• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

saisatish

New Member
5
7
3
Bored Cabin Fever GIF
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Vega Star

Active Member
996
12,655
124
Update 244
Swarna aur Shiv ki baat chal rahi thi.Wo Shiv ko uske kathit maa bap se milwane ka sochi thi par ab uske pita ko Shiv ke bare me pata chal gaya tha, wo soch rahi thi ki ab aage kya kare.
Shiv : Kya hua, chup kyu ho gayi aap?
Swarna : Nahi to, me bas soch rahi thi. Me tumhe waha kisi se milwanewali thi, par...(Wo kya bole kuchh samaj nahi aa raha tha)
Shiv : Par kya?
Swarna : Wo time adjust nahi ho raha hai. (Usne juth bola)
Shiv : (Usne to sach hi samja)Aisa hai, chaliye koi baat nahi, (Fir ruk kar)Par milwane kis se wali thi, ye to bata sakti ho na aap.
Swarna : Ab me kaise kahu tumse Shiv (Wo bahot dukhi ho rahi thi) ye atit ke kuchh aise panne hai jise me khud thik se nahi janti, koi bhi nahi janta, sab anuman hi laga rahe hai, par agar wo sach hua to shayad unhe jan ne ke baad kahi tum mujse nafarat na karne lago. (Uski awaj me dard chhalak aaya)
Shiv : Mene pehle bhi kaha tha ki aisa kuchh nahi hai, aur jis bat ki koi pushti nahi hai us baat ko soch kar aap kyu dukhi ho rahi ho, aur jis tarha se aap mera sath de rahi ho, shayad aapko lag bhi raha hai ki wo sach hai, aise me bhi aap mere sath khadi ho, kya ye me nahi dekh raha? Aap apane dil me aisa kuchh bhi mat sochiye, me aapse kabhi nafarat nahi kar shakta.
Swarna : (Uska dil bhar aaya)Shiiiv.
Shiv : Agar aap royi to fir me aapse baat nahi karunga. (Mene jaise chetaya)
Swarna : Me nahi ro rahi. (Usne khud ko sambhalte hue kaha, thodi der wo chup ho gayi)Achchha wo papa ne tumhari photo mangwayi thi, kyu mangawayi thi kuchh pata chala?
Shiv : Meri photo kyu mangwayi thi wo to pata nahi, par wo mujse milna chahte hai.
Swarna : (Gabhrate hue)Ye kya keh rahe ho tum, ye kab hua? Kappu ne bhi muje bataya nahi.
Shiv : Abhi kuchh tay nahi hua hai, unhone bas kaha hai ki wo milna chahte hai.
Swarna : Tum waha nahi jaoge, hargiz nahi.
Shiv : Kyu?
Swarna : Unhone kuchh kar diya to? Nahi nahi, tum waha nahi jaoge, me Kappu se baat karti hu.
Shiv : Kya baat karengi?
Swarna : Muje nahi pata, par me tumhe waha nahi jane dungi.
Shiv : Ek baat bataiye, thande dimag se soch kar. (Me chup ho gaya)
Swarna : Kya puchhna chahte ho?
Shiv : Aapko yakin hai ki me wahi hu jo aap soch rahi ho?
Swarna : Agar dil ki baat kar rahe ho to ha, muje yakin hai.
Shiv : Aur dimag kya kehta hai? (wo kuchh nahi boli, mene baat aage badhayi)Dimag ko yakin dilane ke liye saksh yani sabut ki jarurat padti hai, ho sakta hai jaise aap anuman laga rahi ho waise hi wo bhi anuman hi laga rahe ho,jo bhi hai, agar muje jan na hai, aap sabko jan na hai ki me sach me wo hu ki nahi, praman to chahiye hoga, aur ye tabhi hi sambhav hai jab me khul kar samne aau. Aise me ye baat bhi spast ho jayegi ki me wo hu bhi ki nahi.
Swarna : Par agar tum wo hue aur pitaji ne tumare sath kuchh galat kar diya to?
Shiv : Apko lag raha hai ye itna aasan hai? (Meri aawaj me hi hasi chhupi thi)
Swarna : Ye mazak ki baat nahi hai Shiv, Tum chahe Shiv ho ya Shivansh, dono hi surato me tum mere liye anmol ho, me tumhe kuchh ho ye bardast nahi kar shakti. Agar meri baat nahi manoge to me abhi Bhabhi ko phone karti hu, aur sab bata deti hu, tum waha nahi jaoge, bas.
