Romanchak. Pratiksha agle rasprad update ki
Chalo Badhiya hai sab dhere dhere apni purani Din charya me vapas aa rhe hai or yha fir se unke hontho pe mushkurahat laut rhi hai... Sandar update bhai jabarjast superbUpdate 11
Aise hi 15 din gujar gaye. Ab sabhi sambhal chuke the. Chacha ke jane ka dukh to tha hi. Lekin sabhi ne apne aap ko sambhal liya tha.
Mummy papa aur sagar city chale gaye the. Mai bhi ab kheto me dhyan dene laga tha. Anu ko dukh tha lekin usne apne aap ko sambhal liya tha aur apni padhai fir se shuru kar di thi.
In sabke bich mera aur siddhi ka mamla ruka hua hi tha. Aur vo bhi condition samajh rahi thi is liye usne bhi vo topic nahi chheda.
Aryan abhi chhota tha lekin sabse samjhdari usne dikhai.
Aise hi 1 din mai kheto se aya to kamla bua me mamla chheda.
kamla bua- ab hume bhi nikalna chahiye.
mai- kyu bua, thode din aur ruk jati
kamla bua- nahi beta bachho ke colleges start ho rahe hai.
mai- thik hai bua kab nikalna hai aapko
kamla bua- mai soch rahi hu kal subah ki bus se nikalenge to dopahar tak pahunch jayenge.
mai- bus se kyu bua mai ata hu aapko chhodne sham tak mai bapas aa jaunga vaise bhi kal muze kuchh jyada kam nahi hai. Bas majduro ko kam samjha kar nikal jayenge.
kamla bua- nahi beta tumhe kyu taklif
mai- bua isme taklif kaisi thoda mai bhi ghum lunga isi bahane
kamla bua- thik hai beta jaisa tum kaho
mai- chachi ko bataya is bare me
kamla bua- ha kalpana aur suman ko dopahar ko hi bata diya tha
mai- thik hai chalo mai room me hu khana ban jaye to bula lena
aur mai apne room me aa gaya
vaha dekha to anu aur siddhi baithi hui thi
2no ki bate chal rahi thi aur 2no muskura rahi thi
itne dino me maine pehli baar anu ko muskurate hue dekha tha, dil ko itna sukun mila ki kya hi batau
mai- kya bate ho rahi hai 2no me
mere bolte hi unka dhyan muzpe gaya
anu- aapke matlab ki bate nahi hai ye ledies talk hai
mai- achha meri billi muze hi miyauuu
siddhi- vaise apne abhi tak mera jawab nahi diya
itna sunte hi mai soch me pad gaya ki ab ye chuhiya kaha se picche pad gayi maine talne ke liye bola
mai- kamla bua kal ja rahi hai
anu- kya? Itni jaldi?
mai- ha
Itne me vaishu hume khane ke liye bulane aa gayi
vaishu- bhaiyya kal hum ja rahe hai
mai- ha beta mai aa raha hu aapko chhodne
vaishu- yahoooo aap bhi chal rahe ho
mai- ha bachcha
siddhi- bhaiyya mai bhi chalu meri bhi sair ho jayegi
mere kuchh bolne se pehle hi vaishu boli woww siddhi tu bhi chal rahi hai mai abhi mummy ko batati hu
maine apna sir pit liya aur haste huye bola- pata nahi ye ladki kab badi hogi
pichhe se anu ne aake muze gale lagaya aur boli
anu- ye aapki sabse ladli hai, hai na jaan
mai- ha
anu- aisa kyu. aap log same age ke ho lekin fir bhi aap use chhoti bachhi ki tarah rakhte ho.
mai- anu iska ye bachpana hi ise sabse alag banata hai, tumhe pata hai na mere sath kya hua tha. Tab iska ye bachpana hi tha jisne muze us dukh se bahar nikala. Vaise ye bachpan se hi aisi hai. Bachpan se shararate masti bas itna hi ata hai. Hamesha khush rehti hai aur sabko khush rakhti hai.
anu- vaise ye sach bat hai. Aur ye bataiye ye pranali didi aapse najre kyu churati hai.
anu ke itna pucchte hi meri najar ke samne apne aap hi mall wala manjar ghum gaya
mai- rat ko batata hu chalo ab khana khate hai.
anu- ha chalo lekin batana jaroor
mai- ha meri ma ab chalo
siddhi- chalo kya chalo mere sawal ka jawab to apne diya hi nahi.
mai- rat ko baat karenge abhi chalo nahi to fir koi aa jayega bulane.
aur hum log khana khane chale gaye
Nice apdateUpdate 11

Nice update...Update 11