• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Incest Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI

https://s.magsrv.com/v1/vast.php?idzone=5863456

Do you like story

  • Yes

    Votes: 424 93.6%
  • No

    Votes: 32 7.1%

  • Total voters
    453

Dmahi19

Well-Known Member
3,846
14,659
143
UPDATE - 16

PART - 3

Kavita ne aaj woh paya jo aaj ke busy din aur itne bade event me koyi soch bhi nahi sakta tha , Aryan se jismani aur rooh ko sakoon dene wala sukh woh bhi puri khacha khach bhari haveli me par Meena aur Aryan jaante the ki Kavita ko mana karna ya uski khawish ko na poora karna usko andhkar me dhakelna tha.... Meena ne ye bhi possible kiya .


KAVITA


Kavita ne jitna dukh saha aur tyaag kiya hai Ratidevi ki family ke liye utna kisi ne nahi kiya. Ek samarpit parivaar ki gharsth mahila jiske liye uska parivaar, pati aur baache hi sab kuch hain. Kavita thode gareeb parivaar se thi aur sirf 10th pass thi jiski shaadi kam umer me ho gayi ... kam umer me hi Dolly ki maa ban gayi uske baad kareeb 5 abortion huye agle 15 saalo me, Dr Anju ki help se pehle hi pata lag jaata ladki hai garbh me .... Kavita har baar toot jaati apne pet me aaye nanhi jaan ko apni aankho ke saamne marte dekh kar jo abhi pala hi nahi uske garbh me par pati ke saamney mujbur thi. Rati apne bade bete ke pyar aur laad ke saamney jhuk jaati aur potey ke laalach mei rehti .... par usko pata tha pota sirf Aryan hi de sakta hai aisa usko sadhu jisko guruji maanti thi ne batya tha . (ish pidhi me putr yog nahi hai sivaye Aryan ke )

Dr Anju ne Rati ko samjhaya bhi ki meri behen aag se mat khel par bade Mama aur Aryan ke Naanaji ki bho potey ki khawish ke aage na chahte huye Rati bhi majboor thi.

Rati ne Kavita ka Aryan se beta paane aur ish har baar ke abortion se nijat paane me Dr Anju ko vishvaas me lekar mind wash kiya .... Meena ko emotional blackmail kar Kavita ke dwara Aryan ko tyaar kar liya .... par Aryan ne Meena ko resist kiya to usne aur doosre sab se relationship ke baare me bolo aur kaha ," Tu Kavita maami ko mummy bolta hai aur uske bete ka sukh nahi dega tujhe meri kasam aaj se Kavita maami ki jimmedari meri hai ".....

Aryan ko pata tha sex, love aur emotion alag alag cheez hai par baacha paida karna matlab undono ki jindgi bhar ki jimmedari lena alag baat hai .... par Meena ne uske Kavita ke prati emotional pyar ko dekh manna liya .... Kavita 6 mahine Delhi me rehai Rati ke paas jahan Aryan engineering kar raha tha aur dono ne khul kar pyar kiya jiska nateeja Kavita pregnant ho gayi....

Aaj Kavita sakoon ki neend soo rahi thi Aryan ke room me, uska beta Rahul uske paas tha aur beti Dolly ab Aryan ke under me safe thi. Aryan ne usko Delhi me rehne ke liye mana liya aur usko naye Ghar ki Maalkin bana diya .....

Ab aage ________

Idher Devi aur Rati tayar hone lagi Rati ke room me .....

Devi boli ," Rati ye Rahul bhi Aryan ki tarah lagta hai kya Vasu bhi Aryan ki sakal ka hai? Mahima toh true copy Aryan jaisi hi hai . Aryan ne theek kiya Babita ko bhej diya nahin to sab ko pata chal jaata woh Aryan ki hi beti hai. baate bhi bilkul apne baap ki tarah karti hai , wohi awaaj wohi chanchalta aur wohi srarat ".

Rati boli ," Vasu bilkul Rita ke jaisa hai par aankhien Aryan ki tarah neeli hai jabki Rahul ki sakal Aryan jaisi hai par aankhien Kavita jaisi kaali hain tabhi to mere dono bete ab mujhe kos rahein hain..... haan Ashutosh ki liye bete paida hone ki chahat ne mujhe uske pyar me aandha kar diya par Kavita ko kya jarurat thi mera naam lene ki, bol di mujhe bhi pata hai.... sukar hai usne ye nahi bataya ki meine hi Kavita ko force kiya nahin to Ashutosh kya karta..... ab ish Dolly ne hungama kar diya hai to iska dosh bhi mujhpar laga diya, pata nahin aaj kya hoga ..... aur Rita ka toh aapko pata hai ki mera kuch bhi dosh nahi phir bhi mujhe hi mera chota beta suna raha hai.... arey Rita kisi aur se bhi to ye sab karti agar Aryan America me na hota to bhala mein kya karun dono ka aur Rita toh Aryan se bahut pehle se pyar karti hai ab ladyai ke baad Aryan ki ban gayi hai aur Vasu ki Maa bhi ".....



Rati


DEVI

Devi kuch sochkar boli ," Rati mujhe lagta hai hum bekaar mein paresaan ho rahe hain Aryan sab theek kar dega ...... uska dimaagh bahut tez chalta hai aur tujhse bola to tha ki tere dono beton se tujhko maafi mangwaunga .....waise ye Kavita badi bold hai dekha puri sajah dhajh ke aayi bilkul dulhan ki tarah aur Rahul ko dekar chali gayi Aryan ke pass aur dedh ghanta ho gaya abhi tak bahar nahi aayi aur na Aryan aaya ".....

