• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Laa-Waaris .... Adult + Action +Thrill (Completed)

How many numbers do you give to this story?

  • 100

  • 90

  • 80

  • 70

  • 60

  • 50

  • under 50

Results are only viewable after voting.

kumarrajnish

kumaruttem
1,413
3,940
159
11 :40 ho gaya bhai
☺️☺️☺️
 
  • Love
Reactions: asadjee

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,450
174
एकदम जबरदस्त अपडेट असद भाई। इस अपडेट को पढ़ कर कहानी के प्रति लगाव और बढ़ गया है।।।

लगता है कि कहानी अब आगे बहुत ही शानदार और मनोरंजक होने वाली है।।।।

ऐसे ही लिखते रहिए।।
thanks................... and shukar hai aapko story me maza aane laga hai, meri mehnat wasul hui, abb main aur bhi achche se likhunga.. aap sabb ka pyar hi to mujhe achcha likhne ka hosla deta hai.
 
asadjee

Well-Known Member
8,204
18,450
174
Hmm is update mai kuch maza ni aya usne goli marne ki dhamki thi usne gala dheela chod diya aur wo bhag gayi aur raja bina bandook dhekhe bina koyi sound sune renu ki taraf dhekne laga is baar update jama ni bhai baki sab acha tha
Par koyi na Raja ka yudh toh ab shuru hoga
Keep going and keep posting bro
thanks sandeep jee..

koi baat nai ho jaata hai kabhi kabhi aisa bhi.. jabb ek girl kisi ki zindagi ho .. aur wo usi ladki ke sath ek daldal me phansa ho .. puri kothi me guards bhi hun, aur lsat 1.5 month se raja ne jaise halat dekhe han, uske dil me darr to hona hi tha.. kisi ke hath me gun dekh kar maarne ki baat bhi darr paida karti hai..

to wahi khali hath bhi kisi ke liye maut ka samaan bann jaate hai,. gangster logon ke pass to har waqt gun hoti hai, aur usay nikal kar chalane me time hi kitna lagega.. raja ke liye to renu hi uski jaan thi, raja to bass renu ke marne ki baat sunkar hi baaki ka sabb bhul gaya tha....

kabhi kabhi ek adh mistake bhi ho jaatihai. wahi likh nahi paata..thanks to aapne mujhe bataya.. yahi cheezen aage mujhe kaam ayengi..

thanks for the best comments and thanks for telling my mistake ..
 
asadjee

Well-Known Member
8,204
18,450
174
Update ::: 18
*************

raja ne jo mehnat sanjay aur zaheer ko bachane ki liye ki thi. raja ki wo mehnat rang la chuki thi..

sanjay na sirf zinda bach gaya tha. balke jaldi hi wo pehle jaisa bhi ho gaya tha. paison ki koi kami nai thi.. sanjay ke liye best doctors ko hire kiya gaya tha. sanjay ko fir wapis zindagi ki taraf to lautna hi tha, aur wo laut bhi aaya..

zaheer ki condition agarche zayada critical thi, lekin raja ki mehnat ne sanjay ki tarha zaheer ko bhi zindagi degi thi..

zaheer ki halat zayada kharab thi, uski ankhen aur mohn andar se bohat kharab ho gaye the. zaheer der se hi sahi lekin khatre se bahar aa chuka tha. pehle agar zaheer ke liye khatra 10% tha, to abb 0% tha..

zaheer ki baaki ki halat bhi dheere dheere karke theek hone lagi. zaheer bol to abb bhi nahi sakta tha, lekin uaprwale ka krishma hua aur zaheer ki ek ankh jald hi thek ho gai. zaheer ki dusri ankh ka ilaj chal raha tha, lekin us baare confirmm nahi tha k wo proper kregi bhi ya nahi.. dusri ankh ka result aane me abhi time tha.

zaheer ke liye itna bhi bohat tha, kahan uske zinda bach jane ki ummeed tak nahi thi, wahi agar wo zinda bach gaya hai to, usay ek aankh ki tension kyun hone lagi.

hospital shift hote hi zaheer ke gharwalun ko bhi pegham de diya gaya tha. wo sabhi bhaagte hue aye the. unke jigar ka tukda jo unhe mil gaya tha. wo sabb bohat khush hue zaheer ko dobara firse apne beech me paa kr...

