- 3,846
- 14,659
- 143
Thanks bhai for your support and encouragement.Ani ne apna turup ka ekka chal diya hai, Ab toh Naagkanya Vishakha ko jukhna hi padega aur Mahi ko Divye Talwar prapt ho jayegi Kyoki lohe ko loha kaatta hai. Bahut hi laajwab parti hai sahab.
Jitna asaan lag raha hai utna hai nahi phir wahan inki powers kitni kaam karegi yeh bhi pata chalega , Koshish hogi ek hi Update me sab post karun .
Keep reading and posting your views and comments on the story.