• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery KALYUG ( Antt Hi Aarambh Hai ) { Incest , Fantasy , Romance , Thriller }

AddiXtion

𝕭𝖔𝖗𝖓 𝖙𝖔 𝖇𝖊 𝖗𝖊𝖆𝖑, 𝖓𝖔𝖙 𝖕𝖊𝖗𝖋𝖊𝖈𝖙
Staff member
Sectional Moderator
Supreme
7,687
8,972
189
Update ... Wednesday night / Sunday morning or night...
 
Last edited:

prem pujari

Active Member
1,181
2,927
158
ek suzhav hai dost

jaise kahani ki starting mai ladka apni maa ko haspatal lejane ki koshish kar raha hai to waha uska blood test ho jo ki rare kisam ka ho jisse uska connection ameer gharane ka waaris ban ne se ho phir use uski maa ke bare mai pata chale aur uska asal pariwar usse dhundta hua aye kyunki direct heir wohi ladka hi hai us pariwar ka
paisa power use jab mile jab use lag raha ho ki uski kahani ka antt aa gaya hai par wo ek naye daur ka arambh ho
kahani aur majedar hogi

baki apne pura chart bana rakha hoga is kahani ka par agar ho sake to mere sujhav par vichar jarur kijiyega
 
AddiXtion

𝕭𝖔𝖗𝖓 𝖙𝖔 𝖇𝖊 𝖗𝖊𝖆𝖑, 𝖓𝖔𝖙 𝖕𝖊𝖗𝖋𝖊𝖈𝖙
Staff member
Sectional Moderator
Supreme
7,687
8,972
189
ek suzhav hai dost

jaise kahani ki starting mai ladka apni maa ko haspatal lejane ki koshish kar raha hai to waha uska blood test ho jo ki rare kisam ka ho jisse uska connection ameer gharane ka waaris ban ne se ho phir use uski maa ke bare mai pata chale aur uska asal pariwar usse dhundta hua aye kyunki direct heir wohi ladka hi hai us pariwar ka
paisa power use jab mile jab use lag raha ho ki uski kahani ka antt aa gaya hai par wo ek naye daur ka arambh ho
kahani aur majedar hogi

baki apne pura chart bana rakha hoga is kahani ka par agar ho sake to mere sujhav par vichar jarur kijiyega
Bhut bhut sukriya mere bhai... Aapka sujhaav vastav mai sarahniy hai... Magar iss tarah ki kahani iss site par kaafi milti julti mill jaati hai... Bhai behen judwa mai hero heroine... Har koi yehi likh raha magar saachi kitni hai in kahaniyon mai... Mai yeh cheez bhi maanta hun ki reader ko aise hi kahaniyaan pasand aati hai.. pta nahi kyun woh boar nahi ho jate... Mai apni baat karun toh... Mai yeh story apni satisfaction kr liye likh raha hoon.. Iss kahani mai maaf karna magar jayada tar originality hi rahegi jaise duniya chal rahi hai kahani bhi waise hi chalegi... Jo aam dino mai hum samsya dekhte hai woh isme darshaya jayega.. saath mai romance action ka tadka bhi hoga....

Mai pehle se soch kar raha hun aap saath bane rahe.. aise story abhi iss site par nahi hogi bilkull new concept milega aapko...
 
  • Like
Reactions: prem pujari

AddiXtion

𝕭𝖔𝖗𝖓 𝖙𝖔 𝖇𝖊 𝖗𝖊𝖆𝖑, 𝖓𝖔𝖙 𝖕𝖊𝖗𝖋𝖊𝖈𝖙
Staff member
Sectional Moderator
Supreme
7,687
8,972
189
( KALYUG... Part 4 )

( Matlab ki duniya... / Pita ka waada )

1 Hour later....

Location kamalnath house....

