rahi ti...

ab donon ladki donon bacche ko ek ladki ka Hath Mein Dete Hain Jo ladke ko dekh kar kahati hai ki mamma yah Mera Bhai hai na

Aurat use ladki se kahati hai ki han beta yah Tera Bhai hai

Ladki kahati Hai mai isse bahoot pyar karongi mera beti...

uski baat sunne Ke baad sabi haste hai

sab bacche and bade bi bahoot kush te

dada and Dadi bi dusre din aa gye

unke guruji ko inform kar diya gya ta naamkarn Ke liye

dusre din naamkarn ka program raka jaata hai.

(So guys ab story mere yani hero Ke point of view se chelgi and sabi charcter Ke name or usse rista ki issab se chalge <Apko lag raha hoga itna chota bachan gai to kese but iss point of view se story acchi tarh samj aayga>)

Naamkarm ke din.....

Didi mere saath so rahi ti mere haath pakd ke jese muje koi utke le jaaye
fir mumny usko utati and vo merko dekti hi bolte hai

Nisha Didi : kitna pyaara betu hai na mummy

mummy : ha beta Tera betu bahoot pyaara hai.

Fir sab tyar hote hai hall Mai aate hall bi bahoot bada ta dada, Dadi, dono bade mummy and papa and mere saare bade BHAI behen sab tyaar Te and dusre bi bahoot memhan aaye hue te

mere sare bahi behen mere saath kel rehe te

(Guys yaha Mai dono bade mummy, papa ko name likunga)

NitaSingh : kitna pyaara bacha hai

NainaSingh : Ha sahi kaha apne bahoot hi pyaara hai.

Thodi der Mai guruji bi aa jaate hai

tab guruji bolte hai bacche ke mummy papa idar aa Ke bet jaaye

Mom merko unki goad Mai leke beti hai and dad unke pass Mai
fir pooja start hoti hai bahoot lambe smay ke Baad pooja smapt hoti hai
Tabi guruji bolte

Guruji : bacche ko merko dijiye

guruji bacche ko lene ke baad usko dekte hai and usme h ko jaate hai
Baad mai guruji dyyan lagte hai and bahoot achambit hote hai unko passena aa jaata hai.

Ye dek Ke sabi ko jatka lagta hai

thodi der baad guruji bolte hai

Guruji : Ye baccha bahoot hi baagysali hoga and jo bi karya karega usme vijay hoga Jo bi isse dushmani karega uska Ye sarvanaas karega Isliye iska naam hoga
VikramSingh

so guys mera name hai VIKRAMSINGH

uske baad guruji dada, Dadi and mom, dad ko ek dusre room mai bulate hai and bolte hai

Guruji : aap sabko ek mathva purn baat batani hai

sab ko unki baat sunne Ke baad shok laga

(Aisa kya bta diya guruji NE Ye next update mai dekte hai)
Nice and beautiful update....
 
Vik@03

New Member
56
578
84
Update 3

iss tarh din nikl gai roj merko maar padti and Mai rota rehta

ab muje bi unse nfrt hone lage ti

AB mai 5 saal ka Ho gya ta dono mere Scl Mai admission ke liye MA ne dad sent baat ki to unohne mana kar diya

But Mai 7,8 saal jitne baccho jitna samj sakta ta and mera body bi kuch esa hi ta koi bi deke to yahi lagta ki 8 sal ka hu

for ma jese tese Kar Ke mera admission ek sarkari Scl Mai karva diya

Mai baki sare bhai behen ke badi private Scl mai padte Te

Mai morning Mai Scl jaata and baad mai gar aake kana khta Apne room mai and Baad mai jo sab Sab Jo kam karne ke liye bolate the vah kam Karta Tha

kam ke liye Mana bhi nahin kar sakte To Agar kam ke liye Mana Karta to maar padte isase Achcha To fir kam karna hi tha isliye main chupchap kam kar Leta tha aur Unka torcher bhi Sahan Karta Tha

Is Tarah Din nikalte Koi ab main 7 Sal ho gaya tha

mai study Mai kafi Acha ta ek ko Dek liya aur padh liya usko wapis padhne ki jarrurat nai ti

Main Apne pari Ke saath कभी-कभी Chupke Chupke se khel liya Karta Tha usko pata hi nahin tha ki main uska bhai hun

Ek Din sham ko date pata nahin ki dad Sharab pikar aaya tha Aur Main unke Samne a Gaya to FIR unhone mujhe bahut Mara main bhi Maar Khata Rah aur FIR Kuchh Kar Bhi Nahin Sakta tha bad Mein Chala Gaya to raat ko meri Nind Bahar se aati Kuchh Awaaz setup kuli to maine Chupke Se bahr ake sunne Laga to deka ki Mere Sab Parivar wale baat kar rahe the Mere Bhai Bahan ke alava

Arvind SINGH : bhai mai bol raha hu ki ab iss kutte ko yaha rkne ka koi matlab nai iss Acha to hum Isko maar dete hai

Dad : ha baat to sahi Teri iss manhoosh setup chutkara bi mil jaayga

Mom : Mai bi Yahi kehti Hu ji

NitaSingh and Naina SINGH hum bi yahi kaehte hai

Jyda nuksan Ho usse acha to yahi hai ki maar daale kutte ko

mai to Ye sab sunne Ke baad hi kuch bolne ki haalt Mai nai ta

maine Socha nai ta ki ye log itna nicche gir sakte hai Maine Soch liya ta ki mai kal Scl ke Baad bagh jaunga Kai dur