Shiv : Aap jyada hi react nahi kar rahi ho, me akela nahi ja raha, Krupaliji bhi mere sath hi ja rahi hai, aur aapko kya lagta hai ki wo muje waha bulayenge aur mere sath kuchh galat karenge, muje nahi lagta ki wo itne bevakuf hai.
Swarna : Wo me kuchh nahi janti, muje bas tumhari chinta hai.
Shiv : Aap koi fikar mat kijiye, agar is gutthi ko suljana hai to muje jana hi hoga. Aap fikar maat kariye. Aap apana khayal rakhna, me rakhta hu.
Swarna : Tum samaj nahi rahe ho Shiv.
Shiv : Mene kaha na ki aap fikar maat kariye, me rakhta hu, bye.
Swarna : Shiiiiiv. (Par samne se call cut ho gaya tha, wo bahot chintit ho gayi thi. Usne turant Beena ko phone lagaya)Hello.
Beena : Hello, kya hua, aise gabhrayi hui kyu ho aap?
Swarna : Shiv, pitaji se milne janewala hai.
Beena : Kya? (wo shocked thi)Kyu???
Swarna : Wo pitaji ne bulwaya hai.
Beena : Kisne kaha aapse?
Swarna :Abhi Shiv se baat hui, usi ne bataya.
Beena : Pagal hai kya wo? Me abhi baat karti hu, muje usko waha jane hi nahi dena chahiye tha, (Uski awaj me bhi chinta chhalak aayi thi, usne turant call cut ki aur Shiv ko phone laga diya, jaise hi phone utha)Hello.
Shiv : Muje laga hi tha ki abhi aapka phone aayega hi.
Beena : (Dant te hue)Agar itni hi samaj hai to fir ye sab karne ki kya jarurat hai?
Shiv : Aap kya chahti hai ki aapko pata na chale ki me kaun hu?
Beena : Muje pata hai, mera dil janta hai ki tum kon ho.
Shiv : Agar itna yakin hai to fir le chaliye muje waha aur bol dijiye sab ko ki me kon hu.
Beena : (Wo chup ho gayi)
Shiv : Nahi kar sakti na? (wo bhi kuchh pal chup raha)Aap bata sakti hai ki kyu nahi kar shakti?
Beena : Tumhari jaan ko khatra hai. (Usne sehmi si aawaj me kaha)
Shiv :Sirf isiliye? Ya aur koi wajah hai?
Beena : Aur kya wajah ho sakti hai?
Shiv : Yahi ki aap kaise sabit karegi ki me wohi hu.
Beena : Mene kaha na muje pata hai.
Shiv : Agar pata hai to bata dijiye sabko, kya aapko lagta hai ki muje nuksan pahuchana itna aasan hai?
Beena : Tum samaj nahi rahe ho Shiv.
Shiv : Samaj aap nahi rahi hai, ab agar is baat ka koi hal hai to wo muje samne aa kar hi mil sakta hai. Aap kuchh bhi kaho, me milne ja raha hu bas.
Beena : (Roni si awaj me)Shiiiiiv.
Shiv : Agar aapko jara sa bhi yakin hai ki me wahi hu to kya apko nahi lagta ki muje wo sab jan na chahiye?
Beena : Par Shiiiiv...
Shiv : Par war kuchh nahi, ab to muje hi ye jan na hai ki me kaun hu, agar me wo nahi hu to kissa hi khatam, aur gar me wahi hu to muje jan na hahi ki akhir hua kya tha?
Beena : (Lagbhag rote hue)Agar tumhe kuchh ho gaya to?
Shiv : Me to waise bhi mar chuka hu na.
Beena : Aisa maat bolo Shiv.
Shiv : Apko meri kasam hai agar aapne muje roka to.
Beena : Shiiiiiiiv. (wo rone lagi)
Shiv : apne hi is chingari ko janm diya na, aapne hi is baat ko hawa di na ki me Shivans hu, ab jab us baat ko jan ne ka waqt aaya to aap ke kadam ladkhada rahe hai.Aapko nahi lagta ki ye baat samne aani chahiye ki us ladke ke sath kya hua, kya me wo hi hu ki nahi. (Beena kuchh nahi boli, unki rone ki aawaj sun kar me bhi shant ho gaya aur samjate hue bola)Me Shivansh hu ki nahi wo pata nahi par itna pata hai ki me Shiv hu aur is Shiv ke sath bahot se logo ka pyar juda hua hai, muje yakin hai ki koi mera baal bhi baka nahi kar sakta, aapko bhi muj par yakin karna hoga.
Beena : Muje hai Shiv, pura yakin hai, par...