Kamalnath ko kamre mai kaafi samay ho gaya tha... Woh bhut der tak apni biwi se behes krne ke baad jab room mai baitha hua tha... Toh soch raha aakhir kya karna chahiye... Usne TejSingh ko wada bhi kiya tha aur yashoda ko aise chod bhi nahi sakta tha... Aise anjaan seher mai akeli Yashoda jaha woh kisi ko jaanti bhi nahi thi... TejSingh ko bharosa tha uska bhai yashoda ka khyaal rakhega magar kamalnath apne ghar mai jhagda bhi nahi chahta tha... Woh bhi jab uski do betiyan ghar mai hi Hain...

Kya kare soch uska sir dard Krna laga... ant mai usne Yashoda se baat kar iss samasya ka hal dhoondne ke liye jab room se nikal hall mai aaya toh dekhta hai Yashoda waha hai hi nahi na hi uska samaan...

Kamalnath chehre ka rang udd jata hai Yashoda ko waha na dekh kar... Use samjhte der nahi lagti ki usne jo baatain biwi k saath hui thi sun li thi... Dil tez tez dhadak raha tha yeh soch kar ki woh Tej Singh ko kya jawaab dega jisne yashoda ki jimmedari use di thi ek anjaan seher mai uspe bharosa kar bhej diya tha...

Bhale hi TejSingh ne apne fayde ke liye Yashoda ko khud se door kiya tha... Lekin fir bhi kamalnath ki zimmedari thi usko surakshit rakhna... Chahe kaise bhi halat ho.. kamalnath jaldi se ghar se bahar nikal road par idher udher yashoda ko dhoondne nikal padta hai lekin Yashoda kahi nahi dikh rahi thi...

Ghanta bhar beet gya tha yashoda ko dhoondte hue.. paseene se bheeg chuka tha kamalnath pair dard karne lage the usne moholle mai har aadmi har bacche har dukaan par pucha lekin Yashoda kahi nahi mili.. thak haar kar kaamfi time beetne ke baad jab uski himmat Tut gayi toh ek mandir ki ssedhiyon par baith gaya... Bhagwan se yashoda sahi salamat surakshit ho yahi kamna kar raha tha... Sath hi aage kya kare iss baare mai bhi soch raha tha...

Wohi iske opposite mandir ke dusre gate ki ssedhiyon par yashoda ek bag aur hath mai bacche ko liye apne aane waali zindagi ke baare mai soch rahi thi... Iss naye sheher mai ab woh kya kare... Jo kuch bhi usne apne chacha ke Ghar suna uska dil gawahi nahi de raha ki uski wajah se uske chacha jinke kitne ehsaan the uske pita par unko takleef phunche... Iss liye woh waha aur ruk na saki aur saman le bahar nikal gayi... Magar samasya abhi bhi wohi thi ki woh jaye kaha kare toh kya kare...

.

Woh wapis apne seher bhi nahi jaa sakti thi qki usko ab tak samjh aa gaya tha ki unlog ko uske baare mai pata chal gaya hoga aur woh use waha dhoondh rahe honge... Aur iss naye sheher mai bhi woh kisi ko nahi jaanti thi aur wapas jaane ke liye bhi uske paas paise bhi nhi the... Thak haar kar woh bhi mandir ke bahar bas bhagwan se prathana kar rahi thi uski madat ki guhaar laga rahi thi...

Evening time... 7:45 pm...

Dheere dheere yeh din bhi dhal Gaya aur subh se raat ho gayi kamalnath bhi dukhi man se apne ghar ko wapas lout gaya... subh se bhookhe pet woh poore sheher mai Yashoda ko dhoond raha tha jab Suraj dalne laga toh woh bhi himmat Tut gayi aur apne ghar laut gaya... bas ek hi prathana kar raha tha ki Yashoda jaha kahi bhi ho theek ho... Ghar pahunchte hi uski biwi baache bhi pareshan the woh bina kuch bataye ghar se nikal gaya tha... Manju ko Yashoda ka pta tha magar uski beti uske yun jane se darr gayi thi...