Rati hasi ," Maaji aapko jalan to nahi ho rahi Kavita se ki aapko picche na chodh de Aryan se jaada pyar lekar "...... hi hi hi hi ..... "waise Kavita Aryan ke saath bed pe bilkul bindass ho jati hai aapki tarah lekin aap chinta na karo aapke alwaa koyi Aryan ko nahi jhel sakta sirf Kavita ko chodhkar .... woh bahut goori bhi sahi par Aryan ko color se fark nahi padta, woh to dil aur usme chipa pyar dekhta hai aur aap to uski Rani ho".....

Devi haskar ," par Aryan ne Kavita ko 6 mahine me gadra diya pehle se uska phichwada kya kaatil aur bhari kar diya . Aryan aur Meena theek hi bole the Kavita apna hak sab ke saamney le legi. dam hai Kavita me haan par thodi jalan toh hoti hi hai tujhe nahin hoti?".....

Rati ," Mujhe to sabse jaoan hoti hai par Aryan ka pyar sab khatam kar deta hai . uska pyar hi mere liye sab kuch hai . Ab Kavita ke liye to Aryan sab kuch hai aur mera hi kiya dhara hai to ab afsoos se kya hoga, chalo bahar chalte hain"......phir dono bahar aa gayi ....

Time - 9:40 AM

Aryan jab tayar hokar Geeta ke saath bahar aaya ..... to gaon ke khandhan ke hi nahi aur kafi risteydaar aa chuke the .... usko jaise dekhkar sab khusi se ansoon chalka diye aurtey hi nahi mardo ki aankhien bhi nam thi poore 2 saal baad usko dekh rahe the .... sab usko gher liye haveli ke aangan me , Aryan ab pehle se bhi jaada lamba aur handsome tha.....sabse aage auratein thi woh to choodh hi nahi rahi thi ..... jo badi thi unke piar choo kar aashirwaad leta aur joh kam umer ki thi unko gale laga leta ...... phir kuch der baad badhta huya mardo ke pass phoucha to unke piar choota aur sab ushse gale milte aur haath milate .... saare ladies aur gents aaj Ratidevi ko mann hi mann gaali de rahe the kyun bheja Aryan ko America 2 saal ke liye ye hi hamare khandhan ka chiraag hai iske bina to khusiyan bhi nahi aati hamsab ke Ghar ......

Aryan ko joh bhi ladies dekhi , uski personality aur handsomeness dekh ghayal ho gayi kya jaandar mard tha Aryan ..... sirf usko dekhkar aur chookar choot ne paani chod diya buddhi ho ya jawan thodi der baad haweli mei bane bathrooms ke bhaar line lag gayi ....

Mardo ka number aaya par Geeta ko uske saath dekh mardon ne bhi jaldi usko chodh diya .... jab Aryan ne ek kone me khadhe apne dono mama ko dekha Naanaji ke saath ...... toh Aryan sab se alag ho unki taraf tezi se badha .....????

Aryan jaa ke sabse pehle apne nanaji , RAJVEER SINGH ke sasmney beth apna maatha unke charno me tika diya ..... bas Aryan ko dekh Rajveer ki rulaai chuth gayi aur rote huye usko uthaya lipt ke roney laga ..... Aryan ne apne nanaji ko gale laga liya aur bola ," Nana meine sab bade ko kho diya par tujhe nahi khona "..... kareeb 80 bade bujurg bhi the ush samey par sabki aankhien nam thi ....

(Rajveer aaj bahut gusse me aaya tha apne chote bete Sateesh ki baat sunne par ..... Rati ka Aryan se relationship hai ye Rati ne khud usko bata diya aur kuch din me usne accept kiya kyunki woh jaanta tha ki ye Rati ne Aryan ko apne aur jaada pyar ke kabze me karne ke liye kiya hoga ......

Rajveer bahut seedhi sooch ka aadmi tha ish liye sab usko pasand karte the ..... Rati ke liye har tarah se perfect tha ..... par Rati ne shaadi se pehle ek aise sakhs se pyar kar liya jo abhi duniya meil bhi 18 saal baad ayega uska dhewta (grandson) ban kar jo uski badi beti ke pet se janam lega ..... Shaadi ke baad usey to goan ki sadharan si life se pharak na pada .... jiske liye 10 naukar seva ke liye the woh ab sabki seva karti ..... Saroo aur baaki baccho ko palte huye bas uska (MAHI) intzaar tha .....

Saroo ki shaadi hote hi Choudry MADHAV SINGH ne Rati ko seher me rehkar Dr Anju ke saath business take over karne ko kaha ..... usne ye baat Rajveer ko yeh karke boli mein apne naati ke liye ab sab kuch karungi .... Rajveer ek baat Rati ki jaanta tha ki jo thaan leti hai jaroor karti hai.....


Sab Rajveer ko bolte ke Rati se shaadi ke baad 40 gaon ki mahapanchyat ka mukhiya banega .... to Rajveer bolta nahi mein apne gaon ka mukhiya hi rahunga mujhe nahi chahiye aisi sataa jo mujhe mere gaon se dur kar de..... mein yahin paida huya yahin marunga .... sabkuch Rati ka hai mujhe kuch nahi chaiye .....

Har koyi laalchi nahin hota aur jitna usko mila usse santusth rehta hai .... Rajveer sabse jaada suljaha huya aur aam tarah ki jindgi gujarta par usne Rati ke seher jaane aur apne baapu ka business hi nahi gaddi(throne) sambhalne ki baat ka virodh nahi kiya .....

Sab gaon se najdeek seher meil shift ho gaye bahout badi kothi me joh gaon se sirf 6 km ki doori par thi ..... par Rati ne 6 mahine mei hi saara business take over kar liya apni mouh boli behen Dr Anju ke madad se .... par Geeta ko apne saath har jagah chipkaye ghoomti ..... Rati ki grasping power aur dimagh bohut tez tha .... Choudry MADHAV SINGH jaante the Rati ki speed aur skill kya hai .... par iska gussa to woh(MAHI) hi aa kar khatam karega .....