hospital me admit hone ke baad sanjay aur zaheer ka apas me connection toot gaya tha. jis waja se zaheer ko sanjay aur raja ka pata nai chal paaya tha.

zaheer ko hosh aaya to khud ko apni family ke beech me paa kar wo bohat khush hua. zaheer ko raja aur rana nahi dikhe to usne ishare me hi apne gharwalun se dono ke baare me poochha, lekin koi zaheer ke ishare ko samjh nahi paaya.

zaheer bada heran tha k raja aur rana kahan ghayab ho gaye han. thode se dino me hi zaheer raja aur rana ke liye apne dil me bohat jaga bana chuka tha.

zaheer raja ke baare me kuch bhi nahi jaanta tha, lekin wo is baat par heran tha, raja ka agar koi ghar hai bhi to ek baar to raja ko usse milne aana chahiye tha... raja ne jis tarha se khud ko khatre me daal kar zaheer ko bachane ke liye struggle ki thi, aisa to ho hi nahi sakta tha k raja aur rana zaheer se milne na aayen..

sanjay ka zaheer ko jald hi pata chal gaya tha. lekin raja achanak se hi ghayab gaya tha, jo zaheer ke liye bohat ajeeb tha..

jabb sanjay fit hua,to zaheer se milne aaya.

zaheer ne likh kar sanjay se raja ke baare me puchha, to sanjay aana kaani karne laga. zaheer ko kuch ajeeb sa laga sanjay ke aise behaviour ko dehk kar..

lekin wo khul kar nahi poochh sakta tha. zaheer abhi bolne layak nai hua tha. aur dusra wo samjh gaya tha k kuch to gadbad hai.. jo sanjya batana nahi chahta.

sanjay ke jaane ke baad zaheer ne apne papa se likh kar raja aur rana ke baare me pata lagane ka keh diya tha..

zaheer ne apne papa se keh diya tha, k kuch bhi ho jaaye raja aur rana ko dhunda jaaye, aur agar wo dono kisi museebat me hain to unke liye kuch bhi karna pade to wo peeche na haten ..

sanjay ki family ke jaise nahi the zaheer ke gharwale, agar raja ne zaheer ko bacha kar un sabhi par ehsaan kya tha, to raja ke liye ye sabb mar mitne ko bhi tayyar the..

************************************************************************************

Itroduction

************

Zaheer Family

**************

Tahir Baig.........age:49
Mehreen Baig..age:47

********************
Zaheer Baig..age:21
Laiba Baig..age:18

*******************

zaheer ki family middle class se kuch upar han, zaheer ke papa tahir baig khud ka chota mota business karte han. unki garments ki ek choti si factory thi, jo in sabhi ke liye bohat hai, paison ka lalach nahi hai kisi ko bhi, sabka guzara bohat achche se ho raha tha.

sabb hi pyaar ke bhuke the. zaheer ke gum ho jaane se sabb hi toot gaye the, lekin abb zaheer ke wapis aa jaane se sabb me hi firse zindagi laut aai hai..

tahir baig shreef aur dil ke achche insaan han, jawani me pehlwani ka bhi shock raha hai, isliye dunya ke saare hi rang dekh chuke han.. seht ke muamle me ek pehnwan jaise hi dikhte the, lekin zaheer ke gum ho jaane se seht me fark aa gaya tha. lekin the phir bhi bohat fit.

inke dost ka ek bada akhaada hai gharse kuch faasle par. jahan aksar jaate rehte han.

zaheer ke kehne pe tahir baig ne apne akhade wale dost se mashwara kiya, aur apne dost ke sath milkar raja baare info nikalne ka plan banane lage.. pehlwan ne apne admiyon se raja baare info nikalne ka keh diya. kuch din lage lekin sabb info mil gai..

zaheer ko jab saari baat ka pata chala to zaheer bohat ghusse me aa gaya, wo soch bhi nahi sakta tha k sanjay aur uske gharwale itne ghatiya bhi ho sakte han... raja aur rana ne kaise apni jaan daao par laga kar dono ko bahaya tha, sanjay ke ghar walun ne dono ka ehsaan chukane ki bajaye dono ki hi zindagi narg bana di.

zaheer abhi khud kuch bhi karne layak nahi tha. usne apne papa ko ek paper pr likh ke diya..