Shiv : Par war kuchh nahi, me ja raha hu bas. Aur me chahe koi bhi hu, me aapka Shiv hi rahunga. (Beena kuchh nahi boli, fir aasu pochhte hue wo boli)
Beena : Kab ja rahe ho?
Shiv : Wo me bata dunga, abhi din tay nahi kiya hai.
Beena : Sabse pehle muje bata na, samaj rahe ho na tum.
Shiv : thik hai. Aur jyada fikar maat kijiye, jo hona hai wo ho kar hi rehta hai. Samaj rahi ho na aap?
Beena : Hmmmm.
Shiv : Chaliye rakhta hu, good night.
Beena : Good night. (Call cut ho gayi par wo abhi bhi apane mobile ko dekh rahi thi aur soch me dub gayi thi)
Dusare din subah uth kar me niche gaya to Krupali ji ne dudh bana kar taiyar rakkha tha, me dudh pine laga aur wo muje muskurate hue dekh rahi thi. Fir unhe bye bol kar me nikal gaya. Prakruti ki car waha nahi thi, me apane section me chala gaya. Practice ke baad me waha se bahar aaya to Prakruti akeli khadi thi, Guard unse thodi duri par khade the, me uske pass gaya.
Shiv : Good morning.
Prakruti : (Shiv ko dekhte hue muskura ke)Good morning. Chale.
Shiv : Ji. (Hum car me beth gaye, unhone car aage badha di)Nistha nahi aayi?
Prakruti : Milna tha us se? (Usne muskurate huekaha)
Shiv : Nahi, me to bas aise hi puchh raha tha.
Prakruti : Agar milne ki ichchha ho to bol dena, wo to ready hi hai.
Shiv : Ye kya keh rahi ho aap? Muje kyu milna unse.
Prakruti : Achchha chhodo, aaj kya kar rahe ho? (Usne muskurate hue puchha)
Shiv : Kya kar raha hu matlab?
Prakruti : Mere kehne ka matlab hai ki do pahar ko free ho?
Shiv : Ha free hi hu, kyu?
Prakruti : Bas aaise hi puchh rahi thi,(Thodi der ruk kar) lunch ke liye chaloge?
Shiv : Kyu?
Prakruti : Bas aise hi, kyu lunch ke liye koi khas wajah chaiye (muskurate hue wo boli)
Shiv : Nahi, (ek do pal ruk kar)Achchha thik hai, kitne baje?
Prakruti : 12 baje.
Shiv : Thik hai.(Aise hi kuchh bate hui, usne muje ghar chhod diya, me ander gaya aur Krupaliji ko kaha) Dopahar me me khana bahar kahnewala hu.
Krupali : Kyu?
Shiv : Wo Prakrutiji ne kaha hai, lunch ke liye.
Krupali : Kyu?
Shiv : Bas aise hi, kitne sawal puchhti ho aap?
Krupali : (Muskurate hue)Kyu, ab puchhu bhi nahi? (Me kuchh nahi bola)Achchha thik hai baba, chale jana. (Me apane kamare me gaya aur naha kar kapade badal kar niche aa gaya.)Kyu simple se kapade pehne hai, mene socha kuchh khas pehnoge.
Shiv : Kyu?
Krupali : Ek ladki ke sath jo ja rahe ho. (Usne aise dekha jaise jalan ho rahi ho)
Shiv : Me bas aise hi ja raha hu, jaisa aap soch rahi ho waisa kuchh nahi hai.
Krupali : Mene kaha kuchh kaha.
Shiv : Ye aapko badi badi ankhe hai na sab keh deti hai.
Krupali : (Muskurate hue)Bahot jan ne lage ho muje. (Me kuchh nahi bola, hum dono bethe the, TV chalu tha)Kab tak wapas aaoge?
Shiv : Aa jaunga. (Kuchh soch kar)Wo aapke papa se milne jana hai na, me soch raha tha ki perso chalte hai.
Krupali : Thik hai, me baat kar leti hu. (fir kuchh soch kar)Tum car chala loge?
Shiv : Kyu?
Krupali : (Dhire se)Sirf hum dono hi jayenge. (Bol kar wo muskurane lagi)
Shiv : Thik hai. (Aise hi hamari baate chal rahi thi, lagbag 12 baje hi Prakruti ka call aaya, mene uthaya)Hello.
Prakruti : Me pahuch rahi hu.
Shiv : Thik hai, me raste par hi aa jata hu.
Prakruti : Thik hai.
Shiv : Prakruti aa rahi hai, me chalta hu.