Rajveer ne ek din dekha jab Aryan 6 months ka tha aur Rati goad me lita Geeta aur Aryan dono ko ek ek choochi se doudh pila rahi hai aur Saroo bed par side me soo rahi hai .... usne Rati ko bola ,"yeh kaya kar rahi hai"?

Tab Rati ne bola ," ye mera asli beta hai aur mujhe Saroo ne bhi haan bol diya hai isko doodh pilane ko to tu bich me kuch mat bol nahin to mere baachon ko teri nazar lag jayegi "..... aur apni saree ke pallu se dono ka sar dhakh di jissey kisi ki najar na lage .....

Rajveer uska passiveness dekh hasa ," chal pila apne dono bacchon ko doodh , mein kuch nahi bolunga ". Baad me Rajveer ne Saroo se poocha to Saroo ne jawab diya ," Bapu mere bete ko doodh pila kar Maa ko khusi milti hai toh mujhe koyi aitraaz nahi.... jish din mera MAHI janam liya uski me akeli maa nahi bani balki kayi maa hain, aap Maa ko bol rahe ho Mahi ki teeno judwa bheno ki maa usko mujhse chip kar doodh pilati hain ..... aapko nahi pata baapu meri jethani Vimala didi jinko dhoodh bhi nahi aata woh bhi Mahi ko apne stann paan karati hai sabse chipkar ..... Vimala didi aur sabne mujhse vaada liya hai MAHI jab bada hoga to sabko meri tarah mummiji bulayega ..... mein apne bete ke liye usko baki sab mummy ke pyar se kaise alag kar dun aap bolo baapu "????

Rajveer Saroo ke sar per haath pher ke bola ," par teri maa bhi Mahi ko beta maanti hai to usko bhi mummy bolega "?


Saroo muskarate huye ," Hum sab uski mummy hain par woh hi sirf Maa hai Mahi ki .... meine waada kiya hai Mahi MAA sirf meri Maa ko bolega baaki sabko mummy meri tarah ".......

Rajveer ko lag gaya Rati ne Saroo ka beta maang liya hai apne liye par aaj usko apni beti ke nischal prem dekh usko garav aur dukh dono huya ..... jab ye baat Rajveer ne Choudry MADHAV SINGH se kehai toh woh Rajveer ke samney raaj par raaj kholte chale gaye aur usko bole ," Rajveer, Rati ko mat rokna Mahi se woh har rishta baneygi bete ka, dost ka , lovers ka aur ho sakta hai baad me pati ka bhi ..... par tujhe uska saath dena hai"..... sabko pata tha Rajveer apne saare baachon me Saroo ko sabse jaada pyar karta tha aur uski khushi ke liye kuch bhi kar sakta tha .... Rajveer ne Rati ko jab bhi daanta ya gussa dikhaya sirf Saroo ke liye ..... aur Saroo ka beta to usko usse bhi jaada dil ajeez tha par Rajveer ka pyar sabdho me nahin par apne kartvyo me sabko dikhta tha .....

Saroo uski jaise dhadkan thi Aryan aur Anita (Ani) me uske praan the .... Aryan aur Ani ( Aryan ki sagi behen ) uski do aankhien the .... par kehte hain baap ka pyar protection sirf dikhta hai aur maa ka pyar mamata ..... par Ani jaise Saroo ka doosra roop thi to Aryan se jaada Rajveer usko sneh deta tha ....

Choudry MADHAV SINGH marte huye bole the ," Rajveer ek din tumko Aryan ki madad karne padegi bas ye yaad rakhna ki woh sab sahi hi karega kyunki MAHARYAN ka avtaar hai woh "....



Rajveer socha Aryan jaisa sunder bete ka pyar Rati ko rok nahi paa raha hai .... par har din ke saath Rati ka Aryan ke saath lagaav aur pyar badhta
gaya ..... par ye Rajveer ke saath bhi huya , usko Aryan aur bhi aacha lagta .... usne Aryan ko kheti se lekar jadi buti tak ki saari vidhya shikhaya .... Aryan apne nanaji se bahut pyar karta tha aur Rajveer ke liye woh apni jaan se pyara tha ..... jab Rati ne Aryan se apna relationship usko disclose kiya to usko harani nahi huyi par Rati se jhooti narajgi dikhta raha .....)



Aaj Rajveer jee bhar kar apne nawase Aryan se lipt ke roo raha tha to Aryan ki aankhon me bhi nami thi..... tabhi Ratidevi wahan aayi aur Aryan ki aankh se aansoon phouch Rajveer ko boli ," Aap yahan isko rulane aaye ho ya isko hawan me madad karne "......

Tabhi Rajveer Singh gusse s dhaad ke bola ," Agar mere aur bacche(Aryan) ke bich me aayi to teri gardan kaat ke gaon ki choupal par latka dunga "..... charo taraf sanata chaa gaya ..... Rati ke chehre ki expression pehle darr phir normal aur gusse wale badal rahe the ......

Aryan hasne laga ," Kya nanaji abhi subha to mere samne meri MAA ko bol rahe the ki janeman tere liye gardan kata dunga " ...... sab Aryan ki baat sankar hasne lage .... Rajveer aur Rati ko bhi apni galti ka ahsash ho gaya ....

Rati boli ," Badhmaash hamara majaak udata hai ..... chal hawan ke liye der ho rahi hai ".....

Aryan bola ," Nahin pehle mamaji se mil lun"..... Aryan jaakar apne bade mama ke piar chuya to wo usko gale laga liya aur kaan me bola," Mujhe tujhse akele me baat karni hai function ke baad "..... phir Aryan ne chote mama ki piar chooya toh usne bhi uske kaan me bola ," Chote Choudry apni langot tight rakhna aaj pol khulne waali hai "..... Aryan uske baad sab bade ka ashirwad liya aur chote ke gale laga ....

Geeta aakar boli ," Ab to mere hone wale pati ko chod do, humko puja bhi karni hai , chalo na Aryan ".... Geeta ki baat par sab hase ....