zaheer:- papa main aapka iklota chiragh hun. parr raja ne agar mujhe na bachaya hota to aapka chiragh kab ka bujh chuka hota, raja aur renu dono ne mujhe bachane ke liye bohat kuch kiya hai, mujhe daldal se nikalne ke liye dono ne apni jaan lada di thi. jahan khud ki jaan bachana mumkin nahi tha, wahi dono ne milkar mere jaaan bachaai hai, papa main jaan dekar bhi dono ka ehsaan nahi chuka sakta aur na hi aap sabb chuka sakte han.

isliye kaise bhi karke raja aur renu ko wahan se nikalne ka bandobast karen. agar aap chahte han k main hamesha sar utha ke apni life me aage badhon to mujhe raja aur renu dono hi surakshit chahiye..

tahir baig:- beta tum fikr na karo, mere bete ki jaan bachane wale ke liye mujhe apni jaan bhi daao par lagani pade, to main peechhe nahi hatunga. beta tum un dono ki taraf se befikr ho jaao.

zaheer ko apne baap ki baat se hosla mila, aur wo khush ho gaya, kyunki wo jaanta tha k uska baap jo kehta hai, wo karke dikhata, wo apni zubaan se hatne walun me se nahi han..

zaheer ka baap raja aur renu ke liye masroof ho gaya aur zaheer herangi se sochne laga. k rana, renu hai, jitna waqt bhi wo saath raha tha, wo renu ke baare me jaan hi nahi paaya tha..
lekin fir wo maujuda suart-e-haal baare sochne laga..

********************************************************************************

tahir baig apne dost ke paas gaya aur usse se madad maang li, pehlwan ne apne kuch admi tahir baig ko diye, raja aur renu ko waha se nikalne ke liye..

parr ye sabb itna bhi asaaan nahi tha, ek ganster ki kothi me ghusna aur fir dono ko wahan se nikaal laana..

moka dhundte dhundte din guzarne lage, aur fir wo din bhi aa gaya jis din raja ke seene me goliyan utaar di gaen.

pehlwan ka ek banda rajveer ki kothi se kuch fasle par nigrani ke liye maujud tha, lekin jabb raja ko goliyan maari gaeen tabb wo admi pishab karne ke liye gaya hua tha. goliyon ki awaz sunkar wo jaldi hi apni jaga ki taraf bhaaga,

jabb wo wapis aaya to usay ek gaadi kothi se bahar jaati hui dikhi aur fir andar se kisi ke rone ki awaz suni, to wo kuch faasle par maujud ek darakht par chad gaya. aur andar ka jayeza lene laga.

wo aksar isi drakht par chad kar doorbeen se andar ka view dekha karta tha.

andar ka sabb dekh k usay kuch gadbad lagi aur fir usne tahir baig ko fone laga diya. jo usne dekha aur samjha sabb bata diya... aur ye bhi bata diya k usay andar raja nahi dikh raha bass andar ek jaga khoon ke paas ek ladki ghutno par baithi dahaden maar maar ro rahi hai.

tahir baig samjh gaya k zarur raja ke sath kuch galt ho gaya hai aur rone wali ladki renu hai. tahir baig ne admi ko renu ki pic lene ka keh diya.

tahir baig ne 3 admi gaadi ke pechhe bhej diye, pata karne ko kahin us gaadi me raja to nahi hai.. lekin ek ghante takk gaadi ko dhundne se bhi gaadi nahi mili, to tahir baig ne zaheer ko sabb bata diya. aur apne shak ka izhaar bhi kar diya.

ho na ho raja ko maar kar kahi phenk diya gaya hai..

zaheer ko apni halat par ghussa aane laga, wo jaldi theek kyun nahi hua, warna wo sabb akela hi kar leta, kisi k bharose par reh kar wo raja aur renu ke liye kuch kar nahi paa raha tha..

zaheer:-(likh ke) papa bohat din bet chuke han. aur dono abhi tak wahan se nikaale nahi ja sake, abb agar raja ke sath kuch bura hua hai to fir kaise bhi karke renu wo wahan se nikaal kar surakshit karden.... kuch to bojh halka ho jayega mera.. warna raja ke liye kuch na kar paane ki padaash me kahin main andar hi andar ghut ghut ke na mar jaaon..

tahir baig bahadur admi bhi tha, ladne marne wala bhi tha. lekin ek bade gangster se saamna karna asaan bhi to nahi tha, uske liye aur na hi pehlwan ke bheje hue admiyon ke liye..

pehlwan k admi hathun ki ladai ke liye best the. kuch admi guns bhi chala lete the, lekin wo criminal mind nahi the. aur na fir pakke nishane baaz.

