• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
44,407
118,864
304
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Vega Star

Active Member
1,002
13,643
144
Update 103

Dopahar ko site pe jane se pehle mene Pawansir ko phone kia to unhone kaha ki me ghar par hu to me unse milne chala gaya. Dorbell bajane par Snehamadam ne darwaja khola, muje dekh kar smile ke sath unhone mera swagat kia.

Sneha : Aao Shiv, Pawan tumhara hi intejar kar rahe hai. (Me ander chala gaya, Pawansir hall me hi bethe hue the)

Pawansir : Aao Shiv, betho. (Snehamadam mere liye pani le aayi, muje pani dene ke baad wo wahi beth gayi, mene pani pine ke baad glass wahi rakh diya) Bolo kaise aana hua.

Shiv : Wo site ke supervisor ke bare me baat karni thi.

Pawansir : Kya hua, kuchh kia kya usne?(Me aisi baat Sneha ke samne nahi bolna chahta tha, to mene Sneha ki aur dekha, wo samaj gayi)

Sneha : Tum dono baate karo, me tumhare liye milkshake banati hu. (wo ander chali gayi)

Pawansir : Ha bolo Shiv.

Shiv : Sir, wo supervisor waha ki ladkio aur aurto ke sath galat kaam karta hai, unka fayeda uthata hai.

Pawansir : (Meri baat sun ne ke baad bhi wo shant the)Dekho Shiv, jaha tak bussiness ki baat hai, us se hame koi matlab nahi hai, rahi baat uske aisa karne ki to, uske liye police hai, agar kisi ko lagta hai ki uska galat fayeda uthaya ja raha hai to use police complain karni chahiye, ya fir mujse bhi complain karni chahiye. Jo aurate hai wo aur wo supervisor, dono apana fayeda dekh rahe hai. Ha me manta hu ki uske badale wo us se kaam se chhuti de kar hamara nuksaan kar raha hai, par wo niksan bahot chhota hai, aisa thoda bahot to har jagah chalta hai, aur dusari baat, wo supervisor hamare business partner ka aadmi hai, me us se sikayat kar sakta hu, par wo bhi yahi kahega. Ha agar wo kisi ke sath jabardasti karta hai to hum uske khilaf police me case darj karwa shakte hai aur use nikal bhi shakte hai. Tumhe shayad meri baat achchhi na lagi ho par iss duniya me ye sab chalta rehta hai. Wo jo bhi aurat hai wo apne fayde ke liye hi uske pass ja rahi hai. Ye jo project hai wo joint project hai, jamin par uska kabja hai to hame kuchh bato ko najar andaj karna padta hai. Ha agar wo saman ka gaman karta hai ya kisi aur tarike se hame nuksan pahucha raha hai to me karyawahi kar shakta hu. Iss project me jo mera partner hai Prakas Rao. Uski achchhi khasi pahoch hai, yaha ka MLA bhi uska khas mitra hai. To aise project ke liye jamin wo muhaiya karwata hai. Ye aisa business hai jisme kuch kaam awidh tariko se bhi hote hai, meri bhi pahoch hai par abhi utni nahi ki me ye sab handle kar shaku. (Sneha mere liye milkshake aur kuchh nasta le aayi, hamari batchit thodi der ke liye ruk gayi)

Sneha : Yaha bethu ki ander chali jau?

Pawansir : Aisi koi baat nahi hai, tum betho, tumhare samne baat karne se ye sharma raha tha, par wo baat ho chuki hai, tum beth shakti ho. (Sneha ne mere samne dekha, me muskuraya, to wo bhi beth gayi) Ha, to me keh raha tha ki agar muje bade project karne hai to jamino ke masale solve karne padenge aur uske liye power chahiye. Abhi ki baat karo to ek project hai, ek badi factory ka construction karna hai. Wo jamin yaha ke bahot bade bussinessman Suryadev Mehra ke naam hai, unhone ye jamin us project ke liye kharidi thi par us jamin par kuchh logone awaidh tarike se kabja kiya hua hai. Jaha tak muje jankari hai ye us MLA Kamalnath ke hi aadmi hai. Wo ye sab khul kar nahi kar shakta. Pichhale 6 mahine se ye project hawame latka hua hai. Kamalnath aur Prakas Rao mile hue hai, waise to Prakas Rao aur Suryadev me bhi achchhe riste hai, par bussiness, in risto nato se alag hota hai. Kamalnath, Suryadev ki naak daba raha hai, aur Prakas Rao apne samabdho se ise suljane ki koshis karega, iss tarha ye project uske pass hi jayega. To agar muje kaam karna hai to muje uska sath dena hi hoga.

