- 7,679
- 8,952
- 189
Update ... Wednesday night / Sunday morning or night...
Last edited:
Thanks BhaiToh yashoda abhi kuchh samay ke liye surakshit hai lekin nazim dalle ke haav bhaav se lag raha hai ki ye kuchh karne wala hai ho sakta hai ki ye Tony ko fasa de aur baad me koi game khele , dekhte hain ki kya hota hai.
Update toh abhi tak imotional hi chal rahe hain.
Behtreen update tha , agle update ka intezar rahega.
That's the kind of same reason I left my story incomplete.Thanks Bhai.....
Baat kare pichli kahani ki toh usko likhte waqt xossip par bhut saari story padh rakhi thi maine jisse inspired hokar maine bhi story likhne ka thaan liya...
Woh kehte hai na uss time ek meta chal raha tha story likhne ka jisme sabka concept lagbhag same hi tha jo aaj bhi bhut chal raha hai...
Hero ek aur heroine 4,5 nahi toh patni 5,6... Heroine kise banaye yeh bhi nahi sochna padta hero ki behen hai toh... Ab hero khubsurat hai toh uski behn bhi uske jaise hi hogi... Agar usse Kam khubsurat hui toh heroine ko judwa bana do ab toh reader's ko move justify ho jayega...
Well hhhhhh... Isliye woh story complete nahi ki maine thoda break liya toh har dusri story wohi chal rahi thi fir ek kehte hai na intrest bhi nahi aa raha use likhne ka...
Yeh jo story hai mai full koshish kar raha hoon ki aap sab ko ek naya concept dun iss sab se door isliye aapko writing improvement dikh rahi hogi... Qki jab mujhe hi pasand nahi aayegi toh mai jabarjasti readers ke expectations khud ko push nahi kar sakta tha...
And again thanks aapka...
Journey mai bane rheyega aage kahani bhut romanchak aur action pack hogi...
Keep supporting...
Thanks BhaiThat's the kind of same reason I left my story incomplete.
Forum par har dusri story ka yahi concept hai ek hero aur kai heroine. Ab isme koi burai nahi hai, yahi chiz readers ko pasand aati hai, Harem genre ki stories.
But problem hai ki kahani ka writing style bhi sabka same hi hota hai events tak match hote hai.
Bahut hi kam stories hai jo Harem genre ki hote hue bhi alag lagti hai.
Jaise ek werewolf bhai ki Badshah story.
Mene bhi story likhi, bahut try kiya ki complete karu, but khud hi bore hokar chhod di.
Aage agar kabhi koi acha sa plot mind me bana to phir likhunga.
Till then all the best for your story.
Mind-blowing update![]()
Nice update Bhai
Yashoda ke dukh abhi khtam hote nazar nahi aa rahe, bahut sangharsh hai uske jivan me. Nazim ki bhi galat Nazar me vo aa gyi hai ab pta nahi vo kya karega.
Abhi jab tak hero bada nahi ho jata tab tak jyada kuch kehna possible nahi hai, filhal to kahani yashoda ke sangharsh par hi focus kar rahi hai.
Jab hero bada hoga to pta chalega asali plot kahani ka, vo kon hai uski asal maa kon thi aur uss hospital me aisi halat me kyu thi, vo sirf lachar thi yaa kisi badi sajish ka shikar. Abhi tak kahani kind off emotional tone me jaa rahi hai, lekin yakinan aage action, thrill suspense bhi dekhne ko milega.
Aapki pichli kahani bhi padhi thi kal 30 update tak, and I would say you improved a lot.
Uss kahani aur iss kahani ke writing level me bahut difference hai. Vo bhi achi kahani thi, khair adhuri thi to sabhi update padhne jaruri nahi laga. But aapne iss kahani me kamal kar diya hai, font se leke writing style sabhi badhiya hai.
Ab to bas hero ke bade hone ka intezar hai.
Excellent Story with excellent writing skills,
Keep writing keep updating
Eagerly waiting for next update
Nice update
Nice update
Bahut achha
Beautiful
Yashoda ki dukh bhari kahani se dil dehal gaya. Pratiksha agle rasprad update ki
Nice update![]()
Awesome update
Toh yashoda abhi kuchh samay ke liye surakshit hai lekin nazim dalle ke haav bhaav se lag raha hai ki ye kuchh karne wala hai ho sakta hai ki ye Tony ko fasa de aur baad me koi game khele , dekhte hain ki kya hota hai.
Update toh abhi tak imotional hi chal rahe hain.
Behtreen update tha , agle update ka intezar rahega.
Waiting for next update