Krupali : Aane to do usko.
Shiv : Wo bahar bula rahi hai, raste par.
Krupali : Thik hai, jaldi aana. (Usne as usaual kaha)
Me muskuraya aur waha se nikal gaya. Raste par pahuch kar wait karne laga ki tabhi uski car aati dikhayi di, par guard nahi dikhe.
Shiv : Aaj akeli kyu?
Prakruti : (Pichhe dekhte hue)Abhi to pichhe hi the (Tabhi unki bhi car aati dikhayi di)Lo aa gaye. (Me car me beth gaya,Mene dekha to usne black jeans aur upar chhoti tshirt aur uske upar khuli hui pink short shirt pehni hui thi, ankho par gogle pehne the aur hotho par lipstik bhi lagayi hui thi, look simple hi tha par dekh kar hi koi bhi bata sakta tha ki ye kisi bade ghar ki ladki hai, car khusbu se mehak rahi thi, ye unke perfume ki khusbu thi, wo mene gehri saas li, jab ankhe kholi to wo muje dekh rahi thi)Kya hua?
Shiv : Achchha perfume hai. (Mene muskurate hue kaha, wo bas muskurayi aur car aage badha di)
Prakruti : Kya kaha ghar par?
Shiv : Kehna kya, yahi ki aap ke sath lunch ke liye ja raha hu.
Prakruti : Unhone puchha nahi kuchh?
Shiv : Isme kya puchhna?
Prakruti : Meri mummy ne to bahot se sawal puchh liye, kiske sath ja rahi ho, kyu ja rahi ho, wagerah wagerah. (wo muskurate hue boli)
Shiv : Kyu?
Prakruti : Wo me kabhi kisi ladke ke sath jati nahi na isliye.
Shiv : To ab kyu aayi fir? (Usne meri aur dekha, fir muskurayi, par boli kuchh nahi, thodi der wo shaher ki galio se gujarti rahi, tabhi uski nigah jaise kisi building se chipak gayi, usne car side me ki aur meri aur dekha)
Prakruti :Abhi bhukh to nahi lagi hai na?
Shiv : Kyu puchh rahi hai?
Praktuti : (Us building ki aur issara kar ke)Yaha muje kisi se milna hai, bas thodi der lagegi.
Shiv : (Us building ko mene dekha to wo koi hospital tha)Hospital me?
Prakruti : Ha, do din se aa nahi payi, ab yaha se guajar hi rahe hai to socha mil lu.
Shiv : Muje koi etraj nahi hai, (Wo muskurayi aur hum car se bahar nikale, usne apana hand bag sath me le liya)Koi bimar hai kya? (Mene puchha, par usne kuchh nahi kaha, bas muskurayi, usne apane guard ko wahi rukne ke liye kaha, hum dono ander chale gaye, reception par usne baat ki to laga ki sab usko pehchante hai, wo log badi respect se uske sath baat kar rahe the, fir hum waha se lift ki aur badhe, jab bahar nikale to ek corridor me the, charo aur sab pack hi tha, waha ek kamare me gaye hu, waha kisi doctor ka kamara tha)
Prakruti : Hello doctor uncle.
doctor : (Upar dekhte hue)Are Prakruti, aao aao. (Fir meri aur najare karte hue)aap???
Prakruti : Ye mere sath hai.
Doctor : Oh achchha, (Prakruti ki aur dekh kar)kaho.
Prakruti : Bas uncle se milna tha.
Doctor : Ye bhi?
Prakruti : Nahi, sirf me.
Doctor : Oh ! achchha, waise tumhare papa ne kisi ajnabi ko yaha aane dene se mana kiya hua hai.
Prakruti : Ye ajnabi nahi hai uncle, trust me.
Doctor : Ofcourse beta.
Prakruti : Waise uncle kaise hai?