Sneha : Aap bhi kya isse ye sab bata rahe hai, isse kaise ye sab pata hoga, aapke bussiness ki baate samajne ke liye abhi ye chhota hai. Tum milkshake pio Shiv. (Muje bhi Sneha ki baat sahi lagi, waise bhi mere palle kuchh nahi pada tha)

Pawansir : Ye tumhari samaj me nahi aayega, jab me iss bussiness me aya tha to muje bhi kuchh pata nahi tha, par aise hi to jankariya badhti hai aur aage badhne ke raste khulte hai.

Sneha : Ha par isse kaya bussiness karna hai, ye to khiladi banega, aap uska dhyan maat bhatkao.

Pawansir : (Muskurate hue) Are baba, me to bas aise hi keh raha tha, ye iss kaam me aaya hai to agar iski jankari use hogi to use hi kaam aayega. Kya kehte ho Shiv.

Shiv : Ji Sir. Waise ye Prakas Rao ji, kabhi aate nahi kya site par, kabhi dekha nahi unhe.

Pawansir : Aate hai, par kabhi kabhi, aaj bhi gaye the, par subah tum hote nahi to shayad tumhara milna nahi hua. Agar milna chahte ho to mil shakte ho, muje unhe kuchh document pahuchane the, tum de aao.

Shiv : Thik hai.

Pawansir : Me tumhe unki office ka address de deta hu, ha par ye cover unke hath me hi dena, kisi aur ko nahi.

Shiv : Thik hai.

Pawansir : Muje bhi ek kaam se jana hai, chalo me tumhe raste me drop kar dunga, waha se tumhe ye office nazdik padega.

Hum dono waha se nikal gaye. Unhone muje ek jagah utardiya aur fir aage ka rasta samja diya. Me waha se chalte hue ek bahumanjila imarat me gaya. Us imarat me ye office tha. Office me ja kar mene reception par puchha to unhone bataya ki Sir abhi office me nahi hai, wo ghar gaye hai. Mene Pawansir ko phone kar diya. Thodi der baad unka phone aaya ki me Prakas Rao ke ghar chala jau. Mene office se address liya aur unke ghar ki aur chal pada.

Site par Shiv abhi tak aaya nahi tha to ladkio me kaam karne ka utsah hi nahi tha, wo baar baar uska rasta dekh rahi thi.

Bholi : Kaha reh gaya wo, abhi tak dikha nahi.

Jumari : Ha, ha jaise tere liye bhaga chala aayega.

Bholi : Kyu nahi aayega, agar me apana ghaghara utha du to dauda chala aayega.

Jumari : Kamini, sirf naam ki bholi hai, lakshan to ek bhi mel nahi khata apne naam ke sath. Tuje kya lagta hai, tere ghaghre me aisa kya hai jo mere pass nahi hai.

Bholi : Mere pass kuwari chut hai.

Jhumari : Badi aayi kuwari chut wali, wo to mere pass bhi hai, aur me tere se lambi bhi hu, samaji.

Bholi : Lambi hai to kya fark padta hai?

Jhumari : Wo kitna lamba hai, dekha nahi tune, agar wo itna lamba hai to soch uska wo kitna lamba hoga. To tere bas ki baat nahi hai, use lene ki.

Bholi : Ja, ja muje na bana, me bhi le lungi.

Kamali : Ye kya laga rakkha hai tum dono ne, wo to hamare bare me aisa sochta bhi nahi hoga aur tum ho ki apas me hi lad rahi ho. (Tabhi supervisor aata hai)

Supervisor : (Unche awaj me)Ye kya time pass kar rahi ho, kaam pe dhyan do.

Jhumari : Kar to rahe hai, mu apana kaam kar raha hai aur hath apana.

Supervisor : Bahot jaban chalne lagi hai, bahot ud rahi ho, lagta hai par kutarne padenge tumhare.

Jhumari : Achchha, aur wo kaise karega tu.

Supervisor : Wo naya launda kya aaya hai, sab ki sab uske pichhe hi pad rahi ho, tum log bhi dekhti jao, use yaha se bhaga na diya to mera naam badal dena.

Jhumari : Achchha, fir kya naam rakhnege? (Sab hasne lagi)

Supervisor : Bahot par nikal aaye hai, ab tu dekhti ja me kya karta hu. (wo waha se gusse me chala gaya)

Kamali : Kyu usko muh lagati hai, hume yaha kaam bhi karna hai samji.