Ghuste hi sawaal jawaab chalu ho gye sabke kamalnath shaant bas sabki baatain sun raha tha... Usko apni biwi Manju par bhut gussa aa raha tha aur apni betiyon par bhut pyaar bhi uski fikar karte dekh kar... Kaafi time laga sab kuch shant hua sab usth kar apne apne kamre mai chal diye... Kamalnath ki Biwi manju bhi uske peeche phunch gayi... Usko dekh kamalnath ko gussa aaya usne kheech kar ek chanta uske gaal mai diya... Jisse woh bed se gir padi...

Aankhon mai aansun bhar woh kamalnath ko dekh rahi thi jaise puchna chaah rahi thi q... Magar kamalnath ne uske q ka koi jawaab nahi diya aur chup chap bed ke dusre side let gaya... Woh nahi chahta tha ki koi baat kahe jisse uski betiyon par bhi uska galat asar pade... maa baap ke ghagde ka bacchon par bhi asar padta hai society mai reh kaafi dekh raha tha woh...

Bina kuch bole kamalnath bed par let gaya tha... Aankhon mai neend uske kahi nahi thi bas chinta thi Yashoda ki woh kaisi hogi raat ka samay hai woh bhi anjaan sheher... Manju bhi thappad padne ke baad samjh gayi thi ki yeh kyun hai... Woh kuch kehna chaah rahi thi magar kamalnath ka gussa dekh uski himmat nahi ho rahi thi... Magar woh abhi bhi khud ko galat nahi maan paa rahi thi usne jo kiya apni bacchiyon ke liye kiya... Woh kamalnath ko samjhana chahati thi magar yeh samay use theek nahi laga baat krne ke liye.. uth kar woh bed ke ek taraf let gayi neend uski bhi gayab ho gayi thi ek tak kamalnath ko dekh rahi thi jo sach mai gum tha...

Kamalnath ne bhi ek baar Manju ki taraf dekha aur bed ke baad mai light waala button daba kar lights off kar di... Poore kamre mai shanti chaa gayi... Dono mai se koi kuch nahi keh raha tha halaki dono jaag rahe the... Manju ko lag raha tha kamalnath abhi keval gussa hai thode time baad unko apni baat samjha kar mana legi... Yehi soch kar usne apne aansun ponch aankhen band kar li kuch der mai neend bhi aa gayi... Ab yeh upar waala hi janta tha kamalnath ki narazgi Manju se kab tak rahegi...

Location Temple... Time 9:38 pm...

Dusri taraf madiir mai... Subh se shaam aur shaam se raat hone chali thi. Yashoda wahi seedhiyon par baithi thi tek lagakar ki syad koi uski madat kar de.. subh se shaam tak pta nahi kitne hi logo ko usne madat ke liye kaha... Lekin har koi apni samasya ko dekh dusro ki madat nahi karta... Yehi kalyug ki sacchai hai...

Raat tak Kai logo ko madat se inkaar kar dene ke baad ab uski bachi khuchi himmat bhi jawaab de rahi thi.... Sabse jayada Rona use iss baat par aa raha tha subh se baacha bhookha hai Jo abhi 3 din ka hua hai... Dhoodh khreedne liye bhi uske pass paise nahi hai... baccha bhi subh se rote rote so gya tabiyat bhi theek nhi uski woh kya kare kuch samjh nahi aa raha tha... Kismat par rone ki sivay woh kar bhi kya sakti thi...

Mandir ke gate bhi band ho gye the saamne dhoondh ki dukaan bhi kuch hi pal mai band hone waali thi... Yashoda ek baar fir bachi khuchi himmat bator kar dukan ke paas jati hai aur usse apne bete ke liye thoda dhoondh maangti hai... Magar dukaan waala dhoondh dene se saaf inkaar kar deta hai... Yashoda uske haath jod leti hai... Magar woh Tass se mass na hua...