Doctor : Har baar tum yahi sawal puchhti ho, jab ki tum janti ho ki itne salo me kabhi koi change nahi aaya. (Parakruti sirf fika muskurayi)Aao me milwa deta hu. (Kehte hue unhone sanitizer ki botal nikali aur Prakruti ki aur badhaya to Prakruti ne bhi hath aage badha diye aur apane hatho ko achchhe se sanitize kar diya. Unhone meri aur bhi botal badhayi to mene bhi apane hatho par laga liya. Fir unhone hum dono ko mask diya jise humne apane muh par pehan liya. Unhone bhi mask pehna aur hum waha se ek kamare ki aur badhne lage, pata nahi kyu mere ander ek hulchul si hone lagi thi, jaise jaise mere kadam us aur badh rahe the ek bechaini si mehsus ho rahi thi, shayad ye hospital ka mahaul dekh kar muje aisa mehsus ho raha tha. Hum ek room ke darwaje par pahuch gaye. Wo kaach ka hi darwaja tha, ander ka najara bhi dikh raha tha, meri najar wahi chipak rahi thi(Doctor ne meri aur dekh kar)Tum yahi betho. (Unhone waha bane lodge ki aur issara kiya, mene shir hilaya aur waha sofe par beth gaya, waha glass hi laga hua tha to ander kar nazara dikh raha tha, Waha bahot sare instruments dikh rahe the, kuchh monitors bhi dikh rahe the, meri najar waha bed par lete sakhs par hi thi, itni dur se kuchh spast nahi dikh raha tha par unke chehre par oxygen mask laga hua tha, par unhe dekh kar ek bechaini si mehsus hone lagi muje, me bahot gaur se unhe dekh raha tha, muje lag raha tha jaise wo muje khinch rahe hai, itni thand me bhi muje pashina aane laga, mene dekha to Prakruti aur wo doctor waha pahuch gaye the, Prakruti unhe dekh rahi thi aur doctor se baat kar rahi thi)
Prakruti : Ye kab thik honge uncle?
Doctor : Tum barso se ye puchhte aa rahi ho, aur mera ek hi jawab ahi ki muje nahi pata.
Prakruti : Par itne sal ho gaye hai inhe, koi to fark dikhna chahiye na, mene unhe hamesa aise hi dekha hai, koi to tarika hoga jis se inki halat me sudhar ho. (Kehte hue Prakruti ne waha lete sakhs ka hath apane hath me liya, wo thodi chaunk si gayi, usne turant waha lage screen ki aur dekha)
Prakruti : Uncleeee. (Wo jaise halke se chillayi, Doctor ne pehle Parakruti ko dekha fir us aur jaha wo dekh rahi thi, uski bhi ankhe badi ho gayi, doctor ne turant apana stethoscope nikala aur unki chhati par lagaya, fir turant unhone waha lagi ek switch dabayi jo bell ki thi, turant do nurse daudte hue waha pahuchi)(Me bas ye sab dekh raha tha, muje kuchh samaj me nahi aa raha tha par itna samaj gaya tha ki kuchh to ho raha hai)
Prakruti : (Patient ko dekhte hue)Uncccccle, unccccle. (Doctor ko)Ye kya ho raha hai unlce, inki heartbeat kyu badh rahi hai?
Doctor : Pata nahi beta, itne salo me pehli baar aisa ho raha hai. (Nurse ki aur dekh kar)XXX injection lao, quick. (Nurse bhagte hue gayi aur koi injection le aayi, turant doctor ne wo unhe lagaya, thodi der baad pulserate fir niche aane laga)
Prakruti : Ye kaise hua uncle?
Doctor : Pata nahi beti, par kuchh to hua hai, me report nikalwata hu. (Lagbhag pandrah minute aur gujar gaye, sab normal hone laga tha, Prakruti to Shiv ke bare me bhul hi gayi thi, jab kafi der waisa hi shant raha to Doctor ne kaha)Sab control me hai. (Fir Shiv ki aur dekh kar, Prakruti se)Tum ruknewali ho? (Prakruti ne doctor ko dekha jo kisi aur dekh rahe the, tab uski najar Shiv par padi)
Prakruti : Oh! Me to bhul hi gayi thi. (Doctor ko dekh kar)Abhi muje jana hai, par agar kuchh bhi ho aap turant muje phone karna, thik hai?
Doctor : Don’t worry. I will. (Prakruti ko jana nahi tha par Shiv tha to usko jana pad raha tha, wo aur doctor waha se bahar nikale par Prakruti baar baar pichhe mud kar dekh rahi thi, Doctor chala gaya)
Prakruti : (Meri aur dekh kar)Chalo. (Me uth kar bahar jane laga par meri bhi nigahe baar baar pichhe ja rahi thi, jaise mere kadam aage badhne se inkar kar rahe the, meri kuchh samaj me nahi aa raha tha, hum hospital se bahar aaye tab tak hamare bich koi baat nahi hui, jaise hi hum car me bethe, mene puchha)
Shiv : Kon the ye? (Prakruti meri aur dekhne lagi, jaise soch rahi ho ki kya batau, me bhi chup hi raha, kyu ki muje samaj aa raha tha ki wo disturb hai)
Prakruti : Papa ke dost hai. (Usne gehri saas lete hue kaha, fir thoda ruk kar)Waise Sorry.