Jhumari : Jaise hame kaam ki jarurat hai waise hi use kaam karnewalo ki, hum mehnat karte hai to unka kaam hota hai, sala ek din to mere jitna kaam karke dikhaye, tab samaj aayega.

Kamali : Tera baap bhi yaha kaam karta hai, wo yaha hai iss liye tera baap tuje kaam karne de raha hai, dusari jagah nahi bhejega tuje.

Jhumari : Kya nahi bhejega, use to apni daru milni chahiye, sare paise usi me uda deta hai, agar me kaam na karu to ghar me khana nahi banega, wo kya rokega muje kaam karne se.

Bholi : Kaha ki baat kaha aa gayi, satyanas ho us mue ka, sara mood kharab kar diya. Chalo kaam pe lago, aur ye apana chikana bhi kaha reh gaya.

Bhargavi bhi sahere me ho rahi chorio se paresan thi, upar se bhi us par dabav badh raha tha. Usne apne aadmio ko bhi laga diya tha, aur khas karke Jahir garage par najar rakhne ko bola tha, par koi surag nahi mil raha tha. Usne apne aadmi ke jariye bike ko bechne ki bhi koshis ki thi par aisa lag raha tha ki wo chukanna ho gaya hai. Use Shiv ki bhi yaad aayi, wo keh raha tha ki wo koshis kar shakta hai, ab use lagne laga tha ki ek bar Shiv se mil liya jaye. Kyu ki wo log ek bar waha ja chuke hai to ho shakta hai ki Jahir unki baat maan le. Par Shiv ka jikar aate hi uske jahen me wo hi pal aa jata tha. Wo barso se akeli reh rahi thi, shadisuda jivan jine ke baad vaise bhi akele rehana muskil hota hai, par usne apne aap ko kaam me is tarha dubo diya tha ki kisi aur khayal ke liye jagah hi nahi bachi thi. Itne salo me koi bhi itna karib nahi aaya tha jitna Shiv aaya tha, bhale hi wo uske sath kasarat aur practice hi kar rahi thi par wo uske sharir ko chhuta tha, uske pati ke baad Shiv pehla vyakti tha jo use chhu raha tha. Waise bhi wo jis post par thi kisi ki himmat nahi thi ki uski aur aank utha kar dekhe. Aur Shiv ne bhi kuchh jaan buj kar to kia nahi tha, wo to bas ho gaya tha, ab wo thi to ek ladki, aur agar koi ladki kisi ladki ke itna karib ho to aisa ho jana sambhav hai. Wo pichhale kayi dino se ye soch rahi thi ki aisa kya hua ki Shiv uttejit ho gaya tha, usko aisa kya achchha laga ki wo uske sath aisi harkat kar betha. Us ghatna ke baad jab wo us se mili thi to kitana ghabara raha tha. Ek galti to kisi ki bhi maaf ki ja shakti hai, waise bhi use Shiv ke sath time bitana achchha lagata tha. Jaan pehchan to uski bahot thi par aise niji sambandh keh shake aisa koi nahi tha. Shayad issiliye usko Shiv ke sath is tarha time bitana achchha lagata tha. Par abhi bhi wo Shiv se mile ki na mile isske liye duvidha me thi.

Me bataye address par Prakas Rao ji se milne pahuch gaya tha. Bahot alishan bangla tha unka. Aur vaise bhi wo custruction line me the to bunglow to aisa alishan banana hi tha. Bahar gate par chaukidar bhi tha. Mene use apne aane ka karan bataya to usne muje ander jane diya, shayad usko pehle se keh diya gaya hoga, kyu ki Pawansir ne phone kar diya tha. Me ander gaya to ek bada sa darwaja tha jo khula hua tha. Ander bahot bada hall dikh raha tha par aise ander jana muje thik na laga iss liye me darwaje par hi khada raha aur darwaje ko khat khataya, ek naukar waha aaya aur mujse puchhne laga, tabhi ander se ek aurat ki awaj aayi.

Awaj : Kon hai kaka? (Puchhte puchhte wo rasoi se bahar aayi to me dekhte hi chaunk gaya, wo bhi muje dekh kar chaunk gayi)Tum??? Yaha???