Aryan ab tak chup tha par Geeta ki baat par hasa ," Pehle MAA ko bula aur dono mama ki taraf dekh muskarya ..... ung dono ki aankho meil dekh Geeta ke mathe ka chuma liya ..... itne me Rati bhi aa gayi aur Rati ke gaal par kiss kiya unse najar mila ke ..... ab dono mama ki gaand phatne lagi kyunki unki sagi maa unki behen Geeta aur jish baap ko saath laye wo Aryan ke ho gaye hain aisa lag raha tha .....???

(*** Aryan ke mummy papa aur behen (Ani) UK(England) me hain aur uski mausi aur unki beti bhi ... woh log nahi aaye hain .... Ani aur Neha ke exams chal rahe hain medical ke ...... dono wahan se mbbs kar rahi hain )

Choudry MADHAV SINGH ye baat Ratidevi ki jaante thi ki jidd aur ahankar hi Rati ko thoda kamjoor baanti hai . Tabhi unhone kaha tha ki Saroo jaisi tu Rati kabhi nahi ban sakti woh lakho croron me ek ladki hai par Rati ko kabhi unki baat ka aarath nahi samajh me aaya par unko pata tha isko sirf MAHI hi sambhaal lega.... ishne shaadi majburi me ki , Saroo ke baad aur baache majboori me kiye par business sambhala sirf Mahi ke liye, sab kuch apni power , dabangyi aur attitude badha diya Mahi ke liye ...... ab ye jaroor Maa ke alwaa sab hak legi jo sapne bachpan se dekhe ab Aryan ke saath pure karegi. Apne uske prati aseem pyar ke liye par sabkuch kho degi ...... iska vivek aur buddhi kaam nahi karegi .....

Choudry MADHAV SINGH Rati ke saare karya ek observer ki tarah watch kiya karte par usko nahi roka kyonki unko pata tha isko wahi rok aur sambhal sakta hai jisko ye dilojaan se pyar karti hai aur ussey sabkuch maa aur premi ka pyar jaroor legi .....


Choudry MADHAV SINGH ne Aryan ko bachpan se bade hote dekha to unko ahsaas ho gaya ki unka Warris unki soch se bhi parey hai ...... har din woh unki soch badal deta apne karnaamo se par unko ek baat khatkti thi woh tha Rati ke upar Aryan ka aandha aur nischal pyar ..... kahin Rati apne vavhaar ki vajah se Aryan ka durupyog na kar daale ..... par jaise jaise Aryan bada ho raha tha uska Meena ki taraf pyar dekh kar unko lag gaya ki Rati ka anti catalyst hai Meena ..... ek sadharan si ladki par Aryan ko apne saath layi thi janam ke time doosri maa ke pet se par jaise judwa the dono Aryan aur Meena ..... Rati ko bhi ahsaas ho gaya aur Choudry MADHAV SINGH ne bhi karwa diya ki Aryan ke praan Meena ke ander hai to usko apne Mahi ke praan ko usse jaada value deni padegi .... huya bhi yahi samey ke saath Rati Meena ko Aryan se alag kabhi nahin samjhti thi par jab gaon wala kaand huya ,Meena ke liye, Aryan ne ek gaon tabhaa kar diya to insecurity ki wajah se dono ko alag kar diya par uska khamyiaja do saal bhai bhen to bhughte hi par Rati ke liye sabse jaada saaza le kar aaya ..... apne ahenkaar me Aryan ko Meena se dur kiya par sabko prove karne me khud ko bhi do saal ke liye Aryan se dur kar diya ..... Aryan Ratidevi ke liye jisko MAA bolta tha apni hi nahi sabki gardan kaat deta par Meena ko dukh dene wale sab ki gardan kaat apni bhen ke charno me chada deta aur yahin Rati se galti huyi (jissey Choudry MADHAV SINGH darte the par unko vishwaas tha ki MAHI apni MAA (Rati Devi) ki sab galti sudhar dega taki usko koyi aanch na aaye) ......

Choudry MADHAV SINGH ne Aryan ko jab tak woh 12 pass kiya usko Rati ke dekh rekh me rehne diya par Aryan ke poore India top aur IIT selection exam top karne par Rati ko bole ke Aryan ab ek*** saal mere dekh rekh me rahega bas tu usko apna Maa ka pyar dena ....

(*** ye baad ke updates me aayega )
 
Last edited:

Dmahi19

Well-Known Member
3,846
14,659
143
UPDATE - 16

PART - 4


Aryan - HERO
Rajveer - Aryan ke nana
Rati - Aryan ki Nani (MAA)
Ashutosh - Aryan ka bada mama
Kavita - Aryan ki badi maami
Dolly - Kavita ki beti
Rahul- Kavita ka beta
Sateesh- Aryan ka chota mama
Rita- Aryan ki choti Mami
Vasu- Rita ka beta
Meenakshi- Sateesh ki ex girlfriend
Meena - 2nd herione (Aryan ki behen)
Geeta - 1sr herione (Rati ki goad li beti)


Chalo pehle Aryan ke mama ke baarey mei short me jaan lete hain......

