• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy INSANE {{{ All Hell Will Break Loose}}}

Black

Prime
24,355
40,498
259
  • Like
Reactions: Naik

Black

Prime
24,355
40,498
259
Ye wala update tho samajh aaya.।। Lekin sala isme teen teen scene ek sath chal raha hai..... Or ek hi banda teen jagah kaise ho sakta hai...... Or phir ek or confusion ye ajay naam kaar raha hai...... Chalo ajay to ajay hai.।। But isme police wala bhi ajay hai or ye naya doctor bhi ajay hai...... Kya isme sab ajay hi bhare hai....... To kahani ka naam bhi ajay hona chahiye
Thank you tiwari jee
Abhi toh shuruaat hai
Aage dekhiye hota kya hai
Dimaag ka dahi toh ab hoga
Keep supporting
 

Black

Prime
24,355
40,498
259
🤣🤣🤣kasam se mere pas words nhi hai tarif ke liye matlb outstanding kya likhe ho bhai..............
keep posting bhai..............
waiting for next update..............
Thank you
Lekin aisa kyun lag raha hai ki aap majak bana rahe ho
 

Black

Prime
24,355
40,498
259
Har jagah Ajay patient Ajay inspector Ajay doctor Ajay aur shayad ashi ko kidnap kerne wale ka naam bhi ajay hi hoga dekhte h aage kia hota h
Bahot behtareen zaberdast shaandaar mazedaar lajawab update bhai
Thank you naik bhai
Kéep supporting
 
  • Like
Reactions: Naik

Black

Prime
24,355
40,498
259
aryan aur aryanshi bhai behen hain... aur jaya aur ajaya pati patni.... lekin ek bhai ko uski hi behen ke saath shaadi aur ek patni ko uske hi pati ka bhai kyun bana diya... aur sala yeh ajay kitne nikle the mohini ke andar se... jidar dekho ajay ajay.....

462005 yeh no.. dheeraj ne repeat kyun kiya kya ite ajaya aane waale hai kahani mein... waise yeh wala ajay toh tapak gaya... ab shaadi kisse karega... itne saare ajay toh hain... kisi se bhi kara do..

ek sawal jawab dena hain toh de do nahi dena hain toh bhi de do... yeh jo ajay itne saare kya shabkee umar saman hain...
Kisne kaha ki saare ajay mohini ke andar se nikle hain
Doctor seema ka patient ajay tapka hai
Shayad
Doctor dheeraj ka patient ajay nahi tapka hai

Shaadi usse honi hai
Aur 462005 d m y hai
Aur sabki age same nahi hai
Ab doctor thodi 20 saal.ka ho jaayega
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Xabhi and Naik

Bunny..

🅒︎🅞︎🅞︎🅛︎
1,188
5,126
143
Thank you
Lekin aisa kyun lag raha hai ki aap majak bana rahe ho
na bilkul nhi bhai esa nhi fir bhi aapko lgta hai to sorry dil pe na lo
 
Top