Shiv : Ji, Prakas Rao ji se milna tha. (Ye Swarna thi)

Swarna : Aap jao kaka, (Wo naukar chalagaya tab tak wo kuchh na boli)Tum mere sasurji ko jante ho? (Uske chehre par chinta ke badal chhaye hue the)

Shiv : Nahi, janta to nahi, par me jaha kaam karta hu waha se muje unhe dene ke liye kuchh diya hua hai to me wohi dene aaya hu. (Me unke chehre ke bhav samaj raha tha, me unka dar saaf mehsus kar pa raha tha, mene dhimi awaj me kaha) Aap chinta maat kijiye, aap ko darne ki jarurat nahi hai.

Swarna : (Uske chehre par rahat ke bhav ubhar aaye, usne smile karne ka prayatna kia)Sorry, wo tumhe ekdum se samne dekh kar thoda dar gayi thi, muje pata hai tum waise nahi ho, aao ander aao. (Me unke pichhe pichhe ander chala gaya)Tum betho me, papa ko khabar karti hu. Kaka o kaka, jara sahab ko khabar dijiye Shiv unse milne aaya hai.

(Me sofe par beth gaya, ghar bahot hi alisan tha me sab dekh hi raha tha ki ander ke kamare se ek aadmi bahar aaya, chasma lagaye, usne ghar me pehan ne wala over coat pehna hua tha jo aksar amir log pehante hai. Unhe dekh kar me khada ho gaya, wo waha rakkhi ek chair par beth gaye, par muje bethne ko nahi bola to me khada hi raha, muje upar se niche dekhte hue)

Prakash Rao : Ha bolo?

Shiv : Ji, Shiv, muje Pawansir ne bheja hai, aap ko ye dene ke liye(Unke najadik ja kar mene cover unki aur badha diya, unhone cover khola aur dekhne lage, tabhi Swarna mere liye pani le kar aayi)

Prakas Rao : Ye kya bahu, tum kyu pani le kar aayi, naukar mar gaye hai kya. (Unki awaj me kadak pan aur be rukhi thi)

Swarna : (Darte hue)Ji ji wo kaam kar rahe the to me le aayi.

Prakas Rao : Ye koi mehman nahi hai, ye bhi ek naukar hai hamara, kaam karta hai hamare waha. Tum jao. (Muje us sale par bahot gussa aa raha tha, ghamand uske chehre se uski bato se tapak raha tha, Swarna bechari badi daya se muje dekh rahi thi, mene sirf palke jhapka kar ha kaha to wo wapas chali gayi, jate jate bhi usne meri aur dekha)Kya naam hai tumhara?

Shiv : Ji, Shiv.

Prakas Rao : Thik hai, me Pawan se baat kar lunga. (Ye mere liye jane ka aadesh tha, tabhi mene dekha ki ek ladki upar se nichhe utar rahi thi, use dekh kar bhi me chaunk gaya, ye Vaiswi thi, muje dekh kar wo bhi sidhio par ruk gayi, muje sidhio ki aur dekhata dekh Prakas Rao ne bhi us taraf dekha, fir muje sakht awaj me kaha)Ab jao kaha na.

Shiv : Ji ji Sir. (Me fauran waha se nikal gaya)

Ek taraf muje Prakas Rao ke ravaiye se gussa aa raha tha wahi me Vaiswi aur Swarna ko dekh kar chaunk gaya tha. Matlab Swarna, Vaiswi ki bhabhi thi. Swarna ki halat mene dekhi thi, muje us bechari par taras aa raha tha, wahi me samaj gaya tha ki Vaiswi aisi kyu hai, apne paiso ke ghamand aur apne baap ke jaisa vyavhar. Ye sab sochte sochte me site par pahuch gaya. Waha pahuchte hi muje supervisor samne hi mil gaya.

Supervisor : Kyu bhai kaha ghum rahe ho?(Uske bolne ka andaj hi aisa tha ki muje us par bhi gussa aa gaya, ek to pehle se hi Prakas Rao ki wajah se dimag garam tha)

Shiv : Tumhe kya, tum mere boss nahi ho samaje.

Supervisor : Abhi aaye 10 din bhi nahi hue aur ye tevar, me yaha ka supervisor hu, yaha ka sab kuchh muje hi dekhna hota hai samaja.

Shiv : Muje, tuje safayi dene ki jarurat nahi hai samja. (Me aage badh gaya, wo muje gusse se ghur raha tha)

Supervisor : Bahot charbi chadhi hai na, abhi dikhata hu. (Usne Prakas Rao ko phone laga diya) Hello Sir.

Prakas Rao : Bolo.

Supervisor : Sir, me yaha supervisor hu fir ye dusare ladke ko kyu rakkha hai, waise bhi wo time par nahi aata, aur kuchh puchho to sidhe muh jawab bhi nahi deta, iski jarurat kya hai?