Aay din roz woh kisi na kisi ko dekhta rehta hai... Madat ke liye guhaar lagate hue kuch sach mai madat maanngte hai kuch madat ke naam par bhi apna Ghar chalate hai... Ek do ki madat woh kar bhi deta hai magar din bhar kisi ki madat karta raha toh ghar dukaan band krne padegi aisa uska sochna tha... Yashoda haar nahi maanti aur viniti karti hai... bhale hi usne baache ko janam nahi diya magar uske ander Mamta baache ke liye jaag gayi thi... Jisne use baache ko uska beta thehra diya tha...

Time bhi kaafi ho gaya tha dukaandar ko bhi dukaan band krni magar yashoda ko na hatte dekh woh bhi tang aa jata hai... Aur ek dhakka lga deta hai jisse yashoda dukaan se thoda bahar ko girti hai.. aur ek chota patthar jo paas mai hi pada tha uske sir mai jaa lagta hai... Dukaan waala palat kar yashoda ko dekhe bagair dukaan band kar nikal jata hai... Yashoda bhi patthar ke lagne se behosh ho jaati hai... Kamjori use pehle se thi 3 din se usne kuch khaya bhi nahi tha...

... Late night 3:15 AM...

Hhhhh hhhh Padko pakdo dekho woh kaha gya hhhh hhhh... Bachkar nahi jana chahiye...

Ek aadmi galiyon mai bhaag Raha tha sakal se hi chor dikhayi pad raha tha... Uske peeche 4,5 police waale bhaag rahe the .. jinhe pta nahi kitne dino se uski talaash aur aaj woh patte waalo par jab chapa maarne gye toh unhe woh mil gya jiske baad sab jugadi logo ko chod iske peeche pad gaye... Aadmi bhi bhaagne mai tez tha lagatar woh police waalon ko chaka raha tha... Chauraha par phunch kar jab use laga ki police uske peeche nahi hai tabhi use fir se unki awaaj sunayi deti hai jise sun woh ek dewaar se tek laga baith jata hai...

Hhhh hhhh yahi kahi chupa hoga patil tum do logo ke saath uss taraf jao... Dhoondo use iss baar bachkar nahi jana chahiye.... Naak mai dum kar rakha hai isne... bach kar jana nahi chahiye warna tumhari khaal alag kar dunga...

Aadmi sab kuch baith kar sun raha tha... Thodi hi der mai police waale waha se right aur left nikal gye... Tabhi usko thodi tasalli hui...

Aadmi... Hhhhhh Bach gya Aaj toh uss behen ke lode nazim ke chakkar mai yeh saala daroga meri gaand hi maar leta... Saala pta nahi kyun meri gand ke peeche pada hai kutta behen ka loda... Saale ki biwi deti nahi hogi isliye meri lene par pada hai... Ab kuch din chup kar lund pakad kar baithna hoga nahi yeh agar pakad liya toh mera lund Muth maarne ke layak bhi nahi chodega gaand ka gufa alag bana dega.. Iss nazim ki gaand bhi baad mai hi marunga abhi woh wapis aaye isse pehle mereko cut lena chahiye....

Yehi sab soch woh uthkar ek baar road par idher udher dekh hi Raha tha tabhi use kahi se bacche ki rone ki awaaz sunayi deti hai... Woh idher udher dekhta hai tabhi use paas waali dukaan ke paas aurat dikhayi padti hai.. jiske paas mai hi baacha ro raha tha... Ek pal toh woh bhi dar jata hai kahi uske rone ki awaaz sun police wapis na aa jaye... Woh aage badh hi Raha tha ki use man mai uske papa ki awaaz sunayi deti hai... Jo Marne se pehle uske pita ne usko kaha tha...

Short flashback...

Beta... Beta Tony... Mujhe tumse kuch kehna hai beta...

Tony... Haan pita ji.. dariye nahi aapko kuch nahi hoga...

Pitaji.. Har ghar mai ek khota sikka hota hai humare ghar mai hum dono hi nikle.... Apne ghar mai bhi Ek hi hona chaiye Aur woh mai rhunga aur mere baad koi nahi hoga....

.

Tony.. bas kijiye pita ji....

