Apka Dhanyavaad brother Yamraj@
lekin mere ek sawal hai aashaa karta hun aap jawab doge
Jaroor bhai kyu nahi
Mera sawal yah hai ki jab manu trip pe gaya uske andar kuch changes huye the ye hume game mai bhi nazar aaya kya ye changes uski metal status pe bhi aaya tha kya kyuki mujhe abhi tak aisa nazar nahi aaya aasha karta hun aap jawab denge
Shayad Aapka mtlb mental status se h..
Dear bro abhi to manu ki sadhna ki shuruwat h, usne sadhna ki duniya me bas kadam hi rakha h ; isiliye abhi sadhna se related cheeje apko clear nhi hui lekin haa aage clear hoti chli jayengi
Ab apka sawal ki manu ka mental status - haa bhai usme bhi thode badlav hue h, lekin sadhna ki duniya me kuch sadhak ache hote h to kuch bure to waisa hi unka mental status.
Kahani me aage apko pata chalega ki
manu ki mind power beshak bahut strong ho jayegi [iq , intelligence base pr nhi, balki sadhna ki yardstick se (kaam, krodh, eershya, laalach etc par control jesa kuch) ]
Baaki hum aage dekhenge ki sadhna ke lengendary mahapurush bhi
silly mistake s kar skte h
Nutshell - absolute cleverness, intelligence jaisa kuch nhi hoga
Apka sawal acha laga brother
thank you