Aryan ke mama Ashutosh aur Sateesh dono Aryan se bachpan se bahut pyar karte they ..... Aryan ka bada mama aaj tak sabke samney seena chouda kar bolta tha mere bhenje Aryan jaisa ish duniya mei koi nahi . kyonki Rajveer ke ghar mei sabse bada ladka aur warris Aryan tha to sab usko dilojaan se pyar kartey they ..... Aryan jab chutti aata to Meena aur Aryan ko Ashutosh apni bullet aur car mei khoob ghumata ..... dono bacche bhi usko apna ladla maama mante they ..... par jab Dolly paida huyi to Ashutosh ke gussey ka thikana na raha , woh to daily Aryan jaise bete ki aash lagye betha tha ki usko beta hi hoga (kisi baba ne bola tha) par 1 hafte Dolly ke janam ke baad usne Kavita ko bola ki usey ladki nahin ladka chaiye jo sabse bada hoga aur ish bacchi ko maar dunga mein .....to Kavita ne phone par sab Rati ko batya .... Rati ne aage aakar Ashutosh ko khoob danta aur 2 thapad bhi lagye ki aaj ke baad bakwas ki ya Dolly ki taraf dekha bhi to woh bhul jayegi ki Ashutosh uska beta hai ..... Rati ne samajha bujha ke manaa liye ki agli baar beta hoga jo woh jaanti thi nahin hoga ..... ish tarah 15 saal mei 5 baar abortion bhi karwaya gaye aur har baar Ashutosh apni kismat aur Kavita ko kosta aur last mei Aryan ke jawaan honey par Rati ne Ashutosh ko ek beta dilwa diya Aryan aur Kavita ka milan kara kar ..... (ye thi Rati ki badi bhool)

Rahul ke paida honey par Ashutosh bahut khush huya aur jab dekha ki bilkul Aryan jaisa dikhta hai sirf aankhien kaali hain. uski khusi ka theekana na raha, uski bete ki chahat 19 saal baad poori huyi aur jaisa chata tha waisa Aryan jaisa ..... sab khush they Rahul ke liye aur ab rahul Ashutosh ki aankh ka tara tha .....

Ashutosh thoda garam mijaj aur jiddi tha uske dada dadi ke khub laad pyar ne bigad diya tha to jaada padh likha na bas graduation kar apne baap ke jamidaari aur businesss sambhal liya . chuki Rati ka bahut naam tha to business mei loss ya profit se jaada fark nahi padta tha . Rati kabhi bhi uski madad kar deti thi ye sochkar ki karobar to kar raha hai aur ghar bhi miya biwi sambhal hi rahey hain aur Rati poora dhayan apni company aur business badhane mei lagi thi jiska warris Aryan tha ..... Ashutosh ko kai galat aadat bhi thi jaise saraab peena , juya aur kabhi kabhi doosri aurto ke saath masti mar leta .... Rahul ke honey ke baad ek aurat jo kavita ki ristey ki chachi lagti thi jo umer mei Kavita ke saath ki hogi ussey Ashutosh ki setting ho gayi aur ye baat Kavita ke kaan mei padi to khub jhagda huya ..... Kavita jaanti thi ki uska pati masti marta hai par yahan sabki badnaami ki baat thi .... usne Ashutosh ko bola ish aurat ko chod ke kisi aurat ke saath soo par ye ek jherli nagin hai ish se dur rah par ashtosh na manaa ab ladai aur martpeet Jada badh gayi ..... ek din jab Ashutosh bola ab woh ush aurat ko bhi saath rakhega to aisa raaj Kavita ne gussey mei khola ki Rahul uska beta nahin Aryan ka beta hai aur Rati bhi jaanti hai ..... aur dono ke naam ki dhamki bhi de daali ..... Ashutosh pura toot gaya ab jaada waqat apni nayi rakhel ke saath aur ayesi mei bitata .... Rati se bhi khub behes kiya aur usko bura bala kaha ..... ab jo loss ho raha tha woh market se udhar utha raha tha aur kyon mana karta Rati devi ke bade bete ko paisa dene se .... uski rakhel khoob loot rahi thi usko ..... jab Dolly ne uske khilaaf bagwat ki to Rahul ka gussa apni beti ko pith kar nikala jisko aaj tak nahi maara aur sath mei kavita ko ...... Dolly ka bahar niklna band aur 1 mahine mei shaadi karna chaata tha ..... Meena ke through Kavita ko pata chal gaya ki Aryan sirf 1 hafte mei India aa raha hai hamesha ke liye .... ye kabhar maa beti ke liye sanjeevni butii ki tarah aayi ..... dono Ashutosh ke har baat maanti par yahi chaal unke kaam aayi jis din Meena boli Aryan gaon mei hai to Dolly sabse nazar bacha bhag gayi apni maa ki madad se aur seedha Aryan ki Haveli phouchi ..... Ashutosh ko pata chala to badhak gaya par Aryan ka kuch bigad sakey usme himmat na thi ..... ish sab ke dauron Rajveer apne gaon mei rehta , Pooja path karta aur kheti dekhta tha usney sanyas le liya tha kisi baba ka sishya ban gaya tha ..... par kabhi kabhi seher aata tha par usko koi khabar na thi ......

Chota mama sateesh bhi Aryan ko bahut pyar karta usne dekha ki Aryan padne mei bahut intelligent hai aur baki cheezo mei bhi sabse aagey to woh usko encourage karta . Aryan ki khoob banti thi sateesh se dono dosto ki tarah they. sateesh engineering kar America chala gaya aur ek software company mei aachi salary par job kar raha tha ..... sateesh apne kaam mei tez tha to jaldi jaldi 5 saal mei 3 promotion le liye ....

Sateesh ki yahan ek indian ladki jiska naam Meenakshi tha Maharashtra se thi uski company mei thi to dosti ho gayi dono ka affair chala par dono shaadi nahi kar paayenge ye jaantey they alag aur strict culture ki wajah se ..... 2 saal baad jab Sateesh India aaya aur Rita ko dekha to usko bahut aachi lagi ki Shaadi ke liye ekdum perfect .... par yahan Rita ko shaadi ke liye ready karne mei Aryan ne ek dost ki tarah madad ki Sateesh ki .... par Rita to apna dil Aryan ko de chuki thi par usne sateesh se shaadi ki aur Aryan ki guide , guru aur friend ban gayi .... Aryan jab America phoucha to 2 mahine baad hi usko Sateesh ne bula liya ki uski maami se jhagda ho gaya .... Sateesh ko laga Aryan mana lega Rita ko par shayad yahi sateesh ki sabse badi bhool thi .... Aryan se Rita ne khuch nahi bataya par woh bahut dukhi thi .... Aryan ne Sateesh ko emotional blackmail kar Meenakshi ka sach niklwa liya to Sateesh ko bahut bhala bura kaha par Sateesh ne Aryan ko haath jod Rita ko manne ko kaha aur aage galti nahi hogi .... Aryan saaf bol diyaa ki woh miya biwi ke bich nahi padega aur Rita ko bol diya kuch bhi karne se pehle soch lena ..... Rita 3 din baad Sateesh ko note likh chali gayi ki woh Aryan ke pass jaa rahi hai ...... Sateesh ko chain aaya ki Rita ne ghar par nahi batya hai lekin Aryan usko sambhal lega ....