Pitaji.. hospital mai aate aate meri zindagi ki poori reel mere saamne se gujar gayi... Saari zindagi mai maine khud par garv karne waala koi kaam kiya ho mujhe yaad nahi aaya bete.. Maine aaj tak jo bhi kaam kiye uska aant aaj mere saath hi ho jayega beta marne ke baad koi mujhe yaad kare aisa koi bhi kaam maine nahi kiya... Kisi ka bhala kiye bagair jaa raha iss baat ka bhut afsos ho raha hai... Maine tujhe apne jaisa banaya iss baat ka mujhe koi dukh nahi magar meri tarah zero bankar nahi marega tu... HaR insaan ki shuruaat zero se hi hoti hai magar life sabko hero banne ka chance deti hai bhut se log mauka kho dete hai maine bhi kho diya beta... Life tujhe bhi hero banne ka ek mauka zaroor degi use mat khona... mauka khud chal kar tumhare paas aayega use pakad kar rakhna... Fir dekhna woh aacha kaam dekh kar tumhe khud par garv mehsoos hoga... Aisa kaam kiye bagair agar mere paas aaye toh Tony tujhe maaf nahi karunga...

Tony... Pitaji mai aapko kuch nahi hone dunga sab theek kar dunga...

Pitaji... Tujhe chod kar jaunga bhi kaha beta... Marne ke baad bhi tera peecha nahi chodunga.... Aahh kabhi terreaa saaathh nahiii chodunga.... Aahh kaaabbhi nahhiii....

Flashback end...

Ek baar fir Tony Yashoda ki taraf dekhata hai... Sir par chot lagne se khoon nikal raha tha uske... Paas mai baacha bhi ro raha tha... Jise woh yashoda ke haatoh se apne hath mai le leta hai... Ek nazar baache ko aur yashoda ko dekh kuch sochte hue nirnay leta hai... Aur idher udher dekhta hai tabhi use kuch nazar aa jata hai jise dekh uski aankhein thodi chamak aa jati hai....

( Mai dil se chahta hoon yeh story likhna aur complete karna please story padhne ke saath thodi help bhi kar do aap par nahi mujh par yeh like kar diya karo update kam se kam mujhe pta toh rehna chahiye meri story koi padh raha hai ki nahi... Agr aise hi raha toh jald hi mai story band kar dunga.... Please padne ke saath story par 20 likes bhi kar dena... 😟😟)

Keep supporting...
keep loving... 💞💞
 
JAIY_2

New Member
2
5
3

Really nice update

Kal hi teen update padhe the, aaj ye padha. 4 update me hi kahani pasandida kahaniyon me se ek ban gyi hai.

Kahani ki lekhan shaili aur bhasha bhi kamal ki hai.
4 update me hi kahani emotional touch banane me kamyab hui hai.

Characters ke bare me abhi kuch likhna jaldbazi hogi, uske liye abhi kuch aur update padhne honge.

Sabse behatreen baat ki ab tak kahani ki approach bahut realistic rahi hai. Jaisa asal me hi sakta hai aisi situation me vaisa hi ho rha hai.

Aapne bhi kaha hai ki kahani sacchai ke kareeb rahegi, lekin bhai is chakkar me kahani aur hakikat ke bich ka antar mat bhul jana.

Kahani sirf manoranjan ke liye hi nahi balki isliye bhi padhte hai kyoki usme hum vo dekhna chahte hai jo asal duniya me nahi dekhne ko milta. Reality negative hai to ummed hoti hai ki kahani to kuch positive hogi. Vrna reality aur fiction me fark nahi reh jayega.
Khair aapne jaisa socha hai vaisa hi likhna.

Aur yahi kehna chahunga bhai ki abhi sirf 4 update hi aaye hai, aise me kahani ko band karna jaisi batein naa karo. Kahani ke update jaise jaise aayenge. Likes aur views apne aap badhenge. Aapko kehne ki bhi jarurat nahi padegi.

All the best for future updates.

Eagerly waiting for next update
 
Top