kothi par to 50 k kareeb guards with latest guns..

kaise sabb se lada jaye.. lekin aaj ki bidgi surat-e-haal ko dekh kar tahir baig ne khud ko daao kar laga dene ka faisla kar liya.. wo raat ko kothi me ghus kar renu ko nikalne ke liye tayyar ho gaye.. agar zindagi hai to wo renu ko nikaal paayega. warna agar zindagi ne khatam hona hi hai. to fir usay bachane se fayda bhi kya, jaani hai to jaa ke hi rahegi..

tahir ne apne dost pehlwan ko sabb bata diya jo aaj hua tha.. aur ye bhi keh diya k wo khud kothi me ghus kar renu ko nikaal laayega. chahe uski jaan hi kyun na chali jaaye...

pehlwan bhi sabb sun kar ghusse me aa gaya, aur apne sabb admiyon ko sath mila kar raat k akhri pehar kothi par halla bolne ka plan bana liya..

aaj hue kaand ki waha se tahir baig aur pehlwan aag bagola the, isliye pure ghusse aur josh me kothi par chad daude... achchi khasi ladai hui aur isi ladai ka fayeda utha kar tahir baig kothi me ghus gaya.. pic to renu ki uske paas pohnch hi chuki thi aur renu ko pehchan lena abb mushkil nahi tha.

sabb ne hi apne chehre dhake hue the. pehchan liye jaane ki tension nahi thi.

goliyon ke shor ne sabb ki hi neenden uda di theen.. renu bhi apne room se bahar aa gai thi.. tahir baig ek jaga chup kar sabb ko hi dekh raha tha.

renu ke maatmi face ko dekhte hi tahir baig ko bohat dard hua.. moka dekh kr tahir baig renu k paas gaya aur confirm karne k baad wo renu hi hai..

renu ko lekar kothi se bahar nikal gaya..

pehlwan ne bhi dekh liya tha k uska dost ladki le aaya hai. to usne apne admiyon ko wapis hone ko bol diya... police k pohnchne ka time bhi ho chuka tha, isliye sabhi khud ko safe rakhte hue wapis mud gaye...

pehlwan k 3 admiyon ko ek ek goli lagi thi, lekin jaanlevaa koi bhi nahi thi.. sab achche se ho gaya tha.

tahir baig raja ke liye to kuch kar nahi paaye lekin renu ko unho ne bacha liya tha..

neki jitni ho sake kar leni chahiye. agar sab ko bacha paane ki himmat nahi hai, to jisko bacha sakte ho bacha lo.. raja ka kuch pata nahi chala tha. renu ne bata diya tha k raja ko 3 goliyan lagi han..

renu ko bacha lene ki khushi to thi, lekin raja ke liye sabb hi dukhi the. renu ne jitna rona tha ro liya tha. abb wo kuch shaant si dikh rahi thi.

zaheer ko renu ka pata chala to khush ho gaya, k chalo ek ka bhala to ho gaya.
raja ke liye wo dukhi tha, k wo raja k kisi kaam nahi aa saka.

jahan raja ko khaai se neeche phenka gaya... wo ek veran pahadi ilaka tha.

veraano ki khaak chhan rahe kuch jogiyon ka ek tola apne matlab ki cheezen dhundne ke baad wapsi ke liye jaa raha tha. us tole me ek ladki bhi thi jo apne baba ke sath milkar verano ki khak chhan rahi thi.

ladki:- baba aise ilakon me kitni shaanti hoti hai naa.

baba :- haan anjali beta, shaanti to hogi hi aisi jaga, yahan shehri gaadiyon ka shor bhi to nahi hai.

anjali:- baba shehri zindagi hamari zindagi se achchi hoti hai kya.??

baba:- nahi beta, bhala shehron me aisi shaanti kaha dekhne ko milegi, wahan to bass paisa hai, shaanti nahi hai kisi k paas.. aur jahan shaanti nahi hoti wahan ki zindagi achchi kaise ho sakti hai.

dono baap beti baaten karte hue apne saathiyon ke hamra wapsi ke liye chal rahe the..verana abb thoda saa hi reh gaya tha, aur shaam hone me abhi 1 ghanta baaki tha. wo sabb thak gaye the to kuch der rest karne ke liye ek darkht ke neeche baith gaye.