jab Rita 6 mahine baad Sateesh se Milne aayi to usko laga Rita ka gussa kam ho gaya to usne khoob mafi mangi tab Rita ne Sateesh ke upper bomb phod diya ki woh pregnant hai aur ye baccha uske lover ka hai aur ussey India jaa shaadi karegi ...... Sateesh ne ussey bahut behas ki aur abortion karane ko bola aur fir se dono nayi suruwat karenge par Rita nahi maani aur ek mahina Sateesh ke saath rahi aur daily uski junjulahat dekh khush hoti .... phir ek din jab Sateesh Ghar louta to dekha Rita ka saman gayab hai aur usne ek message chodaa hai jisme usne apne naye lover aur bacche ke baap ka naam Aryan batya ..... sateesh ki pairon se jameen kishak gayi kyonki ush par dohra waar huya ek Rita aur dossra Aryan .... Sateesh samaj gaya Rita ne ussey badla hi nahin balki uski rouh tak waar kiya hai ..... woh depression mei chala gaya to Meenakshi ne usko Aryan se baat karne ko bola kyonki Rita jhoot bhi bol sakti hai badla lene ke liye par Aryan ne Rita ki baat confirm kar di aur Sateesh depression aur gussey mei samajh nahi paa raha kya karey . Rita se jab Aryan ne poucha ki aisa kyon kiya to Rita ne Sateesh ko damaki de dali agar woh kuch bhi kisi se bola to uska jimmedar khud hoga ....

Meenakshi ne us samey Sateesh ko morale support dekar samjhaya ki abhi kuch na karey kyonki Rita ne jo chaal chali hai woh usne bahut soch samaj ke chali hai to waqt ka intzaar karey .... ab Sateesh aur Meenakshi saath rehne lage aur dono ka pyar din par din badh raha tha ab Meenakshi bhi pregnant thi 4 months se usne Sateesh se Shaadi ko bola to woh usey le ab Aryan aur Rita ke picche India le aaya do maksad poorey karne ek Rita se badla aur doosra Meenakshi se Shaadi ....

____________

Aaj dono mama ko laga jaise support hi nahi hai ... .na maa baap ka aur na Geeta ka ..... par unko lagta tha Geeta ko bata diya ki Aryan ka relationship unki biwi ke saath hai to saara khelaa unke haath mei hoga .... par unko kya pata tha aag se khel rahey hain .

ab aage _

to kuch samay phiche chalte hain .....


Aryan ka chota mama sateesh aaj hi Early morning 2 baje ki flight se India aaya apni so called affair wali girlfriend(Meenakshi) ke saath..... jiske saath Rita ne usko pakda tha sex karte huye ..... par usko Delhi mei ek hotel mei stay kara kar seedha apne badey bhai Ashutosh aur apne baap Rajveer ke pass subha 7 baje ghar phouch gaya ..... usney dono ko Aryan aur Rita ke relationship aur Vasu ke baarey mei bataya par apni baat gol kar gaya ..... uska main maksad tha Rita se badla lena taki woh sabke samney badnaam ho aur Aryan se bhi woh gussa tha par usko lagta Aryan ka use kiya Rita ne badla lene ke liye aur Aryan ne saath diya apne sage mama ke khilaaf ..... Sateesh bola ," baapu Rita ne Aryan ka use kiya aur apne pyar ke jaal mei phasa liya aur Vasu bhi undono ki nazaaz aulaad hai. Mera mann to bahut huya dono ki pol khol dun par mere aise sanskaar nahi ki apne ghar ki ijjat uchalon .... Aryan hamara warris hai to galti to usne bhi ki hai par ab mein Rita ke saath nahi rehna chata mein divorce de dunga aur kisi aachi ladki se shaadi kar lunga ...... lekin aap logo ko Rita ko saaza deni hogi uske kukarmo ki , Aryan ke khilaaf mujhe kuch nahi karna uska aap dono dekho ".....

Satish ki baat sunn dono ka dimagh ghum gaya ki ye jo bola sach hai kya par jhoot kyun bolega aur 2 saal se miya biwi bhi nahi aye India aur baccha bhi wahin huya ...... tabhi Rajveer bola ," Teri maa ko pata hai ye baat ".....

Sateesh bola ," maa ko bhi meine batya tha kuch din pehle to woh bhi kuch nahi boli aur Aryan ke khilaaf to woh kabhi nahi jayegi chaiye apni aulaad hi kyon na mar jaye . meine bol diya ye sab uske laad pyar ki wajah se huya hai par parivaar ki baat hai to Aryan ka naam nahi aana chaiye par Rita ko sazaa jaroor do aap sab "...... Rajveer ne ek taraf jaakar Rati se phone pe baat ki koi 10 min baad wapas aaya.


