- 3
- 0
- 1
Synopsis - This is pure fantasy...
CHAPTER - 1 :: KABR ME JHULATA ISHQ
------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Farzana shah kitchen me khana banane me lagi hui thi, garmi se uska haal behaal tha, pasine se uska baal uske sarir se chipakne lage the,
"haye ki karun, kitni garmi hai", Farzana khidaki ka palla thoda aur aage ko dhakelati hai, lekin us zeher jaise garm mausam me sab bekaar shabit ho raha tha, Farzana lekin phir bhi lagi hui thi kitchen me kunki aaj kuch khas tha, aur iske liye usne apne mayake ka mashoor biryani aur mithaiyan tayyar kar rahi thi,
Kareeb 2 ghante me uska kaam khatam ho jata hai, aur wo ghadi dekhati hai, abhi sauhar ke aane me kareeb teen ghate samay the, aur ye dekh farzana muska deti hai, aur apni saheli meira ko phone lagati hai,
"hello, selam meira, kya haal hai"
"wselam, main to achchi hun baji, aap sunaye"
"main bhi achchi hun, ek baat bata meira tu free hai kya abhi, mujhe tujhse kuch kaam tha"
"haan baji, abhi to free hi hun, serial dekh rahi thi"
"oh then ok, tu 10 minute me aaja, sath beauty parlor chalate hain"
"koi special hai kya baji"
"hi hi hi, haan kuch aisa hi samajh le"
"achcha baji main aati hun, aap tayyar rehana"
farzana kapade me salwar suit pehan, uspe ek blue rang ka burqa pehan leti hai, aur meira ka wait karane lagati hai...
->
kuch der me meira khud burqe me farzana ke ghar pahunch jaati hai, aur wo dono market ko nikal jaate hain. Farzana apne pansad ki beauty parlour jo uski saheli ka tha, wahan meira ke sath pahunch jaati hai,
Farzana beauty palour me apna bleaching karane lagati hain wahin meira apne nakun set karwane lagati hai, aur dono aapas me baatein karane lagate hain, aur yahin farzana apna plan meira ke samane ugal deti hai, darasal aaj farzana aur uske sauhar Fardeen shah ka 24wa salgiraha tha, aur farzana usi ke liye ye sab musibat utha rahi thi,
2 ghate me sab kuch ready ho gaya, farzana ko apne sharir aur khas kar apne chehre pe aayi nayi noor dekh muska di, paise de farzana aur meira kuch shopping karane nikal jaate hain, jahan farzana do gulabi strap wali panty kharidati hai,
farzana market se, meira ko selam kar ke ghar ko aati hai, aur sari tayyari suru karane lagati hai, wo ek gulabi rang ka afghani salwar pehan fardeen ka intezaar karane lagati hai, isi beech farzana ki beti phone aata hai, jis se wo baatein karane lagati hai, aur use apne plan ke baare me batati hai, jis se farzana ki beti chehak jaati hai,
saal ke saat bajane ko ho rahe the, farzana 1 ghate se fardeen ka intezaar kar rahi thi, uska dil baar baar phone laga ke puchane ka kar raha tha, lekin wo apne is surprise ko barbad nahi karana chahti thi, aur dheere dheere raat ke nau baj gaye, farzana thoda ghabra rahi thi, lekin ghar ka darwaza pe ghanti baj gaya, aur farzana ko dil saant hua, farzana balcony se jhankati hai, ye uska sauhar fardeen hi tha, farzana chehak jaati hai, aur bade aada se darwaze pe jaa wo darwaza khol deti hai,
fardeen darwaza khulate hi, apne aage khade farzana ko bade berahmi se dhakel sofe pe jaa girata hai,
"fardeen fardeen"
fardeen farzana ki baaton ko ansuna kar, sofe pe soo jata hai, aur farzana wahin pe khadi fardeen ko dekh rahi thi, uske aankh me anshu aa gaye, samane uska sauhar daaru ke nashe me pada hua tha, use puri tarah se nazarandaaz kar ke, aur farzana fardeen ke bagal me baith uska sir apne pe fardeen ka sir kar deti hai, aur khud udas ho jaati hai, aur sochane lagati hai, mazi ke baare me....
->
farzana ka umar aaj 44 saal tha, aur uska nikah fardeen ke sath 24 saal pehale hua tha, wo khud up ki azamgarh ki thi, wahi uska nikah dilli me hua tha, farzana ka abbu ek purane khayalon ka tha, aur usne uski arranged nikah farzana ke jawan hote hi karwa diya, farzana jo us waqt urdu collage me ba kar rahi thi padhai chod kar fardeen ke sath nikah kar delhi bas gayi, jahan fardeen ka ek chota sa business tha,
farzana aur fardeen ka zindagi kafi achcha suruwat hui, nikah ke baad hi fardeen ko governement ka ek achcha contract mil gaya, aur wo kafi achcha kamane laga wahin farzana ko khub ishq aur mohabbat dene laga, aur farzana kafi khus rahane lagi, aur uske sasu aur sasur kafi achche the, aur kyunki wo aur fardeen nuclear family the, wo kafi khus rahane lage,
farzana aahein bharane lagati hai, use yaad aane lagata hai ki fardeen jo khud ko saif ali khan samajhata tha, use kitna tang karata tha, aur use kitna mohabbat deta tha, aur farazana ye sab soch aur udas ho jaati hai, aur wo nashe se dhut fardeen ko chod apne kamare me chali jaati hai, aur aur rote rote so jaati hai...

Award + 30 days sticky Thread (Stories)
Award + 2500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
Award + 1000 Likes+ 2 Months Prime Membership