Shiv : Kyu?
Prakruti : Wo jyada der ho gayi na.
Shiv : Aisi koi baat nahi hai. (Usne meri aur dekha fir car chalu ki aur waha se hum nikal gaye, par uske chehre se pata chal raha tha ki jaise uske ander kuchh chal raha ho.)Agar aapko lagta hai ki aapko waha hona chahiye to me chala jata hu. (Usne meri aur dekha aur gehri saas le kar)
Prakruti : Nahi aisi koi baat nahi hai, waise bhi hum kya kar shakte hai, doctors hai waha par, jo karna hai unhe hi karna hota hai.
Shiv : Waise muje laga ki aap bahot close hai unke? (Usne meri aur dekha, uski ankho me ek ajeeb khamoshi thi, wo kuchh nahi boli, muje bhi laga ki abhi us baat ko kuredna sahi nahi hai to mene bhi kuchh nahi puchha, car chalti rahi aur hum ek restaurant pahuch gaye, car se utar kar usne apane gurd se bhi khane ko puchha par unhone mana kar diya, hum ander gaye, kafi mehngi jagah thi, log bhi usi level ke dikh rahe the, kuchh log muje dekh rahe the, kuchh ladkia bhi, par ye kis wajah se tha muje samaj nahi aaya, ya to meri hight ki wajah se ya fir mere aam kapado ki wajah se, hum ek sofe ki chair par beth gaye, waiter ne aa kar order liya, usne phone apane samne hi rakh diya tha aur baar baar uski najar us par hi ja rahi thi, muje us patient ke bare me puchhna tha par me kya puchhta, to me bhi chup hi raha par mere dimag me bhi wo hi chal raha tha, khana bhi aa gaya, khana khate hue)
Prakruti : Sorry, meri wajah se tumhara mood bigad gaya.
Shiv : Aisi koi bhi baat nahi hai, muje koi bura nahi laga hai aur na hi lagna chahiye(Mene jor de kar kaha) waise hua kya hai unhe?
Prakruti :Wo barso se coma me hai.
Shiv : Kyu?
Prakruti : Ek hadsa hua tha unke sath.
Shiv : Kaisa hadsa? (wo meri aur kuchh der dekhti rahi)
Prakruti : Chhodo na us baat ko(Wo jaise us bare me baat nahi karna chahti thi, wo kuchh pal khamosh rahi, fir meri aur dekh kar) Ab aage kya plan hai tumhara?
Shiv : Kis bare me?
Prakruti : (Meri aur dekh kar halka sa muskura ke)Tumhari jindagi ke bare me aur kis bare me? (Usne apane aapko normal karte hue thoda muskurate hue puchha)
Shiv : Abhi to bas ye game aur padhayi, aur kuchh socha nahi hai, aage fir dekhte hai.
Prakruti : Waise padhayi me kaise ho tum?
Shiv : Tenth me district top kiya tha. Is exam ke pehle tak school me bhi first hi aata tha.
Prakruti : Is exam ke pehle matlab?
Shiv : Is exam me kaam mark mile hai, game ki wajah se jyada dhyan nahi de pa raha hu.
Prakruti :Waise game me kaisa hai tumhara? (Aise hi hum dono general baate kar rahe the, khana khane ke baad wo muje ghar chhod gayi,)Bye.
Shiv : Bye.
Prakruti sidhe waha se hospital ki aur chali gayi. Me ghar me aa gaya, par mere dimag me wo hospital wala sceen hi chal raha tha, samaj nahi aa raha tha ki aisa ajeeb kyu mehsus ho raha tha muje, un uncle ko dekh kar aisa kyu mehsus kar raha tha me)
Sham ko mere darwaje par dastak hui to mene darwaja khola, samne Krupaliji khadi thi aur muskura rahi thi.
Krupaliji : Jana nahi hai?
Shiv : Jana hai, abhi aata hu. (wo muskurate hue niche chali gayi, me bhi fresh hua aur niche chala gaya)
Krupali : Waise kaisa raha lunch? (wo mere chehre ko gaur se dekh rahi thi)
Shiv : Lunch kaisa hota hai, khana khaya bus.
Krupali : Aur kuchh nahi?
Shiv : Aur kya hoga?
Krupali : Kya bate hui?
Shiv : Ek dusare ke bare me, jaise me kya karta hu, wo kya karti hai, aise hi sab. (wo kuchh nahi boli)aap kyu puchh rahi ho?
Krupali : Bas aise hi, kyu nahi puchhna chahiye?