Ashutosh (Aryan ka bada mama ) ko to Sateesh ki baat sunn aap beeti yaad aa gayi kaise Kavita ne usko bataya ki Rahul Aryan ka beta hai aur agar usney kuch bhi kiya to Aryan ko bol degi aur Rati ko bhi pata hai ish liye usne Aryan se beta liya ..... Aryan ke naam ki dhamki aur Rati ka pata hona usko daraa diya .... usne uske baad kabhi Kavita par haath nahi uthya par gaali jaroor bakta .... par jab Dolly ne usko bola ki woh Aryan se pyar karti hai aur usi se shaadi karegi to Ashutosh ne khub mara usko aur Kavita ko bhi ..... Aryan India aa gaya hai news mili to Dolly chakma dekar bhag gayi Aryan ke pass to usney jaise hi gussey mei 2 thapad Kavita ko marey to usne haath pakad liya aur jor se boli ," agar kal meine Aryan ko bol diya to tumhari kher nahi . aage se mujhpar haath uthne se pehle soch lena , tum to jantey hi Meena waala kissa ki usney gussey mei kya kiya tha"...... Ashutosh ko kissa yaad aatey hi gaand phat gayi woh thar thar kaamp raha tha kyonki ush kaand mei woh Bheema ke saath sab kuch saaf kiya tha . woh manjar yaad karte hi dil dhal jaata ki akela 200 se jaada aadmi din dhade bina kisi hathiyar ke unke gaon mei ghuskar maarey sirf uski behen ko chedne par . Aryan se sab bahut pyar karte they par Aryan ka 2 saal purana kaand jaise sab ghar ke mardo ke Dil mei uski dhasat kayam kar gaya .... pakka MAHARYAN ka avtaar hai .

Ashutosh ko jab Sateesh ne hilaya to woh hosh mei aaya aur bola ," tumko galatfehmi to nahi huyi Sateesh or Rita aur vasu kahan hain "?.... Sateesh bola woh dono mujhse ladkar Aryan ke saath India aa gaye hain , Rita ko Aryan ne ek company mei MD bana diya aur Delhi mei uske saath hogi "..... Ashutosh ne Rita ko call kiya aur poucha kahan hai , gaon aa rahi hai ki nahin function mei.... Rita ne bade araam se wish kiya aur jawab diya ki Delhi mei hain aur function attend karne aa rahi hai .... Ashutosh 2 min aur baat ki aur call rakhkar bola," woh Delhi mei hai aur function mei ayegi "..... tabtak Rajveer bhi aa gaya .


Rajveer bola ," Rati ko tere se sab malum huya aur Aryan ne usko bata diya hai ki sach kya hai . par boli hai function par sab bata degi ab tu bol humse kuch chupa to nahi raha kyonki sab jaantey hai Rita kabhi galat faisla nahi karegi woh bahut suljhi ladki hai par agar usne aisa kiya hai to bahut galat kiya hai aur Aryan aur Rita ko mein saaza dunga ".....

Ashutosh bola ," bapu aap maa ke samney Aryan ko kuch bol hi nahi payenge aur Geeta ka hi dekhlo ki woh Aryan ki mousi honey ke baad bhi sabne Mahapanchyat mei maa ke kehne par Aryan ki shaadi fix kar di , sab jagah hamari tho tho hogi "...... Geeta aur Aryan ki Shaadi ki baat sunn sateesh uchal pada aur bola ," ye kaise ho sakta hai udhar Rita bhi Aryan se shaadi karna chaati hai mujhse jhagda karke tabhi to uske saath aayi hai ".......

Rajveer bola ," dekho Geeta aur Aryan ki shaadi Bapu (Choudry MADHAV SINGH ) ne fix ki thi kyonki Geeta bhale meri beti ki tarah hai par woh Thakur Govind mere dost ki bhanji hai aur uska hamarey alwa koi nahin ..... waise bhi Geeta ke tevar dekh kyon shaadi karega ussey par Aryan usko pasand bhi hai aur usko control bhi kar sakta hai . jaraa socho Aryan jaisa baaka jawan ladka , inta balsaali aur khoobsurat . uske liye ladkiyon ki kami hai par hamari Geeta se shaadi ko tayar ho gaya jo roop rang mei to kahin nahi tikti uske samney ..... rahi Rita ki baat woh aaj ussey milkar clear kar dunga ki woh aisa nahin kar sakti .... aur teri maa ko kabhi mei kissi galat kaam mei saath nahi dunga ".....

Sateesh bola ," Bapu sab maan gaye Aryan aur Geeta ki Shaadi ke liye to kar dete hain shaadi par rita ko sabak jaroor milna chaiye "..... ( sateesh ko laga ki Geeta ko apne side kar Rita se badla liya jaa sakta hai )

ab Ashutosh kuch soch kar bola ,"bapu mera ek kaam karna hoga aapko aaj , mujhe meri beti Dolly wapas chaiye jo Aryan ke pass hai "...... ab to jaise bomb phat gaya Rajveer ," Kya matlab Dolly Aryan ke pass hai aur tujhe wapas chaiye ".?..... Sateesh bhi yahi poucha ....

Ashutosh bola ," jab meine Dolly ki shaadi apne dost ke bete se fix ki to usne bola woh Aryan se pyar karti hai usse hi shaadi karegi nahin to jaan de degi . meine usko har tarah se samjaha to jid par adi rahi meine usko khoob dhamkaya bhi phir bhi nahi maani .... meine uska ghar se niklna band kar diya par kal woh sabko chakma dekar bhag gayi aur Aryan ke pass phouch gayi hai , ab aap hi batiye mein kya karon . maa ko bola to woh bhi kuch nahi kehti Dolly se . ab mujhe meri beti wapas chaiye aap hi kuch karo ".



