- 8,159
- 13,764
- 143
Keerti ko samajhna mushkil hi nahin.... Namumkin hai....

Ab ye teen tarfa hamla kaha se karwa rahe ho. Keerti aur priya ke bad ye teesra kaun aa gaya. Aap mere dimag ki batti bujha rahe ho.mumbai vapsi hogai.
fear se dhamaka hoga ab.
abhi tak to punnu ek ek ki narazagi bardash kar raha tha ab ten tarf se hamal hone wale hai bechara punnu![]()

Happy new year fighter bhai.Happy New Year Bro & All Friends

Happy new year sunil bhai.Happy New Year to All...

Thanks rahul bhai, update pasand karne aur sath bane rahne ke liye bahut bahut dhanyawad.wonderfull update bhaiya ji

Bhai.... 10 updates ek ke baad ek padhe hain....
Maja aa gaya....
Thanks sunil bhai, keerti ki samajhdari sach me lajabab hai. Lekin aage chal kar keerti ki samjhdari ko takkar dene wali do ladkiyan aur bhi aane wali hai. Dekhte hai ki aage chal kar is samjhdari me kaun aage nikal pata hai.Keerti ko samajhna mushkil hi nahin.... Namumkin hai....

Update bas thodi der me aane wala hai.Waiting for Next....