Shiv : Mene aisa thodi na kaha, (Mene dudh pi liya tha)Achchha me chalta hu.
Krupali : Hmmmm. (Me waha se nikal gaya, Prakruti ki car nahi dikhi, jab chhuta tab bhi wo nahi dikhi, me ghar chala aaya.)
Raat ko kuchh khas nahi hua, Beena madam ka phone aaya tha, wo fir wohi baat kar rahi thi, par mene samja diya. Juhi se bhi baat hui. Mene Vaiswi ka bhi msg dekha, uske sath bhi thodi msg par baat hui, pata chala ki Samim bahot khamos ho gayi hai, jyada baat nahi karti, bas gumsum si rehti hai. Ek bat mene socha ki uske sath baat kar lu par fir nahi ki.
Aise hi wo din bhi aa gaya jab me aur Krupaliji unke ghar ke liye nikale. Prakruti se mulakat nahi hui thi, wo apane hostel chali gayi thi aisa uski saheli se pata chala. Me uar Krupaliji subah 8 baje ghar se nikale, Vashisthne driver le jane ko kaha par Krupali ne mana kar diya. Wo bahot khus thi. Unhone long skirt aur upar t-shirt aur jaket pehna hua tha, halka makeup bhi kiya hua tha, kaan me jhumke bhi the, ek hath me chudi to dusare hath me ghadi. Overall wo bahot khubsurat lag rahi thi aur sath me unka perfum, kul mila kar wo puri taiyari se aayi thi. Mene car aage badha di, saher se bahar nikale tab tak ek do baat hi hui, wo bhi normal hi, hum highway par aa gaye the. Unhone car me dhime voice me music chalu kar diya. Ek purana gana chalne laga,
Suhana safar aur ye mausam hasi, hame dar hai hum kho na jaye kahi......
Gana sun kar mene unki aur dekha to wo muskurayi. Wo seat ko thoda pichhe kar ke aaram se bethi thi, jaise khul kar enjoy kar rahi ho.
Shiv : Kya baat hai, bahot khus ho aap?
Krupali : Mere khus hone ki to do do wajah hai, (Meri aur gaur se dekhte hue)Kyu tum khus nahi ho?
Shiv : Kis baat ke liye? (Me bas unhe chidha raha tha)
Krupali : Matlab tum khus nahi ho. (Unhone narajgi se kaha)
Shiv : Par kis baat ke liye khus hou? (Mene face ko normal rakhne ka prayas karte hue kaha)
Krupali : Kya sach me tum khus nahi ho? (Wo serious ho gayi aur jaise unke chehre par dard ubhar aaya)
Shiv : Me bas mazak kar raha tha, app to mazak bhi nahi samajti. Wo chhodiye, aap kyu khus ho ye bataiye.
Krupali : Agar tum khus nahi to me kaise khus ho sakti hu. (Unhone muh latkate hue kaha)
Shiv : Mene kaha na ki me mazak kar raha tha, aapke sath ja raha hu to khus kyu nahi hounga?
Krupali : (Uske chehre par muskan laut aayi)Hai na? tumhe bhi mere sath aana achcha lag raha hai na? (Mene bas ha me shir hilaya,unke chehre ki khusi aur badh gayi)Mere liye to do do khusi hai, ek to tumhare sath hu aur dusara mayke ja rahi hu, to khus kyu nahi houngi. (Wo muskurate hue boli)
Shiv : Fir aapki baat hui apke papa se?
Krupali : Nahi, papa se to baat nahi hui. Kyu?
Shiv : Bas aise hi puchh raha tha.
Krupali : Tum kyu fikar kar rahe ho, me hu na, ghar hi to jana hai. (Mene bas ha kaha, muje inke bhole pan par taras aa raha tha, wo nahi janti ki waha kya ho sakta hai, ya fir kuchh na ho, ye to muje bhi nahi pata tha, muje sochta hue dekh kar)Kya soch rahe ho?
Shiv : Kuchh nahi, bas aise hi, kuchh dino pehle hum dono kitne ajnabi the aur aaj dekho.
Krupali : (Muskurate hue)Sach hai ye, muje bhi ajeeb lagta hai, mene socha bhi nahi tha ki tum mere itne karib aa jaoge.
Shiv : Achchha, kitna karib aa gaya hu?
Krupali : Tum soch bhi nahi sakte utna. (Hamari aise hi bate chal rahi thi, ek ghante baad)Kahi hotel me gadi khadi karna na.