Rajveer aur Sateesh poori baat sunn shocked ho gaye . Rajveer bola ," tuney mujhe pehle kyon nahi batya aur itna sabkuch ho gaya , teri akal ghass charne gayi hai arey jawaan ladki hai abhi umer hi kya hai usko pyar se samjhate hum sab to maan jaati . arey bewkoof Aryan ko dekhkar to sab gaon ki kya seher ki ladkiyan bhi bhag jayen ghar se ussey shaadi karne to kya Aryan sabse shaadi karega. Aryan croro mei ek hai usko dekhkar to filmo ke hero bhi fail hai ..... Dolly choti behen hai Aryan ki woh bahut pyar aur care karta hai usko jarror tuney kuch kiya hoga tabhi bhagi..... Bach gaya tu jo bhag gayi nahi agar galti se call karke Aryan ko bula leti to tujhe kya hum sabko kaat deta aur hum kuch samajh bhi nahi paatey ye kya huya ..... Meena ka kissa bhul gaya arey uski jaan basti hai Meena mei uske liye kitne maar diye aur Dolly to bachpan se uski gudiya rani hai woh kisi ko nahi chodega jisne usko kuch dukh diya ya paresan kiya . koi baat nahin mein Aryan se baat kar lunga par teri kitni sikayat ki hai Dolly ne ye to wahin pata chalega . Dolly nadan hai abhi jawan huyi hai sabko koi na koi pasand aata hai ussey pyar bhi ho jaata hai iska matlab ye nahi woh shaadi bhi pakka kar lega , ab tu Dolly ki shadi ki chinta chod aur mein ussey baat karunga "......

Sateesh bola ," bapu mein jaanta hoon ki Aryan bahut takatwar hai par kya sach mei usne itne aadmi mar diye they ya gaon wale phenk rahey hain " .....

Ashutosh bola ," tu kya gaon walo ko pagal samjhta hai arey mei khud apne samney saari lash thikane lagwa hoon poori 200 se jaada tooti phooti aur Bheema kaka ke saath tha mein . Bheema kaka bole agar maa na phouchti to na jaane kitni lash or girti . tujhe pata hai akele ne agle din subah ke 4 baje tak 200 se jaada police walo ko gaon mei ghusney nahi diya , badi muskil se sab saaf kiya aur har saboot khatam kiye. tabhi to 2 saal America mei tha tere pass tu nahi milta tha ussey kya "..... Sateesh hadbada gaya aur bola , " milta tha par mere pass time kahan hota tha aur woh bhi University hostel mei rehta tha . Rita jaada milne jaati thi ussey".

Rajveer bola ," tujhe pata hi nahin woh wahan kya karta tha padhta tha ki nahi maarpitai karta tha ki nahin ..... tujhe pata hai Rati abhi mujhe batai America se koi senator Marie Hall aur uski beti Jane Hall aa rahi hai tere maa ke gaon aaj ke function mei sirf Aryan ke invitation par aur tujhe to ye bhi pata nahi hoga ki Aryan ko America ke president se medal bhi mila hai kissi mission ko poora karne ke liye . tujhe time hi nahi hai ".....

Rajveer ki baatey sunn dono bhai bilkul shock se statue ban gaye aur unko vishwas nahi ho raha tha Aryan ke kaar naamey sunkar. Rajveer phir bola ," tum shayad jaantey nahi woh 17 saal ka tha jab 3 mahine training liya sab marshal arts aur commando ki jo log 10 saal se bhi jaada samney mei seekhte hain . woh koi sadharn ladka nahin balki MAHARYAN hamarey poorvaj ka roop hai . pichle 2 saal mei wahan University mei usne kitne courses apni engineering ke alwa kar liye . uski University jaana sateesh aur uska naam puchna tab pata chalega ki kitne jhande gaad kar aaya hai . Rati bata rahi thi 2 saal mei 4 nayi company khola hai aur khud America ke home sectary ne India ke home minister ko Aryan ko special security dene ko kaha hai . aaj ki date mei uska police record clean hai . American government to usko wahin rakhna chahati hai par Rati ne jor dekar usko hamesha ke liye bula liya".

Chalo chalne ki tayari karo nahin to late hoga aur sab muddey wahin suljaange ..... dono Bhai apni soch mei dobey they ki Aryan ko kaise handle karna hai .....

haweli phouch kar Rajveer Rati se mila toh usney function ke baad ka bolkar taal diya ki Aryan se baat karo par dono mama nahi mile Rati se na wish kiya sayad apne jhootey guman mei ud rahey they .
________

ab present mei 10:00 am haweli .....


Aryan Geeta ke saath hawan ke pass phoucha ki Meena bhi aa gayi aur Aryan ka doosra haath pakadli ..... dono hawan mei Aryan ke saath bethna chaati thi par Aryan bola," dono jayo Dr Anju mummiji ko lekar aao jaldi .... Geeta aur Meena dono ander gayi aur Dr Anju ko saath lekar aayi ..... jab dekha ki Aryan ke saath ek taraf Rati or doosri taraf Devi bethi hai to dono kilash gayi ..... Aryan undono ko dekh khada huya aur dr anju ko lakar Rati ke piche bitha diya .... phir Meena aur Geeta ke pass jaa dono ka haath pakda aur dheree se bola dono apni Dadi aur maa (Rati) ke saath hawan mei bethne ko uske nana (Rajveer) pandit ke saath beth gaye .... Meena Devi ki taraf aur Geeta Rati ki taraf beth gayi .....


baaki saarey ristedaar bhi beth gaye sabke piche .....mantar padhey jaa rahey they aur sab ahuti daal rahey they hawan kund mei ..... thodi der baad Panditji ne Aryan aur Rati aur Dr Anju se Choudry MADHAV SINGH ke naam ki puja karai .....

uske baad Geeta aur Aryan ko saath bethne ko kaha to Aryan ne Meena ko bhi saath bithaya .... ab ek taraf Meena aur ek taraf Geeta bethi thi Aryan ke , kisi ko aschariye nahi huya sab jaantey they Meena Aryan ke liye kya hai ..... phir teeno ne Mahapanchyat ke kalyan aur ujwal bhavish ke liye Puja ki .... aadhe ghantey me puja khatam huyi toh Aryan sabko bol ke apne room mei gaya jahan Kavita aur Rahul so rahey they . Aryan apne secret room mei gaya aur 10-15 min. kuch phone kiya aur desktop par kuch der cameras ki live recording dekha ????


***
 
Last edited:
Top