Prakas Rao : Tuje kya lena dena iss se, Pawan ne rakhvaya hai, jaise mene tuje rakhvaya hai, tu apana kaam kar, aisi chhoti chhoti bato ke liye muje phone maat kar, rakh ab.

Prakas Rao ki baat se supervisor ki gaand jal gayi, wo thodi der phone ko hi dekhta raha. Fir gusse me taiyar makan me chala gaya. Me jaise hi ander pahucha to Bholi mere pass aa gayi.

Bholi : Kaha reh gaye the babu, ye time hai aane ka(Uske kehne me sikayat thi, uske aise puchne par me sirf muskura diya) Me kab se tumhari rah dekh rahi thi, kyu itni der laga di. (Jhumari aur Kamali bhi awaj sun kar waha aa gayi)

Jhumari : Kaha reh gaye the babu?

Kamali : Kitni der laga di?

Shiv : Are bapre, tum logo ko kya ho gaya hai, kaam se bahar gaya tha to der ho gayi, tum to aise puchh rahi ho jaise wo supervisor puchh raha tha.

Jumari : Hum waise nahi puchh rahi, hum to bas aise hi puchh rahi thi, pata hai maan hi nahi lag raha tha kaam me.

Shiv : (Muskurate hue)Thik hai baba, ab kaam pe lag jao, warna meri wajah se tumhe dant pad jayegi.

Jumari : Ek bar issara to karo babu, tumhare liye marne ko bhi taiyar ho jaungi.

Tino alhad si ladkia thi, kaam ki wajah se kase hue badan ki aur charbi ka namo nisan nahi. Dhup me kaam karne se thoda sawala pan jarur tha par chehra puri tarha khila hua tha. Tabhi mere phone par call ayi, mene dekha to Bhargavi madam ka phone tha. Me sochme pad gaya ki inka phone kyu aaya. Mene phone utha liya.

Shiv : Hello madam.

Bhargavi : Kaha ho tum?

Shiv : Ji me kaam par hu, koi kaam tha kya?

Bhargavi : Ha, milna tha, aa shakte ho?

Shiv : Aa to jata madam, par abhi yaha aaya hu, aur itna jaldi nahi nikal shakta, sham ko aau to chalega?

Bhargavi : (Waise bhi wo kisi kaam se bahar nikali thi to)Apana address bhejo, me aati hu.

Shiv : Thik hai madam.

Mene unko address bhej diya, thodi der baad police ki jeep waha pahuch gayi. Police ki jeep dekh kar sab waha dekhne lage, supervisor jo pehle hi makan me tha wo bhaga bhaga unke pass pahuch gaya.

Supervisor : (Bhargavi, vardi me thi aur chasme lage hue the, uski personality dekh kar hi wo ghabra raha tha, ghabrate hue) Madam, aap yaha? (Uske chehre par dhero sawal the)

Bhargavi : Shiv???

Supervisor : Kya kia usne? Muje pata hi tha, wo thik ladka nahi hai.

Bhargavi : (apana chasma nikalte hue, use ghur kar dekhne lagi)Tumhe aisa kyu laga?

Supervisor : Pata nahi madam par muje aisa lagta hai, waise kya kia hai usne. (Tabhi me chalte hue un dono ki aur aa raha tha, to Bhargavi madam ne meri aur dekha to usne bhi meri aur dekha)Aa gaya.

Shiv : Hello madam.

Bhargavi : Hello.

Shiv : Kahiye madam kya kaam tha ki aap khud yaha aayi.

Bhargavi : Darawal wo...(Bolte bolte ruk gayi, supervisor ki aur dekh kar)tum jaoge yaha se, muje Shiv se kuchh baat karni hai)

Supervisor : Ha ha kyu nahi, aap baat kijiye, waise yaha aap ke bethne ke liye kuchh nahi hai, agar aap chahe to iss makan me sofa hai agar aap ko bethna ho to.

Bhargavi : Uski jarurat nahi, tum ja shakte ho.(Supervisor apana chhota sa muh lekar chala gaya)
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
44,407
118,864
304
Shandar update
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Ramesh628

Active Member
567
1,480
138

Kya hi kamal ki kahani hai bhai
Padhate hi raho
Bhai kamal ke writer ho
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Alok

Well-Known Member
12,000
29,032
258
एक दम मस्त मजेदार अपडेट Vega Star भाई।।।।

सुपरवाइजर अब शिव और भार्गवी के सम्बंध देखकर शायद शिव से जल्दी नहीं उलझेगा।।।
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top