Bhai log naa hi main naraz hun naa hi story close hui hai.... Baat asal me ye hai ki main gaon gaya tha... Shadi me... Lekin waha main ho gaya bimar.... Thik hone ka naam nhi.... Abhi main wapas to aa gaya but meri thik hone ka naam nhi le rahi.... Upar se ye corona alag se aa gaya hai.... Or mujhe bhi sardi khasi jhukam ne hi pakda hai... Meri khasi thik nhi ho rahi..... Baki rab rakha ji....