Ye log bi baat karke Sone ke liye chal jaate hai

meri nind kosho dur chali gai ti puro raat mai jaagta ta raha

next day
morning Mai

Mai : MA merko kuch rupees de do kuch kaam hai

MA : ha Ye le waise Kabi paise to tune mange nai fir aaj kyu

mai : kuch samn lena hai study relate

MA : Ohk

uss din to mera din hi karb ta

Mai room se nikl ke jaa raha ta ki Amit bhai se takra gya jisse unhone muje maara aur bole

Amit bhai : kutte dek Ke nai chl sakta kya

wo bahoot Jor se chillya jisse sab gar wale bi aati gai

jab unko baat ka pta cha unhone bi bahoot maar

meri haalt bahoot buri Ho gai ti

maar Khaane Ke baad dhere dhere Scl ki tarf chala gya

but scl nai gya

merko bahoot gussa aa raha ta maine Ye taan liya ta ki mai iss pariwar par isa grahn laganga ki inki rooh kaanp uthe

Mai Scl na jaake Railway Station chal gya waha pe Ek train chlne ki tyri mai ti so Mai bi beth gya

ek dibbe ke Kone Mein jakar chupchap baith Gaya

Meri Halat bahut Buri Thi lekin jaldi se Meri Halat theek ho gai yah To Mujhko Bhi Nahin Pata Tha ki Mere Gaon itni jaldi Kaise bar Jaate hain lekin Mere Gaon Sara jaldi bar gaite

vo train chlne lage iss tarh raat Ho gai

At home......

jab Mai gar nai pouncha tab sirf MA and didi ko bahoot tension Ho gya

MA : malkin vikram abi tak gar Mai aaya

mom: are wah kya kbr sunai hai wo Naa aaye to Acha Kai mar jaay to Acha hai
Agr Idr aa jaata to wese bi aaj usko marna ta haaaaa

Ye bol Ke hasne lagti hai

mom : acha hua manhoosh chala gya Hamra gar surkashit Ho gya

Ye sab baate bhar kadi Didi sun rahi ti AB unko bi gussa aa gya and Andrew aake boli

aap kya bolu rehi ho mom wo mera bhai and apka beta ta

mom: kya bol rahi hai tum bhai or Tera vo kutta ta and bhai to Tera amit ,rohan hai Samji

AB to vo nai aayga Kai mar gya hoga haaa

ab koi rasta nai ta maine or Didi chali jaati hai didi room mai jaake rone lagi

tab room mai pari aa gai

vo 4 saal ki Ho gai ti vo bi amber lagti thodi bahoot baate

pari(Tiya ): kya hua Didi aap ro Kyu rahi hai

didi : usko dekte Rona band krte hai and bolte hai nai sweeti mai Kaha ro rahi Hu

pari : didi juth mat boliye batyiy kya hua please didi Ye bol Ke vo bi rone lagti hai

didi: rote hue bolti hai betu vo chala gya vo chala gya

pari : kon chala gya didi

didi: bhai chala gya Hamra bhai

pari : Didi Amit bahi and rohan bhai to yahi hai

Didi : vo nai Hamra saga bhai Vikram

pari : kya Didi vo Hamra bhai kintu vo to nokr ta Na

didi: nahi sweetu vo nokr nai ta vo Hamra saga bhai ta

pari: kya would saga Bhai ta Ye bolte hue vo aur rone lagti hai

kunki mai hamesa uske ko chocolate deta ta and uske saath kelta ta Kisi pata nai ta iss baare Mai

pari : didi about bhai kabi wapis nai aaynge kya

Didi : nai vo aayga Kabi to usse hamri yaad wapis leke aayga

Ye sab mom dad and baki sabki wajh setup hua hai

pari : ha didi sahi kaha apne hamesa hunko marte rehte Te Mai ab Kabi baa nai karunga

did: Mai bi sweet

gar ke andr mai chala gya iski kbr sunte hi sab kush ho jaate and ek badi party rakte hai

In train....

ab kafi raat Ho chuki ti

train Mai kafi sannta ta.

mai bi chupchap so gya bhook to bahoot lagi but ab kar bi kya sakte hai

Next day....

Train ek platform par ruki ti mai bi utar gya waha pe board deka to pta chal ki mai mumbai mai aa gay ta

maine jo ma ke pass se paise liye Te usse kuch khna liya and kha liya jisse thodi bhook sant hui

Baad mai wha setup chlte gya chlte hue main bhoot dur aa gya ta road bi sumsan ta

at home......

MA ne bi muje dudne ki koshi ki lekin kuch pta nai chala

didi bi sabse bahot kam baate karti ti pari bi thoda bahoot ese karti ti

baki sab to kushiya mana rahe te

back to me......

ab raat Ho gai ti main bi sumsaan sadk pe chl raha ta tabi ek car udr piche se aati and muje uda deti hai jisse muje bahoot chot lagti hai Mai dur jaake gir ta hu

Baaki next update mai........
 
tpk

Well-Known Member
12,757
17,438
228

nice update
 
Top