anjali ne apne baba ko thaka hua dekha to

anjali:- baba main aapko paani pilaaon......

baba:- haan anjali beta, piyas to lagi ahi, pehle dusro se poochh lo. unko bhi piyas lagi hogi, pehle unhe pila do, main baad me piyonga..

anjali:- theek hai baba.

anjali ne baaki sabb se poochha to unho ne haan bol diya, aur anjali chamde se bane mashkeeze se paani nikaal kar sabb ko pilane lagi, anjali man ki badi payari ladki thi, dosron ki seva se bohat khush hoti thi. sabb ne anjali ko duayen deen to wo khush ho gai. apne baba ko paani pila kar anjali ne khud paani piya..

anjali apne baba ki god me sarr rakh kar let gai. anjali ki nazar upar uthi to uski cheekh nikal gai..

anjali ki cheekh se sab uski taraf dekhne lage.

baba:- anjali beta tum cheekhi kyun...

anjali:- baba..wo...wo..wo.. anjali darakht ke upar ishara kr rahi thi.. sabne upar dekha to sabb ke hi ronghte khade ho gaye..

unhe ek laash darkht par latakti hui dikhi... sabb hi darr gaye the achanak se laash dekh akr. lekin fir 2 hi mint me sabhi shaant bhi ho gaye..

baba:- koi upar ka kar dekho, wo mar chuka hai, yaa abhi zinda hai.

ek 22 saal ka ladka baba ki baat sun kar darakht par chadne laga.

verano ki khaak chhaanne wale kamm hi darte han. wo to achanak se dekh kar darr gaye the. warna wo itne bhi buzdil nahi the..

ladka upar pohncha aur fir chech karne laga k wo laash hi hai yaa abhi takk iski saanse chal rahi han.. wo kuch der us laash ke seene par kaan dabaye dhadkan ko sunne ki koshish karta raha.. aur fir usay dhadkan mehsos ho gai.. wo chillaya..

ladka:- ye abhi zinda hai. iski dhadkan bohat dheere dheere sunaai pad rahi hai.

baba ne 2 aur zayada umar ke jogiyon ko upar chadne ko bola. fir sabb ne hi milkar us sharir ko neeche utaara..

anajli darrti hui apne baba se lipit gai..

baba :- anjali beta darro nahi, aur mujhe is zakhmi ko check karne do..

anjali ne baba ko chhod diya..

baba ne apne pass maujud jhola bag se kuch nikala aur usay zakhmi insaan k naak se laga diya. wo cheez apna rang badalne lagi.. baba ne fir ek dhaaga uski naak ke paas rakha, aur dhaage ko hilte hue dekhne lage.....

baba:- iski saans bohat dheemi hai, aur jald hi rukne wali bhi hai. hume iske liye kuch karna hoga, tum sabb pehle apne jhola bag ka saara samaan bahar nikalo...

sabb ne hi apna sabb samaan bahar nikal lia..

baba ek ek karke sabb cheezon ko dekhne lage... fir unki nazar ek jadi booti par padi. baba ne jadi booti ko okhal aur moosal(Mortar and Pestle) me daala aur usay pees kar ek safoof tayyar kiya aur fir usay zakhmi ki naak ke andar daal diya.... 5 mint baad baba ne fir se dhage ko zakhmi ki naak ke aage kiya, is baar dhaage ko dekh kar baba bole.

baba:- abb iski saans kuch behter hai.... kuch der ke liye khatra kamm ho gaya hai.

anjali:- baba iske hathon par ye chamda kyun hai..

sabne hi pehle ghaur nahi kiya tha.... sabne dekha fir dekhte hi heran reh gaye..

baba :- lagta hai is ladke ke sath kisi ne bohat zulm kiya hai. chamde ko dekh kar lagta hai, ise baandhe kai din beet chuke han, jagan tum chaku se is chamde ko kaat do.

darkht par milne wala sharir raja ka tha.. akhil ke paaltu gundo ne raja ko khaai se neeche phenk diya tha... lekin khushkismati se raja ek darkht ki shakhon me atak gaya tha.

raja ke hathun se chamda alag hua to baba raja ke hath dekh kar samjh gaye k raja ke hath par chamde ko bandhe kai din beet chuke hain.

baba :- abb jaldi se ise uthaao aur chalo, iski jaan bhi bachani hai. pata nahi kis maa beta ha, kya haal ho raha hoga iski maa ka..