Shiv :Kyu? (Unki aur dekh kar mene puchha)
Krupali : Tum rokna to.
Shiv : Par kyu, bhukh lagi hai?
Krupali : Nahi, muje bathroom lagi hai. (Wo sharmate hue boli, me bas muskuraya to wo aur sharma gayi)(Mene aage ek hotel dikhi to mene car ander le li, waha bahar hi bathroom bane hue the to mene car wahi roki. Wo turant utar kar ander chali gayi, me bhi car se bahar nikala aur aaju baju dekhne laga, thodi der baad wo aa gayi)Tumhe nahi jana?
Shiv : Nahi.
Krupali : Chalo coffee pite hai. (Fir humne coffee pi aur wapas hum apani manjil ki aur chal pade, wo muje dekh rahi thi)
Shiv : Kya dekh rahi hai?
Krupali : Kuchh nahi.
Shiv : Dekh to rahi hai, bataiye na?
Krupali : Bas aise hi dekh rahi thi, kya dekh bhi nahi sakti? (Unki ankho me sararat dikh rahi thi, gadi apani raftar se chal rahi thi, mera ek hath free tha to mene mene unki jhangh par rakh diya,unhone muskura ke muje dekha, me bhi muskuraya aur car chalate hue unki jhang sehlane laga)Shhh kya kar rahe ho.
Shiv : (Muskurate hue)Kuchh nahi. (Par me jhangh sehlata raha aur mera hath thoda ander le jane laga)
Krupali : Maat karo na. (Unhone be basi se kaha)
Shiv : Kyu?
Krupali : Kuchh hota hai yaar.
Shiv : Kya hota hai?
Krupali : Tumhe pata hai.(Me hath aur ander le gaya)Shhhhh shiiiiiv. Maat karo waha.
Shiv : Kyu?
Krupali : Fir mujse control nahi hoga, keh deti hu. (Mene hath bahar nikal liya, par wo meri aur dekh rahi thi)
Shiv : Ab to hath hata liya, fir kyu ghur rahi ho?
Krupali : Tum bahot gande ho.
Shiv : Kyu?
Krupali : (bahar ki aur dekhte hue)Kuchh nahi. (Darasal Krupali ko bahot maza aa raha tha, wo bas aise hi nakhare kar rahi thi)(Muje bhi pata tha ki wo nakhre kar rahi hai, mene fir se hath waha rakh diya to bhi unhone dekha nahi, me hath unki chut ki aur le jane laga tab bhi unhone dekha nahi, meri najar raste par thi par mera dhyan unke upar tha, muje bhi unhe chhedne me maza aa raha tha, mene hath hath se thoda sa chut ko sehlaya)(Krupali dusari aur bhale dekh rahi thi par uska pura dhyan shiv ki harkato par tha, jaise hi usne chut ko chhua usne halke se siski li,usko bahot maza aa raha tha, usne halke se apane pair aur faila diya, Shiv ab achchhe se uski chut ko daboch raha tha,aise bahar khule me raste par wo aisa karega uski ummid nahi thi usko par uska dil bahot khus tha, uske sare arman ek ek kar ke pure ho rahe the, thodi der baad fir Shiv ne hath hata liya, usne kankhio se dekha to Shiv muskura raha tha, wo behad sharma gayi, aur apani jhanghe apas me satate hue sidhi beth gayi)
Shiv : Kya hua? (Muskurate hue)
Krupali : Jyada bano maat, agar me apani pe utar aayi na to bhari padega. (Unhone muh banate hue kaha)
Shiv : Achchha, Kya karengi?
Krupali : (Apana muh banate hue)Kuchh nahi. (Mene fir hath jangh par rakh diya, unhone mera hath hata diya)Chhuo maat muje. (Mene fir chhua to meri aur dekhte hue)Shiiiiv, kyu paresan kar rahe ho muje?
Shiv : Muje maza aa raha hai.
Krupali : Achchha muje chidhane me maza aa raha hai tumhe.(Apana muh banate hue wo boli)
Shiv : Gusse me aap aur bhi khubsurat lagti hai.
Krupali : Very funny, bahot purana dialog hai.
Shiv : Jaruri nahi ki har purani chiz bekar ho.
Aise hi mazak masti karte hue hum unke ghar pahuch gaye.
 

Yashu7979

Active Member
1,632
2,753
144
Shiv aur coma main uske papa bhale hi na jante ho ek dusra ko lekin khoon toh khoon hota hai woh pehchaan hi lata hai...lo bhai shiv as hi gaya ek baar apne ghar...dekhta chachaji kya game khel raha h
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top