sabb ne hi jaldi se sabb samaan sameta aur raja ko utha kar tezi se apni manzil ki taraf badhne lage..

muje 3 goliyan lagi theen. lekin mere dil me ik aas thi k main renu ke bina nahi marunga. jab takk renu zinda hai mujhe kuch nahi hoga.. aur agar main marr gaya to renu ko kaun is daldal se nikale ga..

goliyan lagne ke baad main behosh ho gaya tha, aur main renu se kehne wala tha k main usay kuch nahi hone dunga, main usay bacha kar le jaaonga..

pata nahi kya tha mere mann me, lekin mujhe kahi se aisa nahi lagg raha tha k mai marr jaonga... mera aur renu ke dil ek dusre se jud chuke the, aur renu ki chal rahi saans mere liye zindagi ka pegham thi... jabb renu zinda hai to main kaise marr sakta hun ... abhi to mujhe renu ke sath ek lambi aur khushiyon se bharpur zindagi jeeni hai.

mujhe hosh aaya to maine khud ko ek jhonpdi me paaya, jhonpdi bohat badi thi, andar 2 diye jal rahe the.. main samjh nahi paaya, k main is jaga kaise aa gaya main to kothi me tha, yahan kaise aa gaya.. maine uthne ki koshish ki to main uth nahi paaya. main sarr ghuma kar dekha to maine khud ko lakdee ke ek bade takhte par paaya.. mujhe us takhte par rassiyon se baandha gaya tha...

maine khud ko rassiyon se azaad karne ke liye zor lagaya to mujhe apne seene me bohat zayada dard mehsus hone laga. main sochne mujhe itna dard kyun ho raha hai. aur main fir main apne jism ke kisi bhi hisse ko hila paane me kamyab kyun nai ho paa raha.

mujhe apne hathu aur pairon me bhi jaan mehsus nahi hui thi. main yaad karne laga k mujhe hua kya tha, mere dil me dard sa uthne laga, aur fir mujhe renu ka rota hua chehra dikhne laga, aur is ke sath hi mujhe sabb yaad aane laga, kaise maine sanjay ki behn ko dhaal bana kar renu ko awaz lagai thi aur kaise deepti mere shikanje se nikli aur fir kaise mujhe goliyan lagee..

renu ke rota bilakta chehra meri ankhon ke saaamne aaya to mere andar jwalamukhi dehakne laga, renu ke sath bohat galt kiya gaya tha, humne kisi ka kya bigada tha, jo ye sabb hume bhugatna pada. kisi ko nahi chhodaga, ek ek ko chun chun kar maaronga.

renu ko mela karne ki padaash me main bhi sanjay aur akhil ke ghar ki sabhi ladkiyon aur aurton ko chud kar unhe is baat ka ehsaaas karwaaonga, k izzat ke sath khelna mazak nahi hota...

jis jisne jo bhi kiya hai, abb sabb ko hi wo bhugatna padega.. kisi ko bhi nahi chhodonga. pehle main unke kaabu me aa gaya tha, lekin abb main khud ko aur renu ko bachate hue sab ki maa aur behn ko chud ke rakh dunga. bada ghamand hai sabhi ko hi apne rutbe par, apne paise par. sab ka rutba mitti me mila dunga, aur sabb ka paisa chhen kar kodi kodi ka mohtaj bana dunga...

itna bada ehsaan kiya tha maine sabb par, lekin mera ehsaan chukane ki bajaye mujhe hi barbad kar diya..

sanjay ko main hi bacha kar laya tha, abb wahi sanjay marega, sanjay ki zindagi meri di hui thi aur main jab chahe usay chhen sakta tha. sanjay iklota hai, chaheta hai sabb ka, aur wahi iklota aur chaheta main un sabhi se chhen lunga. fir main dekhunga, kaise wo sabb rote bilakte han, dard kya hota hai, abb main unhe dikhaonga.....

mere andar ki aag dheere dheere karke badhne lagi, jis waja se mere dard me bhi izafa hone laga jo mere liye sehn karna mushkil tha, isliye main ek baar firse behosh ho gaya..

***********************************************************************************

Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
13,492
83,827
259

Asad bhai maja he agaya bahut he shandar aur pyara update tha aise he katayi zahar wale update chahiye
Akhir raja aur renu ka ab dosti pe se viswas toh ni uthega aur zaheer ne apna asli farz nibhaya.. Dosti ka
 
Top